The Living Verses

Enter Quran

To play video click icon of your choice.

  • Arabic text

  • Urdu text

  • Roman Translation

  • English Translation

  • Urdu Translation

  • 29
    Ankabut
    The Spider
    سورة العنكبوت
    Total Ayaat: 69
    Language


    الٓ‍‍مٓ

    Alif-Laaam-Meeem

    Alif-Laaam-Meeem

    Alif-Laaam-Meeem

    أَحَسِبَ ٱلنَّاسُ

    أَن يُتْرَكُوٓا۟ أَن يَقُولُوٓا۟ ءَامَنَّا

    وَهُمْ لَا يُفْتَنُونَ

    Ahasiban naasu

    anyu yutrakooo any yaqoolooo aamannaa

    wa hum la yuftanoon

    Do the people think?  
    that they will be left alone because to say: "We believe,"
    and they will not be tested.

    kya log is ghamand me hain
    ke itni baat par chorhe diye jayen ge ke kahin hum imaan laaye,
    aur un ki azmaish na ho gi.

    وَلَقَدْ فَتَنَّا ٱلَّذِينَ مِن قَبْلِ‍‍هِمْ ۖ

    فَلَ‍‍يَعْلَمَ‍‍نَّ ٱللَّهُ ٱلَّذِينَ صَدَقُوا۟

    وَلَ‍‍يَعْلَمَ‍‍نَّ ٱلْكَٰذِبِينَ

    Wa laqad fatannal lazeena min qablihim

    fala ya'lamannal laahul lazeena sadaqoo

    wa la ya'lamannal kaazibeen

    and indeed we tested those who before them
    and Allah will certainly make known those who are telling the truth,
    and will certainly make it known those who are liars.

    aur beshak hum ne un se aglon ko jancha
    to zaroor Allah sachon ko dekhe ga
    aur zaroor jhuton ko dekhe ga.

    أَمْ حَسِبَ ٱلَّذِينَ يَعْمَلُونَ ٱلسَّيِّـَٔاتِ

    أَن يَسْبِقُونَا ۚ

    سَآءَ مَا يَحْكُمُونَ

    Am hasibal lazeena ya'maloonas sayyiaati

    any yasbiqoonaa;

    saaa'a maa yahkumoon

    or think those who do evil deeds
    that they can outstrip us?
    Evil is that which they judge!

    ya yeh samjhe howe hain woh jo bure kaam karte hain
    ke hum se kahin nikal jayen ge
    kya hi bura hukum lagate hain.

    مَن كَانَ يَرْجُوا۟ لِقَآءَ ٱللَّهِ

    فَ‍‍إِنَّ أَجَلَ ٱللَّهِ لَءَاتٍ ۚ

    وَهُوَ ٱلسَّمِيعُ ٱلْعَلِيمُ

    Man kaana yarjoo liqaaa 'allaahi

    fa inna ajalal laahi laaat;

    wa Huwass Sameeul 'Aleem

    whoever is hoping the meeting with Allah
    then Allah’s term is surely coming
    and he is The All-hearing One The Omniscient.

    jisay Allah se milne ki umeed ho
    to beshak Allah ki miyaad zaroor aane wali hai
    aur wohi sonta jaanta hai.

    وَمَن جَٰهَدَ

    فَ‍‍إِنَّمَا يُجَٰهِدُ لِنَفْسِ‍‍هِۦٓ ۚ

    إِنَّ ٱللَّهَ لَ‍‍غَنِىٌّ عَنِ ٱلْعَٰلَمِينَ

    Wa man jaahada

    fainnamaa yujaahidu linafsih;

    innal laaha laghaniyyun 'anil 'aalameen

    and whosoever strives
    then only he strives for himself.
    Verily Allah is wealthy from All mankind and jinns .

    aur jo Allah ki raah me koshish kere
    to apne hi bhalle ko koshish karta hai
    beshak Allah be parwah hai saare Jahan se

    وَٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ وَعَمِلُوا۟ ٱلصَّٰلِحَٰتِ

    لَ‍‍نُكَفِّرَ‍‍نَّ عَنْ‍‍هُمْ سَيِّـَٔاتِهِمْ

    وَلَنَجْزِيَنَّهُمْ أَحْسَنَ ٱلَّذِى كَانُوا۟ يَعْمَلُونَ

    Wallazeena aamanoo wa 'amilus saalihaati

    lanukaf firanna 'anhum saiyiaatihim

    wa lanajziyannahum ahsanal lazee kaanoo ya'maloon

    and those who believed and did righteous deeds.
    Surely we shall remit from them their evil deeds
    and we shall reward them the best of which they used to do.

    aur jo imaan laaye aur ache kaam kiye
    hum zaroor un ki buraiyan utaar den ge
    aur zaroor inhen is kaam par badla den ge jo un ke sab kamon me acha tha.

    وَوَصَّيْنَا ٱلْإِنسَٰنَ بِوَٰلِدَيْهِ حُسْنًا ۖ

    وَإِن جَٰهَدَاكَ لِتُشْرِكَ بِى

    مَا لَيْسَ لَكَ بِهِۦ عِلْمٌ

    فَ‍‍لَا تُطِعْ‍‍هُمَآ ۚ

    إِلَىَّ مَرْجِعُكُمْ

    فَ‍‍أُنَبِّئُ‍‍كُم بِمَا كُنتُمْ تَعْمَلُونَ

    Wa wassainal insaana biwaalidaihi husnanw

    wa in jaahadaaka litushrika bee

    maa laisa laka bihee 'ilmun

    falaa tuti'humaa;

    ilaiya marji'ukum

    fa unabbi'ukum bimaa kuntum ta'maloon

    and we have enjoined on man to be good to his parents
    and if they strive against you to make you join with me,
    what not you have of which knowledge
    then you not obey
    them unto me is your return
    and I shall tell you what you used to do.

    aur hum ne aadmi ko taakeed ki apne maa baap ke sath bhalai ki
    aur agar woh tujh se koshish karen ke to mera shareek thahraye
    jis ka tujhe ilm nahi
    to tu un ka kaha na maan
    meri hi taraf tumhara phirna hai
    to may bta dun ga tumhe jo tum karte the.

    وَٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ وَعَمِلُوا۟ ٱلصَّٰلِحَٰتِ

    لَنُدْخِلَنَّ‍هُمْ فِى ٱلصَّٰلِحِينَ

    Wallazeena aamanoo wa a'amilus saalihaati

    lanudkhilannahum fis saaliheen

    and for those who believe and do righteous deeds,
    surely we shall make them enter among the righteous.

    aur jo imaan laaye aur achay kaam kiye
    zaroor hum inhen nekon me shaamil karen ge.

