The Living Verses

Enter Quran

To play video click icon of your choice.

  • Arabic text

  • Urdu text

  • Roman Translation

  • English Translation

  • Urdu Translation

  • 23
    Mu'minun
    The Believers
    سورة المؤمنون
    Total Ayaat: 118
    Language


     قَدْ أَفْلَحَ ٱلْمُؤْمِنُونَ

    Qad aflahal mu'minoon

    Indeed the believers are Successful.

    beshak morad ko pahonche imaan wale

    ٱلَّذِينَ هُمْ فِى صَلَاتِهِمْ خَٰشِعُونَ

    Allazeena hum fee Salaatihim khaashi'oon

    Those who they in their prayers are submissive

    jo apni namaz me girh girhate hain

    وَٱلَّذِينَ هُمْ عَنِ ٱللَّغْوِ مُعْرِضُونَ

    Wallazeena hum 'anillaghwimu'ridoon

    and those who they turn away from evil vain talk.

    aur woh jo kisi behooda baat ki taraf iltifaat nahi karte

    وَٱلَّذِينَ هُمْ لِلزَّكَوٰةِ فَٰعِلُونَ

    Wallazeena hum liz Zakaati faa'iloon

    and those who they of zakat alms-charity are doers.

    aur woh ke zakat dene ka kaam karte hain

    وَٱلَّذِينَ هُمْ لِفُرُوجِهِمْ حَٰفِظُونَ

    Wallazeena hum lifuroo jihim haafizoon

    and those who guard their private parts.

    aur woh jo apni sharamgahon ki hifazat karte hain ,

     إِلَّا عَلَىٰٓ أَزْوَٰجِهِمْ

    أَوْ مَا مَلَكَتْ أَيْمَٰنُهُمْ

     فَ إِنَّهُمْ غَيْرُ مَلُومِينَ

    Illaa 'alaaa azwaajihim

    aw maa malakat aimaanuhum

    fa innahum ghairu maloomeen

    except from their wives
    or that their right hands possess.
    Verily then they are free from blame.

    magar apni bibyon per
    ya sharai bandiyo par jo un ke haath ki Malik hain
    ke un par koi malamat nahi

    فَمَنِ ٱبْتَغَىٰ وَرَآءَ ذَٰلِكَ

    فَأُو۟لَٰٓئِكَ هُمُ ٱلْعَادُونَ

    Famanib taghaa waraaa'a zaalika

    fa ulaaa'ika humul 'aadoon

    but whoever seeks beyond that
    then those they are the transgressors.

    to jo un do ke siwa kuch aur chahe
    to wohi had se badhne wale hain

     وَٱلَّذِينَ هُمْ لِأَمَٰنَٰتِهِمْ وَعَهْدِهِمْ رَٰعُونَ

    Wallazeena hum li amaanaatihim wa 'ahdihim raa'oon

    and those who are they true to their trusts and to their covenants

    aur woh jo apni amanaton aur apne ehad ki riaayet karte hain

     وَٱلَّذِينَ هُمْ عَلَىٰ صَلَوَٰتِهِمْ يُحَافِظُونَ

    Wallazeena hum 'alaa Salawaatihim yuhaafizoon

    and those who stricly guard their prayers.

    aur woh jo apni namazon ki nigehbani karte hain

     أُو۟لَٰٓئِكَ هُمُ ٱلْوَٰرِثُونَ

    Ulaaa'ika humul waarisoon

    these they are indeed the inheritors.

    yahi log waris hain.

     ٱلَّذِينَ يَرِثُونَ ٱلْفِرْدَوْسَ هُمْ فِيهَا خَٰلِدُونَ

    Allazeena yarisoonal Firdawsa hum feehaa khaalidoon

    who shall inherit the paradise, they shall dwell therein forever

    jo Firdous ki meeras payen ge woh us me hamesha rahen ge

    وَلَقَدْ خَلَقْنَا ٱلْإِنسَٰنَ مِن سُلَٰلَةٍ مِّن طِينٍ

    Wa laqad khalaqnal insaana min sulaalatim min teen

    and indeed we created man Adam from extract of clay.

    aur beshak hum ne aadmi ko chuni hovi mitti se banaya 

     ثُمَّ جَعَلْنَٰهُ نُطْفَةً فِى قَرَارٍ مَّكِينٍ

    Summa ja'alnaahu nutfatan fee qaraarim makeen

    thereafter we made him semen drop in a safe lodging the womb

    phir use pani ki boond kiya ek mazboot thehrao me

     ثُمَّ خَلَقْنَا ٱلنُّطْفَةَ عَلَقَةً

    فَخَلَقْنَا ٱلْعَلَقَةَ مُضْغَةً

    فَخَلَقْنَا ٱلْمُضْغَةَ عِظَٰمًا

    فَكَسَوْنَا ٱلْعِظَٰمَ لَحْمًا

    ثُمَّ أَنشَأْنَٰهُ خَلْقًا ءَاخَرَ ۚ

    فَتَبَارَكَ ٱللَّهُ أَحْسَنُ ٱلْخَٰلِقِينَ

    Summa khalaqnan nutfata 'alaqatan
    fakhalaqnal 'alaqata mudghatan
    fakhalaq nal mudghata 'izaaman
    fakasawnal 'izaama lahman
    summa anshaanaahu khalqan aakhar;
    fatabaarakal laahu ahsanul khaaliqeen

    then we created the drop into a clop
    then we created the clot into a little lump of flesh
    then we created the little lump of flesh into bones
    then we clothed the bones with flesh
    then we brought it forth gave it soul as another creation,
    so Allah be blessed the best of creators.

    phir hum ne us pani ki boond ko khoon ki phatak kiya
    phir khoon ki phatak ko gosht ki booti kiya
    phir gosht ki booti ko haddiyan kiya
    phir un hadiyon par gosht pehnaya,
    phir use aur soorat me uthaan di
    to badi barkat wala hai Allah sab se bahter banane wala.

     ثُمَّ إِنَّكُم بَعْدَ ذَٰلِكَ لَمَيِّتُونَ

    Summa innakum ba'da zaalika la maaiyitoon

    then surely you after that indeed shall die.

    phir us ke baad tum zaroor marne wale ho.

     ثُمَّ إِنَّكُمْ يَوْمَ ٱلْقِيَٰمَةِ تُبْعَثُونَ

    Summa innakum Yawmal Qiyaamati tub'asoon

    then again surely you will be resurrected on the day of resurrection.

    phir tum sab qayamat ke din uthaye jao ge.

     وَلَقَدْ خَلَقْنَا فَوْقَكُمْ سَبْعَ طَرَآئِقَ

    وَمَا كُنَّا عَنِ ٱلْخَلْقِ غَٰفِلِينَ

    Wa laqad khalaqnaa fawqakum sab'a taraaa'iqa

    wa maa kunnaa 'anil khalqi ghaafileen

    and indeed we have created above you seven heavens
    and we were not from unware of the creation.

    aur beshak hum ne tumahre ooper saat raahen banayen
    aur hum Khalq se be khabar nahi.

     وَأَنزَلْنَا مِنَ ٱلسَّمَآءِ مَآءًۢ بِقَدَرٍ

    فَأَسْكَنَّٰهُ فِى ٱلْأَرْضِ ۖ

    وَإِنَّا عَلَىٰ ذَهَابٍۭ بِهِۦ لَقَٰدِرُونَ

    Wa anzalnaa minas samaaa'i maaa'am biqadarin

    fa-askannaahu fil ardi

    wa innaa 'alaa zahaabim bihee laqaa diroon

    and we sent down from the sky water rain in due measure
    and we gave it lodging in the earth
    and verily we are able to take it away.

    aur hum ne aasman se pani utaara ek andaza par
    phir use zameen me tahraya
    aur beshak hum us ke le jane par Qadir hain.

