The Living Verses

Enter Quran

To play video click icon of your choice.

  • Arabic text

  • Urdu text

  • Roman Translation

  • English Translation

  • Urdu Translation

  • 39
    Zumar
    Crowds
    سورة الزمر
    Total Ayaat: 75
    Language


     تَنزِيلُ ٱلْ‍‍كِتَٰبِ مِنَ ٱللَّهِ ٱلْعَزِيزِ ٱلْحَكِيمِ

    Tanzeelul Kitaabi minal laahil 'Azeezil Hakeem

    The revelation of this Scripture is from Allah, the Most Great One The Ultimately Wise One

    kitaab utaarna hai Allah izzat o hikmat wale ki taraf se.

    إِنَّآ أَنزَلْنَآ إِلَيْ‍‍كَ ٱلْكِتَٰبَ بِ‍ٱلْحَقِّ

    فَٱعْبُدِ ٱللَّهَ مُخْلِصًا لَّ‍‍هُ ٱلدِّينَ

    Innaaa anzalnaaa ilaikal Kitaaba bilhaqqi

    fa'budil laaha mukhlisal lahud deen

    verily we have sent down to you the scripture in truth.
    So worship Allah sincerely for him is the religion.

    beshak ham ne tumhari taraf yeh kitaab haq ke saath utari
    to Allah ko pujo nare (khalis) us ke bande ho kar.

     أَلَا لِلَّهِ ٱلدِّينُ ٱلْخَالِصُ ۚ

    وَٱلَّذِينَ ٱتَّخَذُوا۟ مِن دُونِهِۦٓ أَوْلِيَآءَ

    مَا نَعْبُدُهُمْ إِلَّا لِ‍‍يُقَرِّبُونَآ إِلَى ٱللَّهِ زُلْفَىٰٓ

    إِنَّ ٱللَّهَ يَحْكُمُ بَيْنَهُمْ

    فِى مَا هُمْ فِيهِ يَخْتَلِفُونَ ۗ

    إِنَّ ٱللَّهَ لَا يَهْدِى مَنْ هُوَ كَٰذِبٌ كَفَّارٌ

    Alaa lillaahid deenul khaalis;

    wallazeenat takhazoo min dooniheee awliyaaa'a

    maa na'buduhum illaa liyuqar riboonaaa ilal laahi zulfaa;

    innal laaha yahkumu baina hum

    fee maa hum feehi yakhtalifoon;

    innal laaha laa yahdee man huwa kaazibun kaffaar

    Surely is for Allah religion the pure complete
    and those who take besides him protectors.
    not we worship them only that they may bring us near to Allah”.
    Verily Allah will judges between them concerning
    in what they in differ.
    truly Allah not guides whoever a liars and disbeliever

     

    haan khalis Allah hi ki bandagi hai
    aur woh jinhon ne us ke siwa aur wali bana liye
    kahte hain ham to unhen sirf itni baat ke liye pujte hain ke yeh hame Allah ke paas nazdeek kar den,
    Allah un par faisla kar dega
    is baat ka jis me ikhtilaaf kar rahe hain
    beshak Allah raah nahi deta use jo jhoota barha nashukra ho.

    لَّوْ أَرَادَ ٱللَّهُ أَن يَتَّخِذَ وَلَدًا

    لَّٱصْطَفَىٰ مِمَّا يَخْلُقُ مَا يَشَآءُ ۚ

    ‍سُبْحَٰنَ‍‍هُ ۖ هُوَ ٱللَّهُ ٱلْوَٰحِدُ ٱلْقَهَّارُ

    Law araadal laahu aiyattakhiza waladal

    lastafaa mimmaa yakhluqu maa yashaaa';

    Subhaanahoo Huwal laahul Waahidul Qahhaar

    had Allah willed to take a son,
    He could have chosen of those whom he created whom he pleased.
    But glory be to him. He is Allah the one The Suborder Dominating One.