    وَمِنَ ٱلنَّاسِ مَن يَقُولُ ءَامَنَّا بِٱللَّهِ

    فَ‍‍إِذَآ أُوذِىَ فِى ٱللَّهِ

    جَعَلَ فِتْنَةَ ٱلنَّاسِ كَعَذَابِ ٱللَّهِ

    وَلَ‍ئِن جَآءَ نَصْرٌ مِّن رَّبِّكَ

    لَ‍‍يَقُولُ‍‍نَّ إِنَّا كُنَّا مَعَ‍‍كُمْ ۚ

    أَوَلَيْسَ ٱللَّهُ بِأَعْلَمَ بِمَا فِى صُدُورِ ٱلْعَٰلَمِينَ

    Wa minan naasi many yaqoolu aamannaa billaahi

    faizaaa ooziya fil laahi

    ja'ala fitnatan naasi ka'azaabil laahi

    wa la'in jaaa'a nasrum mir Rabbika

    la yaqoolunna innaa kunnaa ma'akum

    Awa laisal laahu bi a'lama bimaa fee surdooril 'aalameen

    and of mankind are those who say “we believe in Allah
    But if they are made to suffer in concering of Allah
    he considers the trial of mankind as the Allah’s punishment
    and if victory comes from your Raub,
    “they will say: “verily we were with you
    is Allah not best aware of what is in the breast of the worlds

    aur baaz aadmi kehte hain hum Allah par imaan laaye
    phir jab Allah ki raah me inhen koi takleef di jati hai
    to logon ke fitna ko Allah ke azaab ke barabar samajhte hain
    aur agar tumhare rab ke paas se madad aeye
    to zaroor kahen ge hum to tumhare hi sath they
    kya Allah khoob nahi jaanta jo kuch jahan bhar ke dilon me hai

    وَلَ‍‍يَعْلَمَ‍‍نَّ ٱللَّهُ ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟

    وَلَ‍‍يَعْلَمَ‍‍نَّ ٱلْمُنَٰفِقِينَ

    Wa la ya'lamannal laahul lazeena aamanoo

    wa la ya'lamannal munaafiqeen

    verily Allah knows those who believe
    and verily he knows the hypocrites.

    aur zaroor Allah zahir kar day ga imaan walon ko
    aur zaroor zahir kar day ga monafqon ko

    وَقَالَ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ لِ‍‍لَّذِينَ ءَامَنُوا۟

    ٱتَّبِعُوا۟ سَبِيلَ‍‍نَا

    وَلْنَحْمِلْ خَطَٰيَٰ‍‍كُمْ

    وَمَا هُم بِحَٰمِلِينَ مِنْ خَطَٰيَٰ‍‍هُم مِّن شَىْءٍ ۖ

    إِنَّ‍‍هُمْ لَ‍‍كَٰذِبُونَ

    Wa qaalal lazaeena kafaroo lillazeena aaman

    ut tabi'oo sabeelanaa

    walnahmil khataayaakum

    wa maa hum bihaamileena min khataa yaahum min shai'in

    innahum lakaaziboon

    and said those who disbelieve to those who believe,
    follow our way,
    and we will verily bear your sins,
    and they are not bearing any thing of their sins.
    Surely they are liars.

    aur kafir musalmanoon se bolay
    hamari raah par chalo
    aur hum tumahre gunah utha len ge
    halaanke woh un ke gunaaho me se kuch na athayin ge
    beshak woh jhutay hain

    وَلَ‍‍يَحْمِلُ‍‍نَّ أَثْقَالَ‍‍هُمْ

    وَأَثْقَالًا مَّعَ أَثْقَالِهِمْ ۖ

    وَلَيُسْـَٔلُنَّ يَوْمَ ٱلْقِيَٰمَةِ

    عَ‍‍مَّا كَانُوا۟ يَفْتَرُونَ

    Wa la yahmilunna asqaa lahum

    wa asqaalam ma'a asqaalihim

    wa la yus'alunna Yawmal Qiyaamati

    'Ammaa kaanoo yaftaroon

    and verily they shall bear their own loads
    and other loads with their own loads
    and verily they shall be questioned on the day of resurrection
    about that which they used to fabricate.

    aur beshak zaroor apne boojh athayen ge
    aur apne bojhon ke sath aur boojh
    aur zaroor qayamat ke din pouchye jayen ge
    jo kuch bohtan uthatay they.

    وَلَقَدْ أَرْسَلْنَا نُوحًا إِلَىٰ قَوْمِهِۦ

    فَ‍لَبِثَ فِيهِمْ أَلْفَ سَنَةٍ

    إِلَّا خَمْسِينَ عَامًا

    فَ‍‍أَخَذَهُمُ ٱلطُّوفَانُ وَهُمْ ظَٰلِمُونَ

    Wa laqad arsalnaa Noohan ilaa qawmihee

    falabisa feehim alfa sanatin

    illaa khamseena 'aaman 

    fa akhazahumut toofaanu wa hum zaalimoon

    and indeed we sent Noah to his people
    and he stayed among them a thousand years
    less fifty years
    and the geluge overtook them while they are wrong-doers.

    aur beshak hum ne Nooh ko is ki qoum ki taraf bheja
    to woh un me hazaar baras raha
    pachaas saal kam
    to inhen tufaan ne aa liya aur woh zalim they.

    فَ‍أَنجَيْنَٰ‍‍هُ وَأَصْحَٰبَ ٱلسَّفِينَةِ

    وَجَعَلْنَٰ‍‍هَآ ءَايَةً لِّ‍‍لْعَٰلَمِينَ

    Fa anjainaahu wa as haabas safeenati

    wa ja'alnaahaaa Aayatal lil'aalameen

    then we saved him and the people of the ship
    and made it a sign  for the worlds.

    to hum ne use aur kashti walon ko bacha liya
    aur is kashti ko saare jahan ke liye nishani kya

    وَإِبْرَٰهِيمَ

    إِذْ قَالَ لِ‍‍قَوْمِهِ

    ٱعْبُدُوا۟ ٱللَّهَ وَٱتَّقُوهُ ۖ

    ذَٰلِكُمْ خَيْرٌ لَّ‍‍كُمْ

    إِن كُنتُمْ تَعْلَمُونَ

    Wa Ibraheema

    iz qaala liqawmih

    i' budul laaha wattaqoohu

    zaalikum khayrul lakum

    in kuntum ta'lamoon

    and remember Abraham
    when he said to his people
    worship Allah and avoid him
    that is better for you
    if you did know.

    aur ibrahim ko
    jab is ne apni qoum se farmaya
    ke Allah ko pujo aur is se daro,
    is me tumhara bhala hai
    agar tum jantay.

    إِنَّمَا تَعْبُدُونَ مِن دُونِ ٱللَّهِ أَوْثَٰنًا

    وَتَخْلُقُونَ إِفْكًا ۚ

    إِنَّ ٱلَّذِينَ تَعْبُدُونَ مِن دُونِ ٱللَّهِ

    لَا يَمْلِكُونَ لَ‍‍كُمْ رِزْقًا

    فَ‍‍ٱبْتَغُوا۟ عِندَ ٱللَّهِ ٱلرِّزْقَ

    وَٱعْبُدُوهُ وَٱشْكُرُوا۟ لَهُۥٓ ۖ

    إِلَيْهِ تُرْجَعُونَ

    Innamaa ta'ubdoona min doonil laahi awsaananw

    wa takhluqoona ifkaa;

    innal lazeena ta'budoona min doonil laahi

    laa yamlikoona lakum rizqan

    fabtaghoo 'indal laahir rizqa

    wa'budoohu washkuroo lahooo

    ilaihi turja'oon

    you worship besides Allah only idols,
    and you only invent falsehood.
    Verily those whom you worship besides Allah
    have not possess for you any provision
    So seek your provision from Allah
    and worship him, and be grateful to him,
    to him you will be brought back.

    tum to Allah ke siwa boton ko pujte ho
    aur nira jhoot garhte ho
    beshak woh jinhen tum Allah ke siwa pojte ho
    tumhari rozi ke kuch maalik nahi
    to Allah ke paas rizq dhuundo
    aur is ki bandagi karo aur is ka ahsaan manu,
    tumhe isi ki taraf phirna hai.

    وَإِن تُكَذِّبُوا۟

    فَ‍‍قَدْ كَذَّبَ أُمَمٌ مِّن قَبْلِ‍‍كُمْ ۖ

    وَمَا عَلَى ٱلرَّسُولِ إِلَّا ٱلْبَلَٰغُ ٱلْمُبِينُ

    Wa in tukazziboo

    faqad kazzaba umamum min qablikum

    wa maa'alar Rasooli illal balaaghul mubeen

    and if you deny
    then truly nations before you have denied
    and the duty of the Prophet, is only to convey the message plainly.

    aur agar tum jhutlao
    to tum se pehlay kitne hi giroh jhutla chuke hain
    aur rasool ke zimma nahi magar saaf pahuncha dena.