     فَأَنشَأْنَا لَكُم بِهِۦ جَنَّٰتٍ مِّن نَّخِيلٍ وَأَعْنَٰبٍ

     لَّكُمْ فِيهَا فَوَٰكِهُ كَثِيرَةٌ

    وَمِنْهَا تَأْكُلُونَ

    Fa anshaanaa lakum bihee Jannaatim min nakheelinw wa a'naab;

    lakum feehaa fawaakihu kaseeratunw 

    wa minhaa taakuloon

    then we brought forth for you by it gardens of date-palms and grapest,
    wherein is much fruit for you 
    and you eat from it.

    to us se hum ne tumahre baagh peyda kiye khajoron aur angarro ke
    tumahre liye un me bahut se mewe hain
    aur un me se khate ho.

    وَشَجَرَةً تَخْرُجُ مِن طُورِ سَيْنَآءَ

    تَنۢبُتُ بِٱلدُّهْنِ

    وَصِبْغٍ لِّلْءَاكِلِينَ

    Wa shajaratan takhruju min Toori Sainaaa'a

    tambutu bidduhni

    wa sibghil lil aakileen

    and a tree olive that springs forth from mount sinal
    that grows oil
    and it is seasoning for the eaters.

    aur woh perh paida kiya ke tor seena se nikalta hai
    le kar ugta hai tayl
    aur khane walon ke liye saalan.

    وَإِنَّ لَكُمْ فِى ٱلْأَنْعَٰمِ لَعِبْرَةً

    ۖ نُّسْقِيكُم مِّمَّا فِى بُطُونِهَا

    وَلَكُمْ فِيهَا مَنَٰفِعُ كَثِيرَةٌ

    وَمِنْهَا تَأْكُلُونَ

    Wa inna lakum fil an'aami la'ibrah;

    nusqeekum mimmaa fee butoonihaa

    wa lakum feehaa manaafi'u kaseeratunw

    wa minhaa taakuloon

    and verily in the cattle there is indeed a lesson for you,
    we give you to drink of that which is in their bellies.
    And there are in them numerous benefits for you.
    and of them you eat.

    aur beshak tumahre liye chopaiyon me samajhne ka maqam hai,
    hum tumhe pilate hain us me se jo un ke peyt me hai
    aur tumahre liye un me bahut faide hain
    aur un se tumhari khoraak hai.

     وَعَلَيْهَا وَعَلَى ٱلْفُلْكِ تُحْمَلُونَ

    Wa 'alaihaa wa'alal fulki tuhmaloon 

    and you are carried on them and on the ships. 

    aur un par aur kashti par sawaar kiye jate ho.

    وَلَقَدْ أَرْسَلْنَا نُوحًا إِلَىٰ قَوْمِهِۦ

    فَقَالَ يَٰقَوْمِ ٱعْبُدُوا۟ ٱللَّهَ

    مَا لَكُم مِّنْ إِلَٰهٍ غَيْرُهُۥٓ ۖ

    أَفَلَا تَتَّقُونَ

    Wa laqad arsalnaa Noohan ilaa qawmihee

    faqaala yaa qawmi'budul laaha

    maa lakum min ilahin ghairuhoo

    afalaa tattaqoon

    and indeed we sent Noah to his people
    and he said: O my people you worship Allah
    you have no other God but him will you not
    then be beware?

    aur beshak hum ne Nooh ko us ki qoum ki taraf bheja
    to us ne kaha ae meri qoum Allah ko pujo
    us ke siwa tumhara koi kkhuda nahi,
    to kya tumhe dar nahi

     فَقَالَ ٱلْمَلَؤُا۟ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ مِن قَوْمِهِۦ

    مَا هَٰذَآ إِلَّا بَشَرٌ مِّثْلُكُمْ

    يُرِيدُ أَن يَتَفَضَّلَ عَلَيْكُمْ

    وَلَوْ شَآءَ ٱللَّهُ لَأَنزَلَ مَلَٰٓئِكَةً

    مَّا سَمِعْنَا بِهَٰذَا فِىٓ ءَابَآئِنَا ٱلْأَوَّلِينَ

    Faqaalal mala'ul lazeena kafaroo min qawmihee

    maa haazaaa illaa basharum mislukum

    yureedu ai yatafaddala 'alaikum

    wa law shaaa'al laahu la anzala malaaa'ikatam

    maa sami'naa bihaazaa feee aabaaa'inal  awwaleen

    but the chiefs who disbelieved among his people said:
    he is no more than a human being like you,
    he seeks to make himself superior,
    if Allah willed, he surely could have sent down angels
    never did we head such a thing among our fathers of old.

    to us ki qoum ke jin sardaro ne kufar kiya bole
    yeh to nahi magar tum jaisa aadmi
    chahta hai ke tumhara barha bane
    aur Allah chahta to farishte utarta
    hum ne to yeh agle baap dadaon me na suna.

    إِنْ هُوَ إِلَّا رَجُلٌۢ بِهِۦ جِنَّةٌ

    فَتَرَبَّصُوا۟ بِهِۦ حَتَّىٰ حِينٍ

    In huwa illaa rajulum bihee jinnatun

    fatarabbasoo bihee hattan heen

    He is only a man in whom is madness
    so wait for him until a while.

    woh to nahi magar ek deewana mard
    to kuch zamana tak us ka intzaar kiye raho.

     قَالَ رَبِّ ٱنصُرْنِى بِمَا كَذَّبُونِ

    Qaala Rabbin surnee bimaa kazzaboon

    He said: O my Raub help me because they deny me.

    Nooh ne arz ki ae mere rab! meri madad farma us par ke unhon ne mujhe jhotlaya.

    فَأَوْحَيْنَآ إِلَيْهِ

    أَنِ ٱصْنَعِ ٱلْفُلْكَ بِأَعْيُنِنَا وَوَحْيِنَا

    فَإِذَا جَآءَ أَمْرُنَا وَفَارَ ٱلتَّنُّورُ ۙ

    فَٱسْلُكْ فِيهَا مِن كُلٍّ زَوْجَيْنِ ٱثْنَيْنِ

    وَأَهْلَكَ إِلَّا مَن سَبَقَ عَلَيْهِ ٱلْقَوْلُ مِنْهُمْ ۖ

    وَلَا تُخَٰطِبْنِى فِى ٱلَّذِينَ ظَلَمُوٓا۟ ۖ

    إِنَّهُم مُّغْرَقُونَ

    Fa awhainaaa ilaihi

    anis na'il fulka bi a'yuninaa wa wahyinaa

    fa izaa jaaa'a amrunaa wa faarat tannooru

    fasluk feehaa min kullin zawjain isnaini

    wa ahlaka illaa man sabaqa 'alaihil qawlu minhum

    wa laa tukhaat ibnee fil lazeena zalamooo

    innaahum mughraqoon

    so we revealed to him
    that constructed the ship under our eyes and under our revelation
    then when our command comes and water gushes forth from the oven,
    then take on it of each kind two spouses male and female
    and your family except those thereof against whom the word has already gone forth
    and not address me in favour of those who have done wrong.
    Verily they are to be drowned.

    to hum ne use wahi bheji 
    ke hamari nigah ke samne aur hamare hukum se kashti bana
    phir jab hamara hukum aaye aur tannoor uble
    to us me bitha le har jode me se do
    aur apne ghar wale magar un me se woh jin par baat pehle parh chuki
    aur un zaalimon ke maamle me mujh se baat na karna
    yeh zaroor duboye jayen ge.

