The Living Verses

Enter Quran

To play video click icon of your choice.

  • Arabic text

  • Urdu text

  • Roman Translation

  • English Translation

  • Urdu Translation

  • 32
    Sajdah
    The Prostration
    سورة السجدة
    Total Ayaat: 30
    Language


    الٓ‍‍مٓ

    Alif-Laam-Meem

    Alif-Laam-Meem

    aleef-laam-meem.

    تَنزِيلُ ٱلْكِتَٰبِ لَا رَيْبَ فِيهِ مِن رَّبِّ ٱلْعَٰلَمِينَ

    Tanzeelul Kitaabi 'laa raiba feehi mir rabbil 'aalameen

    The revetation of the scripture is not doubt in it is from the Raub of the worlds.

    kitaab ka utaarna be shak rab-e-aalam ki taraf se hai.

    أَمْ يَقُولُونَ ٱفْتَرَىٰهُ ۚ

    بَلْ هُوَ ٱلْحَقُّ مِن رَّبِّكَ

    لِتُنذِرَ قَوْمًا

    مَّآ أَتَىٰ‍‍هُم مِّن نَّذِيرٍ مِّن قَبْلِ‍‍كَ

    لَعَلَّ‍‍هُمْ يَهْتَدُونَ

    Am yaqooloonaf taraahu

    bal huwal haqqu mir rabbika

    litunzira qawma

    maaa ataahum min nazeerim min qablika

    la'allahum yahtadoon

    Or they say: “he has fabricated it 
    Nay! It is the truth from your Raub
    that you may warn a people
    not warner has come before you to them any in order
    that they may be guided.

    kya kahte hain un ki banai hui hai
    balke wohi haq hai tumahre rab ki taraf se
    ke tum darao aise logon ko
    jin ke paas tum se pahle koi dar sunane wala na aaya
    is umeed par ke woh raah payen.

    ٱللَّهُ ٱلَّذِى خَلَقَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضَ

    وَمَا بَيْنَهُمَا فِى سِتَّةِ أَيَّامٍ

    ثُمَّ ٱسْتَوَىٰ عَلَى ٱلْعَرْشِ ۖ

    مَا لَ‍كُم مِّن دُونِهِۦ مِن وَلِىٍّ وَلَا شَفِيعٍ ۚ

    أَفَلَا تَتَذَكَّرُونَ

    Allaahul lazee khalaqas samaawaati wal arda

    wa maa bainahumaa fee sittati ayyaam

    Thummas tawaa 'alal 'arsh 

    maa lakum min donihee minw-waliyyinw-wa la shafee

    Afala tatazakkaroon

    Allah it is he who he who created the heavens and the earth
    and all that is between them in six days
    then he operated the throne .
    None you have besides him as a protector and no intercessor
    will not you remember?

    Allah hai jis ne banaye aasman aur zameen
    aur jo kuch un ke beech me hai 6 din me
    phir arsh par istawa farmaya
    us se chhut kar tumhara koi himayati aur na sifarshi
    to kya tum dheyaan nahi karte.

    يُدَبِّرُ ٱلْأَمْرَ مِنَ ٱلسَّمَآءِ إِلَى ٱلْأَرْضِ

    ثُمَّ يَعْرُجُ إِلَيْهِ فِى يَوْمٍ

    كَانَ مِقْدَارُهُۥٓ أَلْفَ سَنَةٍ مِّمَّا تَعُدُّونَ

    Yudabbirul amra minas samaaa'i ilal ardi

    Thumma ya'ruju ilai fee yawmin

    kaana miqdaaruhoho alfa sanatim mimaa ta'uddoon

    He arranges every affair from the heaven to the earth
    then it will go up to him in one day
    is the space of which a thousand years of what you count of your years.

    kaam ki tadbeer farmata hai aasman se zameen tak
    phir usi ki taraf rujoo kere ga us din
    ke jis ki miqdaar hazaar baras hai tumhari ginti me.

    ذَٰلِكَ عَٰلِمُ ٱلْغَيْبِ وَٱلشَّهَٰدَةِ

    ٱلْعَزِيزُ ٱلرَّحِيمُ

    Zaalika 'aalimul ghaybi wa shahaadatil

    'azeezur raheem

    that is he the All-Knower of the unseen and the seen
    The Most Great One The Most Merciful.

    yeh hai har nihaan aur ayaan ka janne wala
    izzat o rahmat wala.