    أَوَلَمْ يَرَوْا۟

    كَيْفَ يُبْدِئُ ٱللَّهُ ٱلْخَلْقَ

    ثُمَّ يُعِيدُهُۥٓ ۚ

    إِنَّ ذَٰلِكَ عَلَى ٱللَّهِ يَسِيرٌ

    Awa lam yaraw

    kaifa yubdi'ul laahul khalqa

    summa yu'eeduh;

    inna zaalika 'alal laahi yaseer

    Do they not see?
    How Allah originates the creation
    then he repeats it.
    verily that is easy for Allah.

    aur kya unhon ne na dekha
    Allah kionkar Khalq ki ibtida farmata hai
    phir use dobarah banaye ga
    beshak yeh Allah ko aasaan hai.

    قُلْ سِيرُوا۟ فِى ٱلْأَرْضِ

    فَ‍‍ٱنظُرُوا۟ كَيْفَ بَدَأَ ٱلْخَلْقَ ۚ

    ثُمَّ ٱللَّهُ يُنشِئُ ٱلنَّشْأَةَ ٱلْءَاخِرَةَ ۚ

    إِنَّ ٱللَّهَ عَلَىٰ كُلِّ شَىْءٍ قَدِيرٌ

    Qul seeroo fil ardi

    fanzuroo kaifa baa al khalqa

    summal laahu yunshi''un nash atal Aakhirah;

    innal laaha 'alaa kulli shai'in Qadeer

    Say: travel in the land
    and see! How he originated the creation?
    Then Allah will bring forth the creation last.
    Verily Allah over every thing is omnipotent.

    tum farmao zameen me safar karo 
    aur dekho Allah kionkar pehlay banata hai
    phir Allah doosri uthaaen uthata hai
    beshak Allah sab kuch kar sakta hai.

    يُعَذِّبُ مَن يَشَآءُ

    وَيَرْحَمُ مَن يَشَآءُ ۖ

    وَإِلَيْهِ تُقْلَبُونَ

    Yu'azzibu many yashaaa'u

    wa yarhamu many yashaaa

    wa ilaihi tuqlaboon

    He punishes whom he wills
    and shows mercy to whom he wills
    and to him you will be returned.

    azaab deta hai jisay chahay
    aur reham farmata hai jis par chahay
    aur tumhe isi ki taraf phirna hai.

    وَمَآ أَنتُم بِمُعْجِزِينَ فِى ٱلْأَرْضِ

    وَلَا فِى ٱلسَّمَآءِ ۖ

    وَمَا لَ‍‍كُم مِّن دُونِ ٱللَّهِ

    مِن وَلِىٍّ وَلَا نَصِيرٍ

    Wa maaa antum bimu'jizeena fil ardi

    wa laa fissamaaa'i

    wa maa lakum min doonil laahi

    minw waliyyinw wa laa naseer

    and you can not exape in the earth
    nor in the heaven
    and there is for you besides Allah
    any protector nor helper.

    aur na tum zameen me qaboo se nikal sako
    aur na aasman me 
    aur tumahray liye Allah ke siwa
    na koi kaam bananay wala aur na madadgaar.

    وَٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ بِـَٔايَٰتِ ٱللَّهِ وَلِقَآئِهِۦٓ

    أُو۟لَٰٓئِكَ يَئِسُوا۟ مِن رَّحْمَتِى

    وَأُو۟لَٰٓئِكَ لَهُمْ عَذَابٌ أَلِيمٌ

    Wallazeena kafaroo bi Aayaatil laahi wa liqaaa'iheee

    ulaaa'ika ya'isoo mir rahmatee

    wa ulaaa'ika lahum 'azaabun aleem

    and those who disbelieve in the auyaats of Allah and the meeting with him?
    They have no hope of my mercy
    and they for them will be painful a torment.

    aur woh jinhon ne meri aayton aur mere milnay ko na maana
    woh hain jinhen meri rahmat ki aas nahi
    aur un ke liye dard naak azaab hai

    فَ‍مَا كَانَ جَوَابَ قَوْمِهِۦٓ إِلَّآ أَن قَالُوا۟

    ٱقْتُلُوهُ أَوْحَرِّقُوهُ

    فَأَنجَىٰ‍‍هُ ٱللَّهُ مِنَ ٱلنَّارِ ۚ

    إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَ‍ءَايَٰتٍ لِّقَوْمٍ يُؤْمِنُونَ

    Famaa kaana jawaaba qawmiheee illaaa an qaalo

    uqtuloohu aw harriqoohu

    faanjaahul laahu minan naar;

    inna fee zaalika la Aayaatil laqawminy yu'minoon

    so nothing was the answer of his people except that they said:
    kill him or burn him
    then Allah saved him from the fire.
    Verily in this are indeed auyat for a people who believe.

    to is ki qaom ko kuch jawab ban na aaya magar yeh bole
    inhen qatal kar do ya jalado
    to Allah ne use aag se bacha liya
    beshak is me zaroor nishaniyan hain imaan walon ke liye.

    وَقَالَ إِنَّمَا ٱتَّخَذْتُم مِّن دُونِ ٱللَّهِ أَوْثَٰنًا

    مَّوَدَّةَ بَيْنِكُمْ فِى ٱلْحَيَوٰةِ ٱلدُّنْيَا

    ۖ ثُمَّ يَوْمَ ٱلْقِيَٰمَةِ يَكْفُرُ بَعْضُ‍‍كُم بِبَعْضٍ

    وَيَلْعَنُ بَعْضُ‍‍كُم بَعْضًا

    وَمَأْوَىٰكُمُ ٱلنَّارُ

    وَمَا لَ‍‍كُم مِّن نَّٰصِرِينَ

    Wa qaala innamat takhaz tum min doonil laahi awsaanam

    mawaddata bainikum fil hayaatid dunyaa

    summa yawmal qiyaamati yakfuru ba'dukum biba 'dinw

    wa yal'anu ba'dukum ba'danw

    wa maa waakumun Naaru

    wa maa lakum min naasireen

    and he said: “Only you have taken for worship idols instead of Allah.”
    The love between you is only in the life worldly
    then on the day of resurrection you shall disown each other
    and curse each other
    and your abode will be the fire
    and you not for any helpers.

    aur ibrahim ne farmaya tum ne to Allah ke siwa yeh but bana liye hain
    jin se tumhari dosti yahi duniya ki zindagi tak hai
    phir qayamat ke din tum me ek dosray ke sath kufar kere ga
    aur ek dosray par laanat daaley ga
    aur tum sab ka thikana jahannum hai
    aur tumhara koi madadgaar nahi.

    فَ‍‍ـَٔامَنَ لَ‍‍هُۥ لُوطٌ ۘ

    وَقَالَ إِنِّى مُهَاجِرٌ إِلَىٰ رَبِّىٓ ۖ

    إِنَّ‍‍هُۥ هُوَ ٱلْعَزِيزُ ٱلْحَكِيمُ

    Fa aamana lahoo Loot;

    wa qaala innee mauhajirun ilaa Rabbee

    innahoo Huwal 'Azeezul Hakeem

    so lot believed in him
    and lot said: verily I shall emigrate to for the sake of my Raub
    Verily he is The Most Great One The Ultimately Wise One.

    to Loot is par imaan laya
    aur ibrahim ne kaha may apne rab ki taraf hijrat karta hon
    beshak wohi izzat o hikmat wala hai.

