The Living Verses

Enter Quran

To play video click icon of your choice.

  • Arabic text

  • Urdu text

  • Roman Translation

  • English Translation

  • Urdu Translation

  • 30
    Rum
    The Roman Empire
    سورة الروم
    Total Ayaat: 60
    Language


    الٓمٓ

    Alif-Lam-Mim

    Alif-Lam-Mim

    Alif-laam-meem

    غُلِبَتِ ٱلرُّومُ

    Ghulibatir Room

    The Romans have been defeated

    Roomi maghloob howe.

    فِىٓ أَدْنَى ٱلْأَرْضِ

    وَهُم مِّنۢ بَعْدِ غَلَبِ‍‍هِمْ سَ‍‍يَغْلِبُونَ

    Feee adnal ardi

    wa hummim ba'di ghalabihim sa yaghliboon

    In the nearer land,
    and they after their defeat, will be victorious.

    paas ki zameen me
    aur woh apni Maghloobi ke baad anqareeb ghalib hon ge.

    فِى بِضْعِ سِنِينَ ۗ

    لِلَّهِ ٱلْأَمْرُ مِن قَبْلُ وَمِنۢ بَعْدُ

    ۚ وَيَوْمَئِذٍ يَفْرَحُ ٱلْمُؤْمِنُونَ

    Fee bid'i sineen;

    lillaahil amru min qablu wa mim ba'd;

    wa yawma'iziny yafrahul mu'minoon

    Within few three to nine years.
    The matter before and after is only with Allah
    and on that day the believers will rejoice.

    chend baras me
    hukum Allah hi ka hai aage aur peeche
    aur us din imaan wale khush hon ge.

    بِ‍‍نَصْرِ ٱللَّهِ

    ۚ يَنصُرُ مَن يَشَآءُ ۖ

    وَهُوَ ٱلْعَزِيزُ ٱلرَّحِيمُ

    Binasril laah;

    yansuru mai yashaaa'u

    wa Huwal 'Azeezur Raheem

    With the help of Allah
    he helps whom he wills
    and he is The Most Great One The most merciful.

    Allah ki madad se
    madad karta hai jis ki chahe,
    aur wohi izzat wala meharban.

    وَعْدَ ٱللَّهِ ۖ

    لَا يُخْلِفُ ٱللَّهُ وَعْدَهُۥ

    وَلَٰكِنَّ أَكْثَرَ ٱلنَّاسِ لَا يَعْلَمُونَ

    Wa'dal laahi

    laa yukhliful laahu wa'dahoo

    wa laakin na aksaran naasi laa ya'lamoon

    it is the promise of Allah.
    Allah not fails his promise
    but most of men people not know.

    Allah ka wada
    Allah apna wada khilaaf nahi karta
    lekin bahut log nahi jante.

    يَعْلَمُونَ ظَٰهِرًا مِّنَ ٱلْحَيَوٰةِ ٱلدُّنْيَا

    وَهُمْ عَنِ ٱلْءَاخِرَةِ هُمْ غَٰفِلُونَ

    Ya'lamoona zaahiram minal hayaatid dunya

    wa hum 'anil Aakhirati hum ghaafiloon

    they know the outside appearance of the life of the world
    and they are headless of the hereafter.

    jante hain aankhon ke samne ki dunyawi zindagi
    aur woh akhirat se poore be khabar hain.

    أَوَلَمْ يَتَفَكَّرُوا۟ فِىٓ أَنفُسِ‍‍هِم ۗ

    مَّا خَلَقَ ٱللَّهُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضَ وَمَا بَيْنَ‍‍هُمَآ

    إِلَّا بِ‍‍ٱلْحَقِّ وَأَجَلٍ مُّسَمًّى ۗ

    وَإِنَّ كَثِيرًا مِّنَ ٱلنَّاسِ بِ‍‍لِقَآئِ رَبِّهِمْ لَكَٰفِرُونَ

    Awalam yatafakkaroo feee anfusihim;

    maa khalaqal laahus samaawaati wal arda wa maa bainahumaaa

    illaa bil haqqi wa ajalim musammaa;

    wa inna kaseeram minan naasi biliqaaa'i Rabbihim lakaafiroon

    do they not think in their ownselves?
    Allah has created not the heavens and the earth and all that is between them.
    except with truth and for and appointed term,
    and indeed many of mankind deny the meeting with their Raub.

    kya unhon ne apne jee me na socha
    ke, Allah ne paida na kiye aasman aur zameen aur jo kuch un ke darmiyan hai
    magar haq aur ek muqarrar meyaad se
    aur beshak bahut se log apne rab se milne ka inkaar rakhte hain.

    أَوَلَمْ يَسِيرُوا۟ فِى ٱلْأَرْضِ

    فَ‍‍يَنظُرُوا۟ كَيْفَ كَانَ عَٰقِبَةُ ٱلَّذِينَ مِن قَبْلِ‍‍هِمْ ۚ

    كَانُوٓا۟ أَشَدَّ مِنْ‍‍هُمْ قُوَّةً

    وَأَثَارُوا۟ ٱلْأَرْضَ

    وَعَمَرُوهَآ أَكْثَرَ مِمَّا عَمَرُوهَا

    وَجَآءَتْ‍‍هُمْ رُسُلُهُم بِ‍‍ٱلْبَيِّنَٰتِ ۖ

    فَ‍‍مَا كَانَ ٱللَّهُ لِيَظْلِمَ‍‍هُمْ

    وَلَٰكِن كَانُوٓا۟ أَنفُسَ‍‍هُمْ يَظْلِمُونَ

    Awalm yaseeroo fil ardi

    fa-yanzuroo kaifa kaana 'aaqibatul lazeena min qablihim;

    kaanooo ashadda minhum quwwatanw

    wa asaarul arda

    wa 'amaroohaaa aksara mimmaa 'amaroohaa

    wa jaaa'athum Rusuluhum bil baiyinaati

    famaa kaanal laahu liyazli mahum

    wa laakin kaanooo anfusahum yazlimoon

    do they not travel in the land
    and see? How what was the end of those before them
    they were superior to them in strength
    and they tilled the earth
    and populated it in greater numbers then what these have populated it.
    and there came to them their prophets with clear proofs
    then Allah wronged them was no
    but they used to wrong themeselves

    aur kya unhon ne zameen me safar na kiya
    ke dekhte ke un se aglon ka anjaam kaisa huwa
    woh un se ziyada zor aawar the
    aur zameen jooti
    aur aabad ki un ki abadi se ziyada
    aur un ke rasool un ke paas raushan nishane laaye
    to Allah ki shaan na thi ke un par zulm karta
    haan woh khud hi apni jaano par zulm karte the