    ٱلَّذِىٓ أَحْسَنَ كُلَّ شَىْءٍ خَلَقَهُۥ

    ۖ وَبَدَأَ خَلْقَ ٱلْإِنسَٰنِ مِن طِينٍ

    Allazee ahsana kulla shai in khalaqa;

    wa badaa khalqal insaani min teen

    who made every thing he has created good,
    and he began the creation of man from clay.

    woh jis ne jo cheez banayi khoob banai
    aur paidaiesh insaan ki ibtida mitti se farmai.

    ثُمَّ جَعَلَ نَسْلَ‍‍هُۥ مِن سُلَٰلَةٍ مِّن مَّآءٍ مَّهِينٍ

    Thumma ja'ala naslahoo min sulaalatim mim maaa'im maheen

    then he made his offspring from semen of despised water semen worthless.

    phir us ki nasal rakhi ek be qadar pani ke khulasa se.

    ثُمَّ سَوَّىٰ‍هُ

    وَنَفَخَ فِيهِ مِن رُّوحِ‍‍هِۦ ۖ

    وَجَعَلَ لَ‍‍كُمُ ٱلسَّمْعَ وَٱلْأَبْصَٰرَ وَٱلْأَفْـِٔدَةَ ۚ

    قَلِيلًا مَّا تَشْكُرُونَ

    Thumma sawwaahu

    wa nafakha feehi mir roohihih;

    wa ja'ala lakumus sam'a wal-absaara wal-af'idah;

    taqaleelam maa tashkuroon

    then he fashioned him in due proportion
    and breathed into him from his the soul,
    and he gave you hearing ears and sight eyes and hearts
    little is what thanks you give.

    phir use theek kiya
    aur us me apni taraf ki rooh phunki
    aur tumhe kaan aur ankhen aur dil ataa farmaiye
    kya hi thorha haq mante ho.

    وَقَالُوٓا۟ أَءِذَا ضَلَلْنَا فِى ٱلْأَرْضِ

    أَءِنَّا لَفِى خَلْقٍ جَدِيدٍۭ ۚ

    بَلْ هُم بِ‍‍لِقَآءِ رَبِّهِمْ كَٰفِرُونَ

    Wa qaalooo 'A-izaa dalalnaa fil ardi '

    A-innaa lafee khalqin jadeed;

    bal hum biliqaaa'i rabbihim kaafirroon

    and they say: when we are dead and become lost in the earth
    shall we be in a new creation?
    Nay but! They deny the meeting with their Raub.

    aur bole kya jab hum mitti me mil jayen ge
    kya phir naye banen ge,
    balke woh apne rab ke huzoor haazri se munkir hain.

    قُلْ يَتَوَفَّىٰكُم مَّلَكُ ٱلْمَوْتِ

    ٱلَّذِى وُكِّلَ بِكُمْ

    ثُمَّ إِلَىٰ رَبِّكُمْ تُرْجَعُونَ

    Qul yatawaffaakum malakul mawt

    il lazee wukkila bikum

    Thumma ilaa rabbikum turja'oon

    say: the engel of death who is set over you
    will take your souls
    then you shall be returned to your Raub.

    tum farmao tumhe wafaat deta hai mout ka farishta
    jo tum par muqarrar hai
    phir apne rab ki taraf wapas jao ge.

    وَلَوْ تَرَىٰٓ إِذِ ٱلْمُجْرِمُونَ

    نَاكِسُوا۟ رُءُوسِهِمْ عِندَ رَبِّهِمْ

    رَبَّنَآ أَبْصَرْنَا وَسَمِعْنَا

    فَ‍‍ٱرْجِعْنَا نَعْمَلْ صَٰلِحًا

    إِنَّا مُوقِنُونَ

    Wa law taraaa izil mujrimoona

    naakisoo ru'oosihim 'inda rabbihim

    rabbanaaa absarnaa wa sami'naa

    farji'naa na'mal saalihan

    innaa mooqinoon

    and if you only could see when the criminals sinners!
    Shall hang their heads before their Raub.
    Saying our Raub we have now seen and heard,
    So send us back we will do righteous good deeds.
    Verily we now believe with certainly.

    aur kahin tum dekho jab mujrim
    apne rab ke paas sar neeche daale hon ge
    ae hamare rab ab hum ne dekha aur suna hame
    phir bhej ke nek kaam karen
    ham ko yaqeen agaya.

