The Living Verses

Enter Quran

To play video click icon of your choice.

  • Arabic text

  • Urdu text

  • Roman Translation

  • English Translation

  • Urdu Translation

  • 35
    Fatir
    The Originator of Creation
    سورة فاطر
    Total Ayaat: 45
    Language


    ٱلْحَمْدُ لِلَّهِ فَاطِرِ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ

    جَاعِلِ ٱلْمَلَٰٓئِكَةِ رُسُلًا أُو۟لِىٓ أَجْنِحَةٍ

    مَّثْنَىٰ وَثُلَٰثَ وَرُبَٰعَ ۚ

    يَزِيدُ فِى ٱلْخَلْقِ مَا يَشَآءُ ۚ

    إِنَّ ٱللَّهَ عَلَىٰ كُلِّ شَىْءٍ قَدِيرٌ

    Alhamdu lillaahi faatiris samaawaati wal ardi

    jaa'ilil malaaa'ikati rusulan uleee ajnihatim

    masnaa wa sulaasa wa rubaa';

    yazeedu fil khalqi maa yashaaa';

    innal laaha 'alaa kulli shai'in Qadeer

    All praises is due to Allah the originator of the heavens and the earth
    who made the angels Prophets with wings
    two or three or four.
    He increases in creation what he will.
    Verily Allah over every thing The All Powerfull.

    sab khoobiyan Allah ko jo asmano aur zameen ka banane wala
    farshton ko rasool karne wala jin ke par hain
    do do teen teen chaar chaar ,
    berhata hai paidaiesh me jo chahe
    beshak Allah har cheez par Qadir hai.

    مَّا يَفْتَحِ ٱللَّهُ لِلنَّاسِ مِن رَّحْمَةٍ

    فَ‍‍لَا مُمْسِكَ لَهَا ۖ

    وَمَا يُمْسِكْ فَ‍‍لَا مُرْسِلَ لَهُۥ مِنۢ بَعْدِهِۦ ۚ

    وَهُوَ ٱلْعَزِيزُ ٱلْحَكِيمُ

    Maa yaftahil laahu linnaaasi mir rahmatin

    falaa mumsika lahaa

    wa maa yumsik falaa mursila lahoo mim b'dih;

    wa Huwal 'Azeezul Hakeem

    whatever of mercy Allah may grant to mankind
    none can withold it
    and whatever he may withold none thereis to release it thereafter.
    And He the only Dignified, the Wise.

    Allah jo rahmat logon ke liye khole
    us ka koi rokne wala nahi,
    aur jo kuch rok le to is ke rokke baad us ka koi chorne wala nahi,
    aur wohi izzat o hikmat wala hai.

    يَٰٓأَيُّهَا ٱلنَّاسُ ٱذْكُرُوا۟ نِعْمَتَ ٱللَّهِ عَلَيْكُمْ ۚ

    هَلْ مِنْ خَٰلِقٍ غَيْرُ ٱللَّهِ

    يَرْزُقُ‍‍كُم مِّنَ ٱلسَّمَآءِ وَٱلْأَرْضِ ۚ

    لَآ إِلَٰهَ إِلَّا هُوَ ۖ

    فَ‍‍أَنَّىٰ تُؤْفَكُونَ

    Yaaa ayyuhan naasu zkuroo ni'matal laahi 'alaikum;

    hal min khaaliqin ghairul laahi

    yarzuqukum minas samaaa'i wal ard;

    laaa ilaaha illaa Huwa

    fa annaa tu'fakoon

    O mankind! Remember the grace of Allah upon you.
    is there any creator other than Allah?
    Who provides for you from the sky and the earth.
    there is no god but he.
    How then are you deceived.

    ae logo! apne upar Allah ka ahsaan yaad karo
    kya Allah ke siwa aur bhi koi khaaliq hai
    ke aasman aur zameen se tumhe rozi de,
    is ke siwa koi mabood nahi,
    to tum kahan awndhe (sajda kiye) jate ho.

    وَإِن يُكَذِّبُوكَ

    فَ‍‍قَدْ كُذِّبَتْ رُسُلٌ مِّن قَبْلِكَ

    ۚ وَإِلَى ٱللَّهِ تُرْجَعُ ٱلْأُمُورُ

    Wa iny yukazzibooka

    faqad kuzzibat Rusulum min qablik;

    wa ilal laahi turja'ul umoor

    and if they deny you
    so surely were denied before you Prophets
    and to Allah return all matters.

    aur agar yeh tumhe jhutlayen
    to beshak tum se pahle kitne hi rasool jhutlaye gaye
    aur sab kaam Allah hi ki taraf  phirte hain.

    يَٰٓأَيُّهَا ٱلنَّاسُ إِنَّ وَعْدَ ٱللَّهِ حَقٌّ ۖ

    فَ‍‍لَا تَغُرَّنَّ‍‍كُمُ ٱلْحَيَوٰةُ ٱلدُّنْيَا ۖ

    وَلَا يَغُرَّنَّ‍‍كُم بِ‍‍ٱللَّهِ ٱلْغَرُورُ

    Yaaa ayyuhan naasu inna wa'dal laahi haqqun

    falaa taghurrannakumul hayaatud dunyaa;

    wa laa yaghurran nakum billaahil gharoor

    O mankind! Verily the promise of Allah is true
    so let not deceive you the worldly life
    and let not the great deceiver deceive you about Allah.

    ae logo! beshak Allah ka wada sach hai
    to hargiz tumhe dhoka na de duniya ki zindagi,
    aur hargiz tumhe Allah ke hukum par fareb na de woh barha farebi.