    فَإِذَا ٱسْتَوَيْتَ أَنتَ وَمَن مَّعَكَ عَلَى ٱلْفُلْكِ

    فَقُلِ ٱلْحَمْدُ لِلَّهِ

    ٱلَّذِى نَجَّىٰنَا مِنَ ٱلْقَوْمِ ٱلظَّٰلِمِينَ

    Fa izas tawaita anta wa mam ma'aka 'alal fulki

    faqulil hamdu lillaah

    al lazee najjaanaa minal qawmiz zalimeen

    and when and whoever is with you you have embarked on the ship you
    then say: all the praises are due to Allah,
    who has saved us from the people who are oppressors.

    phir jab theek baith le kashti par too aur tere sath wale
    to kah sab khoobiyan Allah ko
    jis ne hame un zaalmon se nijaat di ,

     وَقُل رَّبِّ أَنزِلْنِى مُنزَلًا مُّبَارَكًا

    وَأَنتَ خَيْرُ ٱلْمُنزِلِينَ

    Wa qur Rabbi anzilnee munzalam mubaarakanw

    wa Anta khairul munzileen

    and say: my Raub cuase me to land at a blessed landin-place
    for you are the best of those who bring to land.

    aur arz kar ke ae mere rab mujhe barkat wali jagah utaar
    aur too sab se behtar utaarne wala hai ,

    إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَءَايَٰتٍ

    وَإِن كُنَّا لَمُبْتَلِينَ

    Inna fee zaalika la Aayaatinw

    wa in kunnaa lamubtaleen

    verily in this there are indeed signs
    and verily We were necessarily to test.

    beshak us me zaroor nishaniyan
    aur beshak zaroor hum jhanchne wale the

     ثُمَّ أَنشَأْنَا مِنۢ بَعْدِهِمْ قَرْنًا ءَاخَرِينَ

    Summaa anshaana mim ba'dihim qarnan aakhareen

    then after them we created another generation.

    phir un ke baad hum ne aur sangat paida ki.

    فَأَرْسَلْنَا فِيهِمْ رَسُولًا مِّنْهُمْ

    أَنِ ٱعْبُدُوا۟ ٱللَّهَ

    مَا لَكُم مِّنْ إِلَٰهٍ غَيْرُهُۥٓ ۖ

    أَفَلَا تَتَّقُونَ

    Fa arsalnaa feehim Rasoolam minhum

    ani'budul laaha

    maa lakum min ilaahin ghairuhoo

    afalaa tattaqoon

    and we sent a Prophet in to them from among themselves.
    you worship Allah,
    you have not other God but him.
    Will you not then will be beware avoid?

    to un me ek rasool unhen me se bheja
    ke Allah ki bandagi karo
    us ke siwa tumhara koi kkhuda nahi,
    to kya tumhe dar nahi.

     وَقَالَ ٱلْمَلَأُ مِن قَوْمِهِ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟

     وَكَذَّبُوا۟ بِلِقَآءِ ٱلْءَاخِرَةِ

    وَأَتْرَفْنَٰهُمْ فِى ٱلْحَيَوٰةِ ٱلدُّنْيَا

    مَا هَٰذَآ إِلَّا بَشَرٌ مِّثْلُكُمْ

    يَأْكُلُ مِمَّا تَأْكُلُونَ مِنْهُ

    وَيَشْرَبُ مِمَّا تَشْرَبُونَ

    Wa qaalal malau min qawmihil lazeena kafaroo

    wa kazzaboo bi liqaaa'il Aakhirati

    wa atrafnaahum fil hayaatid dunyaa

    maa haazaaa illaa basharum mislukum

    yaakulu mimmaa taakuloona minhu

    wa yashrabu mimmaa tashraboon

     

    and said: the chiefs of his people who disbelieved
    and denied the meeting in the hereafter,
    and we had given them the luxuries and comforts in life worldly:
    he is no more that a human being like you.
    he eats of that which you eat
    and he drinks of that you drink.

    aur bole us qoum ke sardar jinhon ne kufr kiya
    aur akhirat ki haazri ko jhotlaya
    aur hum ne unhen duniya ki zindagi me chain diya
    ke yeh to nahi magar tum jaisa aadmi
    jo tum khate ho isi me se khata hai
    aur jo tum peete ho usi me se peeta hai.

     وَلَئِنْ أَطَعْتُم بَشَرًا مِّثْلَكُمْ

    إِنَّكُمْ إِذًا لَّخَٰسِرُونَ

    Wa la'in at'atum basharam mislakum

    innakum izal lakhaasiroon

    if you were to obey a human being like you then
    verily you indeed would are losers.

    aur agar tum kisi apne jaise aadmi ki itaat karo
    jab to tum zaroor ghate me ho.

     أَيَعِدُكُمْ أَنَّكُمْ إِذَا مِتُّمْ

    وَكُنتُمْ تُرَابًا وَعِظَٰمًا

    أَنَّكُم مُّخْرَجُونَ

    A Ya'idukum annakum izaa mittum

    wa kuntum turaabanw wa izaaman

    annakum mukhrajoon

    does he promise you? that when you have died
    and have become dust and bones
    that you shall come out alive resurrected.

    kya tumhe yeh wada deta hai ke tum jab mar jao ge
    aur matti aur haddiyan ho jao ge
    us ke baad phir nikale jao ge.

    هَيْهَاتَ هَيْهَاتَ لِمَا تُوعَدُونَ

    Haihaata haihaata limaa too'adoon

    Far! Very Far! Is that which you are promised.

    kitni daur hai kitni daur hai jo tumhe wada diya jata hai.

     إِنْ هِىَ إِلَّا حَيَاتُنَا ٱلدُّنْيَا

    نَمُوتُ وَنَحْيَا

    وَمَا نَحْنُ بِمَبْعُوثِينَ

    In hiya illaa hayaatunad dunyaa

    namootu wa nahyaa

    wa maa nahnu bimab'ooseen

    there is nothing but our life of this world,
    we die and we live
    and we are not resurrected.

    woh to nahi magar hamari duniya ki zindagi
    ke hum marte jeete hain
    aur hame uthna nahi.

     إِنْ هُوَ إِلَّا رَجُلٌ ٱفْتَرَىٰ عَلَى ٱللَّهِ كَذِبًا

    وَمَا نَحْنُ لَهُۥ بِمُؤْمِنِينَ

    In huwa illaa rajulunif taraa 'alal laahi kazibanw

    wa maa nahnuu lahoo bimu'mineen

    he is not but a man who has invented a lie against Allah
    and we are not going to believe in him.

    woh to nahi magar ek mard jis ne Allah par jhoot baandha
    aur hum use maanne ke nahi.

     قَالَ رَبِّ ٱنصُرْنِى بِمَا كَذَّبُونِ

    Qaala Rabbin surnee bimaa kazzaboon

    he said: O my Raub help me because they deny me.” 

    Arz ki ke ae mere rab meri madad farma us par ke unhon ne mujhe jhotlaya.

     قَالَ عَمَّا قَلِيلٍ لَّيُصْبِحُنَّ نَٰدِمِينَ

    Qaala 'ammaa qaleelil la yusbihunna naadimeen

    Allah said: “in a little while they will be regretful.

    Allah ne farmaya kuch der jati hai ke yeh subah karen ge pachhtate hove.

     فَأَخَذَتْهُمُ ٱلصَّيْحَةُ بِٱلْحَقِّ

    فَجَعَلْنَٰهُمْ غُثَآءً ۚ

    فَبُعْدًا لِّلْقَوْمِ ٱلظَّٰلِمِينَ

    Fa akhazat humus saihatu bilhaqqi

    faja'alnaahum ghusaaa'aa;

    fabu;dal lilqaw miz zaalimeen

    so an awful cry overtook them in truth,
    and we made them as rubbish of dead plants
    so away with the people who are wrong-doers. 

    to unhen aa liya sachhi chingharh ne
    to hum ne unhen ghaas kurha kar diya
    to door hon zalim log.

     ثُمَّ أَنشَأْنَا مِنۢ بَعْدِهِمْ قُرُونًا ءَاخَرِينَ

    Summa anshaanaa mim ba'dihim quroonan aakhareen

    then after them we created others generations

    phir un ke baad hum ne aur sangaten paida ki.

     مَا تَسْبِقُ مِنْ أُمَّةٍ أَجَلَهَا

    وَمَا يَسْتَـْٔخِرُونَ

    Maa tasbiqu min ummatin ajalahaa

    wa maa yastaakhiroon

    No nation can precede their term
    nor they candelay it.

    koi ummat apni miyaad se na pehle jaye
    na peeche rahe.

