The Living Verses

Enter Quran

To play video click icon of your choice.

  • Arabic text

  • Urdu text

  • Roman Translation

  • English Translation

  • Urdu Translation

  • 34
    Saba'
    Sheba
    سورة سبإ
    Total Ayaat: 54
    Language


    ٱلْحَمْدُ لِلَّهِ

    ٱلَّذِى لَهُۥ مَا فِى ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَمَا فِى ٱلْأَرْضِ

    وَلَ‍‍هُ ٱلْحَمْدُ فِى ٱلْءَاخِرَةِ ۚ

    وَهُوَ ٱلْحَكِيمُ ٱلْخَبِيرُ

    Alhamdu lillaah

    il lazee lahoo maa fis samaawaati wa maa fil ardi

    wa lahul hamdu fil aakhirah;

    wa Huwal Hakeemul Khabeer

    All the praises and thanks are to Allah,
    who to him belongs all that in the heavens and all that is in the earth.
    and his are all the praises and thanks in the Hereafter,
    and He is The Ultimately Wise One The All-Aware.

    sab khoobiyan Allah ko
    ke usi ka maal hai jo kuch asmano me hai aur jo kuch zameen me
    aur akhirat me usi ki tareef hai
    aur wohi hai hikmat wala khabardaar.

    يَعْلَمُ مَا يَلِجُ فِى ٱلْأَرْضِ وَمَا يَخْرُجُ مِنْهَا

    وَمَا يَنزِلُ مِنَ ٱلسَّمَآءِ وَمَا يَعْرُجُ فِيهَا ۚ

    وَهُوَ ٱلرَّحِيمُ ٱلْغَفُورُ

    Ya'lamu maa yaliju fil ardi wa maa yakhruju minhaa

    wa maa yanzilu minas samaaa'i wa maa ya'ruju feehaa

    wa Huwar Raheemul Ghafoor

    He knows that which goes into the earth and that which comes out of it
    and that which comes down from the heaven and that which goes up to it
    and he is The Most Merciful The Oft-Forgiving.

    jaanta hai jo kuch zameen me jata hai aur jo zameen se nikalta hai 
    aur jo aasman se utartaa hai aur jo us me charhta hai
    aur wohi hai meharban bakhsne wala.

    وَقَالَ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ لَا تَأْتِينَا ٱلسَّاعَةُ

    ۖ قُلْ بَلَىٰ

    وَرَبِّى لَتَأْتِيَنَّ‍‍كُمْ عَٰلِمِ ٱلْغَيْبِ ۖ

    لَا يَعْزُبُ عَنْهُ مِثْقَالُ ذَرَّةٍ

    فِى ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَلَا فِى ٱلْأَرْضِ

    وَلَآ أَصْغَرُ مِن ذَٰلِكَ وَلَآ أَكْبَرُ

    إِلَّا فِى كِتَٰبٍ مُّبِينٍ

    Wa qaalal lazeena kafaroo laa taateenas Saa'ah;

    qul balaa

    wa Rabbee lataatiyannakum 'Aalimul Ghaib;

    laa ya'zubu 'anhu misqaalu zarratin

    fis samaawaati wa laa fil ardi

    wa laaa asgharu min zaalika wa laaa akbaru

    illaa fee kitaabim mubeen

    and said: “Those who disbelieve The hour will not come to us
    Say: “Yes
    by my Raub All-Knower of unseen it will surely come to you
    not even escapes from his knowledge the weight of an atom
    in the heavens nor in the earth
    nor less than that nor greated
    but it is in a clear scripture.

    aur kafir bole hum par qayamat na aaye gi
    tum farmao kyun nahi
    mere rab ki qasam beshak zaroor aaye gi ghaib janne wala
    us se ghaib nahi zarra bhar
    koi cheez asmano me aur na zameen me
    aur na us se choti aur na barhi
    magar ek saaf batane wali kitaab me hai.

    لِّيَجْزِىَ ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ وَعَمِلُوا۟ ٱلصَّٰلِحَٰتِ ۚ

    أُو۟لَٰٓئِكَ لَهُم مَّغْفِرَةٌ وَرِزْقٌ كَرِيمٌ

    Liyajziyal lazeena aamanoo wa 'amilus saalihaat;

    ulaaa'ika lahum maghfiratunw wa rizqun kareem

    that he may recompense those who believe and do righteous good deeds
    those are for whom there is forgivenes and a provision generous.

    taake sila de unhen jo imaan laaye aur ache kaam kiye
    yeh hain jin ke liye bakhshish hai aur izzat ki rozi.

    وَٱلَّذِينَ سَعَوْ فِىٓ ءَايَٰتِنَا مُعَٰجِزِينَ

    أُو۟لَٰٓئِكَ لَ‍‍هُمْ عَذَابٌ مِّن رِّجْزٍ أَلِيمٌ

    Wallazeena sa'aw feee aayaatinaa mu'aajizeena

    ulaaa 'ika lahum 'azaabum mir rijzin aleem

    but those who strive against our auyat to frustrate them
    those for whom there is a torment of painful punishment.

    aur jinhon ne hamari ayaton me harane ki koshish ki
    un ke liye sakht azaab dard naak me se azaab hai.

    وَيَرَى ٱلَّذِينَ أُوتُوا۟ ٱلْعِلْمَ

    ٱلَّذِىٓ أُنزِلَ إِلَيْكَ مِن رَّبِّكَ هُوَ ٱلْحَقَّ

    وَيَهْدِىٓ إِلَىٰ صِرَٰطِ ٱلْعَزِيزِ ٱلْحَمِيدِ

    Wa yaral lazeena utul 'ilma

    al lazeee unzila ilaika mir Rabbika huwal haqqa

    wa yahdeee ilaaa siraatil 'Azeezil Hameed

    and those who have been given knowledge see
    that what is revealed to you from your Raub it is the truth 
    and it guides to the way of The Most Great One Owner of All praise”

    aur jinhen ilm wala woh jante hain
    ke jo kuch tumhari taraf tumahre rab ke paas se utra wohi haq hai
    aur izzat wale sab khoobiyon sarahe ki raah batata hai.