    إِنَّ ٱلشَّيْطَٰنَ لَ‍‍كُمْ عَدُوٌّ

    فَ‍‍ٱتَّخِذُوهُ عَدُوًّا ۚ

    إِنَّمَا يَدْعُوا۟ حِزْبَ‍‍هُۥ

    لِ‍‍يَكُونُوا۟ مِنْ أَصْحَٰبِ ٱلسَّعِيرِ

    Innash shaitaana lakum 'aduwwun

    fattakhizoohu 'aduwwaa;

    innamaa yad'oo hizbahoo

    liyakoonoo min ashaabis sa'eer

    surely satan is an enemy to you
    so take him as an enemy.
    He only invites his party followers
    that they may become of the dwellers of the blazing fire.

    beshak shaitan tumhara dushman hai
    to tum bhi use dushman samjho
    woh to apne giroh ko isi liye bulaataa hai
    ke dozakhiyon me hon.

    ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ لَهُمْ عَذَابٌ شَدِيدٌ ۖ

    وَٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ وَعَمِلُوا۟ ٱلصَّٰلِحَٰتِ

    لَهُم مَّغْفِرَةٌ وَأَجْرٌ كَبِيرٌ

    Allazeena kafaroo lahum 'azaabun shadeed;

    wallazeena aamanoo wa 'amilus saalihaati

    lahum maghfiratunw wa ajrun kabeer

    those who disbelieve for them will be a severe torment
    and those who believe and do righteous deeds
    for them will be forgiveness and a great reward.

    kafiron ke liye sakht azaab hai,
    aur jo imaan laaye aur ache kaam kiye
    un ke liye bakhshish aur barha sawab hai.

    أَفَ‍‍مَن زُيِّنَ لَهُۥ سُوٓءُ عَمَلِهِۦ

    فَ‍‍رَءَاهُ حَسَنًا ۖ

    فَ‍‍إِنَّ ٱللَّهَ يُضِلُّ مَن يَشَآءُ

    وَيَهْدِى مَن يَشَآءُ ۖ

    فَ‍‍لَا تَذْهَبْ نَفْسُكَ عَلَيْ‍هِمْ حَسَرَٰتٍ ۚ

    إِنَّ ٱللَّهَ عَلِيمٌۢ بِمَا يَصْنَعُونَ

    Afaman zuyyina lahoo sooo'u 'amalihee

    fara aahu hasanaa;

    fa innal laaha yudillu mai yashaaa'u

    wa yahdee mai yahaaa'u

    falaa tazhab nafsuka 'alaihim hasaraat;

    innal laaha 'aleemun bimaa yasna'oon

    so who? To him the evil of his deeds made fair seeming
    so that he see it as good .
    so verily Allah sends astray whom he wills
    and guides whom he wills
    so do not destroy yourself in sorrow for them.
    truly Allah is The Omniscient of what they do.

    to kya woh jis ki nigah me us ka bura kaam aarasta kiya gaya
    ke us ne use bhala samjha
    hidaayat wale ki tarah ho jaye ga
    us liye Allah gumraah karta hai jise chahe
    aur raah deta hai jise chahe,
    to tumhari jaan un par hasraton me na jaye
    beshak Allah khoob jaanta hai jo kuch woh karte hain.

    وَٱللَّهُ ٱلَّذِىٓ أَرْسَلَ ٱلرِّيَٰحَ

    فَتُثِيرُ سَحَابًا

    فَ‍‍سُقْنَٰ‍‍هُ إِلَىٰ بَلَدٍ مَّيِّتٍ

    فَ‍أَحْيَيْنَا بِ‍‍هِ ٱلْأَرْضَ بَعْدَ مَوْتِ‍هَا ۚ

    كَذَٰلِكَ ٱلنُّشُورُ

    Wallaahul lazeee arsalar riyaaha

    fatuseeru shaaban

    fasuqnaahu ilaa baladim maiyitin

    fa ahyaynaa bihil arda ba'da mawtihaa;

    kazaalikan nushoor

    and it is Allah who sends the winds
    so that they raise up the clouds
    and we drive them to a dead land
    and revide therewith the earth after its death
    as such will be the resurrection.

    aur Allah hai jis ne bhejen hawaen
    ke baadal ubhaarti hain,
    phir ham use kisi murda shaher ki taraf rawan karte hain
    to us ke sabab ham zameen ko zindah farmate hain us ke mare peeche
    yuhin hashar me uthna hai.

    مَن كَانَ يُرِيدُ ٱلْعِزَّةَ

    فَ‍‍لِلَّهِ ٱلْعِزَّةُ جَمِيعًا ۚ

    إِلَيْهِ يَصْعَدُ ٱلْكَلِمُ ٱلطَّيِّبُ

    وَٱلْعَمَلُ ٱلصَّٰلِحُ يَرْفَعُ‍‍هُۥ ۚ

    وَٱلَّذِينَ يَمْكُرُونَ ٱلسَّيِّـَٔاتِ لَ‍‍هُمْ  عَذَابٌ  شَدِيدٌ ۖ

    وَمَكْرُ أُو۟لَٰٓئِكَ هُوَ يَبُورُ

    Man kaana yureedul 'izzata

    falillaahil 'izzatu jamee'aa;

    ilaihi yas'adul kalimut taiyibu

    wal'amalus saalihu yarfa'uh;

    wallazeena yamkuroonas sayyiaati lahum 'azaabun shadeed;

    wa makru ulaaa'ika huwa yaboor

    whosoever was desires the honor
    then to Allah belongs honor all
    to him ascen the goodly words
    and the righteous deeds raise it
    and those who plot evils for them a severe torment
    and the plotting of such it perishes.

    jise izzat ki chaah ho
    to izzat to sab Allah ke haath hai
    usi ki taraf charhata hai pakeeza kalaam
    aur jo nek kaam se woh use buland karta hai
    aur woh jo bure dao ( fraib ) karte hain un ke liye sakht azaab hai
    aur unhen ka makr barbaad ho ga.