    Allah apne liye bacha banata
    to apni makhlooq me se jise chahta chun leta
    paki hai use wohi hai ek Allah sab par ghalib.

    خَلَقَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضَ بِ‍‍ٱلْحَقِّ ۖ

    يُكَوِّرُ ٱلَّيْلَ عَلَى ٱلنَّهَارِ

    وَيُكَوِّرُ ٱلنَّهَارَ عَلَى ٱلَّيْلِ ۖ

    وَسَخَّرَ ٱلشَّمْسَ وَٱلْقَمَرَ ۖ

    كُلٌّ يَجْرِى لِأَجَلٍ مُّسَمًّى ۗ

    أَلَا هُوَ ٱلْعَزِيزُ ٱلْغَفَّٰرُ

    Khalaqas samaawaati wal arda bilhaqq;

    yukawwirul laila 'alan nahaari

    wa yukawwirun nahaara 'alaal laili

    wa sakhkharash shamsa walqamara

    kulluny yajree li ajalim musammaa;

    alaa Huwal 'Azeezul Ghaffaar

    He has created the heavens and the earth with the truth.
    He makes overtake the night over the day
    and makes overtake the day over the night,
    and he subjected the sun and the moon.
    Each is running for an appointed term.
    Verily he is The Most Great One the oft-forgiving.

    us ne aasman aur zameen haq banaye
    raat ko din par lapeit ta hai
    aur din ko raat par lapeit ta hai
    aur us ne Sooraj aur chaand ko kaam me lagaya
    har ek, ek thahrayi meyaad ke liye chalta hai
    sunta hai wohi sahib izzat bakhsne wala hai.

    خَلَقَكُم مِّن نَّفْسٍ وَٰحِدَةٍ

    ثُمَّ جَعَلَ مِنْ‍‍هَا زَوْجَهَا

    وَأَنزَلَ لَ‍‍كُم مِّنَ ٱلْأَنْعَٰمِ ثَمَٰنِيَةَ أَزْوَٰجٍ ۚ

    يَخْلُ‍قُ‍‍كُمْ فِى بُطُونِ أُمَّهَٰتِكُمْ

    خَلْقًا مِّنۢ بَعْدِ خَلْقٍ فِى ظُلُمَٰتٍ ثَلَٰث  ۚ

    ذَٰلِكُمُ ٱللَّهُ رَبُّكُمْ لَ‍‍هُ ٱلْمُلْكُ ۖ

    لَآ إِلَٰهَ إِلَّا هُوَ ۖ

    فَ‍‍أَنَّىٰ تُصْرَفُونَ

    Khalaqakum min nafsinw waahidatin

    summa ja'ala minhaa zawjahaa

    wa anzala lakum minal-an'aami samaani yata azwaaj;

    yakhuluqukum fee butooni ummahaatikum

    khalqam mim ba'di khalqin fee zulumaatin salaas

    zaalikumul laahu Rabbukum lahul mulk;

    laaa ilaaha illaa Huwa

    fa annaa tusrafoon

    He created you from a soul a single Adam
    then made from it its wife Hawwa
    and he has sent down for you of cattle eight pairs.
    He creates you in the wombs of your mothers
    creation after creation in veils of darkness three
    such is Allah your Raub His is the kingdom
    there is no God but He.
    How then are you tronned away?

    us ne tumhe ek jaan se banaya
    phir usi se us ka jorh paida kya
    aur tumhare liye chopayon me se aath jorhe utare the
    tumhe tumhari maaon ke pait me banata hai
    ek tarah ke baad aur tarah teen andhiyaron me
    yeh hai Allah tumhara rab usi ki badshahi hai,
    us ke siwa kisi ki bandagi nahi,
    phir kahen phere jate ho.