     ثُمَّ أَرْسَلْنَا رُسُلَنَا تَتْرَا ۖ

    كُلَّ مَا جَآءَ أُمَّةً رَّسُولُهَا كَذَّبُوهُ ۚ

    فَأَتْبَعْنَا بَعْضَهُم بَعْضًا

    وَجَعَلْنَٰهُمْ أَحَادِيثَ ۚ

    فَبُعْدًا لِّقَوْمٍ لَّا يُؤْمِنُونَ

    Summa arsalnaa Rusulanaa tatraa

    kulla maa jaaa'a ummatar Rasooluhaa kazzabooh;

    fa atba'naa ba'dahum ba'danw

    wa ja'alnaahum ahaadees;

    fabu'dal liqawmil laa yu'minoon

    then we sent our prophets in succestion
    whenever there came to a nation their prophets they denied him,
    so we made them follow.some of them others;
    and we made them as true stories for mankind.
    So away with a people not who believe! 

    phir hum ne apne rasool bheje ek peeche dosra
    jab kisi ummat ke paas us ka rasool aaya unhon ne use jhatlaya
    to hum ne un ke aglon se pichle mila diye
    aur unhen kahaniyan kar dala
    to door hon woh log ke imaan nahi laate.

     ثُمَّ أَرْسَلْنَا مُوسَىٰ وَأَخَاهُ هَٰرُونَ

    بِـَٔايَٰتِنَا وَسُلْطَٰنٍ مُّبِينٍ

    Summa arsalnaa Moosaa wa akhaahu Haaroona

    bi Aayaatinaa wa sultaanim mubeen

    Then We sent Musa and his brother Haroon
    with Our signs and a clear authority.

    phir hum ne moosa aur us ke bhai Haroon ko bheja
    apni ayaton aur roshan sanad ke sath .

    إِلَىٰ فِرْعَوْنَ وَمَلَإِي۟هِۦ

    فَٱسْتَكْبَرُوا۟

    وَكَانُوا۟ قَوْمًا عَالِينَ

    Ilaa Fir'awna wa mala'ihee

    fastakbaroo

    wa kaanoo qawman 'aaleem

    to pharaon and his chiefs
    but they behaved insolently
    and they were people self-exalting.

    firaon aur us ke darbaryon ki taraf
    to unhon ne ghoroor kiya
    aur woh log ghalba paye hove the.

     فَقَالُوٓا۟ أَنُؤْمِنُ لِبَشَرَيْنِ مِثْلِنَا

    وَقَوْمُهُمَا لَنَا عَٰبِدُونَ

    Faqaaloo Anu'minu libasharaini mislinaa

    wa qawmuhumaa lanaa 'aabidoon

    then they said: shall we believe in two men like ourselves?
    And their people are servants.to us

    to bole kya hum imaan le ayen apne jaise do admion par
    aur un ki qaom hamari bandagi kar rahi hai.

     فَكَذَّبُوهُمَا فَكَانُوا۟ مِنَ ٱلْمُهْلَكِينَ

    Fakazzaboohumaa fakaanoo minal mmuhlakeen

    so they denied them both and became to those who were destroyed.

    to unhon ne un dono ko jhotlaya to halaak hoone valon me se ho gaye.

     وَلَقَدْ ءَاتَيْنَا مُوسَى ٱلْكِتَٰبَ

    لَعَلَّهُمْ يَهْتَدُونَ

    Wa laqad aatainaa Moosal Kitaaba

    la'allahum yahtadoon

    and indeed we gave Moses the scripture
    so that they may be guided.

    aur beshak hum ne moosa ko kitaab ataa farmai
    ke un ko hidaayat ho.

     وَجَعَلْنَا ٱبْنَ مَرْيَمَ وَأُمَّهُۥٓ ءَايَةً

    وَءَاوَيْنَٰهُمَآ إِلَىٰ رَبْوَةٍ ذَاتِ قَرَارٍ وَمَعِينٍ

    Wa ja'alnab na Maryama wa ummahooo aayatannw

    wa aawainaahumaaa ilaa rabwatin zaati qaraarinw wa ma'een

    and we made the son of Mary and his mother as a sign.
    And we gave them refuge to on a high ground a place of rest and flowing streams. 

    aur hum ne maryam aur us ke bete ko nishani kiya
    aur unhen thikana diya ek buland zameen jahan basne ka maqam aur nigah ke samne bahta pani.

     يَٰٓأَيُّهَا ٱلرُّسُلُ كُلُوا۟ مِنَ ٱلطَّيِّبَٰتِ

    وَٱعْمَلُوا۟ صَٰلِحًا ۖ

    إِنِّى بِمَا تَعْمَلُونَ عَلِيمٌ

    Yaaa aiyuhar Rusulu kuloo minat taiyibaati

    wa'maloo saalihan

    innee bimaa ta'maloona 'Aleem

    O you Prophet! Eat of lawful foods
    and do righteous deeds.
    Verily! I am well The Omniscient with what you do.

    Ae Paighambaron! pakeeza cheeze khao
    aur acha kaam karo,
    may tumahre kamon ko jaanta hon.

     وَإِنَّ هَٰذِهِۦٓ أُمَّتُكُمْ أُمَّةً وَٰحِدَةً

    وَأَنَا۠ رَبُّكُمْ فَٱتَّقُونِ

    Wa inna haaziheee ummatukum ummatanw waahidatanw

    wa Ana Rabbukum fattaqoon

    and verily this your nation nation is one religion
    and I am your Raub so beware avoid me.

    aur beshak yeh tumhara deen ek hi deen hai
    aur may tumhara rab hon to mujh se daro.

     فَتَقَطَّعُوٓا۟ أَمْرَهُم بَيْنَهُمْ زُبُرًا ۖ

    كُلُّ حِزْبٍۭ بِمَا لَدَيْهِمْ فَرِحُونَ

    Fataqatta'ooo amrahum bainahum zuburaa;

    kullu hizbim bimaa ladaihim farihoon

    but they have broken their religion among them into sects
    each group rejoicing party in what is with them. 

    to un ki ummaton ne apna kaam aapas me tukrhe tukrhe kar liya
    har giroh jo us ke paas hai us par khush hai.

    فَذَرْهُمْ فِى غَمْرَتِهِمْ حَتَّىٰ حِينٍ

    Fazarhum fee ghamratihim hattaa heen

    so leave them in their error for a time

    to tum un ko chorh do un ke nashe me ek waqt tak.

     أَيَحْسَبُونَ أَنَّمَا نُمِدُّهُم بِهِۦ مِن مَّالٍ وَبَنِينَ

    A-yahsaboona annnamaa numiduhum bihee mimmaalinw wa baneen

    do they think that it of wealth and children sons with what we enlarge them?

    kya yeh khayaal kar rahe hain ke woh jo hum un ki madad kar rahe hain maal aur beton se.

    نُسَارِعُ لَهُمْ فِى ٱلْخَيْرَٰتِ ۚ

    بَل لَّا يَشْعُرُونَ

    Nusaari'u lahum fil khairaat;

    bal laa yash'uroon

     we hasten unto them with in good things
    but they not perceive.

    yeh jald jald un ko bhalaiyan dete hain
    balke unhen khabar nahi.

     إِنَّ ٱلَّذِينَ هُم مِّنْ خَشْيَةِ رَبِّهِم مُّشْفِقُونَ

    Innal lazeena hum min khashyati Rabbihim mushfiqoon

    verily those they live in awe from beware beware-avoid of their Raub.

    beshak woh jo apne rab ke dar se sahme hue hain.

     وَٱلَّذِينَ هُم بِـَٔايَٰتِ رَبِّهِمْ يُؤْمِنُونَ

    Wallazeena hum bi Aayaati Rabbihim yu'minoon

     

    and those they believe in the ayat of their Raub.

    aur woh jo apne rab ki ayaton par imaan laate hain.