    وَقَالَ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟

    هَلْ نَدُلُّ‍‍كُمْ عَلَىٰ رَجُلٍ

    يُنَبِّئُ‍‍كُمْ إِذَا مُزِّقْتُمْ كُلَّ مُمَزَّقٍ

    إِنَّ‍‍كُمْ لَفِى خَلْقٍ جَدِيدٍ

    Wa qaalal lazeena kafaroo

    hal nadullukum 'alaa rajuliny

    yanabbi 'ukum izaa muzziqtum kulla mumazzaqin

    innakum lafee khalqin jadeed

    and say: those who disbelieve
    shall we direct you? to a man
    who will tell you that when you have been scattered fully scattered
    then verily you will be indeed in new creation.

    aur kafir bole
    kya hum tumhe aisa mard bta den
    jo tumhe khabar de ke jab tum purzah ho kar bilkul rezah rezah ho jao
    to phir tumhe naya banna hai.

    أَفْتَرَىٰ عَلَى ٱللَّهِ كَذِبًا أَم بِهِۦ جِنَّةٌۢ ۗ

    بَلِ ٱلَّذِينَ لَا يُؤْمِنُونَ بِٱلْءَاخِرَةِ

    فِى ٱلْعَذَابِ وَٱلضَّلَٰلِ ٱلْبَعِيدِ

    Aftaraa 'alal laahi kaziban am bihee jinnah;

    balil lazeena laa yu'minoona bil Aakhirati

    fil'azaabi wadda laalil ba'eed

    has be made a lie against Allah? Or is there a madness in him?
    Nay but those who disbelieve in the hereafter
    are in a torment and in far error.

    kya Allah par us ne jhoot baandha ya use soda hai
    balke woh jo akhirat par imaan nahi laate
    azaab aur door ki gumraahi me hain.

    أَفَ‍‍لَمْ يَرَوْا۟

    إِلَىٰ مَا بَيْنَ أَيْدِيهِمْ وَمَا خَلْفَهُم

    مِّنَ ٱلسَّمَآءِ وَٱلْأَرْضِ ۚ

    إِن نَّشَأْ نَخْسِفْ بِهِمُ ٱلْأَرْضَ

    أَوْ نُسْقِطْ عَلَيْهِمْ كِسَفًا مِّنَ ٱلسَّمَآءِ

    ۚ إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَءَايَةً لِّ‍‍كُلِّ عَبْدٍ مُّنِيبٍ

    Afalam yaraw

    ilaa maa baina aydeehim wa maa khalfahum

    minas samaaa'i wal ard;

    in nasha nakhsif bihimul arda

    aw nusqit 'alaihim kisafam minas samaaa';

    inna fee zaalika la Aayatal likulli 'abdim muneeb 

    do they not see
    to what is before them and what is behind them
    of the heaven and earth?
    if we shall sink with them the earth
    or cause a piece of the heaven to fall upon them.
    verily in this is a auyat for every slave who turns to Allah.

    to kya unhon ne na dekha
    jo un ke age aur peeche hai
    aasman aur zameen
    hum chahen to unhen zameen me dhansa den
    ya un par aasman ka tukda gira den,
    beshak is me nishani hai har rujoo laane wale bande ke liye.

    وَلَقَدْ ءَاتَيْنَا دَاوُۥدَ مِنَّا فَضْلًا

    ۖ يَٰ‍‍جِبَالُ أَوِّبِى مَعَ‍‍هُۥ وَٱلطَّيْرَ ۖ

    وَأَلَنَّا لَهُ ٱلْحَدِيدَ

    Wa laqad aatainaa Daawooda minnaa fadlany

    yaa jibaalu awwibee ma'ahoo wattaira

    wa alannaa lahul hadeed

    and indeed we have bestowed grace on David from us,
    saying O you mountains glorify Allah with him and the birds”.
    And we made the iron soft for him.

    aur beshak hum ne dawood ko apna barha fazl diya
    ae paharho! us ke saath Allah ki rujoo karo aur ae parindo!
    aur hum ne us ke liye loha naram kya.

    أَنِ ٱعْمَلْ سَٰبِغَٰتٍ

    وَقَدِّرْ فِى ٱلسَّرْدِ ۖ

    وَٱعْمَلُوا۟ صَٰلِحًا ۖ

    إِنِّى بِمَا تَعْمَلُونَ بَصِيرٌ

    Ani'mal saabighaatinw

    wa qaddir fis sardi

    wa'maloo saalihan

    innee bimaa ta'maloona Baseer

    that you make perfect coats of mall armour
    and balance weil the rings of chain armour”
    and work you men righteous,
    truly I of The All-Seeing One what you do.

    ke wasee zirhe bana
    aur banane me andaze ka lehaaz rakh
    aur tum sab neki karo,
    beshak tumahre kaam dekh raha hon.

    وَلِ‍‍سُلَيْمَٰنَ ٱلرِّيحَ

    غُدُوُّهَا شَهْرٌ

    وَرَوَاحُهَا شَهْرٌ ۖ

    وَأَسَلْنَا لَ‍‍هُۥ عَيْنَ ٱلْقِطْرِ

    ۖ وَمِنَ ٱلْجِنِّ مَن يَعْمَلُ بَيْنَ يَدَيْهِ بِ‍إِذْنِ رَبِّهِۦ ۖ

    وَمَن يَزِغْ مِنْ‍‍هُمْ عَنْ أَمْرِنَا

    نُذِقْ‍‍هُ مِنْ عَذَابِ ٱلسَّعِيرِ

    Wa li-Sulaimaanar reeha

    ghuduwwuhaa shahrunw

    wa ra-waahuhaa shahrunw

    wa asalnaa lahoo 'ainal qitr;

    wa minal jinni mai ya'malu baina yadaihi bi izni Rabbih;

    wa mai yazigh minhum 'an amrinaa

    nuziqhu min 'azaabis sa'eer

    and to Soloman we subjected the wind.
    Its morning strive from sunrise till midnoon was a month’s journey
    and its afternoon stride from midday to sunset was a month’s journey
    and we caused to flow for him a spring of molten brass
    and from the jinn who worked in front of him by the leave of his Raub
    and whosoever turned aside of them from our command we shall cause him
    to taste of the torment of the blazing fire.

    aur Sulaiman ke bas me hawa kar di
    us ki subah ki manzil ek maheena ki raah
    aur shaam ki manzil ek mahine ki raah
    aur hum ne us ke liye pighle howe tanbe ka chashma bahaya
    aur jinnoo me se woh jo us ke age kaam karte us ke rab ke hukum se
    aur jo un me hamare hukum se phire
    hum use bharhakti aag ka azaab chkhayen ge.