    وَٱللَّهُ خَلَقَ‍‍كُم مِّن تُرَابٍ

    ثُمَّ مِن نُّطْفَةٍ

    ثُمَّ جَعَلَ‍‍كُمْ أَزْوَٰجًا ۚ

    وَمَا تَحْمِلُ مِنْ أُنثَىٰ

    وَلَا تَضَعُ إِلَّا بِعِلْمِهِۦ ۚ

    وَمَا يُعَمَّرُ مِن مُّعَمَّرٍ

    وَلَا يُنقَصُ مِنْ عُمُرِهِۦٓ

    إِلَّا فِى كِتَٰبٍ ۚ

    إِنَّ ذَٰلِكَ عَلَى ٱللَّهِ يَسِيرٌ

    Wallaahu khalaqakum min turaabin

    summa min nutfatin

    summa ja'alakum azwaajaa;

    wa maa tahmilu min unsaa

    wa laa tada'u illaa bi'ilmih;

    wa maa yu'ammaru mim mu'ammarinw

    wa laa yunqasu min 'umuriheee

    illaa fee kitaab;

    inna zaalika 'alal laahi yaseer

    and Allah did create you from dust,
    then from semen
    then he made you pairs,
    and not female conceives
    nor she gives birth but with his knowledge.
    Is granted a long life any aged man,
    nor is a part cut off from his life
    but is in a scripture.
    surely that is easy for Allah.

    aur Allah ne tumhe banaya mitti se
    phir pani ki boond se
    phir tumhe kiya jorhe jorhe
    aur kisi maaddah ko pait nahi rahta
    aur na woh janti hai magar us ke ilm se,
    aur jis barhi omer wale ko omar di jaye
    ya jis kisi ki omar kam rakhi jaye
    yeh sab ek kitaab me hai
    beshak yeh Allah ko aasaan hai.

    وَمَا يَسْتَوِى ٱلْبَحْرَانِ

    هَٰذَا عَذْبٌ فُرَاتٌ سَآئِغٌ شَرَابُ‍‍هُۥ

    وَهَٰذَا مِلْحٌ أُجَاجٌ ۖ

    وَمِن كُلٍّ تَأْكُلُونَ لَحْمًا طَرِيًّا

    وَتَسْتَخْرِجُونَ حِلْيَةً تَلْبَسُونَ‍‍هَا ۖ

    وَتَرَى ٱلْفُلْكَ فِيهِ مَوَاخِرَ

    لِ‍‍تَبْتَغُوا۟ مِن فَضْلِ‍‍هِۦ

    وَلَعَلَّ‍‍كُمْ تَشْكُرُونَ

    Wa maa yastawil bahraani

    haaza 'azbun furaatun saaa'ighun sharaabuhoo

    wa haazaa milhun ujaaj;

    wa min kullin taakuloona lahman tariyyanw

    wa tastakhrijoona hilyatan talbasoonahaa

    wa taral fulka feehi mawaakhira

    litabtaghoo min fadlihee

    wa la'allakum tashkuroon

    and the two seas are not alike.
    This is fresh sweet and pleasant its during water
    and that is salt and bitter
    and from them you each eat fresh tender meat
    and get ornaments you wear
    and you see the ships on it sailing
    that you may seek of his bounty
    and that you may give thanks.

    aur dono samundar ek se nahi
    yeh meetha hai khoob meetha pani Khushgawar
    aur yeh khaari hai talkh
    aur har ek me se tum khate ho taaza gosht
    aur nikalte ho pahanne ka ek gahna ( zewar )
    aur to kashtiyon ko us me dekhe ke pani chirti hain
    taake tum us ka fazl talaash karo
    aur kisi tarah haq manu.

    يُولِجُ ٱلَّيْلَ فِى ٱلنَّهَارِ

    وَيُولِجُ ٱلنَّهَارَ فِى ٱلَّيْلِ

    وَسَخَّرَ ٱلشَّمْسَ وَٱلْقَمَرَ

    كُلٌّ يَجْرِى لِأَجَلٍ مُّسَمًّى ۚ

    ذَٰلِكُمُ ٱللَّهُ رَبُّكُمْ لَهُ ٱلْمُلْكُ ۚ

    وَٱلَّذِينَ تَدْعُونَ مِن دُونِ‍‍هِۦ

    مَا يَمْلِكُونَ مِن قِطْمِيرٍ

    Yoolijul laila fin nahaari

    wa yoolijun nahaara fil laili

    wa sakhkharash shamsa wal qamara

    kulluny yajree li ajalim musammaa;

    zaalikumul lahuu Rabbukum lahul mulk;

    wallazeena tad'oona min doonihee

    maa yamlikoona min qitmeer

    He merges the night into the day
    and he merges the day into the night
    and he has subjected the sun and the moon.
    Each runs its course for a appointed term.
    Such is Allah your Raub for him is the kingdom
    and those you invoke instead of him
    Own not even the thing date-stone.

    raat lata hai din ke hissa me
    aur din lata hai raat ke hissa me
    aur us ne kaam me lagaye Sooraj aur chaand
    har ek ek muqarrar meeyaad tak chalta hai
    yeh hai Allah tumhara rab isi ki badeshahi hai,
    aur is ke siwa jinhen tum pujte ho
    danah khoorma ke chhilke tak ke maalik nahi.

    إِن تَدْعُوهُمْ لَا يَسْمَعُوا۟ دُعَآءَكُمْ

    وَلَوْ سَمِعُوا۟ مَا ٱسْتَجَابُوا۟ لَ‍‍كُمْ ۖ

     وَيَوْمَ ٱلْقِيَٰمَةِ يَكْفُرُونَ بِشِرْكِ‍‍كُمْ ۚ

    وَلَا يُنَبِّئُ‍‍كَ مِثْلُ خَبِيرٍ

    in tad'oohum laa yasma'oo du'aaa'akum

    wa law sami'oo mas tajaaboo lakum;

    wa Yawmal Qiyaamati Yakfuroona bishirkikum;

    wa laa yunabbi'uka mislu khabeer

    if you invoke them they not hear your call
    and if they hear they could not grant it to you
    and on the day of resurrection they will disown your associating.
    O mankind! And none can inform you like him who is the all knower.

    tum unhen pukaro to woh tumhari pukaar na sone,
    aur bil farz sun bhi len to tumhari haajat rawai na kar saken
    aur qayamat ke din woh tumahre shirk se munkir honge 
    aur tujhe koi na bataye ga us batane wale ki tarah.