     وَٱلَّذِينَ هُم بِرَبِّهِمْ لَا يُشْرِكُونَ

    Wallazeena hum bi Rabbihim laa yushrikoon

     

    and those they join not anyone in worship partners with their Raub.

    aur woh jo apne rab ka koi shareek nahi karte.

     وَٱلَّذِينَ يُؤْتُونَ مَآ ءَاتَوا۟

    وَّقُلُوبُهُمْ وَجِلَةٌ

    أَنَّهُمْ إِلَىٰ رَبِّهِمْ رَٰجِعُونَ

    Wallazeena yu'toona maaa aataw

    wa quloobuhum wajilatun

    annahum ilaa Rabbihim raaji'oon

    and those who give that which they gave
    and their hearts are full of fear
    because shall return to their Raub. 

    aur woh jo dete hain jo kuch dena
    aur un ke dil dar rahe hain
    yun ke un ko apne rab ki taraf phirna hai.

    أُو۟لَٰٓئِكَ يُسَٰرِعُونَ فِى ٱلْخَيْرَٰتِ

    وَهُمْ لَهَا سَٰبِقُونَ

    Ulaaa'ika yusaari'oona fil khairaati

    wa hum lahaa saabiqoon

    it is these who hasten in the good deeds
    and they are foremost in them.

    yeh log bhulaiyon me jaldi karte hain
    aur yahi sab se pehle unhen pahonche.

    وَلَا نُكَلِّفُ نَفْسًا إِلَّا وُسْعَهَا ۖ

    وَلَدَيْنَا كِتَٰبٌ يَنطِقُ بِٱلْحَقِّ ۚ

    وَهُمْ لَا يُظْلَمُونَ

    Wa laa nukallifu nafsan illaa wus'ahaa

    wa ladainaa kitaabuny yantiqu bilhaqqi

    wa hum laa yuzlamoon

    and we not burden any soul except according to its capacity
    and with us is a scripture which speaks the truth
    and they will not be wronged.

    aur hum kisi jaan par boojh nahi rakhte magar us ki taaqat bhar
    aur hamare paas ek kitaab hai ke haq bolti hai
    aur un par zulm na ho ga.

     بَلْ قُلُوبُهُمْ فِى غَمْرَةٍ مِّنْ هَٰذَا

    وَلَهُمْ أَعْمَٰلٌ مِّن دُونِ ذَٰلِكَ

    هُمْ لَهَا عَٰمِلُونَ

    Bal quloobuhum fee ghamratim min haazaa

    wa lahum a'maalum min dooni zaalika

    hum lahaa 'aamiloon

    Nay! But their hearts are covered from this
    and for them are other deeds besides that
    they for it are doing.

    balke un ke dil us se ghaflat me hain
    aur un ke kaam un kamon se judda hain
    jinhen woh kar rahe hain.

     حَتَّىٰٓ إِذَآ أَخَذْنَا مُتْرَفِيهِم بِٱلْعَذَابِ

    إِذَا هُمْ يَجْـَٔرُونَ

    Hattaaa izaaa akhznaa mutrafeehim bil'azaabi

    izaa hum yaj'aroon

    until when we grasp those of them who lead a luxurious life with punishment,
    behold they make humble invocation with a load voice.

    yahan tak ke jab hum ne un ke ameeron ko azaab me pakrha
    to jabhi woh faryaad karne lage.

     لَا تَجْـَٔرُوا۟ ٱلْيَوْمَ

    ۖ إِنَّكُم مِّنَّا لَا تُنصَرُونَ

    Laa taj'arul yawma

    innakum minnaa laa tunsaroon

    invoke not loudly this day!
    Certainly you shall not be helped by us!

    aaj faryaad na karo,
    bilkul hamari taraf se tumhari madad na ho gi.

     قَدْ كَانَتْ ءَايَٰتِى تُتْلَىٰ عَلَيْكُمْ

    فَكُنتُمْ عَلَىٰٓ أَعْقَٰبِكُمْ تَنكِصُونَ

    Qad kaanat Aayaatee tutlaa 'alaikum 

    fakuntum 'alaaa a'qaabikum tankisoon

    indeed my auyaat used to be recited to you
    but you used to turn back on your heels.

    beshak meri aayaten tum par parhi jati theen
    to tum apni erhyon ke bal ulte palat te the.

     مُسْتَكْبِرِينَ بِهِۦ سَٰمِرًا تَهْجُرُونَ

    Mustakbireena bihee saamiran tahjuroon

    in pride about it entertaining at night renouncing.

    khidmat haram par barhayi maarte ho raat ko wahan behooda kahaniyan bekte.

     أَفَلَمْ يَدَّبَّرُوا۟ ٱلْقَوْلَ

    أَمْ جَآءَهُم مَّا لَمْ يَأْتِ ءَابَآءَهُمُ ٱلْأَوَّلِينَ

    Afalam yaddabbarrul qawla

    am jaaa'ahum maa lam yaati aabaaa'ahumul awwaleen

     

    have they not pondered over the word?
    Or there has come to them what had not come to their fathers of old?

    kya unhon ne baat ko socha nahi
    ya un ke paas woh aaya jo un ke baap dada ke paas na aaya tha.

     أَمْ لَمْ يَعْرِفُوا۟ رَسُولَهُمْ

    فَهُمْ لَهُۥ مُنكِرُونَ

    Am lam ya'rifoo Rasoolahum

    fahum lahoo ​munkiroon

    or it is that they did not recognize their prophets
    so they deny him? 

    ya unhon ne apne rasool ko na pahchana
    to woh use begana samajh rahe hain.

    أَمْ يَقُولُونَ بِهِۦ جِنَّةٌۢ ۚ

    بَلْ جَآءَهُم بِٱلْحَقِّ

    وَأَكْثَرُهُمْ لِلْحَقِّ كَٰرِهُونَ

    Am yaqooloona bihee jinnnah;

    bal jaaa'ahum bilhaqqi

    wa aksaruhum lil haqqi kaarihoon

    or they say there is madneness in him? Nay!
    But he brought them the truth
    but most of them are avers to the truth.

    ya kehte hain use soda hai
    balke woh to un ke paas haq laaye
    aur un me aksar haq bura lagta hai.

     وَلَوِ ٱتَّبَعَ ٱلْحَقُّ أَهْوَآءَهُمْ

    لَفَسَدَتِ ٱلسَّمَٰوَٰتُ وَٱلْأَرْضُ وَمَن فِيهِنَّ ۚ

    بَلْ أَتَيْنَٰهُم بِذِكْرِهِمْ

    فَهُمْ عَن ذِكْرِهِم مُّعْرِضُونَ

    Wa lawit taba'al haqqu ahwaaa'ahum

    lafasadatis samaawaatu wal ardu wa man feehinn;

    bal atainaahum bizikrihim

    fahum 'an zikrihim mu'ridon

    and if the truth had followed with their desires.
    Indeed would have been crrupted, the heavens and the earth and whosoever is therein.
    Nay but we have brought them their reminder.
    but thay turn away from their reminder 

    aur agar haq un ki khahishon ki pairwi karta
    to zaroor aasman aur zameen aur jo koi un me hain sab tabah ho jate
    balke hum to un ke paas woh cheez laaye jis me un ki namwari thi
    to woh apni izzat se hi monh phaire hue hain.

    أَمْ تَسْـَٔلُهُمْ خَرْجًا

    فَخَرَاجُ رَبِّكَ خَيْرٌ ۖ

    وَهُوَ خَيْرُ ٱلرَّٰزِقِينَ

    Am tas'aluhum kharjan

    fakharaaju Rabbika khairunw

    wa Huwa khairur raaziqeen

    Or is it that you sak them for some wages '
    But the recompense of your Raub is better.
    And he is the best of the sustainers.

    kya tum un se kuch ujrat mangte ho
    to tumahre rab ka ajar sab se bhala
    aur woh sab se behtar rozi dene wala.