    يَعْمَلُونَ لَهُۥ مَا يَشَآءُ

    مِن مَّحَٰرِيبَ وَتَمَٰثِيلَ وَجِفَانٍ كَٱلْجَوَابِ

    وَقُدُورٍ رَّاسِيَٰتٍ ۚ

    ٱعْمَلُوٓا۟ ءَالَ دَاوُۥدَ شُكْرًا ۚ

    وَقَلِيلٌ مِّنْ عِبَادِىَ ٱلشَّكُورُ

    Ya'maloona lahoo ma yashaaa'u

    mim mahaareeba wa tamaaseela wa jifaanin kaljawaabi

    wa qudoorir raasiyaat;

    i'maloo aala Daawooda shukraa;

    wa qaleelum min 'ibaadiyash shakoor

    they made for him what he desired
    of high rooms niches, and images and basins as large as reservoirs
    and cooking cauldrons fixed in their places
    work you O family of David with thanks!
    But few of my slaves are grateful.

    us ke liye banate jo woh chahta
    ounche ounche mehal aur tasweeren aur bade hauson ke barabar lagan
    aur langar daar degen
    ae dawood walo! shukar karo
    aur mere bandon me kam hain shukar wale.

    فَ‍‍لَمَّا قَضَيْنَا عَلَيْهِ ٱلْمَوْتَ

    مَا دَلَّ‍‍هُمْ عَلَىٰ مَوْتِ‍‍هِۦٓ

    إِلَّا دَآبَّةُ  ٱلْأَرْضِ  تَأْكُلُ مِنسَأَتَ‍‍هُۥ ۖ

    فَ‍‍لَمَّا خَرَّ تَبَيَّنَتِ ٱلْجِنُّ

    أَن لَّوْ كَانُوا۟ يَعْلَمُونَ ٱلْغَيْبَ

    مَا لَبِثُوا۟ فِى ٱلْعَذَابِ ٱلْمُهِينِ

    Falammaa qadainaa 'alaihil mawta

    ma dallahum 'alaa mawtiheee

    illaa daaabbatul ardi taakulu minsa atahoo

    falammaa kharra tabaiyanatil jinnu

    al law kaanoo ya'lamoonal ghaiba

    maa labisoo fil 'azaabil muheen

    then when we decreed deathfor him
    nothing informed them jinns of his death.
    Except a little creature of the earth which was gnawing away at his stick cane.
    So when he fell down the jinn saw clearly
    that if they had known the unseen
    they would not have stayed in the humiliating torment.

    phir jab ham ne us par maut ka hukum bheja
    jino ko us ki mout na batayi
    magar zameen ki deemak ne ke us ka asa khaati thi,
    phir jab Sulaiman zameen par aaya jino ki haqeeqat khol gayi
    agar ghaib jante hote
    to is khawari ke azaab me na hote

    لَقَدْ كَانَ لِسَبَإٍ فِى مَسْكَنِ‍‍هِمْ ءَايَةٌ ۖ

    جَنَّتَانِ عَن يَمِينٍ وَشِمَالٍ ۖ

    كُلُوا۟ مِن رِّزْقِ رَبِّكُمْ وَٱشْكُرُوا۟ لَهُۥ ۚ

    بَلْدَةٌ طَيِّبَةٌ وَرَبٌّ غَفُورٌ

    Laqad kaana li Saba-in fee maskanihim Aayatun

    jannataani 'ai yameeninw wa shimaalin

    kuloo mir rizq Rabbikum washkuroolah;

    baldatun taiyibatunw wa Rabbun Ghafoor

    indeed there was for saba in their dwelling place a sign
    two gardens on the right hand and on the left.
    Eat of the provision of your Raub and be grateful to him
    for a fair land! “and an Oft-Forgiving Raub”.

    beshak Saba ke liye un ki abadi me nishani thi
    do baagh daahne aur baen
    apne rab ka rizaq khao aur us ka shukr ada karo
    pakeeza shehar aur bakhsne wala rab.

    فَ‍‍أَعْرَضُوا۟ فَ‍‍أَرْسَلْنَا عَلَيْهِمْ سَيْلَ ٱلْعَرِمِ

    وَبَدَّلْنَٰ‍‍هُم بِجَنَّتَيْ‍هِمْ جَنَّتَيْنِ

    ذَوَاتَىْ أُكُلٍ خَمْطٍ وَأَثْلٍ

    وَشَىْءٍ مِّن سِدْرٍ قَلِيلٍ

    Fa-a''radoo fa-arsalnaa 'alaihim Sailal 'Arimi
    wa baddalnaahum bijannataihim jannataini
    zawaatai ukulin khamtinw wa aslinw
    wa shai'im min sidrin qaleel

    but they turned away so we sent against them a flood of Arim
    and we converted for them their two gardens into gardens
    which produce bitter bad fruits and shrubs
    and some few lote-trees.

    to unhon ne munh phera to hum ne un par zor ka ahla saylaab bheja
    aur un ke baghon ke aewaz do baagh unhen badal diye
    jin me batka ( bad mazah ) mewa aur jhaw
    aur kuch thori si beriyaan.

    ذَٰلِكَ جَزَيْنَٰ‍‍هُم بِ‍‍مَا كَفَرُوا۟ ۖ

    وَهَلْ نُجَٰزِىٓ إِلَّا ٱلْكَفُورَ

    Zaalika jazainaahum bimaa kafaroo

    wa hal nujaazeee illal kafoor

    this is we requited them because of they were ungrateful
    and do we requit in such a way except those who are ungrateful disbelievers!

    hum ne unhen yeh badla diya un ki na shukri ki saza,
    aur ham saza dete hain usi ko jo na shikra hai.

    وَجَعَلْنَا بَيْنَ‍‍هُمْ وَبَيْنَ ٱلْقُرَى

    ٱلَّتِى بَٰرَكْنَا فِيهَا قُرًى ظَٰهِرَةً

    وَقَدَّرْنَا فِي‍‍هَا ٱلسَّيْرَ ۖ

     سِيرُوا۟  فِي‍‍هَا لَيَالِىَ وَ أَيَّامًا  ءَامِنِينَ

    Wa ja'alnaa bainahum wa bainal qura

    al latee baaraknaa feehaa quran zaahiratanw

    wa qaddamaa feehas sayr;

    seeroo feehaa la yaalirya wa aiyaaman aamineen

    and we placed between them and between the towns
    which we had blessed in them towns to be seen
    and we made stages between them of journey
    travel in them safely boty by nights and days

    aur ham ne kiye the un me aur un shehron me
    ham ne barket rakhi sare raah kitne shahar
    aur unhen manzil ke andaze par rakha
    un me chalo raton aur dinon aman o Amaan se.