    يَٰٓأَيُّهَا ٱلنَّاسُ أَنتُمُ ٱلْفُقَرَآءُ إِلَى ٱللَّهِ ۖ

    وَٱللَّهُ هُوَ ٱلْغَنِىُّ ٱلْحَمِيدُ

    Yaaa ayyunhan naasu antumul fuqaraaa'u ilallaahi

    wallaahu Huwal Ghaniyyul Hameed

    O mankind! it is you who stand in need to Allah
    and Allah is The Richest One Worthy of All Praise.

    ae logo! tum sab Allah ke mohtaaj
    aur Allah hi be niaz hai sab khoobiyon saraha.

    إِن يَشَأْ يُذْهِبْ‍‍كُمْ

    وَيَأْتِ بِ‍‍خَلْقٍ جَدِيدٍ

    Iny yashaa yuzhibkum

    wa yaati bikhalqin jadeed

    if he willed he could destroy you
    and bring about a new creation.

    woh chahe to tumhe le jaye
    aur nayi makhlooq le aaye.

    وَمَا ذَٰلِكَ عَلَى ٱللَّهِ بِعَزِيزٍ

    Wa maa zaalika 'alal laahi bi'azeez

    and that is not hard for Allah The Most Great One 

    aur yeh Allah par kuch dushwaar nahi.

    وَلَا تَزِرُ وَازِرَةٌ وِزْرَ أُخْرَىٰ ۚ

    وَإِن تَدْعُ مُثْقَلَةٌ إِلَىٰ حِمْلِهَا

    لَا يُحْمَلْ مِنْ‍‍هُ شَىْءٌ

    وَلَوْ كَانَ ذَا قُرْبَىٰٓ ۗ

    إِنَّمَا تُنذِرُ ٱلَّذِينَ يَخْشَوْنَ رَبَّهُم بِ‍‍ٱلْغَيْبِ

    وَأَقَامُوا۟ ٱلصَّلَوٰةَ ۚ

    وَمَن تَزَكَّىٰ فَ‍‍إِنَّمَا يَتَزَكَّىٰ لِ‍‍نَفْسِ‍‍هِۦ ۚ

    وَإِلَى ٱللَّهِ ٱلْمَصِيرُ

    Wa laa taziru waaziratun wizra ukhraa;

    wa in tad'u musqalatun ilaa himlihaa

    laa yuhmal minhu shai'unw

    wa law kaana zaa qurbaa;

    innamaa tunzirul lazeena yakhshawna Rabbahum bilghaibi

    wa aqaamus Sallah;

    wa man tazakkaa fa innamaa yatazakkaa linafsih;

    wa ilal laahil maseer

    and not bearer of burdens shall bear another’s burden
    and if one heavily laden calls to carry it.
    not will be lifted from it anything.
    Even though he be near of kin
    you can warn only those who fear their Raub unseen
    and offer prayer
    and he who purifies himself then only he purifies for his own self
    and to Allah is the final return.

    aur koi boojh uthane wali jaan dusre ka bojh na uthaye gi
    aur agar koi bojh wali apna bojh batane ko kisi ko bulaye
    to us ke bojh me se koi kuch na uthaye ga
    agarche qareeb rishta daar ho
    ae mehboob! tumhara dar sunana unhen ko kaam deta hai jo be dekhe apne rab! se darte hain
    aur namaz qaim rakhte hain,
    aur jo suthra huwa to apne hi bhale ko suthra huwa
    aur Allah hi ki taraf phirna hai.

    وَمَا يَسْتَوِى ٱلْأَعْمَىٰ وَٱلْبَصِيرُ

    Wa maa tastawil a'maa wal baseer

    and are not alike the bling and the seeing.

    aur barabar nahi andha aur ankhyara.

    وَلَا ٱلظُّلُمَٰتُ وَلَا ٱلنُّورُ

    Wa laz zullumaati wa lan noor

    and are not alike the darknesses and the light.

    aur na andheriyan aur ujala.

    وَلَا ٱلظِّلُّ وَلَا ٱلْحَرُورُ

    Wa laz zillu wa lal haroor

    and are not alike the shade and the sun’s heat.

    aur na saya aur na tez dhoop.

    وَمَا يَسْتَوِى ٱلْأَحْيَآءُ وَ لَا  ٱلْأَمْوَٰتُ ۚ

    إِنَّ ٱللَّهَ يُسْمِعُ مَن يَشَآءُ ۖ

    وَمَآ أَنتَ بِ‍‍مُسْمِعٍ مَّن فِى ٱلْقُبُورِ

    Wa maa yastawil ahyaaa'u wa lal amwaat;

    innal laaha yusmi'u mai yashaaa'u

    wa maaa anta bimusi'im man fil quboor

    and are not alike the living and the dead.
    Verily Allah makes hear whom he wills
    and you not make hear those who are in graves.

    aur barabar nahi zinde aur murde
    beshak Allah sunataa hai jise chahe
    aur tum nahi sunane wale unhen jo qabron me parhe hain.

    إِنْ أَنتَ إِلَّا نَذِيرٌ

    In anta illaa nazeer

    you are only a Warner.

    tum to yahi dar sunane wale ho.

    إِنَّآ أَرْسَلْنَٰ‍‍كَ بِ‍‍ٱلْحَقِّ بَشِيرًا وَنَذِيرًا ۚ

    وَإِن مِّنْ أُمَّةٍ إِلَّا خَلَا فِيهَا نَذِيرٌ

    Innaa arsalnaaka bil haqqi basheeranw wa nazeeraa;

    wa im min ummatin illaa khalaa feehaa nazeer

    verily we sent you with the truth a bearer of good news and a Warner
    and there not any nation but a Warner had passed among them.

    ae mehboob! beshak ham ne tumhe haq ke saath bheja khushkhabri deta aur dar suna taa
    aur jo koi giroh tha sab me ek dar sunane wala guzar chukka.