    إِن تَكْفُرُوا۟ فَ‍إِنَّ ٱللَّهَ غَنِىٌّ عَن‍‍كُمْ ۖ

    وَلَا يَرْضَىٰ لِ‍‍عِبَادِهِ ٱلْكُفْرَ ۖ

    وَإِن تَشْكُرُوا۟ يَرْضَهُ لَكُمْ ۗ

    وَلَا تَزِرُ وَازِرَةٌ وِزْرَ أُخْرَىٰ ۗ

    ثُمَّ إِلَىٰ رَبِّكُم مَّرْجِعُكُمْ

    فَ‍يُنَبِّئُ‍‍كُم بِمَا كُنتُمْ تَعْمَلُونَ ۚ

    إِنَّ‍‍هُۥ عَلِيمٌۢ بِذَاتِ ٱلصُّدُورِ

    In takfuroo fa innal laaha ghaniyyun 'ankum;

    wa laa yardaa li'ibaadihil kufra

    wa in tashkuroo yardahu lakum;

    wa laa taziru waaziratunw wizra ukhraa;

    summa ilaa Rabikum marji'ukum

    fa-yunabbi'ukum bimaa kuntum ta'maloon;

    innahoo 'aleemum bizaatissudoor

    if you disbelieve, then verily Allah is independent of you
    and he likes not disbelief for his slaves
    and if you are grateful he is pleased therewith for you
    and shall no bear bearer of burdens the bu den of another
    then to your Raub is your return
    so he will inform you what you used to do.
    Verily he is The Omniscient of that which is in the breasts.

    agar tum na shukri karo to beshak Allah be niaz hai tum se
    aur apne bandon ki na shukri use pasand nahi,
    aur agar shukar karo to use tumahre liye pasand farmata hai
    aur koi bojh uthane wali jaan dusre ka bojh nahi uthaye gi
    phir tumhe apne rab hi ki taraf phirna hai
    to woh tumhe bta de ga jo tum karte the
    beshak woh dilon ki baat jaanta hai.

    وَإِذَا مَسَّ ٱلْإِنسَٰنَ ضُرٌّ

    دَعَا رَبَّهُۥ مُنِيبًا إِلَيْهِ

    ثُمَّ إِذَا خَوَّلَ‍‍هُۥ نِعْمَةً مِّنْ‍‍هُ

    نَسِىَ مَا كَانَ يَدْعُوٓا۟ إِلَيْ‍‍هِ مِن قَبْلُ

    وَجَعَلَ لِلَّهِ أَندَادًا

    لِّ‍‍يُضِلَّ عَن سَبِيلِ‍‍هِۦ ۚ

    قُلْ تَمَتَّعْ بِ‍كُفْرِكَ قَلِيلًا ۖ

    إِنَّ‍‍كَ مِنْ أَصْحَٰبِ ٱلنَّارِ

    Wa izaa massal insaana durrun

    da'aa Rabbahoo muneeban ilaihi

    summa izaa khawwalahoo ni'matam minhu

    nasiya maa kaana yad'ooo ilaihi min qablu

    wa ja'ala lillaahi andaadal

    liyudilla 'ansabeelih;

    qul tamatta' bikufrika qaleelan

    innaka min Ashaabin Naar;

    and when touches man some hurt
    he cries to his Raub urning in repentance to him
    then when he bestows upon him a favour from himself
    he forgets what he was he supplicated to him before
    and he sets up to Allah rivals in order
    to mislead others from his way.
    Say: take pleasure in your disbelief for a while,
    surely you are one of the dwellers of the fire!

    aur jab aadmi ko koi takleef pahunchti hai
    apne rab ko pukaarta hai usi taraf jhuka huwa
    phir jab Allah ne use apne paas se koi Nemat di
    to bhool jata hai jis liye pahle pukara tha
    aur Allah ke barabar wale thehrane lagta hai
    taake us ki raah se bahka de
    tum farmao thore din apne kufr ke saath bart le
    beshak to dozakhiyon me hai.