    وَلَوْ شِئْنَا لَءَاتَيْنَا كُلَّ نَفْسٍ هُدَىٰهَا

    وَلَٰكِنْ حَقَّ ٱلْقَوْلُ مِنِّى

    لَأَمْلَأَنَّ جَهَنَّمَ مِنَ ٱلْجِنَّةِ وَٱلنَّاسِ أَجْمَعِينَ

    Wa law shi'naa la-aatainaa kulla nafsin hudaahaa

    wa laakin haqqal qawlu minnee

    la amla'anna jahannama minal jinnati wannaasi ajma'een

    and if we had wield surely we would have given every soul its guidance,
    but the word from me took effect
    that I will fill hell with jinn and mankind together.

    aur agar hum chahte har jaan ko us ki hidaayat farmate
    magar meri baat qarar pa chuki
    ke zaroor jahannam ko bhar dunga un jino aur admiyon sab se.

    فَ‍‍ذُوقُوا۟ بِمَا نَسِيتُمْ

    لِقَآءَ يَوْمِكُمْ هَٰذَآ

    إِنَّا نَسِينَٰ‍‍كُمْ ۖ

    وَذُوقُوا۟ عَذَابَ ٱلْخُلْدِ

    بِمَا كُنتُمْ تَعْمَلُونَ

    Fazooqoo bimaa naseetum

    liqaaa'a yawminkum haaza

    innaa naseenaakum

    wa zooqoo 'azaabal khuldi

    bimaa kuntum ta'maloon

    then taste you because of what you forgot
    the meeting of this the day of yours!
    Surely we too will forget you; 
    so taste you the abiding torment
    for what you used to do!

    ab chakho badla us ka ke tum bhoole the 
    apne us din ki haazri
    hum ne tumhe chhorh diya
    ab hamesha ka azaab chakho
    apne kiye ka badla.

    إِنَّمَا يُؤْمِنُ بِ‍‍ـَٔايَٰتِنَا

    ٱلَّذِينَ إِذَا ذُكِّرُوا۟ بِ‍‍هَا خَرُّوا۟ سُجَّدًا

    وَسَبَّحُوا۟ بِحَمْدِ رَبِّهِمْ

    وَهُمْ لَا يَسْتَكْبِرُونَ ۩

    Innamaa yu'minu bi aayaatin

    al lazeena izaa zukkiroo bihaa kharroo sujjadanw

    wa sabbahoo bihamdi rabbihim

    wa hum laa yastakbiroon

    only those who believe in our auyaats
    when they are reminded of them fall down prostrate
    and glorify the praise of their Raub
    and they are not proud.

    hamari aayaton par wohi imaan laate hain
    ke jab woh unhen yaad dilaye jati hain sajda me gir jate hain
    aur apne rab ki tareef karte howe us ki paaki bolte hain
    aur woh takabbur nahi karte,

    تَتَجَافَىٰ جُنُوبُهُمْ عَنِ ٱلْمَضَاجِعِ

    يَدْعُونَ رَبَّهُمْ خَوْفًا وَطَمَعًا

    وَمِمَّا رَزَقْنَٰ‍‍هُمْ يُنفِقُونَ

    Tatajaafaa junoobuhum 'anil madaaji'i

    yad'oona rabbahum khawfanw wa tama'anw

    wa mimmaa razaqnaahum yunfiqoon

    their sides forsake of their beds
    they invoke their Raub in fear and hope
    and they spend of what we have bestowed on them.

    un ki karwaten judda hoti hain khwab gahon se
    aur apne rab ko pukarte hain darte aur umeed karte
    aur hamare diye howe se kuch khairaat karte hain.

    فَ‍‍لَا تَعْلَمُ نَفْسٌ

    مَّآ أُخْفِىَ لَ‍‍هُم مِّن قُرَّةِ أَعْيُنٍ

    جَزَآءًۢ بِمَا كَانُوا۟ يَعْمَلُونَ

    Falaa ta'lamu nafsum

    maaa ukhfiya lahum min qurrati a'yunin

    jazaaa'am bimaa kaanoo ya'maloon

    not a soul knows
    what is kept hidden for them of joy of their eyes
    as a reward for what they used to do.

    to kisi jee ko nahi maloom
    jo aankh ki thandak un ke liye chhupa rakhi hai
    sila un ke kamon ka.

    أَفَ‍مَن كَانَ مُؤْمِنًا

    كَ‍مَن كَانَ فَاسِقًا ۚ

    لَّا يَسْتَوُۥنَ

    Afaman kaana mu'minan

    kaman kaana faasiqaa;

    laa yasta woon

    is then he who is a believer
    like him who is sinner?  
    Not equal are they.

    to kya jo imaan wala hai woh us
    jaisa ho jaye ga jo be hukum hai
    yeh barabar nahi.