     وَإِنَّكَ لَتَدْعُوهُمْ إِلَىٰ صِرَٰطٍ مُّسْتَقِيمٍ

    Wa innaka latad'oohum ilaa Siraatim Mustaqeem

    and certainly you call them to the straight way.

    aur beshak tum unhen seedhi raah ki taraf bulate ho.

     وَإِنَّ ٱلَّذِينَ لَا يُؤْمِنُونَ بِٱلْءَاخِرَةِ عَنِ ٱلصِّرَٰطِ لَنَٰكِبُونَ

    Wa innnal lazeena laa yu'minoona bil Aakhirati 'anis siraati lanaakiboon

    and verily those who do not believe in the hereafter are indeed deviating from the way

    aur beshak jo akhirat par imaan nahi laate zaroor seedhi raah se katrae hue hain.

    وَلَوْ رَحِمْنَٰهُمْ وَكَشَفْنَا مَا بِهِم مِّن ضُرٍّ

    لَّلَجُّوا۟ فِى طُغْيَٰنِهِمْ يَعْمَهُونَ

    Wa law rahimnaahum wa kashafnaa maa bihim min durril

    lalajjoo fee tughyaanihim ya'mahoon

    and though if we had mercy on them and removed the distress what is on them,
    they still would obstinately persist in their transgression wandering blindly.

    aur agar hum un par raham karen aur jo museebat un par parhi hai taal den
    to zaroor ahsaan faramoshi karen ge apni sar kashi me bahakte hove.

    وَلَقَدْ أَخَذْنَٰهُم بِٱلْعَذَابِ

    فَمَا ٱسْتَكَانُوا۟ لِرَبِّهِمْ

    وَمَا يَتَضَرَّعُونَ

    Wa laqad akhaznaahum bil'azaabi

    famastakaanoo li Rabbihim

    wa maa yatadarra'oon

    and indeed we seized them with punishment
    but they not humbled themselves to their Raub nor did
    nor they invoke with submission to him. 

    aur beshak hum ne unhen azaab me pakrha
    to na woh apne rab ke huzoor me jhuke
    aur na girh girhaate hain.

    حَتَّىٰٓ إِذَا فَتَحْنَا عَلَيْهِم بَابًا ذَا عَذَابٍ شَدِيدٍ

    إِذَا هُمْ فِيهِ مُبْلِسُونَ

    Hattaaa izaa fatahnaa 'alaihim baaban zaa 'azaabin shadeedin

    izaa hum feehi mublisoon

    Until when we open for them a gate of severe punishment
    then they will be plunged into it desperated.

    yahan tak ke jab hum ne un par khola kisi sakht azaab ka darwaaza
    to woh ab us me na umeed parhe hain.

     وَهُوَ ٱلَّذِىٓ أَنشَأَ لَكُمُ ٱلسَّمْعَ وَٱلْأَبْصَٰرَ وَٱلْأَفْـِٔدَةَ ۚ

    قَلِيلًا مَّا تَشْكُرُونَ

    Wa Huwal lazeee ansha a-lakumus sam'a wal absaara wal af'idah;

    qaleelam maa tashkuroon

    and he who has created for you hearing and sight and hearts,
    you give little thanks.

    aur wohi hai jis ne banaye tumahre liye kaan aur ankhen aur dil
    tum bahot hi kam haq mante ho.

     وَهُوَ ٱلَّذِى ذَرَأَكُمْ فِى ٱلْأَرْضِ

    وَإِلَيْهِ تُحْشَرُونَ

    Wa Huwal lazee zara akum fil ardi

    wa ilaihi tuhsharoon

    and it is he who has created you on the earth
    and to him you shall be gathered back.

    aur wohi hai jis ne tumhe zameen me phailaya
    aur usi ki taraf uthna hai.

     وَهُوَ ٱلَّذِى يُحْىِۦ وَيُمِيتُ

    وَلَهُ ٱخْتِلَٰفُ ٱلَّيْلِ وَٱلنَّهَارِ ۚ

    أَفَلَا تَعْقِلُونَ

    Wa Huwal lazee yuhyee wa yumeetu

    wa lahukh tilaaful laili wannahaar;

    Afalaa ta'qiloon

    and it is he who gives life and causes death
    and his is the altermation of night and day
    will then you not understand?

    aur wohi jilaaye aur maare
    aur usi ke liye hain raat aur din ki tabdeeliyan
    to kya tumhe samajh nahi.

    بَلْ قَالُوا۟ مِثْلَ مَا قَالَ ٱلْأَوَّلُونَ

     

    Bal qaaloo misla maa qaalal awwaloon

    Nay but they say the like of what said the men of old.

    balke unhon ne wohi kahi jo agle kehte the.

     قَالُوٓا۟ أَءِذَا مِتْنَا وَكُنَّا تُرَابًا وَعِظَٰمًا

    أَءِنَّا لَمَبْعُوثُونَ

    Qaalooo 'A-izaa mitnaa wa kunnaa turaabanw wa 'izaaman

    'A-innaa lamab 'oosoon

    they said: are when we are dead and have become dust and bones?
    Shall we indeed be resurrected?

    bole kiya jab hum mar jayen aur mitti aur haddiyan ho jayen
    kya phir nikale jayen ge.

    لَقَدْ وُعِدْنَا نَحْنُ وَءَابَآؤُنَا هَٰذَا مِن قَبْلُ

    إِنْ هَٰذَآ إِلَّآ أَسَٰطِيرُ ٱلْأَوَّلِينَ

    Laqad wu'idnaa nahnu wa aabaaa'unaa haazaa min qablu

    in haazaaa illaaa asaateerul awwaleen

    verily this we have been promised, we and our fathers this before.
    This is only the tales of the ancients.

    beshak yeh wada hum ko aur hum se pehle hamare baap dada ko diya gaya
    yeh to nahi magar wohi agli daastanen.

    قُل لِّمَنِ ٱلْأَرْضُ

    وَمَن فِيهَآ إِن كُنتُمْ تَعْلَمُونَ

    Qul limanil ardu

    wa man feehaaa in kuntum ta'lamoon

    say: for whom is the earth
    and whosoever is therein? If you were you know.

    tum farmao kis ka maal hai zameen
    aur jo kuch us me hai agar tum jante ho.

     سَيَقُولُونَ لِلَّهِ ۚ

    قُلْ أَفَلَا تَذَكَّرُونَ

    Sa-yaqooloona lillaah;

    qul Afalaa tazakkkaroon

    they will say it is Allah’s say:
    will you not them think?” 

    ab kahen ge ke Allah ka
    tum farmao phir kyun nahi sochte.

    قُلْ مَن رَّبُّ ٱلسَّمَٰوَٰتِ ٱلسَّبْعِ

    وَرَبُّ ٱلْعَرْشِ ٱلْعَظِيمِ

    Qul mar Rabbus samaawaatis sab'i

    wa Rabbul 'Arshil 'Azeem

    say: “who is Raub of the seven heavens
    and Raub of the great throne

    tum farmao kon hai maalik saton asmano ka
    aur maalik barhe arsh ka .

     سَيَقُولُونَ لِلَّهِ ۚ

    قُلْ أَفَلَا تَتَّقُونَ

    Sa yaqooloona lillaah;

    qul afalaa tattaqoon

    they will say: “ it is for Allah”
    say: “then will you not beware-avoid Allah” 

    ab kahen ge yeh Allah hi ki shaan hai,
    tum farmao phir kyun nahi darte.

    قُلْ مَنۢ بِيَدِهِۦ مَلَكُوتُ كُلِّ شَىْءٍ

    وَهُوَ يُجِيرُ وَلَا يُجَارُ عَلَيْهِ

    إِن كُنتُمْ تَعْلَمُونَ

    Qul mam bi yadihee malakootu kulli shai'inw

    wa Huwa yujeeru wa laa yujaaru 'alaihi

    in kuntum ta'lamoon

    say: who in his hand is sovereignty of ever thing?
    And he protects all and there is not protector against him
    if you were know.

    tum farmao kis ke haath hai har cheez ka qaboo
    aur woh panah deta hai aur us ke khilaaf koi panah nahi de sakta
    agar tumhe ilm ho.