    ثُمَّ كَانَ عَٰقِبَةَ ٱلَّذِينَ أَسَٰٓـُٔوا۟ ٱلسُّوٓأَىٰٓ

    أَن كَذَّبُوا۟ بِـَٔايَٰتِ ٱللَّهِ

    وَكَانُوا۟ بِ‍‍هَا يَسْتَهْزِءُونَ

    Summa kaana'aaqibatal lazeena asaaa'us sooo aaa

    an kazzaboo bi aayaatil laahi

    wa kaanoo bihaa yastahzi'oon

    then evil was the end of those who did evil,
    because they denied the signs of Allah
    and were made a mockery of them.

    phir jinhon ne had bhar ki buraiee ki
    un ka anjaam yeh huwa ke Allah ki ayaten jhutlane lage
    aur un ke sath tamaskhur karte.

    ٱللَّهُ يَبْدَؤُا۟ ٱلْخَلْقَ

    ثُمَّ يُعِيدُهُۥ

    ثُمَّ إِلَيْ‍‍هِ تُرْجَعُونَ

    Allaahu yabda'ul khalqa

    summa yu'eeduhoo

    summa ilaihi turja'oon

    Allah originates the creation
    then he repeats it
    then to him you will be returned

    Allah pahle banata hai
    phir dobarah banaye ga
    phir us ki taraf phere jawo ge

    وَيَوْمَ تَقُومُ ٱلسَّاعَةُ

    يُبْلِسُ ٱلْمُجْرِمُونَ

    Wa yawma taqoomus Saa'atu

    yublisul mujrimoon

    and on the day when the hour will be astablished
    will be plunget into destruction with deep regret the criminals

    aur jis din qayamat qaim ho gi
    mujrimon ki aas toot jaye gi.

    وَلَمْ يَكُن لَّ‍‍هُم مِّن شُرَكَآئِهِمْ شُفَعَٰٓؤُا۟

    وَكَانُوا۟ بِشُرَكَآئِهِمْ كَٰفِرِينَ

    Wa lam yakul lahum min shurakaaa'ihim shufa'aaa'u

    wa kaanoo bishurakaaa'ihim kaafireen

    and no intercessors will be for them whom they made aqual with their partners
    and they will reject their partners.

    aur un ke shareek un ke sifarshi na hon ge
    aur woh apne sharikon se munkir ho jayen ge.

    وَيَوْمَ تَقُومُ ٱلسَّاعَةُ يَوْمَئِذٍ يَتَفَرَّقُونَ

    Wa Yawma taqoomus Saa'atu Yawma'iziny yatafarraqoon

    and on the day when the hour will be established that day they shall be seperated.

    aur jis din qayamat qaim ho gi is din alag ho jayen ge.

    فَ‍‍أَمَّا ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ وَعَمِلُوا۟ ٱلصَّٰلِحَٰتِ

    فَ‍هُمْ فِى رَوْضَةٍ يُحْبَرُونَ

    Fa ammal lazeena aamanoo wa 'amilus saalihaati

    fahum fee rawdatiny yuhbaroon

    then as for those who believed and did righteous deeds
    such they shall be honoured and made to enjoy luxurious life in a garden of delight.

    to woh jo imaan laaye aur ache kaam kiye
    baagh ki kiyari me un ki khatirdari hogi.

    وَأَمَّا ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟

    وَكَذَّبُوا۟ بِـَٔايَٰتِنَا وَلِقَآئِ ٱلْءَاخِرَةِ

    فَ‍‍أُو۟لَٰٓئِكَ فِى ٱلْعَذَابِ مُحْضَرُونَ

    Wa ammal lazeena kafaroo

    wa kazzaboo bi-Aayaatinaa wa liqaaa'il Aakhirati

    faulaaa'ika fil'azaabi muhdaroon

    and as for those who disbelieved
    and denied our Auyaats proofs and the meeting of the hereafter,
    such they will be brought forth in the torment,

    aur jo kafir hue
    aur hamari ayaten aur akhirat ka milna jhutlaya
    woh azaab me daal diye jayen ge.

    فَ‍‍سُبْحَٰنَ ٱللَّهِ

    حِينَ تُمْسُونَ

    وَحِينَ تُصْبِحُونَ

    Fa Subhaanal laahi

    heena tumsoona

    wa heena tusbihoon

    so glorify Allah,
    when you come to evening
    and when you enter the morning.

    to Allah ki paki bolo
    jab shaam karo
    aur jab subah ho.

    وَلَهُ ٱلْحَمْدُ فِى ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ

    وَعَشِيًّا وَحِينَ تُظْهِرُونَ

    Wa lahul hamdu fis samaawaati wal ardi

    wa 'ashiyyanw wa heena tuzhiroon

    and for him all the praises and thanks in the heavens and the earth
    and in the and afternoon and when you come to when the day begins to decline.

    aur usi ki tareef hai asmano aur zameen me
    aur kuch din rahe aur jab tumhe dopahar ho.

    يُخْرِجُ ٱلْحَىَّ مِنَ ٱلْمَيِّتِ

    وَيُخْرِجُ ٱلْمَيِّتَ مِنَ ٱلْحَىِّ

    وَيُحْىِ ٱلْأَرْضَ بَعْدَ مَوْتِهَا

    ۚ وَكَذَٰلِكَ تُخْرَجُونَ

    Yukhrijul haiya minal maiyiti

    wa yukhrijul maiyita minal haiyi

    wa yuhyil arda ba'da mawtihaa;

    wa kazaalika tukhrajoon

    he brings the living from the dead
    and he brings the dead from the living.
    and he revives the earth after its death
    and thus shall you be brought out resurrected.

    woh zindah ko nikalta hai murde se
    aur murde ko nikalta hai zindah se
    aur zameen ko jalataa hai us ke mare peeche
    aur yun hi tum nikale jao ge.

