The Living Verses

Enter Quran

To play video click icon of your choice.

  • Arabic text

  • Urdu text

  • Roman Translation

  • English Translation

  • Urdu Translation

  • 13
    Ra'd
    The Thunder
    سورة الرّعد
    Total Ayaat: 43
    Language


    الٓمٓر ۚ تِلْكَ ءَايَٰتُ ٱلْكِتَٰبِ ۗ

    وَٱلَّذِىٓ أُنزِلَ إِلَيْكَ مِن رَّبِّكَ ٱلْحَقُّ

    وَلَٰكِنَّ أَكْثَرَ ٱلنَّاسِ لَا يُؤْمِنُونَ

    Alif-Laaam-Meeem-Raa; tilka Aayaatul Kitaab;

    wallazee unzila ilaika mir Rabbikal haqqu

    wa laakinna aksaran naasi laa yu'minoon

    Alif-Lam-Mim-Ra. There are the auyaats of the scripture.”
    and that which has been revealed unto you from your Raub is the truth.
    But most men not believe.

    Alif-Lam-Mim-RaYe kitab ki aayate hai
    aur woh jo tumhari taraf tumhare rab ke paas se utra haq hai
    magar aksar admi iman nahi late.

    ٱللَّهُ ٱلَّذِى رَفَعَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ بِغَيْرِ عَمَدٍ تَرَوْنَهَا ۖ

    ثُمَّ ٱسْتَوَىٰ عَلَى ٱلْعَرْشِ ۖ

    وَسَخَّرَ ٱلشَّمْسَ وَٱلْقَمَرَ ۖ

    كُلٌّ يَجْرِى لِأَجَلٍ مُّسَمًّى ۚ

    يُدَبِّرُ ٱلْأَمْرَ يُفَصِّلُ ٱلْءَايَٰتِ

    لَعَلَّكُم بِلِقَآءِ رَبِّكُمْ تُوقِنُونَ

    Allaahul lazee raf'as samaawaati bighairi 'amadin tarawnahaa

    summas tawaa 'alal 'Arshi

    wa sakhkharash shamsa walqamara

    kulluny yajree li ajalim musammaa;

    yudabbirul amra yufassilil Aayaati

    la'allakum biliqaaa'i Rabbikum tooqinoon

     

    Allah is he who raised the heavens without any pillars, that you can see
    then he rose towards the throne
    and subjected the sun and the moon.
    Each running its course for a term appointed.
    He manages all affairs. He explains in detail the signs,
    that you may in the meeting with your Raub believe with certainly.

    Allah hai jis ne aasman ko buland kiya be sutuno ke ke tum dekho
    phir arsh par istewa farmaya jaisa us ki shaan ke layaq hai
    aur suraj aur chand ko muakhaer kiya
    har ek ek theraye huve waada tak chalta hai
    Allah kaam ki tadbeer farmata aur mufassil nishaniya batata hai
    kahi tum apne rab ka milna yaqeen karo.

    وَهُوَ ٱلَّذِى مَدَّ ٱلْأَرْضَ

    وَجَعَلَ فِيهَا رَوَٰسِىَ وَأَنْهَٰرًا ۖ

    وَمِن كُلِّ ٱلثَّمَرَٰتِ جَعَلَ فِيهَا زَوْجَيْنِ ٱثْنَيْنِ ۖ

    يُغْشِى ٱلَّيْلَ ٱلنَّهَارَ ۚ

    إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَءَايَٰتٍ لِّقَوْمٍ يَتَفَكَّرُونَ

    Wa Huwal lazee maddal arda

    wa ja'ala feehaa rawaasiya wa anhaaraa;

    wa min kullis samaraati ja'ala feehaa zawjainis yaini

    Yughshil lailan nahaar;

    inna fee zaalika la aayaatil liqawminy yatafakkaroon

    and it is he who speard out the earth
    and placed therein film mountains and rivers,
    and of every kind of fruits he made in it in pairs two.
    He brings as a cover the right over the day.
    Verily in that there are signs for people who reflect.

    Aur wahi hai jis  ne zameen ko phailaya
    aur us me langar aur nehre banayi
    aur zameen me har qism ke phal do do tarah ke banaye
    raat se din ko chupa leta hai
    beshak us me nishaniya hai dhyan karne walo ko.

     وَفِى ٱلْأَرْضِ قِطَعٌ مُّتَجَٰوِرَٰتٌ

    وَجَنَّٰتٌ مِّنْ أَعْنَٰبٍ وَزَرْعٌ وَنَخِيلٌ

    صِنْوَانٌ وَغَيْرُ صِنْوَانٍ

    يُسْقَىٰ بِمَآءٍ وَٰحِدٍ

    وَنُفَضِّلُ بَعْضَهَا عَلَىٰ بَعْضٍ فِى ٱلْأُكُلِ ۚ

    إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَءَايَٰتٍ لِّقَوْمٍ يَعْقِلُونَ

    Wa fil ardi qita'um muta jaawiraatunw

    wa jannaatum min a'naabinw wa zar'unw wa nakheelun

    sinwaanunw wa ghairu sinwaaniny

    yusqaa bimaaa'inw waahid;

    wa nufaddilu ba'dahaa 'alaa ba'din fil-ukul;

    inna fee zaalika la aayaatil liqawminy ya'qiloon

    and in the earth there are tracts meighbouring
    and gardens of wines and green crops fields and date- plame
    growing into two or three from a single sten root or otherwise one stem root for every palm
    watered with water the same.
    Yet we make more excellent some of them than others in eating.
    Verily in these things there are signs for the people who understand.

    Aur zameen ke mukhtalif qitte hai aur hai paas paas
    aur baag hai anguron ke aur kheti aur khajoor ke perh
    ek thale se uge aur alag alag
    sab ko ek hi pani diya jata hai
    aur phalo me hum ek ko dusre se behtar karte hai
    beshak us me nishaniya hai aqal mando ke liye.