    فَ‍قَالُوا۟ رَبَّنَا بَٰعِدْ بَيْنَ أَسْفَارِنَا

    وَظَلَمُوٓا۟ أَنفُسَهُمْ

    فَ‍‍جَعَلْنَٰهُمْ أَحَادِيثَ

    وَمَزَّقْنَٰ‍‍هُمْ كُلَّ مُمَزَّقٍ

    ۚ إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَءَايَٰتٍ لِّ‍‍كُلِّ صَبَّارٍ شَكُورٍ

    Faqaaloo Rabbanaa baa'id baina asfaarinaa

    wa zalamooo anfusahum

    faja'alnaahum ahaadeesa

    wa mazzaq naahum kulla mumazzaq;

    inna fee zaalika la Aayaatil likulli sabbaarin shakoor

    but they said “Our Raub make the stages longer between our journey”
    and they wronged themselves”.
    So we made them as tales in the land
    and we scattered them all a totally scattering.
    Verily in this are indeed auyat for every steadfast grateful person.

    to bole ae hamare rab! hame safar me doori daal
    aur unhon ne khud apna hi nuqsaan kya
    to hum ne unhen kahaniyan kar diya
    aur unhen poori pareshani se paragandah kar diya
    beshak us me zaroor nishaniyan hain har barhe sabr wale har barhe shukar wale ke liye.

    وَلَقَدْ صَدَّقَ عَلَيْ‍ ‍هِمْ  إِبْلِيسُ ظَنَّهُۥ

    فَ‍‍ٱتَّبَعُو‍هُ إِلَّا فَرِيقًا مِّنَ ٱلْمُؤْمِنِينَ

    Wa laqad saddaq 'alaihim Ibleesu zannnabhoo

    fattaba'oohu illaa fareeqam minal mu'mineen

    and indeed iblis did prove true his thought about them
    and they followed him all except a group of believers.

    aur beshak iblees ne unhen apna gumaan sach kar dikhaya
    to woh us ke peeche ho liye magar ek giroh ke musalman tha.

    وَمَا كَانَ لَهُۥ عَلَيْ‍‍هِم مِّن سُلْطَٰنٍ

    إِلَّا لِ‍‍نَعْلَمَ مَن يُؤْمِنُ بِ‍‍ٱلْءَاخِرَةِ

    مِمَّنْ هُوَ مِنْ‍‍هَا فِى شَكٍّ ۗ

    وَرَبُّكَ عَلَىٰ كُلِّ شَىْءٍ حَفِيظٌ

    Wa maa kaana lahoo 'alaihim min sultaanin

    illaa lina'lama mai yu minu bil Aakhirati

    mimman huwa minhaa fee shakk;

    wa Rabbuka 'alaa kulli shai'in Hafeez 

    and he has not authority over them there was for him
    except that we might test him who believes in the hereafter
    from him who is in doubt about it
    and your Raub over every thing The Most Prevent.

    aur shaytan ka un par kuch qaboo na tha
    magar is liye ke ham dikha den ke kon akhirat par imaan lata
    aur kon us se shak me hai,
    aur tumhara rab har cheez par nigehbaan hai.

    قُلِ ٱدْعُوا۟ ٱلَّذِينَ زَعَمْتُم مِّن دُونِ ٱللَّهِ

    ۖ لَا يَمْلِكُونَ مِثْقَالَ ذَرَّةٍ

    فِى ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَلَا فِى ٱلْأَرْضِ

    وَمَا لَ‍‍هُمْ فِي‍هِمَا مِن شِرْكٍ

    وَمَا لَهُۥ مِنْ‍‍هُم مِّن ظَهِيرٍ

    Qulid 'ul lazeena za'amtum min doonil laahi

    laa yamlikoona misqaala zarratin

    fissamaawaati wa laa fil ardi

    wa maa lahum feehimaa min shirkinw

    wa maa lahoo minhum min zaheer

    say: call upon those whom you assert besides Allah!
    They possess not the weight of an atom small ant’s
    in the heavens or on the earth
    nor have they any share in either
    nor there is for him any supporter from among them.

    tum farmao pukaro unhen jinhen Allah ke siwa samjhe baithe ho
    woh zarra bhar ke maalik nahi
    asmano me aur na zameen me
    aur na un ka un dono me kuch hissa
    aur na Allah ka un me se koi madadgaar.

    وَلَا تَنفَعُ ٱلشَّفَٰعَةُ عِندَهُۥٓ

    إِلَّا لِمَنْ أَذِنَ لَهُۥ

    ۚ حَتَّىٰٓ إِذَا فُزِّعَ عَن قُلُوبِهِمْ

    قَالُوا۟ مَاذَا قَالَ رَبُّكُمْ ۖ

    قَالُوا۟ ٱلْحَقَّ ۖ

    وَهُوَ ٱلْعَلِىُّ ٱلْكَبِيرُ

    Wa laa tanfa'ush shafaa'atu 'indahooo

    illaa liman azina lah;

    hattaaa izaa fuzzi'a 'an quloobihim

    qaaloo maazaa qaala Rabbukum;

    qaalul haqq,

    wa Huwal 'Aliyul Kabeer

    and intercession with him not profits
    except for him whom he permits to him
    until! When fear is vanished from their hearts
    they angels say what is it your Raub has said?”
    they said: “the truth”
    and he is The Most High The Most Truly Grand One.

    aur us ke paas Shafaat kaam nahi deti
    magar jis ke liye woh izn farmaiye,
    yahan tak ke jab izn de kar un ke dilon ki ghabrahat door farma di jati hai,
    ek dusre se kahte hain tumahre rab ne kya hi baat farmai,
    woh kahte hain jo farmaya haq farmaya
    aur wohi hai buland barhai wala.

    قُلْ مَن يَرْزُقُ‍‍كُم مِّنَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ ۖ

    قُلِ ٱللَّهُ ۖ

    وَإِنَّآ أَوْ إِيَّاكُمْ لَعَلَىٰ هُدًى

    أَوْ فِى ضَلَٰلٍ مُّبِينٍ

    Qul mai yarzuqukum minas samaawaati wal ardi

    qulil laahu

    wa innaaa aw iyyaakum la'alaa hudan

    aw fee dalaalim mubeen

    say: who gives you provision from the heavens and the earth?
    say Allah!”
    and verily we or you are on the guidance
    or in plain error.

    tum farmao kon jo tumhe rozi deta hai asmano aur zameen se
    tum khud hi farmao Allah
    aur beshak hum ya tum to zaroor hidaayat par hain
    ya khuli gumraahi me.