    وَمِنْ ءَايَٰتِهِۦٓ أَنْ خَلَقَكُم مِّن تُرَابٍ

    ثُمَّ إِذَآ أَنتُم بَشَرٌ تَنتَشِرُونَ

    Wa min Aayaatiheee an khalaqakum min turaabin

    summa izaaa antum basharun tantashiroon

    and among his signs is that he created you from dust
    then behold you are human beings scattered.

    aur us ki nishanion se hai yeh ke tumhe paida kya mitti se
    phir jabhi to insaan ho duniya me phaile hue.

    وَمِنْ ءَايَٰتِ‍‍هِۦٓ

    أَنْ خَلَقَ لَ‍‍كُم مِّنْ أَنفُسِكُمْ أَزْوَٰجًا

    لِّ‍‍تَسْكُنُوٓا۟ إِلَيْ‍‍هَا

    وَجَعَلَ بَيْنَكُم مَّوَدَّةً وَرَحْمَةً ۚ

    إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَءَايَٰتٍ لِّقَوْمٍ يَتَفَكَّرُونَ

    Wa min Aayaatiheee

    an khalaqa lakum min anfusikum azwaajal

    litaskunooo ilaihaa

    wa ja'ala bainakum mawad datanw wa rahmah;

    inna fee zaalika la Aayaatil liqawminy yatafakkaroon

    and among his signs auyaats is this
    that he created for you wives from among yourselves
    that you may find tranqulity in them
    and he put between you affection and mercy.
    Verily in that are indeed signs for a people who reflect.

    aur us ki nishanion se hai
    ke tumahre liye tumhari hi jin se jorhe banaye
    ke un se aaraam pao
    aur tumahre aapas me mohabbat aur rahmat rakhi
    beshak us me nishanyan hain dheyaan karne walon ke liye.

    وَمِنْ ءَايَٰتِ‍‍هِۦ خَلْقُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ

    وَٱخْتِلَٰفُ أَلْسِنَتِكُمْ وَأَلْوَٰنِكُمْ ۚ

    إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَءَايَٰتٍ لِّ‍‍لْعَٰلِمِينَ

    Wa min Aayaatihee khalqus samaawaati wal aardi

    wakhtilaafu alsinatikum wa alwaanikum

    inna fee zaalika la Aayaatil lil'aalimeen

    and among his auyaats is the creation of the heavens and the earth
    and the diffirence of your languages and colours.
    Verily in that are indeed signs for men of sound knowledge.

    aur us ki nishanion se hai asmano aur zameen ki paidaish
    aur tumhari zabanon aur rangaton ka ikhtilaaf
    beshak us me nishaniyan hain janne walon ke liye.

    وَمِنْ ءَايَٰتِ‍‍هِۦ مَنَامُكُم بِٱلَّيْلِ وَٱلنَّهَارِ

    وَٱبْتِغَآؤُكُم مِّن فَضْلِهِۦٓ ۚ

    إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَءَايَٰتٍ لِّقَوْمٍ يَسْمَعُونَ

    Wa min Aayaatihee manaamukum bil laili wannahaari

    wabtighaaa'ukum min fadlih

    inna fee zaalika la Aayaatil liqawminy yasma'oon

    and among his signs is your sleep by night and by day
    and your seeking of his bounty.
    Verily in that are indeed sings for a people who listen.

    aur us ki nishanion me hai raat aur din me tumhara sona
    aur us ka fazl talaash karna
    beshak us me nishanen hain sunne walon ke liye.

    وَمِنْ ءَايَٰتِ‍‍هِۦ

    يُرِي‍‍كُمُ ٱلْبَرْقَ خَوْفًا وَطَمَعًا

    وَيُنَزِّلُ مِنَ ٱلسَّمَآءِ مَآءً

    فَ‍‍يُحْىِۦ بِ‍‍هِ ٱلْأَرْضَ بَعْدَ مَوْتِهَآ ۚ

    إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَءَايَٰتٍ لِّقَوْمٍ يَعْقِلُونَ

    Wa min Aayaatihee

    yureekumul barqa khawfanw wa tama'anw

    wa yunazzilu minas samaaa'i maaa'an

    fa yuhyee bihil arda ba'da mawtihaaa

    inna fee zaalika la Aayaatil liqawminy ya'qiloon

    and among his signs
    is that he shows you the lightning by way of fear and hope
    and he send down water rain from the sky
    and therewith he revives the earth after its death.
    Verily in that are indeed signs for a people who understand.

    aur us ki nishanion se hai
    ke tumhe bijli dekhata hai daraati aur umeed dilaati
    aur aasman se pani utarta hai,
    to is se zameen ko zindah karta hai us ke marey peeche,
    beshak is me nishanain hain aqal walon ke liye.

    وَمِنْ ءَايَٰتِ‍‍هِۦٓ

    أَن تَقُومَ ٱلسَّمَآءُ وَٱلْأَرْضُ بِ‍‍أَمْرِهِۦ ۚ

    ثُمَّ إِذَا دَعَاكُمْ دَعْوَةً مِّنَ ٱلْأَرْضِ

    إِذَآ أَنتُمْ تَخْرُجُونَ

    Wa min Aayaatihee

    an taqoomas samaaa'u wal ardu bi-amrih;

    summa izaa da'aakum da'watam minal ardi

    izaaa antum takhrujoon

    and among his Auyaat
    is that stans the heaven and the earth by his command
    then when he will call you by a single call from the earth.
    behold you will come out

    aur is ki nishanion se hai
    ke us ke hukum se aasman aur zameen qaim hain
    phir jab tumhe zameen se ek nida farmaiye ga
    jabhi tum nikal parho ge.

    وَلَهُۥ مَن فِى ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ ۖ

    كُلٌّ لَّهُۥ قَٰنِتُونَ

    Wa lahoo man fissamaawaati wal ardi

    kullul lahoo qaanitoon

    and to him belongs whoever is in the heavens and the earth
    all are obedient to him

    aur usi ke hain jo koi asmano aur zameen me hain,
    sab us ke zere hukum hain.