     وَإِن تَعْجَبْ فَعَجَبٌ قَوْلُهُمْ

    أَءِذَا كُنَّا تُرَٰبًا أَءِنَّا لَفِى خَلْقٍ جَدِيدٍ ۗ

    أُو۟لَٰٓئِكَ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ بِرَبِّهِمْ ۖ

    وَأُو۟لَٰٓئِكَ ٱلْأَغْلَٰلُ فِىٓ أَعْنَاقِهِمْ ۖ

    وَأُو۟لَٰٓئِكَ أَصْحَٰبُ ٱلنَّارِ ۖ

    هُمْ فِيهَا خَٰلِدُونَ

    Wa in ta'jab fa'ajabun qawluhm

    'A-izaa kunna turaaban 'A-inna lafee khalqin jadeed;

    ulaaa 'ikal lazeena kafaroo bi Rabbihim

    wa ulaaa'ikal aghlaalu feee a'naaqihim

    wa ulaa'ika Ashaabun Naari

    hum feehaa khaalidoon

     

    and if you wonder then wondrous; is their saying:
    “ when we are dust shall we indeed be in a new creation?”
    they are those who disbelieve in their Raub
    and they are those who will have iron chains in their necks,
    and they will be dwellers of the fire.
    They therein will abide

    Aur agar tum tajjub kareo to achumba to unke us kehne ka hai
    ke kya hum mitti ho kar phir hum nay banenge
    ye woh hai jo apne rab se munkir huve
    aur woh hai jin ki gardano me tooq honge
    aur woh dozakh wale hai
    unhe usi me rahna.

     وَيَسْتَعْجِلُونَكَ بِٱلسَّيِّئَةِ قَبْلَ ٱلْحَسَنَةِ

    وَقَدْ خَلَتْ مِن قَبْلِهِمُ ٱلْمَثُلَٰتُ ۗ

    وَإِنَّ رَبَّكَ لَذُو مَغْفِرَةٍ

    لِّلنَّاسِ عَلَىٰ ظُلْمِهِمْ ۖ

    وَإِنَّ رَبَّكَ لَشَدِيدُ ٱلْعِقَابِ

    Wa yasta'jiloonaka bis saiyi'ati qablal hasanati

    wa qad khalat min qablihimul masulaat;

    wa inna Rabbaka lazoo maghfiratil

    linnaasi 'alaa zulmihim

    wa inna Rabbaka lashadeedul 'iqaab

     

    and they ask you to hasten the evil before the good
    and verily occurred before them exemplay punishments,
    but verily your Raub is full of forgiveness
    for mankind inspire of their wrong-doing
    and verily your Raub is severe in punishment. 

    Aur tum se azab ki jaldi karte hai rahmat se pehle
    aur unse aglo ki sazaye ho chuke
    aur beshak tumhara rab ek tarah ki maafi deta hai
    logo ko un ke zulm par
    beshak tumhare rab ka azab sakht hai.

    وَيَقُولُ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ لَوْلَآ أُنزِلَ عَلَيْهِ ءَايَةٌ مِّن رَّبِّهِۦٓ ۗ

    إِنَّمَآ أَنتَ مُنذِرٌ ۖ

    وَلِكُلِّ قَوْمٍ هَادٍ

    Wa yaqoolul lazeena kafaroo law laaa unzila 'alaihi Aayatum mir Rabbih;

    innamaaa anta munzirunw

    wa likulli qawmin haad

     

    and say those who disbelieve: “why not is sent down to him a sign  from his Raub!”
    Only you are a warner
    and to every people there is a guide

    Aur kafir kehte hai un par unki taraf se koyi nishani kyu nahi utri
    tum sirf to dar sunane wale ho
    aur har qoum ke hadi.

     ٱللَّهُ يَعْلَمُ مَا تَحْمِلُ كُلُّ أُنثَىٰ

    وَمَا تَغِيضُ ٱلْأَرْحَامُ وَمَا تَزْدَادُ ۖ

    وَكُلُّ شَىْءٍ عِندَهُۥ بِمِقْدَارٍ

    Allaahu ya'lamu maa tahmilu kullu unsaa

    wa maa tagheedul arhaamu wa maa tazdaad,

    wa kullu shai'in 'indahoo bimiqdaar

    Allah knows what bears every female.
    And by whom much fall short of their time or number the wombs and what they exceep.
    And every thing with him is in due proportion.

     Allah janta hai jo kuch kisi maada ke pet me hai
    aur pet jo kuch ghatte aur badhte hai
    aur har cheez us ke paas ek andaze se hai.

     عَٰلِمُ ٱلْغَيْبِ وَٱلشَّهَٰدَةِ

    ٱلْكَبِيرُ ٱلْمُتَعَالِ

    'Aalimul Ghaibi wash shahaadatil

    Kaabeerul Muta'aal

     

    He is The Omniscient of the unseen and the seen.
    The Most Truly Grand One, the Most high.

    Har chupe aur khule ka jaanne wala
    sab se bada bulandi wala.

    سَوَآءٌ مِّنكُم مَّنْ أَسَرَّ ٱلْقَوْلَ

    وَمَن جَهَرَ بِهِۦ

    وَمَنْ هُوَ مُسْتَخْفٍۭ بِٱلَّيْلِ

    وَسَارِبٌۢ بِٱلنَّهَارِ

    Sawaaa'um minkum man asarral qawla

    wa man jahara bihee

    wa man huwa mustakhfim billaili

    wa saaribum binnahaar

     

    it is the same to him whether any of you who conceals, his speech and who declares openly it. and whoever he be hid by night or goes freely by day.

     Barabar hai jo tum me baat ahista kahe aur jo awaz se aur jo raat me chupa hai aur jo din me raah chalta hai.

     لَهُۥ مُعَقِّبَٰتٌ مِّنۢ بَيْنِ يَدَيْهِ وَمِنْ خَلْفِهِۦ

    يَحْفَظُونَهُۥ مِنْ أَمْرِ ٱللَّهِ ۗ

    إِنَّ ٱللَّهَ لَا يُغَيِّرُ مَا بِقَوْمٍ

    حَتَّىٰ يُغَيِّرُوا۟ مَا بِأَنفُسِهِمْ ۗ

    وَإِذَآ أَرَادَ ٱللَّهُ بِقَوْمٍ سُوٓءًا

     فَلَا مَرَدَّ لَهُۥ ۚ

    وَمَا لَهُم مِّن دُونِهِۦ مِن وَالٍ

    Lahoo mu'aqqibaatum mim baini yadaihi wa min khalfihee

    yahfazoonahoo min amril laah;

    innal laaha laa yughaiyiru maa biqawmin

    hattaa yughaiyiroo maa bianfusihim;

    wa izaaa araadal laahu biqawmin sooo'an

    falaa maradda lah;

    wa maa lahum min doonihee minw waal

     

    for him there are angels in succession before him and behind him
    they guard him by the command of Allah.
    Verily Allah not charges the people of a condition
    until they change what is in themselves.
    And when Allah wills for a people misfortune
    there can be no turing away of it
    and there is not for them besides him any protector.