     قُل لَّا تُسْـَٔلُونَ عَمَّآ أَجْرَمْنَا

    وَلَا نُسْـَٔلُ عَ‍‍مَّا تَعْمَلُونَ

    Qul laa tus'aloona 'ammaaa ajramnaa

    wa laa nus'alu 'ammaa ta'maloon

    say: you will not be asked about our sins
    nor we will be asked of what you do.

    tum farmao hum ne agar koi jurm kya to is ki tum se pooch nahi,
    na tumahre kotako (kaam) ka ham se sawal.

    قُلْ يَجْمَعُ بَيْنَ‍‍نَا رَبُّنَا

    ثُمَّ يَفْتَحُ بَيْنَنَا بِ‍‍ٱلْحَقِّ

    وَهُوَ ٱلْفَتَّاحُ ٱلْعَلِيمُ

    Qul yajma'u bainanaa Rabbunaa

    summa yaftahu bainanaa bilhaqq;

    wa Huwal Fattaahul 'Aleem

    say: Our Raub will assemble us all together
    then he will judge between us with truth
    and he who opens All truth The Omniscient.

    tum farmao hamara rab ham sab ko jama kere ga
    phir ham me sachcha faisla farma de ga
    aur wohi hai durust faisla karne wala sab kuch jaanta.

     قُلْ أَرُونِىَ ٱلَّذِينَ أَلْحَقْتُم بِهِۦ شُرَكَآءَ ۖ

    كَلَّا ۚ بَلْ هُوَ ٱللَّهُ ٱلْعَزِيزُ ٱلْحَكِيمُ

    Qul arooniyal lazeena alhaqtum bihee shurakaaa'a

    kallaa; bal Huwal Laahul 'Azeezul Hakeem

    say: “show me those whom you have joined with him as partners”
    Nay! But he is Allah The Most Great One El Auzeez The Ultimately Wise One

    tum farmao mujhe dikhao to woh shareek jo tum ne us se milaye hain
    hasht, balke wohi hai Allah izzat wala hikmat wala.

    وَمَآ أَرْسَلْنَٰ‍‍كَ إِلَّا كَآفَّةً لِّ‍‍لنَّاسِ

    بَشِيرًا وَنَذِيرًا

    وَلَٰكِنَّ أَكْثَرَ ٱلنَّاسِ لَا يَعْلَمُونَ

    Wa maaa arsalnaaka illaa kaaffatal linnaasi

    basheeranw wa nazeeranw

    wa laakinna aksaran naasi laa ya'lamoon

    and we have not sent you except all inclusive for mankind 
    as a giver of glad tiding and a Warner
    but most of people not know.

    aur ae mehboob! hum ne tum ko na bheja magar aisi risalat se jo tamam admion ko ghairne wali hai
    khushkhabri deta aur dar sunataa
    lekin bahut log nahi jante.

    وَيَقُولُونَ مَتَىٰ هَٰذَا ٱلْوَعْدُ إِن كُنتُمْ صَٰدِقِينَ

    Wa yaqooloona mataa haazal wa'du in kuntum saadiqeen

    and they say: when is this promise? If you are truthful.

    aur kahte hain yeh wada kab aaye ga agar tum sache ho.

    قُل لَّ‍‍كُم مِّيعَادُ يَوْمٍ

    لَّا تَسْتَـْٔخِرُونَ عَنْهُ سَاعَةً وَلَا تَسْتَقْدِمُونَ

    Qul lakum mee'aadu Yawmil

    laa tastaakhiroona 'anhu saa'atanw wa laa tastaqdimoon

    say: the appointment to you is for a day,
    which you can not put back from it for an hour nor put forward.

    tum farmao tumahre liye ek aise din ka wada
    jis se tum na ek gharhi peeche hat sako aur na age barh sako.

    وَقَالَ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟

    لَن نُّؤْمِنَ بِ‍‍هَٰذَا ٱلْقُرْءَانِ

    وَلَا بِٱلَّذِى بَيْنَ يَدَيْهِ ۗ

    وَلَوْ تَرَىٰٓ إِذِ ٱلظَّٰلِمُونَ مَوْقُوفُونَ عِندَ رَبِّهِمْ

    يَرْجِعُ بَعْضُهُمْ إِلَىٰ بَعْضٍ ٱلْقَوْلَ

    يَقُولُ ٱلَّذِينَ ٱسْتُضْعِفُوا۟ لِ‍‍لَّذِينَ ٱسْتَكْبَرُوا۟

    لَوْلَآ أَنتُمْ لَكُنَّا مُؤْمِنِينَ

    Wa qaalal lazeena kafaroo

    lan nu'mina bihaazal Quraani

    wa laa billazee baina yadayh;

    wa law taraaa iziz zaalimoona mawqoofoona 'inda Rabbihim

    yarji'u ba'duhum ilaa ba'dinil qawla

    yaqoolul lazeenas tud'ifoo lillazeenas takbaroo

    law laaa antum lakunnaa mu'mineen

    and say: those who disbelieve.
    We believe not in this Qur’an
    nor in that which was before it
    but if you could see! When the wrong-doers will be to stand before your Raub.
    How they will refer some of them to others the word.  
    Will say to those who were arrogant those who were deemed weak.
    “had it not been for you we should certainly have been believes”.

    aur kafir bole
    ham hargiz na imaan layein ge us quran par aur na un kitabon par jo us se age thee, aur kisi tarah to dekhe jab zalim –apne rab ke paas khade kiye jayen ge, un me ek dusre par baat daale ga woh jo dabe the un se kahenge jo unche khinchte ( bade bane hue ) the agar tum na hote to ham zaroor imaan le ate.

    قَالَ ٱلَّذِينَ ٱسْتَكْبَرُوا۟ لِ‍‍لَّذِينَ ٱسْتُضْعِفُوٓا۟

    أَنَحْنُ صَدَدْنَٰ‍‍كُمْ عَنِ ٱلْهُدَىٰ

    بَعْدَ إِذْ جَآءَكُم ۖ

    بَلْ كُنتُم مُّجْرِمِينَ

    Qaalal lazeenas takbaroo lillazeenas tud'ifooo

    Anahnu sadadnaakum 'anil hudaa

    ba'da iz jaaa'akum

    bal kuntum mujrimeen

    those who were arrogant to those who were deemed weak will say:
    did we keep you back from guidance
    after when it had come to you?
    Nay but were criminals sinners.

    woh jo unche khinchte the un se kahen ge jo dabe hue the
    kya ham ne tumhe rok diya hidaayat se
    baad is ke ke tumahre paas aayi
    balke tum khud mujrim the.