    وَهُوَ ٱلَّذِى يَبْدَؤُا۟ ٱلْخَلْقَ ثُمَّ يُعِيدُهُۥ

    وَهُوَ أَهْوَنُ عَلَيْ‍‍هِ ۚ

    وَلَهُ ٱلْمَثَلُ ٱلْأَعْلَىٰ فِى ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ ۚ

    وَهُوَ ٱلْعَزِيزُ ٱلْحَكِيمُ

    Wa Huwal lazee yabda'ul khalqa summa yu'eeduhoo

    wa huwa ahwanu 'alaih

    wa lahul masalul a'laa fissamaawaati wal-ard

    wa Huwal 'Azeezul Hakeem

    and he it is who originates the creation then he will repeat it
    and this is easier for him
    and his is the highest description in the heavens and the earth
    and he is The Most Great One The Ultimately Wise One

    aur wohi hai ke awwal bana taa hai phir use dobarah banaye ga
    aur yeh tumhari samajh me us par ziyada aasaan hona chahiye
    aur usi ke liye hai sab se bartar shaan asmano aur zameen me
    aur wohi izzat o hikmat wala hai.

    ضَرَبَ لَ‍‍كُم مَّثَلًا مِّنْ أَنفُسِكُمْ ۖ

    هَل لَّ‍‍كُم مِّن مَّا مَلَكَتْ أَيْمَٰنُكُم مِّن شُرَكَآءَ

    فِى مَا رَزَقْنَٰ‍‍كُمْ

    فَ‍‍أَنتُمْ فِيهِ سَوَآءٌ

    تَخَافُونَ‍‍هُمْ كَ‍‍خِيفَتِكُمْ أَنفُسَكُمْ

    ۚ كَذَٰلِكَ نُفَصِّلُ ٱلْءَايَٰتِ لِ‍‍قَوْمٍ يَعْقِلُونَ

    Daraba lakum masalam min anfusikum

    hal lakum mimmaa malakat aymaanukum min shurakaaa'a

    fee maa razaqnaakum

    fa antum feehi sawaaa'un takhaafoonahum kakheefatikum anfusakum;

    kazaalika nufassilul Aayaati liqawminy ya'qiloon

    He sets forth for you a parable from your ownselves.
    Do you have partners among those whom your right hands possess
    as to share as equal in wealth we have bestowed on you?
    then you in it its possession are equl?
    You fear as them you fear each other?
    Thus do we explain the Auyaat in details to a people who have sense,

    tumahre liye ek kahawat bayan farmata hai khud tumahre apne haal se
    kya tumahre liye tumahre haath ke ghulamoo me se kuch shareek hain
    us me jo hum ne tumhe rozi di
    to tum sab us me barabar ho
    tum un se daro jaise aapas me ek dusre se darte ho
    hum aisi mufasil nishaniyan bayan farmate hain aqal walon ke liye.

    بَلِ ٱتَّبَعَ ٱلَّذِينَ ظَلَمُوٓا۟ أَهْوَآءَهُم بِغَيْرِ عِلْمٍ ۖ

    فَ‍‍مَن يَهْدِى مَنْ أَضَلَّ ٱللَّهُ

    ۖ وَمَا لَهُم مِّن نَّٰصِرِينَ

    Balit taba'al lazeena zalamooo ahwaaa'ahum bighairi 'ilmin

    famai yahdee man adallal laahu

    wa maa lahum min naasireen

    Nay but those who do wrong follow their own lusts without knowledge
    then who will guide him whom Allah has sent astray
    and they not have any helpers.

    balke zalim apni khahishon ke peeche ho liye be jane
    to use kon hidaayat kere jise khuda ne gumraah kya
    aur un ka koi madadgaar nahi.

    فَ‍أَقِمْ وَجْهَكَ لِ‍‍لدِّينِ

    حَنِيفًا ۚ فِطْرَتَ ٱللَّهِ

    ٱلَّتِى فَطَرَ ٱلنَّاسَ عَلَيْ‍‍هَا ۚ

    لَا تَبْدِيلَ لِخَلْقِ ٱللَّهِ ۚ

    ذَٰلِكَ ٱلدِّينُ ٱلْقَيِّمُ

    وَلَٰكِنَّ أَكْثَرَ ٱلنَّاسِ لَا يَعْلَمُونَ

    Fa aqim wajhaka liddeeni

    Haneefaa; fitratal laah

    il latee fataran naasa 'alaihaa;

    laa taabdeela likhalqil laah;

    zaalikad deenul qaiyimu

    wa laakinna aksaran naasi laa ya'lamoon

    so set you your face towards the religion
    being upright Allah’s Nature
    with which he has created mankind on it
    no change is in the creation of Allah
    that is the straight religion
    but most of mankind not know.

    to apna monh seedha karo Allah ki itaat ke liye
    ek akaile usi ke ho kar Allah ki daali hui bina
    jis par logon ko paida kya
    Allah ki banai cheez na badalna
    yahi seedha deen hai,
    magar bahut log nahi jante.

    مُنِيبِينَ إِلَيْ‍‍هِ

    وَٱتَّقُوهُ

    وَأَقِيمُوا۟ ٱلصَّلَوٰةَ

    وَلَا تَكُونُوا۟ مِنَ ٱلْمُشْرِكِينَ

    Muneebeena ilaihi

    wattaqoohu

    wa aqeemus Salaata

    wa laa takoonoo minal mushrikeen

    turning in repentance to him
    and avoid him
    and offer the prayer
    and be not of the polytheists.

    us ki taraf rujoo laate howe
    aur us se daro
    aur namaz qaim rakho
    aur mushrikon se na ho.

    مِنَ ٱلَّذِينَ فَرَّقُوا۟ دِينَهُمْ وَكَانُوا۟ شِيَعًا ۖ

    كُلُّ حِزْبٍۭ بِمَا لَدَيْهِمْ فَرِحُونَ

    Minal lazeena farraqoo deenahum wa kaanoo shiya'an

    kullu hizbim bimaa ladaihim farihoon

    of those who split up their religion and become sect
    each sect rejoicing in that which they have.

    un me se jinhon ne apne deen ko tukre tukrhe kar diya aur ho gaye giroh giroh
    har giroh jo us ke paas hai usi par khosh hai.