    وَإِن يُكَذِّبُوكَ

    فَ‍‍قَدْ كَذَّبَ ٱلَّذِينَ مِن قَبْلِ‍‍هِمْ

    جَآءَتْهُمْ رُسُلُ‍‍هُم

    بِ‍ٱلْبَيِّنَٰتِ وَبِ‍‍ٱلزُّبُرِ وَبِ‍‍ٱلْكِتَٰبِ ٱلْمُنِيرِ

    Wa inyukazzibooka

    faqad kazzabal lazeena min qablihim

    jaaa'at hum Rusuluhum

    bilbaiyinaati wa biz Zuburi wa bil Kitaabil Muneer

    and if they deny you,
    so verily denied those who were before them
    their prophets  came to them
    with clear auyat and with scriptures and the scripture giving light.

    aur agar yeh tumhe jhutlayen
    to un se agle bhi jhutla chuke hain
    un ke paas un ke rasool aaye
    raushan daleelen aur saheefe aur chamakti kitaab le kar.

    ثُمَّ أَخَذْتُ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ ۖ

    فَ‍كَيْفَ كَانَ نَكِيرِ

    Summa akhaztul lazeena kafaroo

    fakaifa kaana nakeer 

    then I took hold of those who disbelieved
    and how terrible was my denial punishment!

    phir mai ne kafiron ko pakrha
    to kaisa huwa mera inkaar.

    أَلَمْ تَرَ

    أَنَّ ٱللَّهَ أَنزَلَ مِنَ ٱلسَّمَآءِ مَآءً

    فَ‍أَخْرَجْنَا بِهِۦ ثَمَرَٰتٍ مُّخْتَلِفًا أَلْوَٰنُهَا ۚ

    وَمِنَ ٱلْجِبَالِ جُدَدٌۢ بِيضٌ وَحُمْرٌ

    مُّخْتَلِفٌ أَلْوَٰنُهَا وَغَرَابِيبُ سُودٌ

    Alam tara

    annal laaha anzala minas samaaa'i maaa'an

    fa akhrajnaa bihee samaraatim mukhtalifan alwaanuhaa;

    wa minal jibaali judadum beedunw wa humrum

    mukhtalifun alwaanuhaa wa gharaabeebu sood

    do you not see
    that Allah sends down water rain from the sky?
    And we produce therewith fruits of various colors
    and among the mountains are streaks ways white and red
    of varying colors and intense black.

    kya to ne na dekha
    ke Allah ne aasman se pani utaara
    to ham ne us se phal nikale rang birang
    aur paharho me raste hain safed aur surkh
    rang rang ke aur kuch kale bhujag 

    وَمِنَ ٱلنَّاسِ وَٱلدَّوَآبِّ وَٱلْأَنْعَٰمِ

    مُخْتَلِفٌ أَلْوَٰنُهُۥ كَذَٰلِكَ ۗ

    إِنَّمَا يَخْشَى ٱللَّهَ مِنْ عِبَادِهِ ٱلْعُلَمَٰٓؤُا۟ ۗ

    إِنَّ ٱللَّهَ عَزِيزٌ غَفُورٌ

    Wa minan naasi wadda waaabbi wal an'aami

    mukhtalifun alwaanuhoo kazalik;

    innamaa yakhshal laaha min 'ibaadihil 'ulamaaa';

    innal laaha 'Azeezun Ghafoor

    and of men and beasts cattle are
    various colors likewise.
    It is only those who have knowledge fear Allah of his slaves.
    Verily Allah is The Most Great One The All Forgiving One.

    aur admion aur janwaron aur chaupaiyon ke
    rang yuhin tarah tarah ke hain
    Allah se us ke bandon me wohi darte hain jo ilm wale hain
    beshak Allah izzat wala bakhsne wala hai.

    إِنَّ ٱلَّذِينَ يَتْلُونَ كِتَٰبَ ٱللَّهِ

    وَأَقَامُوا۟ ٱلصَّلَوٰةَ

    وَأَنفَقُوا۟ مِمَّا رَزَقْنَٰ‍‍هُمْ سِرًّا وَعَلَانِيَةً

    يَرْجُونَ تِجَٰرَةً لَّن تَبُورَ

    Innal lazeena yatloona Kitabbal laahi

    wa aqaamus Salaata

    wa anfaqoo mimmaa razaqnaahum sirranw wa 'alaa niyatany

    yarjoona tijaaratal lan taboor

    verily those who recite scripture of Allah
    and offer prayer 
    and spend out of what we have provided for them secretly and openly,
    they hope for business never that will perish.

    beshak woh jo Allah ki kitaab parhte hain
    aur namaz qaim rakhte
    aur hamare diye se kuch hamari raah me kharch karte hain posheeda aur zahir
    woh aisi tijarat ke umeed waar hain jis me hargiz toota ( nuqsaan ) nahi.

    لِيُوَفِّيَ‍هُمْ أُجُورَهُمْ

    وَيَزِيدَهُم مِّن فَضْلِهِۦٓ ۚ

    إِنَّ‍‍هُۥ غَفُورٌ شَكُورٌ

    Liyuwaffiyahum ujoorahum

    wa yazeedahum min fadlih;

    innahoo Ghafoorun Shakoor

    that he may pay them in full their wages
    and give them more out of his grace.
    Verily he is The All Forgiving One The Omst Appreciative.

    taake un ke sawab unhen bharpoor de
    aur apne fazl se aur ziyada ataa kere,
    beshak woh bakhsne wala qader farmane wala hai.