    Admi ke liye  badli wale farishte hai uske aage peeche
    ke bahukm khuda uski hifazat karte hai
    beshak Allah kisi qoum se apni nemat nahi badalta
    jab tak woh khud apni halat na badle
    aur jab Allah kisi qoum se burayi chahe
    to woh phir nahi sakti
    aur uske siwa unka koyi himayati nahi.

     هُوَ ٱلَّذِى يُرِيكُمُ ٱلْبَرْقَ خَوْفًا وَطَمَعًا

    وَيُنشِئُ ٱلسَّحَابَ ٱلثِّقَالَ

    Huwal lazee yureekumul barqa khawfanw wa tama'anw

    wa yunshi'us sahaabas siqaal

     

    it is he who shows you the lightning as a fear for travellers and as a hope for rain.
    And it is he who brings up or originates the clouds heavey with water.

    Wahi hai tumhi bijli dikhata hai dar ko aur umeed ko
    aur bhari badliya uthata hai.

    وَيُسَبِّحُ ٱلرَّعْدُ بِحَمْدِهِۦ

    وَٱلْمَلَٰٓئِكَةُ مِنْ خِيفَتِهِۦ

    وَيُرْسِلُ ٱلصَّوَٰعِقَ

    فَيُصِيبُ بِهَا مَن يَشَآءُ

    وَهُمْ يُجَٰدِلُونَ فِى ٱللَّهِ

    وَهُوَ شَدِيدُ ٱلْمِحَالِ

    Wa yusabbihur ra'du bihamdihee

    walmalaaa'ikatu min kheefatihee

    wa yursilus sawaa'iqa

    fa yuseebu bihaa mai yashaaa'u

    wa hum yujaadiloona fil laahi

    wa Huwa shadeedul mihaal

     

    and Ra’d which angel operata the thurder glorifies his praises
    and so do the angels because of his awe
    and he sends the thunderbolts
    he strikes therewith whom he wills.
    Yet they disbelievers dispute about Allah
    and he is impossible mighty in punishment.

    Aur garaj use sarahti huvi uski paki bolti hai
    aur farishte us ke dar se
    aur kadak bhejta hai
    to use daalta hai jis par chahe
    aur woh Allah me jhagadte hote hai
    aur us ki pakad sakht hai.

     لَهُۥ دَعْوَةُ ٱلْحَقِّ ۖ

    وَٱلَّذِينَ يَدْعُونَ مِن دُونِهِۦ

    لَا يَسْتَجِيبُونَ لَهُم بِشَىْءٍ

    إِلَّا كَبَٰسِطِ كَفَّيْهِ إِلَى ٱلْمَآءِ

    لِيَبْلُغَ فَاهُ وَمَا هُوَ بِبَٰلِغِهِۦ ۚ

    وَمَا دُعَآءُ ٱلْكَٰفِرِينَ إِلَّا فِى ضَلَٰلٍ

    Lahoo da'watul haqq;

    wallazeena yad'oona min doonihee

    laa yastajeeboona lahum bishai'in

    illaa kabaasiti kaffaihi ilal maaa'i

    liyablugha faahu wa maa huwa bibaalighih;

    wa maa du'aaa'ul kafireena illaa fee dalaal

    for him alone is the call of truth
    and those whom they invoke besides him
    not they can answer them any thing
    except like one who stretches forth his hards for water
    to reach his mouth but it not reaches it.
    and is nothing invocation of the disbelievers but in an error. 

    Usi ka pukarna sacha hai
    aur uske siwa jin ko pukarte hai
    woh unki kuch bhi nahi sunte
    magar uski tarah jo pani ke samne apni hateliyan phailaye baitha hai
    ke uske munh me pahunch jaaye aur woh hargiz na pahunche ga
    aur kafiro ki har dua bhatakti phirti hai.

    وَلِلَّهِ يَسْجُدُ مَن فِى ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ

    طَوْعًا وَكَرْهًا

    وَظِلَٰلُهُم بِٱلْغُدُوِّ وَٱلْءَاصَالِ ۩

     wa lillaahi yasjudu man fis samaawaati wal ardi

    taw 'anw wa karhanw

    wa zilaaluhum bilghuduwwi wal aasaal

     

    And unto Allah alone falls in prostration whoever is in the heavens and the earth.
    willingly or unwillingly
    and so do their shadows in the morning and in the afternoons.

    Aur Allah hi ko sajda karte hai jitne aasmano aur zameen me hai
    khushi se khaw majboori se
    aur unki parchaiyan har subha sham.

    قُلْ مَن رَّبُّ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ

    قُلِ ٱللَّهُ ۚ

    قُلْ أَفَٱتَّخَذْتُم مِّن دُونِهِۦٓ أَوْلِيَآءَ

    لَا يَمْلِكُونَ لِأَنفُسِهِمْ نَفْعًا وَلَا ضَرًّا ۚ

    قُلْ هَلْ يَسْتَوِى ٱلْأَعْمَىٰ وَٱلْبَصِيرُ

    أَمْ هَلْ تَسْتَوِى ٱلظُّلُمَٰتُ وَٱلنُّورُ

    ۗ أَمْ جَعَلُوا۟ لِلَّهِ شُرَكَآءَ

    خَلَقُوا۟ كَخَلْقِهِۦ

    فَتَشَٰبَهَ ٱلْخَلْقُ عَلَيْهِمْ ۚ

    قُلِ ٱللَّهُ خَٰلِقُ كُلِّ شَىْءٍ

    وَهُوَ ٱلْوَٰحِدُ ٱلْقَهَّٰرُ

    qul mar Rabbus samaawaati wal ard;

    qulillaah;

    qul Afattakhaztum min dooniheee awliyaaa'a

    laa yamlikoona li anfusihim naf'anw wa laa darraa;

    qul hal yastawil a'maa wal baseeru

    am hal tastawiz zulumaatu wannoor;

    am ja'aloo lillaahi shurakaaa'a

    khalaqoo kakhalqihee

    fatashaa bahal khalqu 'alaihim;

    qulil laahu Khaaliqu kulli shai'inw

    wa Huwal Waahidul Qahhar

     

    Say: “O Muhammad who is the Raub of the heavens and the earth?”
    say: “it is Allah
    say: have you then taken for worship other than him protectors?
    Not they have power for themselves either for benefit nor for harm?
    Say: are equal the blind and the seer?
    Or are  equal darkness and light
    or do they disbelievers assign to Allah partners
    who created the like of him creation
    so that seemed alike the creation to them?
    say: Allah is the creator of All things.
    And he is the one The Subduer doinating one. 