    وَإِذَا مَسَّ ٱلنَّاسَ ضُرٌّ

    دَعَوْا۟ رَبَّهُم مُّنِيبِينَ إِلَيْهِ

    ثُمَّ إِذَآ أَذَاقَ‍‍هُم مِّنْهُ رَحْمَةً

    إِذَا فَرِيقٌ مِّنْ‍‍هُم بِرَبِّهِمْ يُشْرِكُونَ

    Wa izaa massan naasa durrun

    da'aw Rabbahum muneebeena ilaihi

    summa izaaa azaqahum minhu rahmatan

    izaa fareequm minhum be Rabbihim yushrikoon

    and when harm touches mankind
    they cry to their Raub turning to him in repentance
    then but when he gives them a taste of his Mercy
    behold a party of them associate with their Raub.

    aur jab logon ko takleef pahunchti hai
    to apne rab ko pukarte hain us ki taraf rujoo laate howe
    phir jab woh unhen apne paas se rahmat ka maza deta hai
    jabhi un me se ek giroh apne rab ka shareek thehrane lagta hai.

    لِيَكْفُرُوا۟ بِمَآ ءَاتَيْنَٰ‍‍هُمْ ۚ

    فَ‍تَمَتَّعُوا۟ فَ‍‍سَوْفَ تَعْلَمُونَ

    Li yakfuroo bimaaa aatainaahum;

    fatamatta'oo fasawfa ta'lamoon

    so as to be ungrateful for what we have bestowed on them!
    then enjoy but you will come to know!

    ke hamare diye ki na shukri karen,
    to bart lo ab qareeb janna chahte ho.

    أَمْ أَنزَلْنَا عَلَيْهِمْ سُلْطَٰنًا

    فَ‍هُوَ يَتَكَلَّمُ بِمَا كَانُوا۟ بِهِۦ يُشْرِكُونَ

    Am anzalnaa 'alaihim sultaanan

    fahuwa yatakallamu bimaa kaanoo bihee yushrikoon

    or have we revealed to them a scripture
    which speaks of that which they have been associating with him?

    ya hum ne un par koi sanad utari
    ke woh unhen hamare shareek bta rahi hai.

    وَإِذَآ أَذَقْنَا ٱلنَّاسَ رَحْمَةً فَرِحُوا۟ بِ‍‍هَا ۖ

    وَإِن تُصِبْهُمْ سَيِّئَةٌۢ بِمَا قَدَّمَتْ أَيْدِي‍‍هِمْ

    إِذَا هُمْ يَقْنَطُونَ

    Wa izaaa azaqnan naasa rahmatan farihoo bihaa

    wa in tusibhum sayyi'atum bimaa qaddamat aydeehim

    izaa hum yaqnatoon

    and when we cause mankind to taste of Mercy they rejoice therein
    but when an evil afflicts them because of that their hands have sent forth
    then they are in despair.

    aur jab hum logon ko rahmat ka maza dete hain us par khush ho jate hain
    aur agar unhen koi buraiee puhanche badla us ka jo un ke hathon ne bheja
    jbhi woh na umeed ho jate hain.

    أَوَلَمْ يَرَوْا۟

    أَنَّ ٱللَّهَ يَبْسُطُ ٱلرِّزْقَ لِ‍مَن يَشَآءُ

    وَيَقْدِرُ ۚ

    إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَ‍‍ءَايَٰتٍ لِّ‍‍قَوْمٍ يُؤْمِنُونَ

    Awalam yaraw

    annal laaha yabsutur rizqa limai yashaaa'u

    wa yaqdir;

    inna fee zaalika la Aayaatil liqawminy yu'minoon

    do they not see?
    That Allah enlarges the provision for whom he wills
    and straitens it.
    verily in that are indeed signs for a people who believe.

    aur kya unhon ne na dekha
    ke Allah rizaq wasee (ziyada) farmata hai jis ke liye chahe
    aur tangi farmata hai jis ke liye chahe
    beshak us me nishanain hain imaan walon ke liye.

    فَ‍‍ـَٔاتِ ذَا ٱلْقُرْبَىٰ حَقَّهُۥ وَٱلْمِسْكِينَ وَٱبْنَ ٱلسَّبِيلِ ۚ

    ذَٰلِكَ خَيْرٌ لِّ‍‍لَّذِينَ يُرِيدُونَ وَجْهَ ٱللَّهِ

    ۖ وَأُو۟لَٰٓئِكَ هُمُ ٱلْمُفْلِحُونَ

    Fa aati zal qurbaa haqqahoo walmiskeena wabnassabeel;

    zaalika khairul lil lazeena yureedoona Wajhal laahi

    wa ulaaa'ika humul muflihoon

    so give the kindred his due and the poor and the wayfarer
    that is best for those who seek Allah’s face
    and it is they who will be successful.

    to rishta daar ko us ka haq do aur maskeen aur musafir ko
    yeh behtar hai un ke liye jo Allah ki Raza chahte hain
    aur unhen ka kaam bana.

    وَمَآ ءَاتَيْتُم مِّن رِّبًا

    لِّ‍يَرْبُوَا۟ فِىٓ أَمْوَٰلِ ٱلنَّاسِ

    فَ‍‍لَا يَرْبُوا۟ عِندَ ٱللَّهِ ۖ

    وَمَآ ءَاتَيْتُم مِّن زَكَوٰةٍ

    تُرِيدُونَ وَجْهَ ٱللَّهِ

    فَ‍‍أُو۟لَٰٓئِكَ هُمُ ٱلْمُضْعِفُونَ

    Wa maaa aataitum mir ribal

    li yarbuwa feee amwaalin naasi

    falaa yarboo 'indal laahi

    wa maaa aataitum min zaakaatin

    tureedoona wajhal laahi

    fa ulaaa'ika humul mud'ifoon

    and that which you give of interest
    in orner that it may increase in of other people property
    it has not increase with Allah,
    but that which you give of charity
    seeking the face of Allah,
    then those they shall have manifold increase.

    aur tum jo cheez ziyada lane ko do
    ke dene wale ke maal barhen
    to woh Allah ke yahan na barhe gi
    aur jo tum khairaat do
    Allah ki Raza chahte howe
    to unhen ke dhone hain.