    أَمَّنْ هُوَ قَٰنِتٌ ءَانَآءَ ٱلَّيْلِ سَاجِدًا وَقَآئِمًا

    يَحْذَرُ ٱلْءَاخِرَةَ وَيَرْجُوا۟ رَحْمَةَ رَبِّهِۦ ۗ

    قُلْ هَلْ يَسْتَوِى ٱلَّذِينَ يَعْلَمُونَ وَٱلَّذِينَ لَا يَعْلَمُونَ ۗ

    إِنَّمَا يَتَذَكَّرُ أُو۟لُوا۟ ٱلْأَلْبَٰبِ

    Amman huwa qaanitun aanaaa'al laili

    saajidanw wa qaaa'imai

    yahzarul Aakhirata wa yarjoo rahmata Rabbih;

    qul hal yastawil lazeena ya'lamoona wallazeena laa ya'lamoon;

    innamaa yatazakkaru ulul albaab

    is one who he is obedient to Allah during the hours of the night,
    prostrating himself or standing in rpraye
    fearing the hereafter and hoping for the mercy of his Raub?
    Say: are those equal? Who know to those who not know.
    It is only who will remember men of understanding.

    kya woh jise farmabardari me raat ki gharhiyaan guzren
    sojood me aur qiyam me
    akhirat se darta aur apne rab ki rahmat ki aas lagaye 
    tum farmao kya barabar hain janne wale aur anjaan,
    naseehat to wohi mante hain jo aqal wale hain.

     قُلْ يَٰ‍‍عِبَادِ ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ ٱتَّقُوا۟ رَبَّكُمْ ۚ

    لِ‍‍لَّذِينَ أَحْسَنُوا۟ فِى هَٰذِهِ ٱلدُّنْيَا حَسَنَةٌ ۗ

    وَأَرْضُ ٱللَّهِ وَٰسِعَةٌ ۗ

    إِنَّمَا يُوَفَّى ٱلصَّٰبِرُونَ أَجْرَهُم بِغَيْرِ حِسَابٍ

    Qul yaa 'ibaadil lazeena aamanut taqoo Rabbakum;

    lillazeena ahsanoo fee haazihid dunyaa hasanah;

    wa ardul laahi waasi'ah;

    innamaa yuwaffas saabiroona ajrahum bighayri hisab

    say my slaves who believe! Be afraid and keep duty of your Raub
    for those who do good in this worly good
    and Allah’s earth is spacious.
    only shall receive those who are patient their rewards in full without reckoning.

    tum farmao ae mere Bando ! jo imaan laaye apne rab se daro,
    jinhon ne bhalai ki un ke liye us duniya me bhalai hai
    aur Allah ki zameen wasee hai
    sabiron hi ko un ka sawab bharpoor diya jaye ga be ginti.

    قُلْ إِنِّىٓ أُمِرْتُ أَنْ أَعْبُدَ ٱللَّهَ

    مُخْلِصًا لَّهُ ٱلدِّينَ

    Qul inneee umirtu an a'budal laaha

    mukhlisal lahud deen

    Say: “Verily I am commanded to worship Alla
    sincerely doing for him the religious deeds”

    tum farmao mujhe hukum hai ke Allah ko pujoon
    nira us ka bandah ho kar.

    وَأُمِرْتُ  لِأَنْ أَكُونَ أَوَّلَ ٱلْمُسْلِمِينَ

    Wa umirtu li an akoona awwalal muslimeen

    and I am commanded in order to be the fist of those who submit themes-eves to Allah as Muslims.

    aur mujhe hukum hai ke may sab se pahle gardan rakhon.

     قُلْ إِنِّىٓ أَخَافُ إِنْ عَصَيْتُ رَبِّى عَذَابَ يَوْمٍ عَظِيمٍ

    Qul inneee akhaafu in 'asaitu Rabbee 'azaaba Yawmin 'azeem

    Say: “verily I am afraid if I disobey my Raub of the torment of a great day”.

    tum farmao bil farz agar mujh se nafarmani ho jaye to mujhe apne rab se ek barhe din ke azaab ka dar hai.