    وَقَالَ ٱلَّذِينَ ٱسْتُضْعِفُوا۟ لِ‍‍لَّذِينَ ٱسْتَكْبَرُوا۟

    بَلْ مَكْرُ ٱلَّيْلِ وَٱلنَّهَارِ

    إِذْ تَأْمُرُونَ‍نَآ أَن نَّكْفُرَ بِ‍‍ٱللَّهِ

    وَنَجْعَلَ لَهُۥٓ أَندَادًا ۚ

    وَأَسَرُّوا۟ ٱلنَّدَامَةَ لَمَّا  رَأَوُا۟  ٱلْعَذَابَ

    وَجَعَلْنَا ٱلْأَغْلَٰلَ فِىٓ أَعْنَاقِ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ ۚ

    هَلْ يُجْزَوْنَ إِلَّا مَا كَانُوا۟ يَعْمَلُونَ

    Wa qaalal lazeenastud'ifoo lillazeenas takbaroo

    bal makrul laili wannahaari

    iz taamuroonanaaa an nakfura billaahi

    wa naj'ala lahooo andaadaa;

    wa asarrun nadaamata lammaa ra awul 'azaab;

    wa ja'alnal aghlaala feee a'naaqil lazeena kafaroo;

    hal yujzawna illaa maa kanoo ya'maloon

    and those who were deemed weak to those who were arrogant will say:
    Nay! It was your plotting by night and day.
    When you ordered us to disbelieve in Allah
    and set up rivals to him
    and they will conceal the regret when they see the torment
    and we shall put iron collars round the necks of those who disbelieved.
    Are they rewarded except what they used to do.

    aur kahen ge woh jo dabey hue the un se jo ounche khenchte the 
    balke raat din ka daon ( fraib ) tha
    jabke tum hame hukum dete the ke Allah ka inkaar karen
    aur us ke barabar wale thahrayen,
    aur dil hi dil me pachtane lagey jab azaab dekha
    aur ham ne taoq daale un ki gardnon me jo munkir the
    woh kya badla payen ge magar wohi jo kuch karte the.

    وَمَآ أَرْسَلْنَا فِى قَرْيَةٍ مِّن نَّذِيرٍ

    إِلَّا قَالَ مُتْرَفُوهَآ

    إِنَّا بِمَآ أُرْسِلْتُم بِهِۦ كَٰفِرُونَ

    Wa maaa arsalnaa' fee qaryatim min nazeerin

    illaa qaala mutrafooha

    innaa bimaaa ursiltum bihee kaafiroon

    and we did not send a Warner to a township
    but said its wealthy.
    verily we believe not in the message with which you have been sent”.

    aur ham ne jab kabhi kisi shahar me koi dar sunane wala bheja
    wahan ke aasudon ( ameeron ) ne yahi kaha
    ke tum jo le kar bheje gaye ham is ke munkir hain.

    وَقَالُوا۟ نَحْنُ أَكْثَرُ أَمْوَٰلًا وَأَوْلَٰدًا

     وَمَا نَحْنُ بِمُعَذَّبِينَ

    Wa qaaloo nahnu aksaru amwaalanw wa awlaadanw

    wa maa nahnu bimu 'azzabeen

    and they say: we are more in wealth and in children
    and we are not going to be punished.

    aur bole ham maal aur aulaad me barh kar hain
    aur ham par azaab hona nahi.

    قُلْ إِنَّ رَبِّى يَبْسُطُ ٱلرِّزْقَ لِمَن يَشَآءُ وَيَقْدِرُ

    وَلَٰكِنَّ أَكْثَرَ ٱلنَّاسِ لَا يَعْلَمُونَ

    Qul inna Rabbee yabsutur rizqa limai yashaaa'u wa yaqdiru

    wa laakinna aksaran naasi laa ya'lamoon

    say: verily my Raub enlarges the provision to whom he wills and restricts
    but most men not know.

    tum farmao beshak mera rab rizaq wasee karta hai jis ke liye chahe aur tangi farmata hai
    lekin bahut log nahi jante.

    وَمَآ أَمْوَٰلُكُمْ وَلَآ أَوْلَٰدُكُم بِٱلَّتِى تُقَرِّبُ‍كُمْ عِندَنَا زُلْفَىٰٓ

    إِلَّا مَنْ ءَامَنَ وَعَمِلَ صَٰلِحًا

    فَ‍‍أُو۟لَٰٓئِكَ لَ‍‍هُمْ جَزَآءُ ٱلضِّعْفِ بِ‍‍مَا عَمِلُوا۟

    وَهُمْ فِى ٱلْغُرُفَٰتِ ءَامِنُونَ

    Wa maaa amwaalukum wa laaa awlaadukum billatee tuqarribukum 'indanaa zulfaaa

    illaa man aamana wa 'amila saalihan

    fa ulaaa'ika lahum jazaaa'ud di'fi bimaa 'amiloo

    wa hum fil ghurufaati aaminoon

    and it is not your wealth nor your children that bring you nearer to us
    but he who believes and does righteous deeds
    as for such they will have reward for what they did two fold
    and they will reside in the high dwellings in peace and security.

    aur tumahre maal aur tumhari aulaad is qabil nahi ke tumhe hamare qareeb tak pahunchayen
    magar woh jo imaan laaye aur neki ki
    un ke liye dona dun ( kayi gina ) sila un ke amal ka badla
    aur woh baala khaanon me aman o Amaan se hain.

    وَٱلَّذِينَ يَسْعَوْنَ فِىٓ ءَايَٰتِنَا مُعَٰجِزِينَ

    أُو۟لَٰٓئِكَ فِى ٱلْعَذَابِ مُحْضَرُونَ

    Wallazeena yas'awna feee Aayaatinaa mu'aajizeena

    ulaaa'ika fil'azaabi muhdaroon

    and those who strive against our ayat to frustrate them
    those will be brought to the torment.

    aur woh jo hamari ayaton me harane ki koshish karte hain
    woh azaab me laa dhare jayen ge.