    ٱللَّهُ ٱلَّذِى خَلَقَ‍‍كُمْ ثُمَّ رَزَقَكُمْ

    ثُمَّ يُمِيتُكُمْ ثُمَّ يُحْيِي‍‍كُمْ ۖ

    هَلْ مِن شُرَكَآئِ‍‍كُم

    مَّن يَفْعَلُ مِن ذَٰلِكُم مِّن شَىْءٍ

    ۚ سُبْحَٰنَ‍‍هُۥ وَتَعَٰلَىٰ عَمَّا يُشْرِكُونَ

    Allaahul lazee khalaqa kum summa razaqakm

    summa yumeetukum summa yuhyeekum

    hal min shurakaaa'ikum

    mai yaf'alu min zaalikum min shai';

    Sub haanahoo wa Ta'aalaa 'ammaa yushrikoon

    Allah is he who created you, then he provided for you
    then he will cause you to die, then he will give you life.
    Is there any of your partners
    who do any thing of that?
    Glory is to him and exalted is he above all that they associate.

    Allah hai jis ne tumhe paida kya phir tumhe rozi di
    phir tumhe maare ga phir tumhe Jilaaye ga
    kya tumahre sharikon me bhi koi aisa hai
    jo un kamon me se kuch kere
    paki aur bartari hai use un ke shirk se.

    ظَهَرَ ٱلْفَسَادُ فِى ٱلْبَرِّ وَٱلْبَحْرِ

    بِمَا كَسَبَتْ أَيْدِى ٱلنَّاسِ

    لِيُذِيقَ‍‍هُم بَعْضَ ٱلَّذِى عَمِلُوا۟

    لَعَلَّ‍‍هُمْ يَرْجِعُونَ

    Zaharal fasaadu fil barri wal bahri

    bimaa kasabat aydinnaasi

    li yuzeeqahum ba'dal lazee 'amiloo

    la'allahum yarji'oon

    evil has appeared on land and sea
    because of what the hands of mankind have earned
    that Allah may make them taste a part of that which they have done in order
    that they may return.

    chamki kharabi khushki aur tari me
    un buraiyon se jo logon ke hathon ne kamaayen
    taake unhen un ke baaz kotak ka maza chakhyen
    kahin woh baz ayen.

    قُلْ سِيرُوا۟ فِى ٱلْأَرْضِ

    فَٱنظُرُوا۟ كَيْفَ كَانَ عَٰقِبَةُ ٱلَّذِينَ مِن قَبْلُ ۚ

    كَانَ أَكْثَرُهُم مُّشْرِكِينَ

    Qul seeroo fil ardi

    fanzuroo kaifa kaana 'aaqibatul lazeena min qabl;

    kaana aksaruhum mushrikeen

    say: travel in the land
    and see how what was the end of those before
    most of them were polytheists.

    tum farmao zameen me chal kar
    dekho kya anjaam huwa aglo ka,
    un me bahut mushrik the.

    فَ‍‍أَقِمْ وَجْهَكَ لِ‍‍لدِّينِ ٱلْقَيِّمِ

    مِن قَبْلِ أَن يَأْتِىَ يَوْمٌ

    لَّا مَرَدَّ لَهُۥ مِنَ ٱللَّهِ

    ۖ يَوْمَئِذٍ يَصَّدَّعُونَ

    Fa aqim wajhaka lid deenil qaiyimi

    min qabli any yaatiya Yawmul

    laa maradda lahoo minal laahi

    Yawma'iziny yassadda'oon

    so set you your face to the straight religion
    before there comes a day
    none can avert it from Allah
    on that day they men shall be devided.

    to apna munh seedha kar ibadat ke liye
    qabal us ke ke woh din aaye
    jise Allah ki taraf talna nahi
    us din alag phat jayen ge.

    مَن كَفَرَ فَ‍عَلَيْ‍‍هِ كُفْرُهُۥ ۖ

    وَمَنْ عَمِلَ صَٰلِحًا

    فَ‍‍لِأَنفُسِهِمْ يَمْهَدُونَ

    Man kafara fa'alaihi kufruhoo
    wa man 'amila saalihan
    fali anfusihim yamhadoon

    whosoever disbelieves on him is his disbelief
    and whosoever does righteous deeds
    then they will prepare a good place for themselves.

    jo kufar kere us ke kufr ka wabaal usi par
    aur jo acha kaam karen
    woh apne hi liye tayari kar rahe hain.

    لِ‍‍يَجْزِىَ ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ وَعَمِلُوا۟ ٱلصَّٰلِحَٰتِ مِن فَضْلِ‍‍هِۦٓ ۚ

    إِنَّ‍‍هُۥ لَا يُحِبُّ ٱلْكَٰفِرِينَ

    Li yajziyal lazeena aamanoo wa 'amilus saalihaati min fadlih;

    innahoo laa yuhibbul kaafireen

    that he may reward those who believe and do righteous deeds out of his bounty.
    Verily he not likes the believers.

    taake sila den unhen jo imaan laaye aur ache kaam kiye us ke fazl se,
    beshak woh kafiroon ko dost nahi rakhta.

    وَمِنْ ءَايَٰتِ‍‍هِۦٓ

    أَن يُرْسِلَ ٱلرِّيَاحَ مُبَشِّرَٰتٍ

    وَلِ‍‍يُذِيقَ‍‍كُم مِّن رَّحْمَتِهِۦ

    وَلِتَجْرِىَ ٱلْفُلْكُ بِأَمْرِهِۦ

    وَلِ‍‍تَبْتَغُوا۟ مِن فَضْلِ‍‍هِۦ

    وَلَعَلَّ‍‍كُمْ تَشْكُرُونَ

    Wa min Aayaatiheee

    anyyursilar riyaaha mubashshi raatinw

    wa li yuzeeqakum mir rahmatihee

    wa litajriyal fulku bi amrihee

    wa litabtaghoo min fadlihee

    wa la'allakum tashkuroon

    and among his Auyaats
    is that he sends the winds as glad tidings
    and to give you a taste of his Mercy
    and that the ships may sail at his Command
    and that you may seek of his bounty in order
    that you may be thankful.

    aur us ki nishaniyon se hai
    ke hawayen bhejta hai Musda sonaati
    aur us liye ke tumhe apni rahmat ka zayeqa de
    aur is liye ke kashti is ke hukum se chale
    aur is liye ke us ka fazl talaash karo
    aur is liye ke tum haq mano.