    Tum farmao koun rab hai aasmano aur zameen ka
    tum khud hi farmao Allah
    tum farmao to kya uske siwa tum ne woh himayati bana liye hai
    jo apna bhala bura nahi kar sakte hai
    tum farmao kya barabar ho jayenge andha aur ankhyara
    ya kya baraber ho jayengi andheriyan aur ujala
    kya Allah ke liye aise shareek tehraye hai
    jinho ne Allah ki tarah kuch banaya
    to unhe unka aur uska banana ek sa maloom huva
    tum farmao Allah har cheez ka banane wala hai
    aur woh akela hai sab par galib hai.

    أَنزَلَ مِنَ ٱلسَّمَآءِ مَآءً

    فَسَالَتْ أَوْدِيَةٌۢ بِقَدَرِهَا

    فَٱحْتَمَلَ ٱلسَّيْلُ زَبَدًا رَّابِيًا ۚ

    وَمِمَّا يُوقِدُونَ عَلَيْهِ فِى ٱلنَّارِ

    ٱبْتِغَآءَ حِلْيَةٍ أَوْ مَتَٰعٍ

    زَبَدٌ مِّثْلُهُۥ ۚ

    كَذَٰلِكَ يَضْرِبُ ٱللَّهُ ٱلْحَقَّ وَٱلْبَٰطِلَ ۚ

    فَأَمَّا ٱلزَّبَدُ فَيَذْهَبُ جُفَآءً ۖ

    وَأَمَّا مَا يَنفَعُ ٱلنَّاسَ

    فَيَمْكُثُ فِى ٱلْأَرْضِ ۚ

    كَذَٰلِكَ يَضْرِبُ ٱللَّهُ ٱلْأَمْثَالَ

    Anzala minas samaaa'i maaa'an

    fasaalat awdiyatum biqadarihaa

    fahtamalas sailu zabadar raabiyaa;

    wa mimmaa yooqidoona 'alaihi fin naar

    ib tighaaa'a hilyatin aw mataa'in

    zabadum misluh;

    kazaalika yadribul laahul haqqa wal baatil;

    fa ammaz zabadu fa yazhabu jufaaa'aa;

    wa ammaa maa yanfa'un naasa

    fa yamkusu fil ard;

    kazaalika yadribul laahul amsaal

     

    he sends down from the sky water rain,
    and flows the valleys according to their neasure,
    but bears away the flood the form that mounts up to the surface
    and also from what they heat it in the fire
    in order to make moaments or utensils rises
    a foam like unto it.
    thus does set forth parables Allah of truth and falsehood.
    Then as for the foam it passes away as scum upon the banks
    while that which benefits mankind
    remains in the earth.
    thus sets forth Allah paraples

    Us ne aasman se pani utara
    to naale apne apne layaq bah nikle
    to pani ki ru us par ubhre huve jhaag utha layi
    aur jis par aag dehkate hai
    gahne aur asbab banane ko
    us se bhi vaise hi  jhaag uthte hai
    Allah batata hai ke haq aur batil ki yahi asal hai
    to jhaag to phook kar door hojata hai
    aur woh jo logon ke kaam aaye
    zameen me rahta hai
    Allah yunhi misale bayan farmata hai.

    لِلَّذِينَ ٱسْتَجَابُوا۟ لِرَبِّهِمُ ٱلْحُسْنَىٰ ۚ

    وَٱلَّذِينَ لَمْ يَسْتَجِيبُوا۟ لَهُۥ

    لَوْ أَنَّ لَهُم مَّا فِى ٱلْأَرْضِ جَمِيعًا

    وَمِثْلَهُۥ مَعَهُۥ لَٱفْتَدَوْا۟ بِهِۦٓ

    ۚ أُو۟لَٰٓئِكَ لَهُمْ سُوٓءُ ٱلْحِسَابِ

    وَمَأْوَىٰهُمْ جَهَنَّمُ ۖ

    وَبِئْسَ ٱلْمِهَادُ

    Lillazeenas tajaaboo lirabbihimul husnaa;

    wallazeena lam yastajeeboo lahoo

    law anna lahum maa fil ardi jamee'anw

    wa mislahoo ma'ahoo laftadaw bih;

    ulaaa'ika lahum sooo'ul hisaab;

    wa maawaahum Jahannamu

    wa bi'sal mihaad 

     

    for those who answered their Raub’s call is paradise
    and those who not answered him
    if that they had all that is in the earth together
    and its like with it they would offer it to save themselves.
    They are those for whom will be the terrible reckoning
    and their dwelling-place hell
    and worst indeed is that place for rest!

    Jin logon ne apne rab ka hukm mana unhi ke liye bhalayi hai
    aur jinho ne us ka hukm na mana
    agar zameen me jo kuch hai woh sab
    aur us jaisa aur unki milk me hota to apni jaan churhane ko de dete
    yahi hai jin ka  bura hisaab hoga
    aur unka thikana jahannam hai
    aur kya hi bura bichoona .

     أَفَمَن يَعْلَمُ

    أَنَّمَآ أُنزِلَ إِلَيْكَ مِن رَّبِّكَ ٱلْحَقُّ

    كَمَنْ هُوَ أَعْمَىٰٓ ۚ

    إِنَّمَا يَتَذَكَّرُ أُو۟لُوا۟ ٱلْأَلْبَٰبِ

    Afamai ya'lamu

    annamaaa unzila ilaika mir Rabbikal haqqu

    kaman huwa a'maa;

    innamaa yatazakkaru ulul albaab

     

    shall he then who knows
    is the truth that what has been revealed unto you from your Raub
    be like him who he is blind?
    But it is only that pay head the men of understanding. 

    To kya woh jo jaanta hai
    ke jo kuch tumhari taraf tumhare rab ke paas se utra haq hai
    woh us jaisa hoga jo andha hai
    naseehat wahi mante hai jinhe aqal hai.

     ٱلَّذِينَ يُوفُونَ بِعَهْدِ ٱللَّهِ

    وَلَا يَنقُضُونَ ٱلْمِيثَٰقَ

    Allazeena yoofoona bi'ahdil laahi

    wa laa yanqu doonal meesaaq

     

    Those who fulfill the covenant of Allah
    and not break the covenant.

    Woh jo Allah ka ahad pura karte hai
    aur qoul bandh kar phirte nahi.