    قُلْ إِنَّ رَبِّى يَبْسُطُ ٱلرِّزْقَ

    لِمَن يَشَآءُ مِنْ عِبَادِهِۦ

    وَيَقْدِرُ لَهُۥ ۚ

    وَمَآ أَنفَقْتُم مِّن شَىْءٍ فَ‍‍هُوَ يُخْلِفُهُۥ

    ۖ وَهُوَ خَيْرُ ٱلرَّٰزِقِينَ

    Qul inna Rabbee yabsutur rizqa

    limai yashaaa'u min 'ibaadihee

    wa yaqdiru lah;

    wa maaa anfaqtum min shai'in fahuwa yukhlifuhoo

    wa Huwa khairur raaziqeen

    say: truly my Raub enlarges the provision
    for whom he wills of his slaves
    and restrict also for him
    and whatsoever you spend of anything he will replace it
    and he is the best of providers.

    tum farmao beshak mera rab rizaq wasee farmata hai 
    apne bandon me jis ke liye chahe
    aur tangi farmata hai jis ke liye chahe
    aur jo cheez tum Allah ki raah me kharch karo woh us ke badle aur de ga
    aur woh sab se behtar rizaq dene wala.

    وَيَوْمَ يَحْشُرُهُمْ جَمِيعًا

    ثُمَّ يَقُولُ لِلْمَلَٰٓئِكَةِ

    أَهَٰٓؤُلَآءِ إِيَّاكُمْ كَانُوا۟ يَعْبُدُونَ

     

    Wa yawma yahshuruhum jamee'an

    summa yaqoolu lilmalaaa'ikati

    A-haaa'ulaaa'i iyyaakum kaanoo ya'budoon

    and remember the day when he will gather them all together
    then will say to the angels 
    was it you these people used to worship”.

    aur jis din un sab ko uthaye ga
    phir farishton se farmaiye ga
    kya yeh tumhe pujte the.

    قَالُوا۟ سُبْحَٰنَ‍‍كَ أَنتَ وَلِيُّنَا مِن دُونِ‍‍هِم ۖ

    بَلْ كَانُوا۟ يَعْبُدُونَ ٱلْجِنَّ

    ۖ أَكْثَرُهُم بِ‍‍هِم مُّؤْمِنُونَ

    Qaaloo Subhaanaka Anta waliyyunaa min doonihim

    bal kaanoo ya'budoonal jinna

    aksaruhum bihim mu'minoon

    they will say: you are glorified instead of them.
    Nay! But they used to worship the jinn.
    Most of them were believers in them.

    woh arz karen ge paki hai tujh ko to hamara dost hai nah woh
    balke woh jinnoo ko pujte the
    un me aksar unhen par yaqeen laaye the.

    فَٱلْيَوْمَ لَا يَمْلِكُ بَعْضُكُمْ لِ‍‍بَعْضٍ نَّفْعًا وَلَا ضَرًّا

    وَنَقُولُ لِ‍‍لَّذِينَ ظَلَمُوا۟ ذُوقُوا۟ عَذَابَ ٱلنَّارِ

    ٱلَّتِى كُنتُم بِهَا تُكَذِّبُونَ

    Fal Yawma laa yamliku ba'dukum liba'din naf'anw wa laa darraa;

    wa naqoolu lilzeena zalamoo zooqoo 'azaaban Naar

    il latee kuntum bihaa tukazziboon

    so today has not power some of you profit or harm over others
    and we shall say to those who did wrong taste you the torment of the fire
    which you used to it deny.

    to aaj tum me ek dosre ko bhale bure ka kuch ikhtiyar na rakhe ga
    aur ham farmaen ge zaalmon se is aag ka azaab chako
    jise tum jutlate the.

    وَإِذَا تُتْلَىٰ عَلَيْ‍‍هِمْ ءَايَٰتُنَا بَيِّنَٰتٍ

    قَالُوا۟ مَا هَٰذَآ إِلَّا رَجُلٌ

    يُرِيدُ أَن يَصُدَّكُمْ عَمَّا كَانَ يَعْبُدُ ءَابَآؤُكُمْ

    وَقَالُوا۟ مَا هَٰذَآ إِلَّآ إِفْكٌ مُّفْتَرًى ۚ

    وَقَالَ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ لِلْحَقِّ لَمَّا جَآءَهُمْ

    إِنْ هَٰذَآ إِلَّا سِحْرٌ مُّبِينٌ

    Wa izaa tutlaa 'alaihim Aayaatunaa baiyinaatin

    qaaloo maa haazaa illaa rajuluny

    yureedu ai-yasuddakum 'ammaa kaana ya'budu aabaaa'ukum

    wa qaaloo maa haazaaa illaaa ifkum muftaraa;

    wa qaalal lazeena kafaroo lilhaqqi lammaa jaaa'ahum

    in haazaaa illaa sihrum mubeen

    and when our auyaat clear are recited to them
    they say: this is not but a man
    who wishes to hinder you from that which your fathers used to worship
    and they say:this is nothing but an invented lie
    and say: “those who disbelieve the truth when it has come to them
    this is nothing but evident magic.

    aur jab un par hamari raushan ayaten parhi jayen
    to kehte hain yeh to nahi magar ek mard
    ke tumhe rokna chahte hain tumahre baap dada ke mabodon se
    aur kehte hain yeh to nahi magar buhtan jorha huwa,
    aur kafiroon ne haq ko kaha jab un ke paas aaya
    yeh to nahi magar khula jadu.

    وَمَآ ءَاتَيْنَٰ‍‍هُم مِّن كُتُبٍ يَدْرُسُونَ‍‍هَا ۖ

    وَمَآ أَرْسَلْنَآ إِلَيْ‍ ‍هِمْ  قَبْلَ‍‍كَ مِن نَّذِيرٍ

    Wa maaa aatainaahum min Kutubiny yadrusoonahaa

    wa maaa arsalnaaa ilaihim qablaka min nazeer

    and we had not given them of scripture which they could study
    nor we sent to them before you any Warner.

    aur ham ne unhen kuch kitaaben nah deen jinhen parhte hon
    na tum se pehle un ke paas koi dar sunane wala aaya.

    وَكَذَّبَ ٱلَّذِينَ مِن قَبْلِ‍‍هِمْ

    وَمَا بَلَغُوا۟ مِعْشَارَ مَآ ءَاتَيْنَٰ‍‍هُمْ

    فَكَذَّبُوا۟ رُسُلِى

    ۖ فَ‍‍كَيْفَ كَانَ نَكِيرِ

    Wa kazzabal lazeena min qablihim

    wa maa balaghoo mi'shaara maaa aatainaahum

    fakazzaboo Rusulee;

    fakaifa kaana nakeer

    and those who were before them denied
    and have not received one tenth of what we had granted to those
    yet they denied my Prophet
    then how was my denial punishment!

    aur un se uglo ne jhutlaya
    aur yeh us ke daswin ko bhi na pahunche jo ham ne unhen diya tha
    phir unhon ne mere rasoolon ko jhutlea
    to kaisa huwa mera inkar karna.