    وَٱلَّذِىٓ أَوْحَيْنَآ إِلَيْ‍‍كَ مِنَ ٱلْكِتَٰبِ هُوَ ٱلْحَقُّ

    مُصَدِّقًا لِّمَا بَيْنَ يَدَيْهِ ۗ

    إِنَّ ٱللَّهَ بِعِبَادِهِۦ لَخَبِيرٌۢ بَصِيرٌ

    Wallaeee awhainaaa ilaika minal Kitaabi huwal haqqu

    musaddiqal limaa baina yadayh;

    innal laaha bi'ibaadihee la khabeerum Baseer

    and that which we revealed to you of the scripture. it is the truth
    confirming that which was before it.
    verily Allah of his slaves is indeed The All Aware The All Seeing One

    aur ho kitaab jo ham ne tumhari taraf wahi bheje wohi haq hai
    apne se agli kitabon ki tasdeeq farmaati howi,
    beshak Allah apne bandon se khabardaar dekhne wala hai.

    ثُمَّ أَوْرَثْنَا ٱلْكِتَٰبَ

    ٱلَّذِينَ ٱصْطَفَيْنَا مِنْ عِبَادِنَا

    ۖ فَ‍‍مِنْ‍‍هُمْ ظَالِمٌ لِّ‍‍نَفْسِهِۦ

    وَمِنْ‍‍هُم مُّقْتَصِدٌ

    وَمِنْ‍‍هُمْ سَابِقٌۢ بِ‍‍ٱلْخَيْرَٰتِ بِ‍‍إِذْنِ ٱللَّهِ ۚ

    ذَٰلِكَ هُوَ ٱلْفَضْلُ ٱلْكَبِيرُ

    Summa awrasnal Kitaab

    al lazeenas tafainaa min 'ibaadinaa

    faminhum zaalimul linafsihee

    wa minhum muqtasid,

    wa minhum saabiqum bilkhairaati bi iznil laah;

    zaalika huwal fadlul kabeer

    then we gave the scripture as inheritance
    to those of our slaves whom we chose
    then of them are some who wrong their own selves
    and of them are some follow a middle course
    and of them are some who are by Allah’s leave foremost in good deeds
    that is indeed a great grace.

    phir ham ne kitaab ka waris kya
    apne chune hue bundon ko
    to un me koi apni jaan par zulm karta hai
    aur un me koi miyana chaal par hai,
    aur un me koi woh hai jo Allah ke hukum se bhalaiyon me Sabqat le gaya
    yahi barha fazl hai.

    جَنَّٰتُ عَدْنٍ يَدْخُلُونَ‍‍هَا

    يُحَلَّوْنَ فِي‍‍هَا مِنْ أَسَاوِرَ مِن ذَهَبٍ وَلُؤْلُؤًا ۖ

    وَلِبَاسُ‍‍هُمْ فِي‍‍هَا حَرِيرٌ

    jannaatu 'adniny yad khuloonahaa

    yuhallawna feeha min asaawira min zahabinw wa lu'lu'anw

    wa libaa suhum feehaa hareer

    gardens of etemity will they enter them
    therein will they be adorned with bracelets of gold and pearis
    and their garments therein will be silk.

    basne ke baghon me daakhil hon ge
    woh un me sone ke kangon aur moti pahnaye jayen ge
    aur wahan un ki poshak reshmi hai.

    وَقَالُوا۟ ٱلْحَمْدُ لِلَّهِ

    ٱلَّذِىٓ أَذْهَبَ عَنَّا ٱلْحَزَنَ

    ۖ إِنَّ رَبَّنَا لَغَفُورٌ شَكُورٌ

    Wa qaalul hamdu lillaah

    il lazeee azhaba 'annal hazan;

    inna Rabbanaa la Ghafoorun Shakoor

    and they will say all praise is due to Allah
    who has removed from us grief.
    Verily our Raub is indeed Oft-Forgiving The Most Appreciative.

    aur kahen ge sab khoobiyan Allah ko
    jis ne hamara gham door kya
    beshak hamara rab bakhsne wala qadir farmane wala hai.

    ٱلَّذِىٓ أَحَلَّنَا دَارَ ٱلْمُقَامَةِ مِن فَضْلِهِۦ

    لَا يَمَسُّنَا فِي‍‍هَا نَصَبٌ

    وَلَا يَمَسُّ‍ ‍نَا  فِي‍‍هَا لُغُوبٌ

    Allazeee ahallanaa daaral muqaamati min fadlihee

    laa yamassunaa feehaa nasabunw

    wa laa yamassunaa feehaa lughoob.

    who out of his grace has lodged us in a home that will last forever
    where toil, will not touch us therein
    nor weariness will touch us therein.

    woh jis ne hame aaraam ki jagah utaara apne fazl se,
    hame us me na koi takleef pahunche
    na hame us me koi thakaan lahiq ho.

    وَٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ لَ‍‍هُمْ نَارُ جَهَنَّمَ

    لَا يُقْضَىٰ عَلَيْهِمْ فَ‍يَمُوتُوا۟

    وَلَا يُخَفَّفُ عَنْ‍‍هُم مِّنْ عَذَابِهَا ۚ

    كَذَٰلِكَ نَجْزِى كُلَّ كَفُورٍ

    Wallazeena kafaroo lahum naaru Jahannama

    laa yuqdaa 'alaihim fa yamootoo

    wa laa yukhaffafu 'anhum min 'azaabihaa;

    kazaalika najzee kulla kafoor

    and those who disbelieve for them will be the fire of hell,
    neither will it be completed on them so that they die
    nor shall its torment be lightened for them.
    thus do we pay back every disbeliever.

    aur jinhon ne kufar kya un ke liye jahannam ki aag hai
    na un ki qaza aaye ke mar jayen
    aur na un par us ka azaab kuch halka kya jaye,
    hum aise hi saza dete hain har barhe nashukre ko.