    وَٱلَّذِينَ يَصِلُونَ مَآ أَمَرَ ٱللَّهُ بِهِۦٓ أَن يُوصَلَ

    وَيَخْشَوْنَ رَبَّهُمْ وَيَخَافُونَ سُوٓءَ ٱلْحِسَابِ

    Wallazeena yasiloona maaa amaral laahu bihee an yoosala

    wa yakhshawna Rabbahum wa yakhaafoona sooo'al hisaab

     

    and those who join what has commanded Allah, for it to be joined
    and frear their Raub, and dread the terrible reckoning.

    Aur woh ke jo jorhte hai usey jis ke jorhne ka Allah ne hukm diya
    aur apne rab se darte hai aur hisab ki burayi se andesha rakhte hai.

     وَٱلَّذِينَ صَبَرُوا۟ ٱبْتِغَآءَ وَجْهِ رَبِّهِمْ

    وَأَقَامُوا۟ ٱلصَّلَوٰةَ

    وَأَنفَقُوا۟ مِمَّا رَزَقْنَٰهُمْ سِرًّا وَعَلَانِيَةً

    وَيَدْرَءُونَ بِٱلْحَسَنَةِ ٱلسَّيِّئَةَ

    أُو۟لَٰٓئِكَ لَهُمْ عُقْبَى ٱلدَّارِ

    Wallazeena sabarub tighaaa'a Wajhi Rabbihim

    wa aqaamus Salaata

    wa anfaqoo mimmaa razaqnaahum sirranw wa 'alaaniyatanw

    wa yadra'oona bilhasanatis saiyi'ata

    ulaaa'ika lahum 'uqbad daar

     

    and those who: Remain patient seeking the face of their Raub
    and offer prayers perfectly.
    And spend out that which we have bestowed on them secretly and openly
    and they repel evil with good
    they are those for whom end is the good home. 

    Aur woh jinho ne sabr kiya apne rab ki raza chahne ko
    aur namaz qayam rakhi 
    aur hamare diye se hamari raah me chupe aur zahir kuch kharch kiya
    aur  burayi ke badle bhalayi karke talte hai
    unhi ke liye pichle ghar ka nafa hai.

     جَنَّٰتُ عَدْنٍ يَدْخُلُونَهَا

    وَمَن صَلَحَ مِنْ ءَابَآئِهِمْ

    وَأَزْوَٰجِهِمْ وَذُرِّيَّٰتِهِمْ ۖ

    وَٱلْمَلَٰٓئِكَةُ يَدْخُلُونَ عَلَيْهِم مِّن كُلِّ بَابٍ

    jannaatu 'adiny yadkhu loonahaa

    wa man salaha min aabaaa'ihim 

    wa azwaajihim wa zurriyyaatihim 

    walmalaaa'i katu yadkhuloona 'alaihim min kulli baab

     

    Gardens of adn paradise in which they shall enter
    and also those who acted righteously from among.
    Their fathers and their wives and their offspring
    and angels shall enter unto them from every gate.

    Basne ke baagh jin me woh dakhil honge
    aur jo layaq ho unke baap dada
    aur bibiyo aur aulad me
    aur farishte har darwaze se unpar ye kehte aayenge.

     سَلَٰمٌ عَلَيْكُم بِمَا صَبَرْتُمْ

    ۚ فَنِعْمَ عُقْبَى ٱلدَّارِ

    Salaamun 'alaikum bimaa sabartum;

    fani'ma 'uqbad daar

     

    saying peace be upon you for what you persevered in patience!
    Excellent indeed is the final home! 

    Salamati ho tum par tumhare sabr ka badla
    to pichla ghar kya hi khoob mila.

     وَٱلَّذِينَ يَنقُضُونَ عَهْدَ ٱللَّهِ مِنۢ بَعْدِ مِيثَٰقِهِۦ

    وَيَقْطَعُونَ مَآ أَمَرَ ٱللَّهُ بِهِۦٓ أَن يُوصَلَ

    وَيُفْسِدُونَ فِى ٱلْأَرْضِ ۙ

    أُو۟لَٰٓئِكَ لَهُمُ ٱللَّعْنَةُ

    وَلَهُمْ سُوٓءُ ٱلدَّارِ

    Wallazeena yanqudoona 'Ahdal laahi mim ba'di  meesaaqihee

    wa yaqta'oona maaa amaral laahu biheee ai yoosala

    wa yufsidoona fil ardi

    ulaaa'ika lahumul la'natu

    wa lahum sooo'ud daar

     

    and those who break the covenant of Allah after its ratification
    and sever what has commanded Allah for it to be joined
    and work mischief in the land,
    they are those for them is the curse,
    and the evil home is for them.

    Aur woh jo allah ka ahad us ke pakke hone ke baad torhte
    aur jis ke jorhne ko Allah ne farmaya use qata karte
    aur zameen me fasad phailate hai
    unka hissa lanat hi hai
    aur unka naseeba bura ghar.

     ٱللَّهُ يَبْسُطُ ٱلرِّزْقَ لِمَن يَشَآءُ وَيَقْدِرُ

    ۚ وَفَرِحُوا۟ بِٱلْحَيَوٰةِ ٱلدُّنْيَا

    وَمَا ٱلْحَيَوٰةُ ٱلدُّنْيَا فِى ٱلْءَاخِرَةِ إِلَّا مَتَٰعٌ

    Allaahu yabsutur rizqa limai yashaaa'u wa yaqdir;

    wa farihoo bilhayaatid dunyaa

    wa mal hayaatud dunya fil Aakhirati illaa mataa' (section 3)

    Allah increases and straitens the provision for whom he wills
    and they rejoice in the worldly life,
    and is nothing the worldly life as compared with the hereafter but a brief enjoyment.

     Allah jiske liye chahe rizq kushada aur tang karta hai
    aur kafir dunya ki zindagi par itra gaye
    aur dunya ki zindagi aakhirat ke muqabil nahi magar kuch din barat lena.

    وَيَقُولُ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟

    لَوْلَآ أُنزِلَ عَلَيْهِ ءَايَةٌ مِّن رَّبِّهِۦ ۗ

    قُلْ إِنَّ ٱللَّهَ يُضِلُّ مَن يَشَآءُ

    وَيَهْدِىٓ إِلَيْهِ مَنْ أَنَابَ

    Wa yaqoolul lazeena kafaroo

    law laaa unzila 'alaihi Aayatum mir Rabbih;

    qul innal laaha yudillu mai yashaa'u

    wa yahdeee ilaihi man anaab

     

    and say those who disbelieved;
    “why is not sent down to him Muhammad a sign from his Raub”.
    say verily Allah sends astray whom he wills
    and guides unto himself those who turn to him in repentance.