    وَوَهَبْنَا لَ‍‍هُۥٓ إِسْحَٰقَ وَيَعْقُوبَ

    وَجَعَلْ‍‍نَا فِى ذُرِّيَّتِ‍‍هِ ٱلنُّبُوَّةَ وَٱلْكِتَٰبَ

    وَءَاتَيْنَٰ‍‍هُ أَجْرَهُۥ فِى ٱلدُّنْيَا ۖ

    وَإِنَّ‍‍هُۥ فِى ٱلْءَاخِرَةِ لَ‍‍مِنَ ٱلصَّٰلِحِينَ

    Wa wahabnaa lahoo Ishaaqa wa Ya'Qooba

    wa ja'alnaa fee zurriyyatihin Nubuwwata wal Kitaaba

    wa aatainaahu ajrahoo fid dunyaa

    wa innahoo fil aakhirati laminas saaliheen

    and we bestowed on him Isaac and Jacob
    and we ordained in his offspring Prophethood and the scripture,
    and we granted him his reward in the world
    and verily he in the hereafter is indeed among the righteous.

    aur hum ne usay Ishaq aur Yaqoob ataa farmaiye
    aur hum ne is ki aulaad me nobuwat aur kitaab rakhi
    aur hum ne duniya me is ka sawab usay ataa farmaya
    aur beshak akhirat me woh hamaray qurb khaas ke sazawaron me hai.

    وَلُوطًا إِذْ قَالَ لِ‍‍قَوْمِهِۦٓ

    إِنَّ‍‍كُمْ لَتَأْتُونَ ٱلْفَٰحِشَةَ

    مَا سَبَقَكُم بِهَا مِنْ أَحَدٍ مِّنَ ٱلْعَٰلَمِينَ

    Wa Lootan iz qaala liqawmiheee

    innakum laatoonal faahishata

    maa sabaqakum bihaa min ahadim minal 'aalameen

    and remember loot when he said to his people.
    Verily you commit the worst sin,
    which none has preceded you with it any one of worlds.

    aur Loot ko nijaat di jab is ne apni qoum se farmaya
    tum beshak be hiyai ka kaam karte ho,
    ke tum se pehlay duniya bhar me kisi ne na kya.

    أَئِنَّكُمْ لَ‍تَأْتُونَ ٱلرِّجَالَ

    وَتَقْطَعُونَ ٱلسَّبِيلَ

    وَتَأْتُونَ فِى نَادِي‍‍كُمُ ٱلْمُنكَرَ ۖ

    فَ‍‍مَا كَانَ جَوَابَ قَوْمِهِۦٓ إِلَّآ أَن قَالُوا۟

    ٱئْتِنَا بِعَذَابِ ٱللَّهِ

    إِن كُنتَ مِنَ ٱلصَّٰدِقِينَ

    A'innakum lataatoonar rijaala

    wa taqta'oonas sabeela

    wa taatoona fee naadekumul munkara

    famaa kaana jawaaba qawmiheee illaaa an qaalu' 

    atinaaa bi'azaabil laahi

    in kunta minas saadiqeen

    verily do you commit sodomy with men?
    And rob you cut the road?
    And practice in your meetings every kind of evil deed
    But his people was not the answer of except that they said
    bring Allah’s torment upon us
    if you are one of the truthful.

    kya tum mardon se bad faeli karte ho
    aur raah maartay ho
    aur apni majlis me buri baat karte ho
    to is ki qoum ka kuch jawab na howa magar yeh ke bole
    hum par Allah ka azaab lao
    agar tum sachey ho.

    قَالَ رَبِّ ٱنصُرْنِى عَلَى ٱلْقَوْمِ ٱلْمُفْسِدِينَ

    Qaala Rabbin surnee 'alal qawmil mufsideen

    he said: “My Raub help me against the people corrupt

    arz ki, ae mere rab! meri madad kar un fasadi logon par.

    وَلَمَّا جَآءَتْ رُسُلُنَآ إِبْرَٰهِيمَ بِ‍ٱلْ‍بُشْرَىٰ

    قَالُوٓا۟ إِنَّا مُهْلِكُوٓا۟ أَهْلِ هَٰذِهِ ٱلْقَرْيَةِ ۖ

    إِنَّ أَهْلَ‍‍هَا كَانُوا۟ ظَٰلِمِينَ

    Wa lammaa jaaa'at Rusulunaaa Ibraaheema bil bushraa

    qaalooo innaa muhlikoo ahli haazihil qaryati

    inna ahlahaa kaanoo zaalimeen

    and when our Prophet’s came to Abraham with the glad tidings.
    They said: verily we are going to destroy the people of this town.
    Truly its people have been wrong-doers.

    aur jab hamaray farishtay ibrahim ke paas Musda le kar aeye
    bole hum zaroor is shehar walon ko halaak karen ge
    beshak is ke basnay walay sitamgaro hain.

    قَالَ إِنَّ فِي‍‍هَا لُوطًا

    ۚ قَالُوا۟ نَحْنُ أَعْلَمُ بِمَن فِي‍‍هَا

    ۖ لَ‍‍نُنَجِّيَ‍‍نَّ‍‍هُۥ وَأَهْلَهُۥٓ إِلَّا ٱمْرَأَتَ‍‍هُۥ

    كَانَتْ مِنَ ٱلْغَٰبِرِينَ

    Qaala inna feeha Lootaa;

    qaaloo nahnu a'lamu biman feehaa

    lanunajjiyannahoo wa ahlahooo illamra atahoo

    kaanat minal ghaabireen

    Abraham said verily is lot in it
    they said: we know better who is therein 
    we will verily save him and his family except his wife.
    She will be one of those who remain behind.

    kaha is me to Loot hai
    farishtay bolay hamen khoob maloom hai jo koi is me hai
    zaroor hum usay aur is ke ghar walon ko nijaat den ge magar is ki aurat ko,
    woh reh janay walon me hai.

    وَلَمَّآ أَن جَآءَتْ رُسُلُنَا لُوطًا

    سِىٓءَبِ‍‍هِمْ

    وَضَاقَ بِ‍‍هِمْ ذَرْعًا

    وَقَالُوا۟ لَا تَخَفْ وَلَا تَحْزَنْ ۖ

    إِنَّا مُنَجُّوكَ وَأَهْلَكَ إِلَّا ٱمْرَأَتَكَ

    كَانَتْ مِنَ ٱلْغَٰبِرِينَ

    Wa lammaaa an jaaa'at Rusulunaa Lootan

    seee'a bihim

    wa daaqa bihim zar'anw

    wa qaaloo laa takhaf wa laa tahzan

    innaa munajjooka wa ahlaka illam ra ataka

    kaanat minal ghaabireen

    and when that our Prophets came to lot
    he was grieved because of them,
    and he felt straitened of them unamle,
    and they said: you do not fear and do not grieve!
    Truly we shall save you and your family except your wife.
    She will be of those who remain behind.

    aur jab hamaray farishtay Loot ke paas aeye
    un ka aana usay nagawaar hwa
    aur un ke sabab dil tang hwa
    aur unhon ne kaha na darye aur na gham kijiye
    beshak hum aap ko aur aap ke ghar walon ko nijaat den ge magar aap ki aurat
    woh reh janay walon me hai ,

    إِنَّا مُنزِلُونَ عَلَىٰٓ أَهْلِ هَٰذِهِ ٱلْقَرْيَةِ

    رِجْزًا مِّنَ ٱلسَّمَآءِ

    بِ‍‍مَا كَانُوا۟ يَفْسُقُونَ

    Innaa munziloona 'alaaa ahli haazihil qaryati

    rijzam minas samaaa'i

    bimaa kaanoo yafsuqoon

    Verily we are about to bring down on the people of this town
    great torment from the sky.
    Because of what they have been acting immorally.

    beshak hum is shehar walon par utaarnay walay hain
    aasman se azaab
    badla un ki na farmaniyon ka.