    وَهُمْ يَصْطَرِخُونَ فِي‍هَا‍

    رَبَّنَآ أَخْرِجْنَا نَعْمَلْ صَٰلِحًا

    غَيْرَ ٱلَّذِى كُنَّا نَعْمَلُ ۚ

    أَوَلَمْ نُعَمِّرْكُم

    مَّا يَتَذَكَّرُ فِي‍‍هِ مَن تَذَكَّرَ

    وَجَآءَكُمُ ٱلنَّذِيرُ ۖ

    فَ‍‍ذُوقُوا۟ فَ‍‍مَا لِلظَّٰلِمِينَ مِن نَّصِيرٍ

    Wa hum yastarikhoona feehaa

    Rabbanaa akhrijnaa na'mal saalihan

    ghairal lazee kunnaa na'mal;

    awa lam nu 'ammirkum

    maa yatazak karu feehi man tazakkara

    wa jaaa'akumun nazeeru

    fazooqoo famaa lizzaalimeena min naseer

    and therein they will cry
    our Raub bring us out we shall do righteous deeds
    not that which we used to do.
    Did we not give you life long
    enough that should receive admonition therein whosoever reflected?
    And the Warner came to you.
    so taste you for the wrong-doers any there is not helper.

    aur woh is me chillate hon ge
    ae hamare rab! hame nikaal ke hum acha kaam karen
    is ke khilaaf jo pehle karte the
    aur kya hum ne tumhe woh omar na di thi 
    jis me samajh leta jise samjhna hota
    aur dar sunane wala tumahre paas tashreef laya tha
    to ab chako ke zaalmon ka koi madadgaar nahi.

    إِنَّ ٱللَّهَ عَٰلِمُ غَيْبِ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ ۚ

    إِنَّ‍‍هُۥ عَلِيمٌۢ بِذَاتِ ٱلصُّدُورِ

    Innal laaha 'aalimu ghaibis samaawaati wal ard;

    innahoo 'aleemum bizaatis sudoor

    verily Allah is All-Knower of the unseen of the heavens and the earth.
    verily he is The Omniscient  of what is in the breasts.

    beshak Allah janne wala hai asmano aur zameen ki har chhupi baat ka,
    beshak woh dilo ki baat jaanta hai.

    هُوَ ٱلَّذِى جَعَلَكُمْ خَلَٰٓئِفَ فِى ٱلْأَرْضِ ۚ

    فَ‍‍مَن كَفَرَ فَعَلَيْهِ كُفْرُهُۥ ۖ

    وَلَا يَزِيدُ ٱلْكَٰفِرِينَ كُفْرُهُمْ عِندَ رَبِّهِمْ  إِلَّا  مَقْتًا ۖ

    وَلَا  يَزِيدُ  ٱلْكَٰفِرِينَ كُفْرُهُمْ إِلَّا خَسَارًا

    Huwal lazee ja'alakum khalaaa'ifa fil ard;

    faman kafara fa'alaihi kufruhoo;

    wa laa yazeedul kaafireena kufruhum 'inda Rabbihim illaa maqtanw

    wa la yazeedul kaafireena kufruhum illaa khasaaraa

    He it is who has made you successors in the earth
    so whosoever disbelievers then on him will be his disbelief
    and the disbelievers not increased their disbelief with to but hatred their Raub
    and the disbelievers not increases their disbelief but loss.

    wohi hai jis ne tumhe zameen me aglo ka janasheen kya
    to jo kufr kere is ka kufar isi par parhe
    aur kafiron ko un ka kufr un ke rab ke yahan nahi barhaye ga magar bezari
    aur kafiron ko un ka kufr na barhaye ga magar nuqsaan.

    قُلْ أَرَءَيْتُمْ شُرَكَآءَكُمُ

    ٱلَّذِينَ تَدْعُونَ مِن دُونِ ٱللَّهِ

    أَرُونِى مَاذَا خَلَقُوا۟ مِنَ ٱلْأَرْضِ

    أَمْ لَ‍‍هُمْ شِرْكٌ فِى ٱلسَّمَٰوَٰتِ

    أَمْ ءَاتَيْنَٰ‍‍هُمْ كِتَٰبًا

    فَ‍هُمْ عَلَىٰ بَيِّنَتٍ مِّنْ‍‍هُ ۚ

    بَلْ إِن يَعِدُ ٱلظَّٰلِمُونَ بَعْضُهُم بَعْضًا إِلَّا غُرُورًا

    Qul Ara'aytum shurakaaa'a kum

    ul lazeena tad'oona min doonil laah;

    aroonee maazaa khalaqoo minal ardi

    am lahum shirkun fis samaawaati

    am aatainaahum Kitaaban

    fahum 'alaa baiyinatim minh;

    bal iny ya'iiduz zaalimoona ba 'duhum ba'dan illaa ghurooraa

    Say: tell me about your partners gods
    to whom you call upon besides Allah
    show me what they have created of the earth?
    or have they any share in the heavens?
    Or have given them a scripture.
    so that they act on clear proof there from?
    Nay! The wrong-doers promise some of them anothers but nothing delusion.

    tum farmao bhala btlao to apne woh shareek
    jinhein Allah ke siwa pujte ho
    mujhe dikhao unhon ne zameen me se kaun sa hissa banaya
    ya asmano me kuch un ka sajha hai
    ya hum ne inhen koi kitaab di hai
    ke woh us ki raushan dalilon par hain
    balke zalim aapas me ek dusre ko wada nahi dete magar fraib ka.

    إِنَّ ٱللَّهَ يُمْسِكُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضَ أَن تَزُولَا ۚ

    وَلَئِن زَالَتَآ إِنْ أَمْسَكَ‍‍هُمَا مِنْ أَحَدٍ مِّنۢ بَعْدِهِۦٓ ۚ

    إِنَّهُۥ كَانَ حَلِيمًا غَفُورًا

    Innal laaha yumsikus samaawaati wal arda an tazoolaaa;

    wa la'in zaalataaa in amsaka humaa min ahadim mim ba'dih; innahoo kaana Haleeman Ghafooraa

    verily Allah grasps the heavens and the earth lest they should move away.
    And if they were to move away there is not any one that could grasp them after him.
    Truly he is The Most Forbearance One The All Forgiving One.

    beshak Allah roke howe hai asmano aur zameen ko ke junbish na karen
    aur agar woh hatt jayen to inhen kon roke Allah ke siwa,
    beshak woh ilm wala bakhsne wala hai.