    وَلَقَدْ أَرْسَلْنَا مِن قَبْلِكَ رُسُلًا إِلَىٰ قَوْمِ‍‍هِمْ

    فَ‍‍جَآءُو‍هُم بِٱلْبَيِّنَٰتِ

    فَ‍‍ٱنتَقَمْنَا مِنَ ٱلَّذِينَ أَجْرَمُوا۟ ۖ

    وَكَانَ حَقًّا عَلَيْنَا نَصْرُ ٱلْمُؤْمِنِينَ

    Wa laqad arsalnaa min qablika Rusulan ilaa qawmihim

    fajaaa'oohum bil baiyinaati

    fantaqamnaa minal lazeena ajramoo

    wa kaana haqqan 'alainaa nasrul mu'mineen

    and indeed we did send Prophets before you to their own people
    they came to them with clear proofs
    then we took vengeance on those who commited crimes
    and the believers it was incumbent upon us to help.

    aur beshak hum ne tum se pehle kitne rasool un ki qoum ki taraf beje
    to woh un ke paas khuli nishaniyan laaye
    phir hum ne mujrimon se badla liya
    aur hamare zimma karam par hai musalmanon ki madad farmana.

    ٱللَّهُ ٱلَّذِى يُرْسِلُ ٱلرِّيَٰحَ

    فَ‍‍تُثِيرُ سَحَابًا

    فَ‍‍يَبْسُطُ‍‍هُۥ فِى ٱلسَّمَآءِ كَيْفَ يَشَآءُ

    وَيَجْعَلُ‍‍هُۥ كِسَفًا

    فَ‍‍تَرَى ٱلْوَدْقَ يَخْرُجُ مِنْ خِلَٰلِهِۦ

    ۖ فَإِذَآ أَصَابَ بِهِۦ مَن يَشَآءُ مِنْ عِبَادِهِۦٓ

    إِذَا هُمْ يَسْتَبْشِرُونَ

    Allaahul lazee yursilur riyaaha

    fatuseeru sahaaban

    fa yabsutuhoo fis samaaa'i kaifa yashaaa'u

    wa yaj'aluhoo kisafan

    fataral wadqa yakhruju min khilaalihee

    fa izaaa asaaba bihee mai yashaaa'u min 'ibaadiheee

    izaa hum yastabshiroon

    Allah is he who sends the winds
    so that they raise clouds
    and he spreads them in the sky how he wills
    and he them breaks make them into fragments
    until you see rain drops come forth from their midst
    then when he has made fall on with it whom of his slaves he wills.
    Lo! they rejoice.

    Allah hai ke bhejta hai hawayen
    ke ubhaarti hain baadal
    phir use phayla deta hai aasman me jaisa chahe
    aur use Para Para karta hai
    to too dekhe ke us ke beech me minh nikal raha hai
    phir jab use pahunchata hai apne bandon me jis ki taraf chahe
    jabhi woh khusihyan manate hain.

    وَإِن كَانُوا۟ مِن قَبْلِ أَن يُنَزَّلَ عَلَيْ‍‍هِم مِّن قَبْلِهِۦ لَمُبْلِسِينَ

    Wa in kaanoo min qabli any yunazzala 'alaihim min qablihee lamubliseen

    and verily they were before that rain was sent down upon them before that rain they were in despair.

    agarche us ke utaarne se pehle aas torhey howe the.

    فَ‍‍ٱنظُرْ إِلَىٰٓ ءَاثَٰرِ رَحْمَتِ ٱللَّهِ

    كَيْفَ يُحْىِ ٱلْأَرْضَ بَعْدَ مَوْتِهَآ ۚ

    إِنَّ ذَٰلِكَ لَمُحْىِ ٱلْمَوْتَىٰ

    ۖ وَهُوَ عَلَىٰ كُلِّ شَىْءٍ قَدِيرٌ

    Fanzur ilaaa aasaari rahmatil laahi

    kaifa yuhyil arda ba'da mawtihaa;

    inna zaalika lamuhyil mawtaa

    wa Huwa 'alaa kulli shai'in Qadeer

    look at the effects of Mercy of Allah’s
    how he revives the earth after its death.
    Verily that Allah is who shall indeed raise the dead
    and he is Able on every thing.

    to Allah ki rahmat ke aasaar dekho
    kionkar zameen ko jilataa hai is ke marey peeche
    beshak murdon ko zindah kere ga
    aur woh sab kuch kar sakta hai.

    وَلَئِنْ أَرْسَلْنَا رِيحًا

    فَ‍‍رَأَوْهُ مُصْفَرًّا

    لَّظَلُّوا۟ مِنۢ بَعْدِهِۦ يَكْفُرُونَ

    Wa la'in arsalnaa reehan

    fara awhu musfarral

    lazalloo mim ba'dihee yakfuroon

    and if we send a wind
    and they see it their tilth turn yellow
    behold they then after it disbelieve.

    aur agar hum koi hawa bhejen
    jis se woh kheti ko zard dekhen
    to zaroor is ke baad na shukri karne lagey.

    فَ‍إِنَّكَ لَا تُسْمِعُ ٱلْمَوْتَىٰ

    وَلَا تُسْمِعُ ٱلصُّمَّ ٱلدُّعَآءَ

    إِذَا وَلَّوْا۟ مُدْبِرِينَ

    Fa innaka laa tusmi'ul mawtaa

    wa laa tusmi'us summad du'aaa'a

    izaa wallaw mudbireen

    so verily you can not make the dead to hear
    nor can you make the deal to hear the call
    when they their backs and turn away.

    is liye ke tum murdon ko nahi sunaate
    aur na bahroon ko pukarna sunaao
    jab woh peeth de kar pheren.

    وَمَآ أَنتَ بِهَٰدِ ٱلْعُمْىِ عَن ضَلَٰلَتِهِمْ ۖ

    إِن تُسْمِعُ إِلَّا مَن يُؤْمِنُ بِ‍‍ـَٔايَٰتِنَا

    فَ‍ هُم  مُّسْلِمُونَ

    Wa maa anta bihaadil 'umyi 'an dalaalatihim

    in tusmi'u illaa mai yuminu bi aayaatinaa

    fahum muslimoon

    and you can not guide of the blind from their straying
    not you can make to hear but those who believe in our auyaats proofs
    and they have submitted to Allah in Islam.

    aur na tum andhon ko un ki gumraahi se raah par lao,
    to tum usi ko sunaate ho jo hamari ayaton par imaan laaye
    to woh gardan rakhe hue hain.