    وَلَقَد تَّرَكْنَا مِنْهَآ ءَايَةًۢ بَيِّنَةً

    لِّ‍‍قَوْمٍ يَعْقِلُونَ

    Wa laqat taraknaa min haaa aayatam baiyinatal

    liqawminy ya'qiloon

    and indeed we have left thereof evident a auyat
    for people who understand.

    aur beshak hum ne is se roshan nishani baqi rakhi
    aqal walon ke liye.

    وَإِلَىٰ مَدْيَنَ أَخَاهُمْ شُعَيْبًا

    فَ‍قَالَ يَٰقَوْمِ ٱعْبُدُوا۟ ٱللَّهَ

    وَٱرْجُوا۟ ٱلْيَوْمَ ٱلْءَاخِرَ

    وَلَا تَعْثَوْا۟ فِى ٱلْأَرْضِ مُفْسِدِينَ

    Wa ilaa Madyana akhaahum Shu'ayban

    faqaala yaa qawmi'-budul laaha

    warjul yawmal aakhira

    wa laa ta'saw fil ardi mufsideen

    and to Madyan we sent their brother shu’ayb
    so he said O my people! Worship Allah
    and hope for the last day
    and they do not commit mischief in the land being corrupt.

    Mudyan ki taraf un ke hum qoum Shoiab ko bheja
    to is ne farmaya, ae meri qoum! Allah ki bandagi karo
    aur pichlle din ki umeed rakho
    aur zameen me fasaad pheilatay na phiro.

    فَ‍‍كَذَّبُوهُ فَ‍‍أَخَذَتْ‍‍هُمُ ٱلرَّجْفَةُ

    فَ‍‍أَصْبَحُوا۟ فِى دَارِهِمْ جَٰثِمِينَ

    Fakazzaboohu fa akhazat humur rajfatu

    fa asbahoo fee daarihim jaasimeen

    and they denied him so the earthquake seized them
    and they dead prostrate in their dwellings.

    to unhon ne usay jhotlaya to inhen zalzalay ne aa liya
    to subah apne gharon me ghutnon ke bal parhe reh gay.

    وَعَادًا وَثَمُودَا۟

    وَقَد تَّبَيَّنَ لَكُم مِّن مَّسَٰكِنِهِمْ ۖ

    وَزَيَّنَ لَهُمُ ٱلشَّيْطَٰنُ أَعْمَٰلَهُمْ

    فَ‍‍صَدَّهُمْ عَنِ ٱلسَّبِيلِ

    وَكَانُوا۟ مُسْتَبْصِرِينَ

    Wa 'Aadanw wa Samooda

    wa qat tabaiyana lakum mim masaakinihim

    wa zaiyana lahumush Shaitaanu a'maalahum

    fasaddahum 'anis sabeeli

    wa kaanoo mustabsireen

    and ad and Thamud
    and indeed is clearly apparent to you from their dwellings
    and satan made their deeds fair-seeming to them
    and turned them away from the right way
    and though they were intelligent.

    aur Aad aur samod ko halaak farmaya
    aur tumhe un ki bastiyan maloom ho chuki hain
    aur shaitan ne un ke kotak un ki nigah mein bhale kar dikhaaye
    aur inhen raah se roka
    aur inhen sujhta tha.

    وَقَٰرُونَ وَفِرْعَوْنَ وَهَٰمَٰنَ ۖ

    وَلَقَدْ جَآءَهُم مُّوسَىٰ بِٱلْبَيِّنَٰتِ

    فَٱسْتَكْبَرُوا۟ فِى ٱلْأَرْضِ

    وَمَا كَانُوا۟ سَٰبِقِينَ

    Wa Qaaroona wa Fir'awna wa haamana

    wa laqad jaaa'ahum Moosa bilbaiyinaati

    fastakbaroo fil ardi

    wa maa kaanoo saabiqeen

    and Qoran and pharaoh and haman
    and indeed Moses came to them with clear evidences
    but they were arrogant in the land
    and they not were to outstrip us.

    aur qaroon aur firaon aur Haman ko
    aur beshak un ke paas moose roshan nishanain le kar aaya
    to unhon ne zameen me takabbur kya
    aur woh hum se nikal kar janay walay na they.

    فَ‍‍كُلًّا أَخَذْنَا بِ‍‍ذَنۢبِهِۦ ۖ

    فَ‍‍مِنْ‍‍هُم مَّنْ أَرْسَلْنَا عَلَيْهِ حَاصِبًا

    وَمِنْ‍‍هُم مَّنْ أَخَذَتْهُ ٱلصَّيْحَةُ

    وَمِنْ‍‍هُم  مَّنْ خَسَفْنَا بِهِ ٱلْأَرْضَ

    وَمِنْ‍‍هُم مَّنْ أَغْرَقْنَا ۚ

    وَمَا كَانَ ٱللَّهُ لِيَظْلِمَ‍‍هُمْ

    وَلَٰكِن كَانُوٓا۟ أَنفُسَ‍‍هُمْ يَظْلِمُونَ

    Fakullan akhaznaa bizam bihee

    faminhum man arsalnaa 'alaihi haasibaa;

    wa minhum man akhazat hus saihatu

    wa minhum man khasafnaa bihil arda

    wa minhum man aghraqnaa;

    wa maa kaanal laahu li yazlimahum

    wa laakin kaanoo anfusahum yazlimoon

    so each of them we seized for his sin of them
    some on whom we sent on them a violent wind witg shower stones
    and of them were some whom overtook him and awful cry
    and of them were some whom we caused to sollow him the earth
    and of them were some whom we drowned
    and it was not Allah to wornged them
    but they were doing wrong to themselves.

    to un me har ek ko hum ne is ke gunah par pakrha
    to un me kisi par hum ne pathrao bheja
    aur un me kisi ko chingharh ne aa liya
    aur un me kisi ko zameen me dhansa diya
    aur un me kisi ko dubo diya
    aur Allah ki shaan na thi ke un par zulm kere
    haan woh khud hi apni jaanun par zulm karte they.

    مَثَلُ ٱلَّذِينَ ٱتَّخَذُوا۟ مِن دُونِ ٱللَّهِ أَوْلِيَآءَ

    كَ‍‍مَثَلِ ٱلْعَنكَبُوتِ ٱتَّخَذَتْ بَيْتًا ۖ

    وَإِنَّ أَوْهَنَ ٱلْبُيُوتِ لَ‍‍بَيْتُ ٱلْعَنكَبُوتِ ۖ

    لَوْ كَانُوا۟ يَعْلَمُونَ

    Masalul lazeenat takhazoo min doonil laahi awliyaaa'a

    kamasalil 'ankaboot, ittakhazat baitaa;

    wa inna awhanal buyooti la baitul 'ankaboot;

    law kaanoo ya'lamoon

    the likeness of those who take protectors helpers other than Allah
    is the likeness of the spider who builds a house.
    But verily the frailest weakest of houses is the spider’s the house
    if they but know!

    un ki misaal jinhon ne Allah ke siwa aur maalik bana liye hain
    makrhi ki terhan hai, is ne jaaley ka ghar banaya
    aur beshak sab gharon mein kamzor ghar makrhi ka ghar
    kya acha hota agar jantay.

    إِنَّ ٱللَّهَ يَعْلَمُ مَا يَدْعُونَ مِن دُونِهِۦ مِن شَىْءٍ ۚ

    وَهُوَ ٱلْعَزِيزُ ٱلْحَكِيمُ

    Innal laaha ya'lamu maa yad'oona min doonihee min shai

    wa Huwal 'Azeezul Hakeem

    verily Allah knows what from things they invoke instead of him
    and he is The Most Great One The Ultimately Wise One.

    Allah jaanta hai jis cheez ki is ke siwa pooja karte hain
    aur wohi izzat o hikmat wala hai.