     سَيَقُولُونَ لِلَّهِ ۚ

    قُلْ فَأَنَّىٰ تُسْحَرُونَ

    Sa yaqooloona lillaah;

    qul fa annaa tus haroon

    they will say: “it is for Allah”
    say: “how then are you be witched?

    ab kahen ge yeh Allah hi ki shaan hai,
    tum farmao phir kis jadu ke faraib me parhe ho.

    بَلْ أَتَيْنَٰهُم بِٱلْحَقِّ

    وَإِنَّهُمْ لَكَٰذِبُونَ

    Bal atainaahum bil haqqi

    wa innahum lakaaziboon

    Nay! But we have brought them the truth,
    and verily them are liars.

    balke hum un ke paas haq laaye
    aur woh beshak jhute hain.

     مَا ٱتَّخَذَ ٱللَّهُ مِن وَلَدٍ

    وَمَا كَانَ مَعَهُۥ مِنْ إِلَٰهٍ ۚ

    إِذًا لَّذَهَبَ كُلُّ إِلَٰهٍۭ بِمَا خَلَقَ

    وَلَعَلَا بَعْضُهُمْ عَلَىٰ بَعْضٍ ۚ

    سُبْحَٰنَ ٱللَّهِ عَمَّا يَصِفُونَ

    Mat takhazal laahu minw waladinw

    wa maa kaana ma'ahoo min ilaah;

    izal lazahaba kullu ilaahim bimaa khalaqa

    wa la'alaa ba'duhum 'alaa ba'd;

    Subhaannal laahi 'ammaa yasifoon

    Allah did not take son,
    nor is there any God along with him
    behold each God would have taken away what he had created
    and some would have tried to overcome of them over others.
    Glorified is Allah above all that they attribute to him.

    Allah ne koi bachcha ikhtiyar na kiya
    aur na us ke sath koi dosra kkhuda yun hota
    to har khuda apni makhlooq le jata
    aur zaroor ek dosre par apni taali chahta
    paki hai Allah ko un baton se jo yeh banate hain.

     عَٰلِمِ ٱلْغَيْبِ وَٱلشَّهَٰدَةِ

    فَتَعَٰلَىٰ عَمَّا يُشْرِكُونَ

    'Aalimil Ghaibi wash shahhaadati

    fata'aalaa 'ammaa yushrikoon

    The Omniscient of the unseen and the seen.
    The most exalted is he over all that they associate as partners to him.

    janne wala har niha o ayaa ka
    to use bulandi hai un ke shirk se.

    قُل رَّبِّ إِمَّا تُرِيَنِّى مَا يُوعَدُونَ

    Qur Rabbi immmaa turiyannee maa yoo'adoon

    say: My Raub! If you will show me that will which they are threatened.

    tum arz karo ke ae mere rab! agar to mujhe dikhae jo unhen wada diya jata hai.

     رَبِّ فَلَا تَجْعَلْنِى فِى ٱلْقَوْمِ ٱلظَّٰلِمِينَ

    Rabbi falaa taj'alnee fil qawmiz zaalimeen

    My Raub! Then put me not amongest the people who are wrong-doers.

    to ae mere rab! mujhe un zaalmon ke sath na karma.

    وَإِنَّا عَلَىٰٓ أَن نُّرِيَكَ مَا نَعِدُهُمْ لَقَٰدِرُونَ

    Wa innaa 'alaaa an nuriyaka maa na'iduhum laqaadiroon

    and indeed we are able to show you that which we have threatened them.

    aur beshak hum Qadir hain ke tumhe dikha den jo unhen wada de rahe hain.

    ٱدْفَعْ بِٱلَّتِى هِىَ أَحْسَنُ ٱلسَّيِّئَةَ

    ۚ نَحْنُ أَعْلَمُ بِمَا يَصِفُونَ

    Idfa' billate hiya ahsanus saiyi'ah;

    nahnu a'lamu bimaa yasifoon

    Repel evil with that which is better,
    we are best omniscient with what they describe.

    sab se achchi bhalai se buraiee ko dafaa karo
    hum khoob jante hain jo baaten yeh banate hain.

     وَقُل رَّبِّ أَعُوذُ بِكَ مِنْ هَمَزَٰتِ ٱلشَّيَٰطِينِ

    Wa qur Rabbi a'oozu bika min hamazaatish Shayaateen

    and say: “My Raub! I seek refuge with you from the whisperings of the devils.”

    aur tum arz karo ke ae mere rab teri panah shayateen ke waswason se.

     وَأَعُوذُ بِكَ رَبِّ أَن يَحْضُرُونِ

    Wa a'oozu bika Rabbi ai-yahduroon

    And I seek refuge with you my Raub lest they should attend me.

    aur ae mere rab teri panah ke woh mere paas ayen.

     حَتَّىٰٓ إِذَا جَآءَ أَحَدَهُمُ ٱلْمَوْتُ

    قَالَ رَبِّ ٱرْجِعُونِ

    Hattaaa izaa jaaa'a ahada humul mawtu

    qaala Rabbir ji'oon

    until when death comes to one of them.
    he say: “My Raub! Send me back.

    yahan tak ke jab un me kisi ko maut aaye
    to kehta hai ke ae mere rab mujhe wapas phair dijiye.

    لَعَلِّىٓ أَعْمَلُ صَٰلِحًا فِيمَا تَرَكْتُ ۚ

    كَلَّآ ۚ إِنَّهَا كَلِمَةٌ هُوَ قَآئِلُهَا ۖ

    وَمِن وَرَآئِهِم بَرْزَخٌ إِلَىٰ يَوْمِ يُبْعَثُونَ

    La'alleee a'malu saalihan feemaa taraktu

    kallaa; innahaa kalimatun huwa qaaa'iluhaa

    wa minw waraaa'him barzakhun ilaa Yawmi yub'asoon

    so that I may do good in that which I have left behind,
    No! no! indeed it is but  a word he speaks
    and a barrier is behind them until the day when they will be resurrected.

    shayad ab may kuch bhalai kamao us me jo chorhe aaya hon
    hisht yeh to ek baat hai jo woh apne mun se kehta hai
    aur un ke age ek aarh hai us din tak jis din uthaye jayen ge.

     فَإِذَا نُفِخَ فِى ٱلصُّورِ

    فَلَآ أَنسَابَ بَيْنَهُمْ يَوْمَئِذٍ

    وَلَا يَتَسَآءَلُونَ

    Fa izaa nufikha fis Soori

    falaaa ansaaba bainahum yawma'izinw

    wa laa yatasaaa'aloon

    then when the trumpet is blown
    there will be no kinship among them that day
    nor they will ask of one another.

    to jab soor phunkaa jaye ga
    to na un me rishte rahen ge
    aur na ek dosre ki baat pochen.

     فَمَن ثَقُلَتْ مَوَٰزِينُهُۥ

    فَأُو۟لَٰٓئِكَ هُمُ ٱلْمُفْلِحُونَ

    Faman saqulat mawaazee nuhoo

    fa ulaaa'ika humul muflihoon

    then who his scales are heavy,
    these they are the successful.

    to jin ki tolen bhaari hogi
    wohi log morad ko puhanche.

    وَمَنْ خَفَّتْ مَوَٰزِينُهُۥ

    فَأُو۟لَٰٓئِكَ ٱلَّذِينَ خَسِرُوٓا۟ أَنفُسَهُمْ

    فِى جَهَنَّمَ خَٰلِدُونَ

    Wa man khaffat mawaa zeenuhoo

    fa ulaaa'ikal lazeena khasiroon anfusahum

    fee Jahannnama khaalidoon

     

    and who are light his scales,
    those are the people who lost their ownselves
    in hell they will abide eternally.

    aur jin ki tolen halki hogi
    wohi hain jinhon ne apni jaanen ghate me daleen
    hamesha dozakh me rahen ge.