    Aur kafir kehte
    unpar koyi nishani unke rab ki taraf se kyu na utri
    tum farmao beshak Allah jise chahe gumrah karta hai
    aur apni raah use deta hai jo us ki taref rojoo lai

    ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ وَتَطْمَئِنُّ قُلُوبُهُم بِذِكْرِ ٱللَّهِ ۗ

    أَلَا بِذِكْرِ ٱللَّهِ تَطْمَئِنُّ ٱلْقُلُوبُ

    Allazeena aamanoo wa tatma'innu quloobuhum bizikril laah;

    alaa bizikril laahi tatma'innul quloob

     

    those who believe and their hearts find rest in the remembrance of Allah.
    Verily! Hearts find rest in the remembrance of Allah. 

    woh jo iman laye aur unke dil Allah ki yaad se chain pate hai
    sun lo Allah ki yaad hi me dilo ka chain hai.

    ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ وَعَمِلُوا۟ ٱلصَّٰلِحَٰتِ

    طُوبَىٰ لَهُمْ وَحُسْنُ مَـَٔابٍ

    Allazeena aamanoo wa 'amilus saalihaati

    toobaa lahum wa husnu ma aab

     

    Those who believe and work rigteousness
    delight is for them and a beautiful place of final return. 

    Woh jo iman laye aur achey kaam kiuye
    unko khushi hai acha anjaam.

    كَذَٰلِكَ أَرْسَلْنَٰكَ فِىٓ أُمَّةٍ

    قَدْ خَلَتْ مِن قَبْلِهَآ أُمَمٌ

    لِّتَتْلُوَا۟ عَلَيْهِمُ ٱلَّذِىٓ أَوْحَيْنَآ إِلَيْكَ

    وَهُمْ يَكْفُرُونَ بِٱلرَّحْمَٰنِ ۚ

    قُلْ هُوَ رَبِّى

    لَآ إِلَٰهَ إِلَّا هُوَ

    عَلَيْهِ تَوَكَّلْتُ وَإِلَيْهِ مَتَابِ

    Kazaalika arsalnaaka feee ummatin

    qad khalat min qablihaaa umamul

    litatluwa 'alaihimul lazeee awhainaaa ilaika

    wa hum yakfuroona bir Rahmaaan;

    qul Huwa Rabbee

    laaa ilaaha illaa Huwa  

    'alaihi tawakkaltu wa ilaihi mataab

    Thus we have sent you O Muhammed to a community.
    Verily passed away before it other communities.
    In order that you might recite unto them what we have revealed to you
    and they disbelieve in The Most Gracious.
    Say: He is my Raub.
    There is no god but he.
    I trust in him and will be my return with repentance to him.

    isi tarah hum ne tum ko is ummat me bheja
    jis se pehle ummate ho guzri
    ke tum unhe parh kar sunao jo hum ne tumhari taraf wahi ki
    aur woh rahman ke munkir ho rahe hai
    tum farmao woh mera rab hai
    us ke siwa kisi ki bandagi nahi
    mai ne usi par bharosa kiya aur usi ki taraf meri rujoo hai.

    وَلَوْ أَنَّ قُرْءَانًا

    سُيِّرَتْ بِهِ ٱلْجِبَالُ

    أَوْ قُطِّعَتْ بِهِ ٱلْأَرْضُ

    أَوْ كُلِّمَ بِهِ ٱلْمَوْتَىٰ ۗ

    بَل لِّلَّهِ ٱلْأَمْرُ جَمِيعًا ۗ

    أَفَلَمْ يَا۟يْـَٔسِ ٱلَّذِينَ ءَامَنُوٓا۟

    أَن لَّوْ يَشَآءُ ٱللَّهُ

    لَهَدَى ٱلنَّاسَ جَمِيعًا ۗ

    وَلَا يَزَالُ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ تُصِيبُهُم بِمَا صَنَعُوا۟ قَارِعَةٌ

    بِمَا صَنَعُوا۟ قَارِعَةٌ

    أَوْ تَحُلُّ قَرِيبًا مِّن دَارِهِمْ

    حَتَّىٰ يَأْتِىَ وَعْدُ ٱللَّهِ ۚ

    إِنَّ ٱللَّهَ لَا يُخْلِفُ ٱلْمِيعَادَ

    Wa law anna Quraanan

    suyyirat bihil jibaalu

    aw qutti'at bihil ardu

    aw kullima bihil mawtaa;

    bal lillaahil amru jamee'aa;

    Afalam yai'asil lazeena aamanooo

    al law yashaaa 'ullaahu

    lahadan naasa jamee'aa;

    wa laa yazaalul lazeena kafaroo tuseebuhum bimaa sana'oo qaari'atun

    aw tahullu qareebam min daarihim 

    hatta yaatiya wa'dul laah;

    innal laaha laa yukhliful mee'aad 

     

    and if there had been a Qur’an
    could be moved with it mountains
    or could be cloven asunder with it the earth
    or could be made to speak with it the dead.
    But the decision of all things is certainly with Allah.
    have not then yet known those who believe?
    That Allah had willed he could have guided all mankind.
    And those who disbelieve will not cease to strike them because of what they did a disaster.
    Or it settles close to their homes. 
    Until the promise of Allah comes,
    certainly Allah does not break his promise.

    Aur agar koyi aisa quran aata
    jis se pahad tal jaate
    ya zameen phat jati
    ya murde baten karte (jab bhi ye kafir na mante) 
    balke sab kaam Allah hi ke ekhtiyar me hai
    to kya musalman us se naumeed na huve
    ke ager Allah chahta
    to sab aaadmiyo ko hidayat kardeta
    aur kafiro ko hamesha unke kiye par sakht dhamak pahunchti rahegi
    ya unke gharo ke nazdeek utregi
    yaha tak ke Allah ka wada aaye
    beshak Allah wada khilaf nahi karta.