    وَتِلْكَ ٱلْأَمْثَٰلُ نَضْرِبُ‍‍هَا لِ‍‍لنَّاسِ ۖ

    وَمَا يَعْقِلُ‍‍هَآ إِلَّا ٱلْعَٰلِمُونَ

    Wa tilkal amsaalu nadribuhaa linnaasi

    wa maa ya'qiluhaaa illal 'aalimoon

    and these similitudes we put them forward for mankind
    but none will understand them except those who have knowledge.

    aur yeh misalen hum logon ke liye bayan farmatay hain,
    aur inhen nahi samajhte magar ilm walay.

    خَلَقَ ٱللَّهُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضَ بِٱلْحَقِّ

    ۚ إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَءَايَةً لِّلْمُؤْمِنِينَ

    Khalaqal laahus samaawaati wal arda bilhaqq;

    inna fee zaalika la aayatal lilmu mineen

    Allah created the heavens and the earth with truth.
    Verily in that is surely a auyat for those who believe.

    Allah ne aasman aur zameen haq banaye,
    beshak is me nishani hai musalmanoon ke liye.

    ٱتْلُ مَآ أُوحِىَ إِلَيْ‍‍كَ مِنَ ٱلْكِتَٰبِ

    وَأَقِمِ ٱلصَّلَوٰةَ ۖ

    إِنَّ ٱلصَّلَوٰةَ تَنْهَىٰ عَنِ ٱلْفَحْشَآءِ وَٱلْمُنكَرِ ۗ

    وَلَ‍‍ذِكْرُ ٱللَّهِ أَكْبَرُ ۗ

    وَٱللَّهُ يَعْلَمُ مَا تَصْنَعُونَ

    Utlu maaa oohiya ilaika minal Kitaabi

    wa aqimis Salaata

    innas Salaata tanhaa 'anil fahshaaa'i wal munkar

    wa lazikrul laahi akbar;

    wal laahu ya'lamu maa tasna'oon 

    Recite what has been revealed to you of the scripture
    and offer the prayer.
    Verily the prayer prevents from great sins and evil wicked deed
    and verily the remembrance of Allah is greater
    and Allah knows what you do.

    ae mehboob! parho jo kitaab tumhari taraf wahi ki gayi
    aur namaz qaim farmao,
    beshak namaz mana karti hai be hiyai aur buri baat se
    aur beshak Allah ka zikar sab se barha
    aur Allah jaanta hai jo tum karte ho.

    وَلَا تُجَٰدِلُوٓا۟ أَهْلَ ٱلْكِتَٰبِ

    إِلَّا بِٱلَّتِى هِىَ أَحْسَنُ

    إِلَّا ٱلَّذِينَ ظَلَمُوا۟ مِنْ‍هُمْ ۖ

    وَقُولُوٓا۟ ءَامَنَّا

    بِٱلَّذِىٓ أُنزِلَ إِلَيْ‍‍نَا وَأُنزِلَ إِلَيْ‍‍كُمْ

    وَإِلَٰهُ‍‍نَا وَإِلَٰهُ‍‍كُمْ وَٰحِدٌ

    وَنَحْنُ لَهُۥ مُسْلِمُونَ

    Wa laa tujaadilooo Ahlal Kitaabi

    illaa billatee hiya ahsanu

    illal lazeena zalamoo minhum

    wa qoolooo aamannaa

    billazeee unzila ilainaa wa unzila ilaikum

    wa illaahunna wa illahukum waahidunw

    wa nahnu lahoo muslimoon

    and do not argue the people of the scripture
    except in a way it is better.
    Except those who do wrong of them
    and say: we believe
    in that which has been revealed to us and revealed to you
    and our god and your god one
    and we to him have submitted as muslims.

    aur ae mslmano! Kitabiyon se na jhagro
    magar behtar tareeqa par
    magar woh jinhon ne un me se zulm kya
    aur kaho hum imaan laaye
    is par jo hamari taraf utra aur jo tumhari taraf utra
    aur hamara tumhara ek mabood hai
    aur hum is ke huzoor gardan rakhtay hain.

    وَكَذَٰلِكَ أَنزَلْنَآ إِلَيْ‍‍كَ ٱلْكِتَٰبَ ۚ

    فَ‍‍ٱلَّذِينَ ءَاتَيْنَٰ‍‍هُمُ ٱلْكِتَٰبَ يُؤْمِنُونَ بِهِۦ ۖ

    وَمِنْ هَٰٓؤُلَآءِ مَن يُؤْمِنُ بِهِۦ

    ۚ وَمَا يَجْحَدُ بِـَٔايَٰتِنَآ إِلَّا ٱلْكَٰفِرُونَ

    Wa kazaalika anzalnaaa ilaikal Kitaab;

    fallazeena aatainaahumul kitaaba yu'minoona bihee

    wa min haaa'ulaaa'i many yu'minu bih;

    wa maa yajhadu bi'Aayaatinaa illal kaafiroon

    and thus we have sent down to you the scripture.
    so those whom we gave them the scripture believe in Qur’an
    and some of those who believe in it
    and none reject our signs except the disbelievers.

    aur ae mehboob! yuhin tumhari taraf kitaab utari
    to woh jinhen hum ne kitab ataa farmai is par imaan laate hain,
    aur kuch un me se hain jo is par imaan laatay hain,
    aur hamari aayton se munkir nahi hotay magar kafir.

    وَمَا كُنتَ تَتْلُوا۟ مِن قَبْلِ‍‍هِۦ مِن كِتَٰبٍ

    وَلَا تَخُطُّهُۥ بِيَمِينِكَ ۖ

    إِذًا لَّٱرْتَابَ ٱلْمُبْطِلُونَ

    Wa maa kunta tatloo min qablihee min kitaabinw

    wa laa takhuttubhoo bi yameenika

    izal lartaabal mubtiloon

    and neither you were reading before it from any scripture
    nor did you write with your right hand
    in that case indeed have doobted the followers of falsehood.

    aur is se pehlay tum koi kitaab na parhte they
    aur na apne haath se kuch likhte they
    yun hota to baatil zaroor shak laatay.

    بَلْ هُوَ ءَايَٰتٌۢ بَيِّنَٰتٌ

    فِى صُدُورِ ٱلَّذِينَ أُوتُوا۟ ٱلْعِلْمَ ۚ

    وَمَا يَجْحَدُ بِـَٔايَٰتِنَآ إِلَّا ٱلظَّٰلِمُونَ

    Bal huwa aayaatum baiyinaatun

    fee sudooril lazeena ootul 'ilm;

    wa maa yajhadu bi aayaatinaa illaz zaalimoon

    Nay but! It is clear auyaats
    in the breats of those who have been given the knowledge
    and none deny and reject our auyaats but the wrong-doers.

    balkay woh roshan ayatain hain
    un ke seenon me jin ko ilm diya gaya
    aur hamari aayton ka inkaar nahi karte magar zalim.

    وَقَالُوا۟ لَوْلَآ أُنزِلَ عَلَيْ‍‍هِ ءَايَٰتٌ مِّن رَّبِّهِۦ ۖ

    قُلْ إِنَّمَا ٱلْءَايَٰتُ عِندَ ٱللَّهِ

    وَإِنَّمَآ أَنَا۠ نَذِيرٌ مُّبِينٌ

    Wa qaaloo law laaa unzila 'alaihi aayaatum mir Rabbihee

    qul innamal aayaatu 'indal laahi

    wa innamaaa ana nazeerum mubeen

    and they say: “Why are not sent down to him signs from his Raub
    Say: only the signs are with Allah
    and verily only I am plain warner

    aur bole kyun na utrin kuch nishaniyan un par un ke rab ki taraf se
    tum farmao nishanain to Allah hi ke paas hain
    aur may to yahi saaf dar sunanay wala hon.