     قُلْ إِنَّمَآ أَعِظُكُم بِوَٰحِدَةٍ ۖ

    أَن تَقُومُوا۟ لِلَّهِ مَثْنَىٰ وَفُرَٰدَىٰ ثُمَّ تَتَفَكَّرُوا۟ ۚ

    مَا بِصَاحِبِكُم مِّن جِنَّةٍ ۚ

    إِنْ هُوَ إِلَّا نَذِيرٌ لَّ‍‍كُم بَيْنَ يَدَىْ عَذَابٍ شَدِيدٍ

    Qul innamaaa a'izukum biwaahidatin

    an taqoomoo lillaahi masnaa wa furaadaa summa tatafakkaroo;

    maa bisaahibikum min jinnah;

    in huwa illaa nazeerul lakum baina yadai 'azaabin shadeed

    say: only I exhort you to one thing
    that you stand up for Allah’s sake in pairs and singly then reflect!
    There is not any madness in your companion!
    He is only but a Warner to you in before of a severe torment.

    tum farmao may tumhe ek naseehat karta hon
    ke Allah ke liye kharhe raho do do aur akele akele phir socho
    ke tumahre un sahib me junoon ki koi baat nahi,
    woh to nahi magar tumhe dar sunane wale ek sakht azaab ke age.

    قُلْ مَا سَأَلْتُ‍‍كُم مِّنْ أَجْرٍ فَ‍هُوَ لَكُمْ ۖ

    إِنْ أَجْرِىَ إِلَّا عَلَى ٱللَّهِ ۖ

    وَهُوَ عَلَىٰ كُلِّ شَىْءٍ شَهِيدٌ

    Qul maa sa-altukum min ajrin fahuwa lakum

    in ajriya illaa 'alal laahi

    wa Huwa 'alaa kullin shai-in Shaheed

    Say: whatever reward I might have asked of you that is for you.
    my wage is not but on Allah
    and he is The witness over every thing Everything.

    tum farmao may ne tum se us par kuch ajar manga ho to woh tumhe ko
    mera ajar to Allah hi par hai
    aur woh har cheez par gawah hai.

    قُلْ إِنَّ رَبِّى يَقْذِفُ بِ‍‍ٱلْحَقِّ عَلَّٰمُ ٱلْغُيُوبِ

    Qul inna Rabbee yaqzifu bilhaqq 'Allaamul Ghuyoob

    Say: “verily my Raub sent down the truth the All-Knower of unseen.

    tum farmao beshak mera rab haq par alqa farmata hai bahot janne wala sab ghaibon ka.

    قُلْ جَآءَ ٱلْحَقُّ

    وَمَا يُبْدِئُ ٱلْبَٰطِلُ وَمَا يُعِيدُ

    Qul jaaa'al haqqu

    wa maa yubdi'ul baatilu wa maa yu'eed

    say: he come the truth,
    and falsehood can neither create nor resurrect anything.

    tum farmao haq aaya
    aur baatil na pehal kere aur na phir kar aaye.

    قُلْ إِن ضَلَلْتُ

    فَ‍‍إِنَّمَآ أَضِلُّ عَلَىٰ نَفْسِى ۖ

    وَإِنِ ٱهْتَدَيْتُ

    فَ‍‍بِمَا يُوحِىٓ إِلَىَّ رَبِّىٓ ۚ

    إِنَّ‍‍هُۥ سَمِيعٌ قَرِيبٌ

    Qul in dalaltu

    fainnamaaa adillu 'alaa nafsee

    wa inih-tadaitu

    fabimaa yoohee ilaiya Rabbee;

    innahoo Samee'un Qareeb

    say: If I go astray
    I shall stray verily only on to myself
    and if I walk aright
    it is for what reveals my Raub to me.
    Truly he The All Hearing One The Ever near.

    tum farmao agar may bahka
    to apne hi bure ko behka
    aur agar may ne raah payi
    to is ke sabab jo mera rab meri taraf wahi farmata hai
    beshak woh sunene wala nazdeek hai.

    وَلَوْ تَرَىٰٓ إِذْ فَزِعُوا۟ فَ‍‍لَا فَوْتَ

    وَأُخِذُوا۟ مِن مَّكَانٍ قَرِيبٍ

    Wa law taraaa iz fazi'oo falaa fawta

    wa ukhizoo mim makaanin qareeb

    and if you could see when they be terrified! So no escape,
    and they will be seized from a near place.

    aur kisi tarah to dekhe jab woh ghabrahat me daale jayen ge phir bach kar na nikal saken ge
    aur ek qareeb jagah se pakarh liye jayen ge.

    وَقَالُوٓا۟ ءَامَنَّا بِهِۦ

    وَأَنَّىٰ لَ‍‍هُمُ ٱلتَّنَاوُشُ مِن مَّكَانٍۭ بَعِيدٍ

    Wa qaloo aamannaa bihee

    wa annaa lahumut tanaawushu mim makaanim ba'eed

    and they will say “we do believe in it
    and how could they receive from a place so far off?

    aur kahen ge ham us par imaan laaye
    aur ab woh use kiunkar payen itni door jagah se.

    وَقَدْ كَفَرُوا۟ بِهِۦ مِن قَبْلُ ۖ

    وَيَقْذِفُونَ بِٱلْغَيْبِ مِن مَّكَانٍۭ بَعِيدٍ

    Wa qad kafaroo bihee min qablu

    wa yaqzifoona bilghaibi mim makaanim ba'eed

    indeed they did disbelieve in it before
    and they used to guess about the unseen from a far place.

    ke pehle to is se kufr kar chuke the,
    aur be dekhe pheink maarte hain door makaan se.

    وَحِيلَ بَيْنَ‍‍هُمْ وَبَيْنَ مَا يَشْتَهُونَ

    كَمَا فُعِلَ بِأَشْيَاعِهِم مِّن قَبْلُ ۚ

    إِنَّ‍‍هُمْ كَانُوا۟ فِى شَكٍّ مُّرِيبٍۭ

    Wa heela bainahum wa baina maa yashtahoona

    kamaa fu'ila bi-ashyaa'ihim min qabl;

    innahum kaanoo fee shakkim mureeb 

    and a barrier will be set between them and between they desire
    as was done with the people of their kind before.
    Verily they have been in suspicious doubt.

    aur rok kar di gayi un me aur is me jise chahte hain
    jaise un ke pehle garohon se kya gaya tha
    beshak woh dhoka daalne wale shak me the.

    Back To Top


    © Copyright 2016 | All Rights Reserved.