    قُلِ ٱللَّهَ أَعْبُدُ مُخْلِصًا لَّهُۥ دِينِى

    Qulil laaha a'budu mukhlisal lahoo deenee

    Say: “Allah I worship by doing sincerely for his sake my religion”.

    tum farmao may Allah hi ko poojta hon nira us ka bandah ho kar.

    فَ‍ٱعْبُدُوا۟ مَا شِئْتُم مِّن دُونِ‍‍هِۦ ۗ

    قُلْ إِنَّ ٱلْخَٰسِرِينَ ٱلَّذِينَ خَسِرُوٓا۟ أَنفُسَهُمْ وَأَهْلِيهِمْ يَوْمَ ٱلْقِيَٰمَةِ ۗ

    أَلَا ذَٰلِكَ هُوَ ٱلْخُسْرَانُ ٱلْمُبِينُ

    Fa'budoo maa shi'tum min doonih;

    qul innal khaasireenal lazeena khasirooo anfusahum wa ahleehim yawmal qiyaamah;

    Alaa zaalika huwal khusraanul mubeen

    so worship what you like besides him.
    Say: verily the losers are those who will lose themeselves and their families on the day of resurrection.
    Verily that will be a manifest loss.

    to tum us ke siwa jise chaho pujo
    tum farmao poori haar unhen jo apni jaan aur apne ghar wale qayamat ke din haar baithe
    haan haan yahi khuli haar hai.

    لَ‍‍هُم مِّن فَوْقِهِمْ ظُلَلٌ مِّنَ ٱلنَّارِ

    وَمِن تَحْتِهِمْ ظُلَلٌ ۚ

    ذَٰلِكَ يُخَوِّفُ ٱللَّهُ بِ‍‍هِۦ عِبَادَهُۥ ۚ

    يَٰ‍‍عِبَادِ فَ‍ٱتَّقُو‍‍نِ

    Lahum min fawqihim zulalum minan Naari

    wa min tahtihim zulal;

    zaalika yukhaw wiful laahu bihee 'ibaadah;

    yaa 'ibaadi fattaqoon

    they shall have from above them coverings of fire
    and beneath them coverings
    that frightens Allah with it his slaves.
    O my slave! Therefore fear me.

    un ke oopar aag ke pahar hain
    aur un ke neeche pahar
    us se Allah darata hai apne bandon ko
    ae mere Bandoo ! tum mujh se daro.

     وَٱلَّذِينَ ٱجْتَنَبُوا۟ ٱلطَّٰغُوتَ أَن يَعْبُدُوهَا

    وَأَنَابُوٓا۟ إِلَى ٱللَّهِ لَ‍هُمُ ٱلْبُشْرَىٰ ۚ

    فَ‍‍بَشِّرْ عِبَادِ

    Wallazeenaj tanabut Taaghoota ai ya'budoohaa

    wa anaabooo ilal laahi lahumul bushraa;

    fabashshir 'ibaad

    and those who avoid false deities to not worship them
    and urned in repentance to Allah for them are glad tidings.
    So announce the good news to my slaves.

    aur woh jo buton ki pooja se bache
    aur Allah ki taraf rujoo howe unhen ke liye khushkhabri hai
    to khushi sunaaoo mere un bundon ko.

     ٱلَّذِينَ يَسْتَمِعُونَ ٱلْقَوْلَ

    فَ‍‍يَتَّبِعُونَ أَحْسَنَ‍‍هُۥٓ ۚ

    أُو۟لَٰٓئِكَ ٱلَّذِينَ هَدَىٰهُمُ ٱللَّهُ ۖ

    وَأُو۟لَٰٓئِكَ هُمْ أُو۟لُوا۟ ٱلْأَلْبَٰبِ

    Allazeena yastami'oonal qawla

    fayattabi'oona ahsanah;

    ulaaa'ikal lazeena hadaahumul laahu

    wa ulaaa'ika hum ulul albaab

    those who listen to the word
    and follow the best thereof
    those are the ones whom Allah has guided them
    and those are they are men of understanding.

    jo kaan laga kar baat sunen
    phir us ke behtar par chalen
    yeh hain jin ko Allah ne hidaayat farmai
    aur yeh hain jin ko aqal hai.