    أَوَلَمْ يَكْفِ‍‍هِمْ

    أَنَّآ أَنزَلْنَا عَلَيْ‍‍كَ ٱلْكِتَٰبَ

    يُتْلَىٰ عَلَيْهِمْ ۚ

    إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَرَحْمَةً وَذِكْرَىٰ لِ‍‍قَوْمٍ يُؤْمِنُونَ

    Awa lam yakfihim

    annaaa anzalnaa 'alaikal kitaaba

    yutlaa 'alaikhim;

    inna fee zaalika larahmatanw

    wa zikraa liqawminy yu'minoon

    is it not sufficient for them
    that we sent down to you the scripture 
    which is recited to them.
    verily in that is a mercy
    and reminder for people who believe. 

    aur kya yeh inhen bas nahi
    ke hum ne tum par kitaab utari
    jo un par parhi jati hai
    beshak is me rehmat
    aur nasiyaat hai imaan walon ke liye.

    قُلْ كَفَىٰ بِٱللَّهِ بَيْنِى وَبَيْنَكُمْ شَهِيدًا

    ۖ يَعْلَمُ مَا فِى ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ ۗ

    وَٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ بِ‍‍ٱلْبَٰطِلِ وَكَفَرُوا۟ بِٱللَّهِ

    أُو۟لَٰٓئِكَ هُمُ ٱلْخَٰسِرُونَ

    Qul kafaa billaahi bainee wa bainakum shaheedaa;

    ya'lamu maa fis samaawaati wal ard;

    wallazeena aamanoo bil baatili wa kafaroo billaahi

    ulaaa'ika humul khaasiroon

    Say: Allah sufficient is between me and between you as a witness.
    He knows what is in the heavens and on earth
    and those who believe in falsehood and disbelieve in Allah.
    It is they who are the losers.

    tum farmao Allah bas hai mere aur tumahray darmain gawah
    jaanta hai jo kuch asmano aur zameen me hai,
    aur woh jo baatil par yaqeen laaye aur Allah ke munkir howe
    wohi ghatay me hain.

    وَيَسْتَعْجِلُونَ‍‍كَ بِٱلْعَذَابِ ۚ

    وَلَوْلَآ أَجَلٌ مُّسَمًّى

    لَّجَآءَهُمُ ٱلْعَذَابُ

    وَلَ‍‍يَأْتِيَنَّ‍‍هُم بَغْتَةً

    وَهُمْ لَا يَشْعُرُونَ

    Wa yasta'jiloonaka bil'azaab;

    wa law laaa ajalum musammal

    lajaaa'ahumul 'zaab;

    wa la yaatiyannahum baghta tanw

    wa hum laa yash'uroon

    and they ask you to hasten on the torment for them
    and had it not been for a appointed term
    the torment world certainly have come to them
    and surely it will come upon them suddenly
    while they not percieve.

    aur tum se azaab ki jaldi karte hain
    aur agar ek thairayi muddat na hoti
    to zaroor un par azaab aa jata
    aur zaroor un par achanak aeye ga
    jab woh be khabar hon ge.

    يَسْتَعْجِلُونَ‍‍كَ بِٱلْعَذَابِ

    وَإِنَّ جَهَنَّمَ لَمُحِيطَةٌۢ بِ‍‍ٱلْكَٰفِرِينَ

    Yasta'jiloonaka bil'azaab;

    wa inna Jahannama lamuhee tatum bilkaafireen

    they ask you to hasten on the torment
    and verily hell of a surely will en compass the disbelievers.

    tum se azaab ki jaldi machate hain,
    aur beshak jahannum ghere hue hai kafiroon ko.

    يَوْمَ يَغْشَىٰ‍هُمُ ٱلْعَذَابُ مِن فَوْقِهِمْ

    وَمِن تَحْتِ أَرْجُلِهِمْ

    وَيَقُولُ ذُوقُوا۟ مَا كُنتُمْ تَعْمَلُونَ

    Yawma yaghshaahumul 'azaabu min fawqihim

    wa min tahti arjulihim

    wa yaqoolu zooqoo maa kuntum ta'maloon

    on the day when the torment shall cover them from above them
    and from underneath, their feet
    and a voice shall say taste what you used to do.

     jis din inhen dhanpe ga azaab un ke oopar
    aur un ke paon ke neechay se
    aur farmaiye ga chako apne kiye ka maza.

    يَٰ‍‍عِبَادِىَ ٱلَّذِينَ ءَامَنُوٓا۟ إِنَّ  أَرْضِى  وَٰسِعَةٌ

    فَ‍‍إِيَّٰىَ فَ‍‍ٱعْبُدُونِ

    Yaa 'ibaadiyal lazeena aamanooo inna ardee waasi 'atun

    fa iyyaaya fa'budoone

    O my slaves who believe! Certainly spacious is my earth
    therefore you should worship me Allah.

    ae mere Bandoo ! jo imaan laaye beshak meri zameen wasee hai
    to meri hi bandagi karo.

    كُلُّ نَفْسٍ ذَآئِقَةُ ٱلْمَوْتِ ۖ

    ثُمَّ إِلَيْنَا تُرْجَعُونَ

    Kullu nafsin zaaa'iqatul mawti

    summa ilainaa turja'oon

    every person soul shall taste death
    then unto us you shall be returned.

    har jaan ko maut ka maza chakhna hai
    phir hamari hi taraf phiro ge

    وَٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ وَعَمِلُوا۟ ٱلصَّٰلِحَٰتِ

    لَ‍‍نُبَوِّئَنَّ‍‍هُم مِّنَ ٱلْجَنَّةِ غُرَفًا

    تَجْرِى مِن تَحْتِهَا ٱلْأَنْهَٰرُ

    خَٰلِدِينَ فِي‍‍هَا ۚ

    نِعْمَ أَجْرُ ٱلْعَٰمِلِينَ

    Wallazeena aamanoo wa 'amilus saalihaati

    la nubawwi 'annahum minal Jannati ghurafan

    tajree min tahtihal anhaaru

    khaalideena feehaa;

    ni'ma ajrul 'aamileen

    and those who believe and do righteous good deeds
    to them we shall surely give lofty dwelling a place from paradise.
    Underneath it rivers flows
    to live therein forever
    excellent is the reward of the workers.

    aur beshak jo imaan laaye aur achay kaam kiye
    zaroor hum inhen jannat ke baala khaanoon par jagah den ge
    jin ke neechay nehrein behti hon gi
    hamesha un me rahen ge,
    kya hi acha ajar kaam walon ka.

    ٱلَّذِينَ صَبَرُوا۟

    وَعَلَىٰ رَبِّهِمْ يَتَوَكَّلُونَ

    Allazeena sabaroo

    wa 'alaa Rabbihim yatawakkaloon

    those who are patient
    and put their trust in their Raub.

    woh jinhon ne sabr kya
    aur apne rab hi par bharosa rakhtay hain.

    وَكَأَيِّن مِّن دَآبَّةٍ لَّا تَحْمِلُ رِزْقَهَا

    ٱللَّهُ يَرْزُقُ‍‍هَا وَإِيَّاكُمْ ۚ

    وَهُوَ ٱلسَّمِيعُ ٱلْعَلِيمُ

    Wa ka ayyim min daaabbatil laa tahmilu riqqahaa;

    al laahu yarzuquhaa wa iyyaakum;

    wa Huwas Samee'ul Aleem

    and so many a from living creature does not carry its own provision.
    Allah provides for it and for you
    and he is The All-Hearing One The Omniscient.

    aur zameen par kitney hi chalne walay hain ke apni rozi sath nahi rakhtay
    Allah rozi deta hai inhen aur tumhe
    aur wohi santa jaanta hai.