    وَأَقْسَمُوا۟ بِ‍‍ٱللَّهِ جَهْدَ أَيْمَٰنِهِمْ

    لَئِن جَآءَهُمْ نَذِيرٌ

    لَّيَكُونُنَّ أَهْدَىٰ مِنْ إِحْدَى ٱلْأُمَمِ ۖ

    فَ‍لَمَّا  جَآءَهُمْ  نَذِيرٌ

     مَّا  زَادَهُمْ إِلَّا نُفُورًا

    Wa aqsamoo billaahi jahda aymaanihim

    la'in jaaa'ahum nazeerul

    layakoonunna ahdaa min ihdal umami

    falam maa jaaa'ahum nazeerum

    maa zaadahum illaa nufooraa

    and they swore by Allah most binding their oath
    that if a Warner came to them
    they would be more guided that any of the nations
    yet when a Warner came to them
    it increased in them nothing but flight.

    aur unhon ne Allah ki qasam khayi apni qasmon me had ki koshish se
    ke agar un ke paas koi dar sunane wala aaya
    to woh zaroor kisi na kisi giroh se ziyada raah par hon ge
    phir jab un ke paas dar sunane wala tashreef laya
    to us ne unhen na barhaya magar nafrat karna.

    ٱسْتِكْبَارًا فِى ٱلْأَرْضِ وَمَكْرَ ٱلسَّيِّئِ

    ۚ وَلَا يَحِيقُ ٱلْمَكْرُ ٱلسَّيِّئُ إِلَّا بِ‍أَهْلِهِۦ ۚ

    فَ‍‍هَلْ يَنظُرُونَ إِلَّا سُنَّتَ ٱلْأَوَّلِينَ ۚ

    فَ‍‍لَن تَجِدَ لِسُنَّتِ ٱللَّهِ تَبْدِيلًا ۖ

    وَلَن تَجِدَ لِسُنَّتِ ٱللَّهِ تَحْوِيلًا

    Istakbaaran fil ardi wa makras sayyi';

    wa laa yaheequl makrus sayyi'u illaa bi ahlih;

    fahal yanzuroona illaa sunnatal awwaleen;

    falan tajida lisunnatil laahi tabdeelanw

    wa lan tajida lisunnatil laahi tahweela

    because of arrogance in the land and their plotting of evil
    but not encompasses plotting the evil but who makes it
    then can they expect anything but the way of former peoples?
    So never will you find any change for the way of Allah
    and never turning off will you find of Allah for the way.

    apni jaan ko zameen me ooncha kheenchna aur bura dao
    aur bura dao apne chalne wale hi par parhta hai
    to ka he ke intzaar me hain magar usi ke jo aglo ka dastoor howa
    to tum hargiz Allah ke dastoor ko badalta na pao ge
    aur hargiz Allah ke qanoon ko tlta na pao ge.

    أَوَلَمْ يَسِيرُوا۟ فِى ٱلْأَرْضِ

    فَ‍‍يَنظُرُوا۟ كَيْفَ كَانَ عَٰقِبَةُ ٱلَّذِينَ مِن قَبْلِ‍‍هِمْ

    وَ كَانُوٓا۟  أَشَدَّ مِنْ‍‍هُمْ قُوَّةً ۚ

    وَمَا  كَانَ  ٱللَّهُ لِيُعْجِزَهُۥ مِن شَىْءٍ

    فِى ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَلَا فِى ٱلْأَرْضِ ۚ

    إِنَّ‍‍هُۥ كَانَ عَلِيمًا قَدِيرًا

    Awalam yaseeroo fil ardi

    fa yanzuroo kaifa kaana 'aaqibatul lazeena min qblihim

    wa kaanoo ashadda minhum quwwah;

    wa maa kaanal laahu liyu'jizahoo min shai'in

    fis samaawaati wa laa fil ard;

    innahoo kaana 'Aleeman Qadeeraa

    have they not traveled in the land
    and seen? How terrible was the end of those who were before them
    and they were greater than them in power
    and Allah is not that any thing escapes him
    in the heavens or in the earth.
    verily he is The Omniscient The All Powerful.

    aur kya unhon ne zameen me safar na kya
    ke dekhte un se aglo ka kaisa injaam huwa
    aur woh un se zor me sakht the
    aur Allah woh nahi jis ke qaboo se nikal sake koi shye
    asmano aur na zameen me,
    beshak woh ilm o qudrat wala hai.

    وَلَوْ يُؤَاخِذُ ٱللَّهُ ٱلنَّاسَ بِمَا كَسَبُوا۟

    مَا تَرَكَ عَلَىٰ ظَهْرِهَا مِن دَآبَّةٍ

    وَلَٰكِن يُؤَخِّرُهُمْ إِلَىٰٓ أَجَلٍ مُّسَمًّى

    ۖ فَإِذَا جَآءَ أَجَلُهُمْ

    فَ‍إِنَّ ٱللَّهَ كَانَ بِ‍‍عِبَادِهِۦ بَصِيرًۢا

    Wa law yu'aakhizul laahun naasa bima kasaboo

    maa taraka 'alaa zahrihaa min daaabbatinw

    wa laakiny yu'akhkhiruhum ilaaa ajalim musamman

    fa izaa jaaa'a ajaluhum

    fa innal laaha kaana bi'ibaadihee Baseeraa

    and if Allah were punish to people for that which they earned,
    he would not leave any creature on its surface
    but he leaves them respite to appointed term
    and when their term comes.
    Verily Allah is The All Seeing One of his slaves.

    aur agar Allah logon ko un ke kiye par pakarhta
    to zameen ki peeth par koi chalne wala na chhorta
    lekin ek muqarrar meyaad tak unhen dheel deta hai
    phir jab un ka wada aaye ga
    to beshak Allah ke sab bande is ki nigah me hain.

    Back To Top


    © Copyright 2016 | All Rights Reserved.