    وَلَقَدِ ٱسْتُهْزِئَ بِرُسُلٍ مِّن قَبْلِكَ

    فَأَمْلَيْتُ لِلَّذِينَ كَفَرُوا۟

    ثُمَّ أَخَذْتُهُمْ ۖ

    فَكَيْفَ كَانَ عِقَابِ

    Wa laqadis tuhzi'a bi Rusulim min qablika

    fa amlaitu lillazeena kafaroo

    summa akhaztuhum

    fakaifa kaana 'iqaab

    and O Muhammad indeed were mocked many Prophet’s before you.
    but I granted respite to those who disbelieved
    then I seized them
    so how terribe was my punishment!

    Aur beshak tum se agle rasoolo se bhi hansi ki gayi
    to my ne kafiro ko kuch dino dheel di
    phir unhe pakrha
    to mera azab kaisa tha.

    أَفَمَنْ هُوَ قَآئِمٌ عَلَىٰ كُلِّ نَفْسٍۭ بِمَا كَسَبَتْ ۗ

    وَجَعَلُوا۟ لِلَّهِ شُرَكَآءَ

    قُلْ سَمُّوهُمْ ۚ

    أَمْ تُنَبِّـُٔونَهُۥ بِمَا لَا يَعْلَمُ فِى ٱلْأَرْضِ

    أَم بِظَٰهِرٍ مِّنَ ٱلْقَوْلِ ۗ

    بَلْ زُيِّنَ لِلَّذِينَ كَفَرُوا۟ مَكْرُهُمْ

    وَصُدُّوا۟ عَنِ ٱلسَّبِيلِ ۗ

    وَمَن يُضْلِلِ ٱللَّهُ

    فَمَا لَهُۥ مِنْ هَادٍ

    Afaman Huwa qaaa'imun 'alaa kulli nafsim bimaa kasabat;

    wa ja'aloo illlaahi shurakaaa'a

    qul samoohum;

    am tunabbi'oona hoo bimaa laa ya'lamu fil ardi;

    am bizaahirim minal qawl;

    bal zuyyina lillazeena kafaroo makruhum

    wa suddoo 'anis sabeel;

    wa mai yudlilil laaahu

    famaa lahoo min haad;

     

    so who is it he takes charge of every soul by what it has earned?
    Yet they ascribe to Allah partners
    say: “name them.”
    or you will inform him of what not he knows in the earth?
    or is it just a show of false words?
    Nay is made fair-seeming to those who disbelieve their plotting
    and they have been hindered from the right way
    and whom Allah sends astray.
    So there is not for him any guide.

    To kya woh har jaan par uske aamal ki nigahdasht rakhta hai
    aur woh Allah ke shareek tehrate hai
    tum farmao unka naam to lo
    ya use woh batate ho jo uske ilm me sari zameen me nahi
    ya yunhi upri baat
    balke kafiro ki nigaah me unka fareib acha tehra hai
    aur raah se roke gaye
    aur jise Allah gumrah kare
    use koyi hidayat karne wala nahi.

    لَّهُمْ عَذَابٌ فِى ٱلْحَيَوٰةِ ٱلدُّنْيَا ۖ

    وَلَعَذَابُ ٱلْءَاخِرَةِ أَشَقُّ ۖ

    وَمَا لَهُم مِّنَ ٱللَّهِ مِن وَاقٍ

    Lahum 'azaabun fil hayaatid dunyaa

    wa la'azaabul Aakhirati ashaaq,

    wa maa lahum minal laahi min-waaq

     

    for them is a torment in the life of the world
    and certainly the torment of the hereafter is harder
    and they have not against Allah any protector. 

    Unhe dunya ke jeete azab hoga
    aur beshak aakhirat ka azab sab se sakht hai
    aur unhe Allah se bachane wala koyi nahi.

    مَّثَلُ ٱلْجَنَّةِ ٱلَّتِى وُعِدَ ٱلْمُتَّقُونَ ۖ

    تَجْرِى مِن تَحْتِهَا ٱلْأَنْهَٰرُ ۖ

    أُكُلُهَا دَآئِمٌ وَظِلُّهَا ۚ

    تِلْكَ عُقْبَى ٱلَّذِينَ ٱتَّقَوا۟ ۖ

    وَّعُقْبَى ٱلْكَٰفِرِينَ ٱلنَّارُ

    Masalul Jannatil latee wu'idal muttaqoona

    tajree min tahtihal anhaaru

    ukuluhaa daaa'imunw wa zilluhaa;

    tilka uqbal lazeenat taqaw

    wa 'uqbal kafireenan Naar

     

    The likness of paradise which have been promised the pious.
    Flows underneath rives,
    its provision is etermal and so is its shade
    this is end final destination of those who are pious
    and the end final destination of the disbelievers is fire. 

    Ahwal us jannat ka ke darwalo ke liye jis ka waada hai
    uske neeche nehre beti hai
    uske meve hamesha aur uska saaya
    darwalo kato ye anjaam hai 
    aur kafiro ka anjaam aag.

    وَٱلَّذِينَ ءَاتَيْنَٰهُمُ ٱلْكِتَٰبَ

    يَفْرَحُونَ بِمَآ أُنزِلَ إِلَيْكَ ۖ

    وَمِنَ ٱلْأَحْزَابِ مَن يُنكِرُ بَعْضَهُۥ ۚ

    قُلْ إِنَّمَآ أُمِرْتُ أَنْ أَعْبُدَ ٱللَّهَ

    وَلَآ أُشْرِكَ بِهِۦٓ ۚ

    إِلَيْهِ أَدْعُوا۟ وَإِلَيْهِ مَـَٔابِ

    Wallazeena aatainaa humul Kitaaba

    yafrahoona bimaa unzila ilaika

    wa minal Ahzaabi mai yunkiru ba'dah;

    qul innamaa umirtu an a'budal laaha

    wa laaa ushrika bih;

    ilaihi ad'oo wa ilaihi maab

     

    and those to whom we have give the scripture
    rejoice at what has been revealed unto you
    and there are among the groups those who reject a part thereof.
    Say “O Muhammad only I am commanded to worship Allah
    and not to join partners with him”
    I call to him alone and my return is to him.

    Aur jin ko hum ne kitab di woh us par khush hote jo tumhari taraf utra
    aur un giroho me kuch woh hai ke is ke baaz se munkir hai
    tum farmao mujh to yahi hukm hai ke Allah ki bandagi karo
    us ka shareek na tehrao
    my usi ko pokarta hun usi ki taraf mujhe phirna.