     تَلْفَحُ وُجُوهَهُمُ ٱلنَّارُ

    وَهُمْ فِيهَا كَٰلِحُونَ

    Talfahu wujoohahumun Naaru

    wa hum feehaa kaalihood

    the fire will burn their faces
    and therein will grin with displaced lips.

    un ke munh par aag lapet maare gi
    aur woh us me mun chirhate honge.

     أَلَمْ تَكُنْ ءَايَٰتِى تُتْلَىٰ عَلَيْكُمْ

    فَكُنتُم بِهَا تُكَذِّبُونَ

    Alam takun Aayaatee tutlaa 'alaikum

    fakuntum bihaa tukazziboon

    were not? My auyaats recited to you
    then you used with it to deny.

    kya tum par meri ayaten na parhi jati theen
    to tum unhen jhutlate the.

     قَالُوا۟ رَبَّنَا غَلَبَتْ عَلَيْنَا شِقْوَتُنَا

    وَكُنَّا قَوْمًا ضَآلِّينَ

    Qaaloo Rabbanaa ghalabat 'alainaa shiqwatunaa

    wa kunnaa qawman daaalleen

    They will say: Our Raub! Overcame us our bad luck,
    and we were erring people.

    kahen ge ae hamare rab hum par hamari badbakhti ghalib aayi
    aur hum gumraah log the.

    رَبَّنَآ أَخْرِجْنَا مِنْهَا

    فَإِنْ عُدْنَا فَإِنَّا ظَٰلِمُونَ

    Rabbanaa akhrijnaa minhaa

    fa in 'udnaa fa innaa zaalimoon

    Our Raub! Bring us out of this,
    if ever we return then indeed we shall wrong-doers.

    ae rab hamare hum ko dozakh se nikaal de
    phir agar hum waise hi karen to hum zalim hain.

     قَالَ ٱخْسَـُٔوا۟ فِيهَا وَلَا تُكَلِّمُونِ

    Qaalakh sa'oo feehaa wa laa tukallimoon

    Allah will say: “Remain you in it and not speak to me!”

    rab farmaye ga dhutkare parhe raho us me aur mujh se baat na karo.

     إِنَّهُۥ كَانَ فَرِيقٌ مِّنْ عِبَادِى

    يَقُولُونَ رَبَّنَآ ءَامَنَّا

    فَٱغْفِرْ لَنَا وَٱرْحَمْنَا

    وَأَنتَ خَيْرُ ٱلرَّٰحِمِينَ

    Innahoo kaana fareequm min 'ibaadee

    yaqooloona Rabbanaaa aamannaa

    faghfir lanaa warhamnaa

    wa Anta khairur raahimeen

    Verily there was a party of my slaves,
    who used to say: Our Raub we believe.
    So forgive us, and have mercy on us,
    you are the best of those who show mercy.

    beshak mere bandon ka ek giroh
    kahta tha ae hamare rab! hum imaan laaye
    to hame bakhash de aur hum par reham kar
    aur to sab se behtar reham karne wala hai.

     فَٱتَّخَذْتُمُوهُمْ سِخْرِيًّا

    حَتَّىٰٓ أَنسَوْكُمْ ذِكْرِى

    وَكُنتُم مِّنْهُمْ تَضْحَكُونَ

    Fattakhaztumoohum sikhriyyan

    hattaaa ansawkum zikree

    wa kuntum minhum tadhakoon

    But you took them for a laughing stock,
    until them made you forget my remembrance,
    while you used to laugh at then.

    to tum ne unhen mazakh bana liya
    yahan tak ke unhen banane ke shugal me meri yaad bhool gaye
    aur tum un se hansa karte.

     إِنِّى جَزَيْتُهُمُ ٱلْيَوْمَ بِمَا صَبَرُوٓا۟

    أَنَّهُمْ هُمُ ٱلْفَآئِزُونَ

    Inee jazaituhumul Yawma bimaa sabarooo

    annahum humul faaa'izoon

    veriy I have rewarded then this day for what they kept patience,
    they are indeed the successful.

    beshak aaj may ne un ke sabr ka unhen yeh badla diya
    ke wohi kamyaab hain.

     قَٰلَ كَمْ لَبِثْتُمْ فِى ٱلْأَرْضِ عَدَدَ سِنِينَ

    Qaala kam labistum fil ardi 'adada sineen

    He Allah will say: “How long number of years did you stay on the earth?”

    farmaya tum zameen me kitna thahre barson ki ginti se.

    قَالُوا۟ لَبِثْنَا يَوْمًا أَوْ بَعْضَ يَوْمٍ

    فَسْـَٔلِ ٱلْعَآدِّينَ

    Qaaloo labisnaa yawman aw ba'da yawmin

    fas'alil 'aaaddeen

    they will say: we stayed a day or part of a day,
    so ask of those who keep account angels.

    bole hum ek din rahe ya din ka hissa
    to ginne walon se daryaft farma.

     قَٰلَ إِن لَّبِثْتُمْ إِلَّا قَلِيلًا ۖ

    لَّوْ أَنَّكُمْ كُنتُمْ تَعْلَمُونَ

    Qaala il labistum illaa qaleelal

    law annakum kuntum ta'lamoon

    He will say: you not stayed but a little
    if you had only known.

    farmaya tum na tahre magar thorha
    agar tumhe ilm hota.

     أَفَحَسِبْتُمْ أَنَّمَا خَلَقْنَٰكُمْ عَبَثًا

    وَأَنَّكُمْ إِلَيْنَا لَا تُرْجَعُونَ

    Afahsibtum annamaa khalaqnaakum 'abasanw

    wa annakum ilainaa laa turja'oon

    Did you think? That we had created you in futlity
    and that you would not be returned back to us.

    to kya yeh samajte ho ke hum ne tumhe bekar banaya
    aur tumhe hamari taraf phirna nahi.

     فَتَعَٰلَى ٱللَّهُ ٱلْمَلِكُ ٱلْحَقُّ ۖ

    لَآ إِلَٰهَ إِلَّا هُوَ

    رَبُّ ٱلْعَرْشِ ٱلْكَرِيمِ

    Fata'aalal laahul Malikul Haqq;

    laaa ilaaha illaa Huwa

    Rabbul 'Arshil Kareem

    so exalted is Allah the true king
    there is not god but he
    the Raub of the throne Aursh supreme.

    to bahut bulandi wala hai Allah sacha badeshah
    koi mabood nahi siwa us ke
    izzat wale arsh ka maalik.

    وَمَن يَدْعُ مَعَ ٱللَّهِ إِلَٰهًا ءَاخَرَ

    لَا بُرْهَٰنَ لَهُۥ بِهِۦ

    فَإِنَّمَا حِسَابُهُۥ عِندَ رَبِّهِۦٓ ۚ

    إِنَّهُۥ لَا يُفْلِحُ ٱلْكَٰفِرُونَ

    Wa mai yad'u ma'allaahi ilaahan aakhara

    laa burhaana lahoo bihee

    fa innnamaa hisaabuhoo 'inda Rabbih;

    innahoo laa yuflihul kaafiroon

    and whoever invokes with Allah any other God,
    he no proof of it,
    then verily his reckoning is only with his Raub,
    surely the disbelievers will not be successful.

    aur jo Allah ke sath kisi dosre khuda ko puje
    jis ki us ke paas koi sanad nahi
    to us ka hisaab us ke rab ke yahan hai,
    beshak kafiroon ka chhutkara nahi.

    وَقُل رَّبِّ ٱغْفِرْ وَٱرْحَمْ

    وَأَنتَ خَيْرُ ٱلرَّٰحِمِينَ

     

    Wa qur Rabbigh fir warham

    wa Anta khairur raahimeen

    and say: My Raub! Forgive and have mercy
    and you are the best of those who show The Most Merciful.

    aur tum arz karo, ae mere rab bakhash de aur raham farma
    aur to sab se bartar reham karne wala.

    Back To Top


    © Copyright 2016 | All Rights Reserved.