    ٱللَّهُ ٱلَّذِى خَلَقَ‍‍كُم مِّن ضَعْفٍ

    ثُمَّ جَعَلَ مِنۢ بَعْدِ ضَعْفٍ قُوَّةً

    ثُمَّ جَعَلَ مِنۢ بَعْدِ قُوَّةٍ ضَعْفًا وَشَيْبَةً ۚ

    يَخْلُقُ مَا يَشَآءُ ۖ

    وَهُوَ ٱلْعَلِيمُ ٱلْقَدِيرُ

    Allahul lazee khalaqa kum min du'fin summa ja'ala mim ba'di du'fin quwwatan summa ja'ala mim ba'di quwwatin du'fanw wa shaibah; yakhluqu maa yashaaa'u wa Huwal 'Aleemul Qadeer

    Allah is he who created you in weakness then made gave you streght after weakness then after strenght made gave weakness and grey hair. He creats what he wills and he is the All-Omniscient Al-Aualeem the All-Powerful Al-Qaudeer.

    Allah hai jis ne tumhe ibtida me kamzor banaya
    phir tumhe natawani se taaqat bakhsh
    phir qowat ke baad kamzoree aur borhapa diya,
    banata hai jo chahe
    aur wohi ilm o qudrat wala hai.

    وَيَوْمَ تَقُومُ ٱلسَّاعَةُ

    يُقْسِمُ ٱلْمُجْرِمُونَ

    مَا لَبِثُوا۟ غَيْرَ سَاعَةٍ ۚ

    كَذَٰلِكَ كَانُوا۟ يُؤْفَكُونَ

    Wa Yawma taqoomus Saa'atu

    yuqsimul mujrimoona

    maa labisoo ghaira saa'ah

    kazaalika kaanoo yu'fakoon

    and on the day when the hour will be established
    will swear the criminals
    that they stayed not but and hour
    thus were they ever deluded.

    aur jis din qayamat qaim ho gi
    mujrim qasam khayen ge
    ke na rahe the magar ek ghari
    woh aise hi awndhe jate the.

    وَقَالَ ٱلَّذِينَ أُوتُوا۟ ٱلْعِلْمَ وَٱلْإِيمَٰنَ

    لَقَدْ لَبِثْتُمْ فِى كِتَٰبِ ٱللَّهِ إِلَىٰ يَوْمِ ٱلْبَعْثِ ۖ

    فَ‍‍هَٰذَا يَوْمُ ٱلْبَعْثِ

    وَلَٰكِنَّ‍‍كُمْ كُنتُمْ لَا تَعْلَمُونَ

    Wa qaalal lazeena ootul 'ilma wal eemaana

    laqad labistum fee kitaabil laahi ilaa yawmil ba'si

    fahaazaa yawmul ba'si

    wa laakinnakum kuntum laa ta'lamoon

    and will say those who have been bestowed with knowledge and faith
    indeed you have stayed in the decree of Allah until the day of resurrection
    so this is the day of resurrection
    but you were not knowing.

    aur bole woh jin ko ilm aur imaan mila
    beshak tum rahe Allah ke likhe howe me uthne ke din tak
    to yeh hai woh din uthne ka
    lekin tum na jante the.

    فَ‍‍يَوْمَئِذٍ لَّا يَنفَعُ ٱلَّذِينَ ظَلَمُوا۟ مَعْذِرَتُهُمْ

    وَلَا هُمْ يُسْتَعْتَبُونَ

    Fa Yawma'izil laa yanfa'ul lazeena zalamoo ma'ziratu hum

    wa laa hum yusta'taboon

    so on that day not excuse of theirs will benefit those who did wrong
    nor will they be allowed to return to seek Allah’s pleasure.

    to us din zaalmon ko nafa na de gi un ki mazirat
    aur na un se koi raazi karna mange.

    وَلَقَدْ ضَرَبْنَا لِ‍‍لنَّاسِ

    فِى هَٰذَا ٱلْقُرْءَانِ مِن كُلِّ مَثَلٍ ۚ

    وَلَئِن جِئْتَ‍‍هُم بِـَٔايَةٍ

    لَّ‍‍يَقُولَ‍‍نَّ ٱلَّذِينَ كَفَرُوٓا۟

    إِنْ أَنتُمْ إِلَّا مُبْطِلُونَ

    Wa laqad darabnaa linnaasi

    fee haazal Quraani min kulli masal;

    wa la'in ji'tahum bi aayatil

    la yaqoolannal lazeena kafaroo

    in antum illaa mubtiloon

    and indeed we have set forth for mankind
    in this Qur’an every kind of parable
    but if you bring to them any Auyaat
    they will say those who disbelieve
    verily you are noting but falsifiers.

    aur beshak hum ne bayan farmai logon ke liye 
    is quran me har qisam ki misaal
    aur agar tum un ke paas koi nishani lao
    to zaroor kafir kahen ge
    tum to nahi magar baatil par.

    كَذَٰلِكَ يَطْبَعُ ٱللَّهُ عَلَىٰ قُلُوبِ ٱلَّذِينَ لَا يَعْلَمُونَ

    Kazaalika yatba'ul laahu 'alaa quloobil lazeena laa ya'lamoon

    Thus Allah seals up the hearts of those who not know.

    yun hi mohar kar deta hai Allah jahilon ke dilon par.

    فَ‍ٱصْبِرْ إِنَّ وَعْدَ ٱللَّهِ حَقٌّ ۖ

    وَلَا يَسْتَخِفَّنَّ‍‍كَ ٱلَّذِينَ لَايُوقِنُونَ

    Fasbir inna wa'dal laahi haqqunw

    wa laa yastakhif fannakal lazeena laa yooqinoon

    so be patient verily the promise of Allah is true
    and let not those who you have not certainly of faith discourage!

    to sabr karo beshak Allah ka wada sacha hai
    aur tumhe sost na kar den woh jo yaqeen nahi rakhte.

    Back To Top


    © Copyright 2016 | All Rights Reserved.