     وَكَذَٰلِكَ أَنزَلْنَٰهُ حُكْمًا عَرَبِيًّا

    ۚ وَلَئِنِ ٱتَّبَعْتَ أَهْوَآءَهُم

    بَعْدَمَا جَآءَكَ مِنَ ٱلْعِلْمِ

    مَا لَكَ مِنَ ٱللَّهِ مِن وَلِىٍّ وَلَا وَاقٍ

    Wa kazaalika anzalnaahu hukman 'Arabiyyaa;

    wa la'init taba'ta ahwaaa 'ahum

    ba'da maa jaaa'aka minal 'ilmi

    maa laka minal laahi minw waliyinw wa laa waaq 

    and thus we have sent the Qur’an down to be a judgement of authority in arabic.
    O Muhammad you were to follow their vain desires
    after what has come to you of the knowledge,
    you will not have against Allah any protector nor defender.

    Aur isi tarah hum ne use arabi faisla utara
    aur aey sunne wale agar tu unki khawhisho par chale ga
    baad is ke ke tujhe ilm aachuka
    to Allah ke aage na tera koyi himayati hoga na bachane wala .

     وَلَقَدْ أَرْسَلْنَا رُسُلًا مِّن قَبْلِكَ

    وَجَعَلْنَا لَهُمْ أَزْوَٰجًا وَذُرِّيَّةً ۚ

    وَمَا كَانَ لِرَسُولٍ أَن يَأْتِىَ بِـَٔايَةٍ إِلَّا بِإِذْنِ ٱللَّهِ ۗ

    لِكُلِّ أَجَلٍ كِتَابٌ

    Wa laqad arsalnaa Rusulam min qablika

    wa ja'alnaa lahum azwaajanw wa zurriyyah;

    wa maa kaana lirasoolin ai yaatiya bi aayatin illaa bi iznil laah;

    likulli ajalin kitaab

     

    and indeed we sent Prophets before you O Muhammad,
    and we made for them wives and offspring.
    And it was not for a Prophet to bring a sign auyat except by leave Allah’s for each
    and every matter there is a decree.

    Aur beshak hum ne tum se pehle rasool bheje
    aur unke liye bibiya aur bache kiye
    aur kisi rasool ka kaam nahi ke koyi nishani le aaye magar Allah ke hukm se
    har waada ki ek likhat hai.

    يَمْحُوا۟ ٱللَّهُ مَا يَشَآءُ وَيُثْبِتُ ۖ

    وَعِندَهُۥٓ أُمُّ ٱلْكِتَٰبِ

    Yamhul laahu maa yashaaa'u wa yusbitu

    wa 'indahooo ummul Kitaab

     

    Allah blots out what he wills and confirms what he wills
    and with him is the mother of the scripture.

    Allah jo Chahe mitata aur  sabit karta hai
    aur asl likha huva usi ke paas hai.

     وَإِن مَّا نُرِيَنَّكَ

    بَعْضَ ٱلَّذِى نَعِدُهُمْ

    أَوْ نَتَوَفَّيَنَّكَ

    فَإِنَّمَا عَلَيْكَ ٱلْبَلَٰغُ

    وَعَلَيْنَا ٱلْحِسَابُ

    Wa im maa nurriyannaka

    ba'dal lazee na'iduhum

    aw nata waffayannaka

    fa innamaa 'alaikal balaaghu

    wa 'alainal hisaab

     

    and O Muhammad whether we show you part
    of what we have promised them,
    Or cause you to die,
    your duty is only to convey the Prophet
    and on us is the reckoning. 

    Aur agar hame tumhe dikhave koyi waada
    jo unhe diya jata hai
    ya pehle hi apne paas bulaye
    to baher haal tum par to sirf pahunchana hai
    aur hisab lena hamara zimma.

     أَوَلَمْ يَرَوْا۟

    أَنَّا نَأْتِى ٱلْأَرْضَ نَنقُصُهَا مِنْ أَطْرَافِهَا  ۚ

    وَٱللَّهُ يَحْكُمُ

    لَا مُعَقِّبَ لِحُكْمِهِۦ ۚ

    وَهُوَ سَرِيعُ ٱلْحِسَابِ

    Awalam yaraw 

    annaa naatil ardananqusuhaa min atraafihaa; 

    wallaahu yahkumu

    laa mu'aqqiba lihukmih;

    wa Huwa saree'ul hisaab

     

    Did not they see?
    That we come to the land reducing it from its outlying borders 
    and allah judges there is no one
    to put back his judgement
    and he is swift at reckoning.

    Kya unhe nahi sujhta
    ke hum har taraf se unki  aabadi ghate aarahe hai
    Aur Allah hukm farmata hai
    uska hukm peeche dalne wala koyi nahi
    aur use hisab lete deyr nahi lagti.

    وَقَدْ مَكَرَ ٱلَّذِينَ مِن قَبْلِهِمْ

    فَلِلَّهِ ٱلْمَكْرُ جَمِيعًا ۖ

    يَعْلَمُ مَا تَكْسِبُ كُلُّ نَفْسٍ

    ۗ وَسَيَعْلَمُ ٱلْكُفَّٰرُ

    لِمَنْ عُقْبَى ٱلدَّارِ

    Wa qad makaral lazeena min qablihim

    falillaahil makru jamee'aa;

    ya'lamu maa taksibu kullu nafs;

    wa sa ya'lamul kuffaaru

    liman 'uqbad daar

     

    and verily did devise plots those who were before them,
    so unto Allah is the planning all.
    He knows what earns e`very person
    and will know the disbelievers
    for whom will be the good end of the home.

    Aur unse agle fareib kar chuke hai
    to sari khufya tadbeer ka malik to Allah hi hai
    janta hai jo kuch koyi jaan kamaye
    aur ab janna chahte hai kafir
    kise milta hai pichla ghar.

    وَيَقُولُ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ لَسْتَ مُرْسَلًا ۚ

    قُلْ كَفَىٰ بِٱللَّهِ شَهِيدًۢا بَيْنِى وَبَيْنَكُمْ

    وَمَنْ عِندَهُۥ عِلْمُ ٱلْكِتَٰبِ

     

    Wa yaqoolul lazeena kafaroo lasta mursalaa;

    qul kafaa billaahi shaheedam bainee wa bainakum

    wa man 'indahoo 'ilmul Kitaab

    and say: “O Muhammad those who disbelieved you are not a Prophet”
    say: Allah is sufficient for witness between me and between you
    and whoever he has knowledge of the scripture.

    Aur kafir kehte hai tum rasool nahi
    tum farmao Allah gawah kafi hai mujh me aur tum me
    aur woh jise kitab ka ilm hai.

    Back To Top


    © Copyright 2016 | All Rights Reserved.