    أَ‍فَ‍‍مَنْ حَقَّ عَلَيْهِ كَلِمَةُ ٱلْعَذَابِ

    أَفَ‍أَنتَ تُنقِذُ مَن فِى ٱلنَّارِ

    Afaman haqqa 'alaihi kalimatul 'azaab;

    Afa anta tunqizu man fin Naar

    is then one against him the word of punishment is justified.
    Will you rescue him who is in the fire?

    to kya woh jis par azaab ki baat saabit ho chuki
    nijaat walon ke barabar ho jaye ga
    to kya tum hidaayat de kar aag ke mustahiq ko bacha loge.

     لَٰكِنِ ٱلَّذِينَ ٱتَّقَوْا۟ رَبَّهُمْ

    لَ‍هُ‍مْ  غُرَفٌ  مِّن فَوْقِهَا

    غُرَفٌ مَّبْنِيَّةٌ

    تَجْرِى مِن تَحْتِهَا ٱلْأَنْهَٰرُ ۖ

    وَعْدَ ٱللَّهِ ۖ

    لَا يُخْلِفُ ٱللَّهُ ٱلْمِيعَادَ

    Laakinil lazeenat taqaw Rabbahum

    lahum ghurafum min fawqihaa

    ghurafum mabniyyatun

    tajree min tahtihal anhaar;

    wa'dal laah;

    laa yukhliful laahul mee'aad

    but those who avoid their Raub
    for them are lofty rooms above them
    lofty rooms built
    flowing under them rivers.
    This is the promise of Allah.
    Allah does not fail in his promise.

    lekin jo apne rab se daray
    un ke liye baala khane hain un par
    baala khane banay
    un ke neeche nehren bahen,
    Allah ka wada,
    Allah wada khilaaf nahi karta ,

     أَلَمْ تَرَ

    أَنَّ ٱللَّهَ أَنزَلَ مِنَ ٱلسَّمَآءِ مَآءً

    فَ‍سَلَكَ‍‍هُۥ يَنَٰبِيعَ فِى ٱلْأَرْضِ

    ثُمَّ يُخْرِجُ بِ‍‍هِۦ زَرْعًا مُّخْتَلِفًا أَلْوَٰنُهُ

     ثُمَّ يَهِيجُ فَ‍تَرَىٰ‍‍هُ مُصْفَرًّا

    ثُمَّ يَجْعَلُ‍‍هُۥ حُطَٰمًا ۚ

    إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَ‍‍ذِكْرَىٰ لِأُو۟لِى ٱلْأَلْبَٰبِ

    Alam tara

    annal laaha anzala minas samaaa'i maaa'an

    fasalakahoo yanaabee'a fil ardi

    summa yukhriju bihee zar'am mukhtalifan alwaanuhoo

    summa yaheeju fatarahu musfarran

    summa yaj'aluhoo hutaamaa;

    inna fee zaalika lazikraa li ulil albaab

    do you not see?
    That Allah sends down water from the sky
    and causes it to penetrate the earth as water-springs
    and afterwards thereby produces crops of different colours
    and afterwards they wither and you see them turn yellow.
    Then he makes them dry and broken pieces.
    Verily in this is a reminder for men of understanding.