    وَلَئِن سَأَلْتَ‍‍هُم

    مَّنْ خَلَقَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضَ

    وَسَخَّرَ ٱلشَّمْسَ وَٱلْقَمَرَ

    لَ‍‍يَقُولُ‍‍نَّ ٱللَّهُ ۖ

    فَ‍‍أَنَّىٰ يُؤْفَكُونَ

    Wa la'in sa altahum

    man khalaqas samaawaati wal arda

    wa sakhkharash shamsa wal qamara

    la yaqoolunnal laahu

    fa ann yu'fakoon

    and if you were to ask them
    who has created the heavens and the earth
    and subjected the sun and the moon?
    They will surely reply, “Allah”
    how then are they deviating.

    aur agar tum un se pucho
    kis ne banaye aasman aur zameen
    aur kaam mein lagaye Sooraj aur chaand
    to zaroor kahen ge Allah ne,
    to kahan avndhe jatay hain.

    ٱللَّهُ يَبْسُطُ ٱلرِّزْقَ لِمَن يَشَآءُ مِنْ عِبَادِهِۦ

    وَيَقْدِرُ لَهُۥٓ ۚ

    إِنَّ ٱللَّهَ بِ‍‍كُلِّ شَىْءٍ عَلِيمٌ

    Allaahu yabsutur rizqa limany yashaaa'u min 'ibaadihee

    wa yaqdiru lah;

    innal laaha bikulli shai'in Aleem

    Allah enlarges the provision for whom he wills of his slaves
    and straitens if for him
    verily Allah of every thing is The Omniscient

    Allah kushadah karta hai rizaq apne bundon me jis ke liye chahay
    aur tangi farmata hai jis ke liye chahay
    beshak Allah sab kuch jaanta hai.

    وَلَئِن سَأَلْتَ‍‍هُم مَّن نَّزَّلَ مِنَ ٱلسَّمَآءِ مَآءً

    فَأَحْيَا بِهِ ٱلْأَرْضَ مِنۢ بَعْدِ مَوْتِهَا

    لَ‍‍يَقُولُ‍‍نَّ ٱللَّهُ ۚ

    قُلِ ٱلْحَمْدُ لِلَّهِ ۚ

    بَلْ أَكْثَرُهُمْ لَا يَعْقِلُونَ

    Wa la'in sa altahum man nazzala minas samaaa'e maaa'an

    fa ahyaa bihil arda mim ba'di mawtihaa

    la yaqoolunnal laah

    qulil hamdu lillah

    bal aksaruhum laa ya'qiloon

    and if you are to ask them who sends from the sky water rain
    and gives life threwith to the earth after its death
    They will surely reply “Allah
    Say: all the praises are to Allah
    but! Most of them not have sense

    aur jo tum un se pucho kis ne utaara aasman se pani
    to is ke sabab zameen zindah kar di marey peechay
    zaroor kahin ge Allah ne
    tum farmao sab khoobiyan Allah ko,
    balkay un me aksar be aqal hain.

    وَمَا هَٰذِهِ ٱلْحَيَوٰةُ ٱلدُّنْيَآ إِلَّا لَهْوٌ وَلَعِبٌ ۚ

    وَإِنَّ ٱلدَّارَ ٱلْءَاخِرَةَ لَ‍‍هِىَ ٱلْحَيَوَانُ ۚ

    لَوْ كَانُوا۟ يَعْلَمُونَ

    Wa maa haazihil hayaa tud dunyaaa illaa lahwunw wa la'ib 

    wa innad Daaral Aakhirata la hiyal ha yawaan;

    law kaano ya'lamoon

    and is not this the life world is but an amusement and a play
    and verily the home of the hereafter that is the life
    if they but knew.

    aur yeh duniya ki zindagi to nahi magar khail kood
    aur beshak akhirat ka ghar zaroor wohi sachhi zindagi hai
    kya acha tha agar jantay

    فَ‍‍إِذَا رَكِبُوا۟ فِى ٱلْفُلْكِ دَعَوُا۟ ٱللَّهَ

    مُخْلِصِينَ لَهُ ٱلدِّينَ

    فَ‍لَمَّا نَجَّىٰ‍هُمْ إِلَى ٱلْبَرِّ

    إِذَا هُمْ يُشْرِكُونَ

    Fa-izaa rakiboo fil fulki da'awul laaha

    mukhilseena lahud deena

    falammaa najjaa hum ilal barri

    izaa hum yushrikoon

    and when they embark on a ship they invoke Allah
    making their religion pure for him only.
    But when he brings them safely to land,
    behold they give a share of their worship to others.

    phir jab kashti me sawaar hotay hain Allah ko pokarte hain
    ek isi per aqeedah laa kar
    phir jab woh inhen khushki ki taraf bacha lata hai
    jbhi shirk karne lagtay hain.

    لِيَكْفُرُوا۟ بِمَآ ءَاتَيْنَٰ‍‍هُمْ

    وَلِيَتَمَتَّعُوا۟ ۖ

    فَ‍‍سَوْفَ يَعْلَمُونَ

    Li yakfuroo bimaaa aatainaahum

    wa li yatamatta'oo

    fasawfa ya'lamoon

    so that they be ungrateful fot that which we have given them
    and that they take enjoyment!
    But they will come to know!

    ke na shukri karen hamari di howi Nemat ki
    aur barten.
    to ab janna chahtay hain.

    أَوَلَمْ يَرَوْا۟ أَنَّا جَعَلْنَا حَرَمًا ءَامِنًا

    وَيُتَخَطَّفُ ٱلنَّاسُ مِنْ حَوْلِهِمْ ۚ

    أَفَ‍‍بِٱلْبَٰطِلِ يُؤْمِنُونَ

    وَبِنِعْمَةِ ٱللَّهِ يَكْفُرُونَ

    Awalam yaraw annaa ja'alnaa haraman aaminanw

    wa yutakhattafun naasu min haw lihim;

    Afabil baatili yu'minoona

    wa bini'matil laahi yakfuroon

    have they not seen? That we have made a secure sanctuary
    while men are being snatched away from all around them
    then do they believe in false deities
    and the graces of Allah deny?

    aur kya unhon ne yeh na dekha
    ke hum ne hurmat wali zameen panah banai
    aur un ke aas paas walay log uchak liye jatay hain
    to kya baatil par yaqeen laatay hain
    aur Allah ki di hui Nemat se nashukri karte hain.

    وَمَنْ أَظْلَمُ مِمَّنِ ٱفْتَرَىٰ عَلَى ٱللَّهِ كَذِبًا

    أَوْ كَذَّبَ بِٱلْحَقِّ لَمَّا جَآءَهُۥٓ ۚ

    أَلَيْسَ فِى جَهَنَّمَ مَثْوًى لِّ‍‍لْكَٰفِرِينَ

    Wa man azlamu mimma nif taraa 'alal laahi kaziban aw kazzaba bilhaqqi lammaa jaaa'ah; alaisa fee jahannama maswal lil kaafireen

    and who does more wrong? Than he who invents a lie against Allah, or denies” the truth when it comes to him. is there not a dwelling in Hell for the disbelievers! 

    aur is se barh kar zalim kon jo Allah par jhoot bandhay
    ya haq ko jhutlaye jab woh is ke paas aeye,
    kya jahannum me kafiroon ka thikana nahi.

    وَٱلَّذِينَ جَٰهَدُوا۟ فِي‍‍نَا

    لَ‍‍نَهْدِيَ‍‍نَّ‍هُمْ سُبُلَنَا

    ۚ وَإِنَّ ٱللَّهَ لَمَعَ ٱلْمُحْسِنِينَ

    Wallazeena jaahadoo feenaa

    lanahdiyannahum subulana;

    wa innal laaha lama'al muhsineen

    And as for those who war hard in us
    we will surely guide them to our ways
    and verily Allah is with the good doers.

    aur jinhon ne hamari raah me koshish ki
    zaroor hum inhen apne rastay dikha den ge
    aur beshak Allah nekon ke sath hai.

    Back To Top


    © Copyright 2016 | All Rights Reserved.