    أَمَّا ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ وَعَمِلُوا۟ ٱلصَّٰلِحَٰتِ

    فَلَ‍‍هُمْ جَنَّٰتُ ٱلْمَأْوَىٰ

    نُزُلًۢا بِ‍‍مَا كَانُوا۟ يَعْمَلُونَ

    Ammal lazeena aamanoo wa 'amilus saalihaati

    falahum jannaatul maawa

    nuzulam bimaa kaanoo ya'maloon

    as for those who believe and do righteous deeds
    for them are gardens
    to reside for what they used to do.

    jo imaan laaye aur ache kaam kiye
    un ke liye basne ke baagh hain,
    un ke kamon ke sila me mehmaandaari.

    وَأَمَّا ٱلَّذِينَ فَسَقُوا۟ فَمَأْوَىٰ‍هُمُ ٱلنَّارُ

    ۖ كُلَّمَآ أَرَادُوٓا۟ أَن يَخْرُجُوا۟ مِنْ‍‍هَآ

    أُعِيدُوا۟ فِي‍‍هَا

    وَقِيلَ لَ‍‍هُمْ ذُوقُوا۟ عَذَابَ ٱلنَّارِ

    ٱلَّذِى كُنتُم بِهِۦ تُكَذِّبُونَ

    Wa ammal lazeena fasaqoo famaawaahumn Naaru

    kullamaaa araadooo any yakhrujoo minhaaa

    u'eedoo feehaa

    wa qeela lahum zooqoo 'zaaaban Naaril

    lazee kuntum bihee tukazziboon

    and as for those who sinned their abode is the fire.
    Everytime they wish to get away therefrom.
    They will be put back in it
    and it will be said:to them taste you the torment of the fire”
    Which you used to with in it deny.

    rahe woh jo be hukum hain un ka thikana aag hai,
    jab kabhi is me se niklana chahen ge
    phir usi me phair diye jayen ge
    aur un se kaha jaye ga chako is aag ka azaab
    jise tum jhotlate the.

    وَلَ‍‍نُذِيقَنَّ‍‍هُم مِّنَ ٱلْعَذَابِ ٱلْأَدْنَىٰ

    دُونَ ٱلْعَذَابِ ٱلْأَكْبَرِ

    لَعَلَّ‍‍هُمْ يَرْجِعُونَ

    Wa lanuzeeqan nahum minal 'azaabil ladnaa

    doonal 'azaabil akbari

    la'allahum yarji'oon

    and verily we will make them taste from of the near torment
    priority to the supreme torment in order
    that they may return.

    aur zaroor hum unhen chkhayen ge kuch nazdeek ka azaab
    us barhe azaab se pahle
    jise dekhne wala umeed kare ke abhi baz ayen ge.

    وَمَنْ أَظْلَمُ مِمَّن ذُكِّرَ بِـَٔايَٰتِ رَبِّ‍‍هِۦ

    ثُمَّ أَعْرَضَ عَنْ‍‍هَآ ۚ

    إِنَّا مِنَ ٱلْمُجْرِمِينَ مُنتَقِمُونَ

    Wa man azlamu mimman zukkira bi aayaati rabbihee

    summa a'rada 'anhaa;

    innaa minal mujrimeena muntaqimmon

    and who does more wrong that he who is reminded of the auyaats of his Raub
    then he turns aside therefrom
    verily we shall exact retribution from the criminals.

    aur us se barh kar zalim kaun jise is ke rab ki ayaton se naseehat ki gayi
    phir us ne un se munh pher liya
    beshak hum mujrimon se badla lene wale hain.

    وَلَقَدْ ءَاتَيْنَا مُوسَى ٱلْكِتَٰبَ

    فَ‍‍لَا تَكُن فِى مِرْيَةٍ مِّن لِّقَآئِهِۦ

    ۖ وَجَعَلْنَٰ‍‍هُ هُدًى لِّ‍‍بَنِىٓ إِسْرَٰٓءِيلَ

    Wa laqad aayainaa Moosal Kitaaba

    falaa takun fee miryatim mil liqaaa'ihee

    wa ja'alnaahu hudal li Baneee Israaa'eel

    and indeed we have given Moses the scripture
    so be not you in doubt of meeting him
    and we made it a guide to the children of Israel.

    aur beshak hum ne Moosa ko kitaab ataa farmai
    to tum us ke milne me shak na karo
    aur hum ne use bani Israel ke liye hidaayat kiya.

    وَجَعَلْنَا مِنْ‍‍هُمْ أَئِمَّةً

    يَهْدُونَ بِأَمْرِنَا لَمَّا صَبَرُوا۟ ۖ

    وَكَانُوا۟ بِـَٔايَٰتِنَا يُوقِنُونَ

    Wa ja'alnaa minhum a'immatany

    yahdoona bi amrinaa lammaa sabaroo

    wa kaanoo bi aayaatinaa yooqinoon

    and we made from among them leaders
    giving guidance under our command; when they were patient
    and used to believe with certainly in our auyaats.

    aur hum ne un me se kuch imam banaye
    ke hamare hukum se banate jabke unhon ne sabr kya
    aur woh hamari ayaton par yaqeen laate the.