    ( 21 ) kya to ne nah dekha ke Allah ne aasman se pani utaara phir is se zameen me chashmay banaye phir is se khaiti nikalta hai kayi rangat ki phir sookh jati hai to too dekhe ke woh peeli par gayi phir use rezah rezah kar deta hai, beshak is me dheyaan ki baat hai aqal mandoon ko
     

     أَ‍فَ‍‍مَن شَرَحَ ٱللَّهُ صَدْرَهُۥ لِلْإِسْلَٰمِ

    فَ‍‍هُوَ عَلَىٰ نُورٍ مِّن رَّبِّهِۦ ۚ

    فَ‍‍وَيْلٌ لِّ‍‍لْقَٰسِيَةِ قُلُوبُهُم مِّن ذِكْرِ ٱللَّهِ ۚ

    أُو۟لَٰٓئِكَ فِى ضَلَٰلٍ مُّبِينٍ

    Afaman sharahal laahu sadrahoo lil Islaami

    fahuwa 'alaa noorim mir Rabbih;

    fa wailul lilqaasiyati quloobuhum min zikril laah;

    ulaaa'ika fee dalaalim mubeen

    is he who his breast Allah has opened to Islam
    so that he is in light from his Raub
    so woe to those who are hardened their hearts against remembrance of Allah!
    They are in plain error.

    to kya woh jis ka seenah Allah ne islam ke liye khol diya
    to woh apne rab ki taraf se noor par hai
    is jaisa ho jaye ga jo sangdil hai
    to kharabi hai un ki jin ke dil yaad e khuda ki taraf se sakht ho gaye
    woh khuli gumraahi me hain ,

    ٱللَّهُ نَزَّلَ أَحْسَنَ ٱلْحَدِيثِ

    كِتَٰبًا مُّتَشَٰبِهًا مَّثَانِىَ

    تَقْشَعِرُّ مِنْهُ جُلُودُ ٱلَّذِينَ يَخْشَوْنَ رَبَّهُمْ

    ثُمَّ تَلِينُ جُلُودُهُمْ وَقُلُوبُهُمْ إِلَىٰ ذِكْرِ ٱللَّهِ  ۚ

    ذَٰلِكَ هُدَى ٱللَّهِ يَهْدِى بِ‍‍هِۦ مَن يَشَآءُ ۚ

    وَمَن يُضْلِلِ ٱللَّهُ فَ‍‍مَا لَهُۥ مِنْ هَادٍ

    Allahu nazzala ahsanal hadeesi

    Kitaabam mutashaa biham masaaniya 

    taqsha'irru minhu juloodul lazeena yakhshawna Rabbahum

    summa taleenu julooduhum wa quloo buhum ilaa zikril laah;

    zaalika hudal laahi yahdee bihee mai yashaaa';

    wa man yudlilil laahu famaa lahoo min haad

    Allah has sent down the best statement
    a scripture its parts resembling each other oft-repeated.
    The skins of those who fear their Raub shiver from it.
    then their skins and their hearts soften to the remembrance of Allah
    that is the guidance of Allah. He guides with it whom he pleases
    and whomsoever Allah sends astray for him there is not any guide.

    Allah ne utari sab se achi baat 
    kitaab ke awwal se aakhir tak ek si hai dohray bayan wali 
    is se baal kharhe hote hain un ke badan par jo apne rab se darte hain,
    phir un ki khalen aur dil naram parhte hain yaad e khuda ki taraf
    yeh Allah ki hidaayat hai raah dikhaay is se jise chahe,
    aur jise Allah gumraah kere use koi raah dikhaane wala nahi ,

    أَفَ‍مَن يَتَّقِى بِوَجْهِهِۦ سُوٓءَ ٱلْعَذَابِ يَوْمَ ٱلْقِيَٰمَةِ ۚ

    وَقِيلَ لِ‍‍لظَّٰلِمِينَ

    ذُوقُوا۟ مَا كُنتُمْ تَكْسِبُونَ

    Afaman yattaqee biwaj hihee sooo'al 'azaabi Yawmal Qiyaamah;

    wa qeela lizzaali meena

    zooqoo maa kuntum taksiboon

    is he then who will confort with his face the awful torment on the day of resurrection?
    And it will be said to the wrong-doers;
    taste what you used to earn!