    إِنَّ رَبَّكَ هُوَ يَفْصِلُ بَيْنَهُمْ يَوْمَ ٱلْقِيَٰمَةِ

    فِي‍‍مَا كَانُوا۟ فِيهِ يَخْتَلِفُونَ

    Inna rabbaka huwa yafsilu bainahum yawmal qiyaamati

    feemaa kaanoo feehi yakhtalifoon

    verily your Raub is he who will judge between them on the day of resurrection
    concerning what they used to in it differ.

    beshak tumhara rab un me faisla kar de ga qayamat ke din
    jis baat me ikhtilaaf karte the.

    أَوَلَمْ يَهْدِ لَ‍‍هُمْ

    كَمْ أَهْلَكْنَا مِن قَبْلِ‍‍هِم مِّنَ ٱلْقُرُونِ

    يَمْشُونَ فِى مَسَٰكِنِ‍‍هِمْ ۚ

    إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَءَايَٰتٍ ۖ

    أَفَ‍‍لَا يَسْمَعُونَ

    Awalam yahdi lahum

    kam ahlaknaa min qablihim minal qurooni

    yamshoona fee masaakinihim

    inaa fee zaalika la aayaatin

    Afalaa yasma'oon

    is it not that it guides explains for them?
    how many of prevous generation we have destroyed before them
    in their dwellings they do walk about.
    Verily in that are truly auyaats
    would they then not listen?

    aur kya unhen is par hadaayat nah howi
    ke hum ne un se pehle kitni sangaten halaak kar den
    ke aaj yeh un ke gharon me chal phir rahe hain
    beshak us me zaroor nishaniyan hain
    to kya sunte nahi.

    أَوَلَمْ يَرَوْا۟

    أَنَّا نَسُوقُ ٱلْمَآءَ إِلَى ٱلْأَرْضِ ٱلْجُرُزِ

    فَ‍‍نُخْرِجُ بِ‍‍هِۦ زَرْعًا

    تَأْكُلُ مِنْ‍‍هُ أَنْعَٰمُهُمْ وَأَنفُسُهُمْ ۖ

    أَفَ‍‍لَا يُبْصِرُونَ

    Awalam yaraw

    annaa nasooqul maaa'a ilal lardil juruzi

    fanukhriju bihee zar'an

    taakulu minhu an'aamuhum wa anfusuhum

    Afalaa yubsiroon

    have they not seen?

    That we drive water to land the dry without any vegetation

    we bring forth with it crops.

    Eat from it their cattle and they thmeselves

    will they not then see?

    aur kya nahi dekhte
    ke hum pani bhaijte hain khushk zameen ki taraf
    phir us se khaiti nikalte hain
    ke us me se un ke chopaye aur woh khud khate hain
    to kya unhen sujhta nahi.

    وَيَقُولُونَ مَتَىٰ هَٰذَا ٱلْفَتْحُ

    إِن كُنتُمْ صَٰدِقِينَ

    Wa yaqooloona mataa haazal fat hu

    in kuntum saadiqeen

    and they say: when comes this decision?
    If you are telling the truth.

    aur kehte hain yeh faisla kab ho ga
    agar tum sache ho 

    قُلْ يَوْمَ ٱلْفَتْحِ

    لَا يَنفَعُ ٱلَّذِينَ كَفَرُوٓا۟ إِيمَٰنُهُمْ

    وَلَا هُمْ يُنظَرُونَ

    Qul yawmal fat hi

    laa yanfa'ul lazeena kafarooo eemaanuhum

    wa laa hum yunzaroon

    say: On the day of decision
    not profit will benefit those who deny their faith
    and nor will they be grated respite.

    tum farmao faisla ke din
    kafiroon ko un ka imaan lana naffa na de ga
    aur na unhen mohlat mile.

    فَ‍‍أَعْرِضْ عَنْ‍‍هُمْ

    وَٱنتَظِرْ إِنَّ‍‍هُم مُّنتَظِرُونَ

    Fa a'rid 'anhum

    wantazir innahum muntazirron

    so turn aside from them
    and wait Verily they are awaiting.

    to un se munh phair lo
    aur intzaar karo beshak unhen bhi intzaar karna hai.

    Back To Top


    © Copyright 2016 | All Rights Reserved.