    to kya woh jo qayamat ke din bore azaab ko apne chehre se rook rha hoga
    nijaat walay ki terhan ho jaye ga
    aur zaalmon se farmaya jaye ga
    apna kamaya chako

     كَذَّبَ ٱلَّذِينَ مِن قَبْلِ‍‍هِمْ

    فَ‍أَتَىٰ‍هُمُ  ٱلْعَذَابُ  مِنْ حَيْثُ لَا يَشْعُرُونَ

    Kazzabal lazeena min qablihim

    fa ataahumul 'azaabu min haisu laa yash'uroon

    those who before them denied
    so the torment came on them from where they not perceive.

    un se aglon ne jhotlaya
    to unhen azaab aaya jahan se unhen khabar nah thi

    فَ‍أَذَاقَ‍‍هُمُ ٱللَّهُ ٱلْخِزْىَ فِى ٱلْحَيَوٰةِ ٱلدُّنْيَا ۖ

    وَلَعَذَابُ ٱلْءَاخِرَةِ أَكْبَرُ ۚ

    لَوْ كَانُوا۟ يَعْلَمُونَ

    Fa azaaqahumu laahul khizya fil hayaatid dunyaa

    wa la'azaabul Aakirati akbar;

    law kaanoo ya'lamoon

    so Allah made them to taste the disgrace in the present life.
    But the torment of the hereafter is greater
    if they only knew.

    aur Allah ne unhen duniya ki zindagi me ruswai ka maza chakaaya
    aur beshak akhirat ka azaab sab se barha,
    kya acha tha agar woh jantay

     وَلَقَدْ ضَرَبْنَا لِلنَّاسِ فِى هَٰذَا ٱلْقُرْءَانِ مِن كُلِّ مَثَلٍ

    لَّعَلَّهُمْ يَتَذَكَّرُونَ

    Wa laqad darabnaa linnaasi fee haazal Qur-aani min kulli masalil

    la'allahum yatazakkaroon

    and indeed we have put forth for men in this Qur’an of every kind similitude
    in order that they may remember.

    aur beshak ham ne logon ke liye is quran me har qisam ki kahawat bayan farmai
    ke kisi terha unhen dheyaan ho

     قُرْءَانًا عَرَبِيًّا غَيْرَ ذِى عِوَجٍ

    لَّعَلَّ‍‍هُمْ يَتَّقُونَ

    Qur-aanan 'Arabiyyan ghaira zee 'iwajil

    la'allahum yattaqoon

    an arabic Qur’an without any crookedness
    in order that they may avoid all evil.

    arabi zabaan ka quran jis me aslan kaji nahi
    ke kahin woh dareen

     ضَرَبَ ٱللَّهُ مَثَلًا رَّجُلًا

    فِيهِ شُرَكَآءُ مُتَشَٰكِسُونَ

    وَرَجُلًا سَلَمًا لِّ‍‍رَجُلٍ

    هَلْ يَسْتَوِيَانِ مَثَلًا ۚ

    ٱلْحَمْدُ لِلَّهِ ۚ

    بَلْ أَكْثَرُهُمْ لَا يَعْلَمُونَ

    Darabal laahu masalar rajulan

    feehi shurakaaa'u mutashaakisoona

    wa rajulan salamal lirajulin

    hal tastawi yaani masalaa;

    alhamdu lillaah;

    bal aksaruhum laa ya'lamoon

    Puts forth Allah a smilitude A man
    belonging many partners disputing with one another
    and a slave man belonging entirely to one master.
    Are those two equal in comparision?
    All praise is due to Allah.
    But most of them do not know.

    Allah ek misaal bayan farmata hai ek ghulam ki
    jis me kayi bad khoo aaqa shareek
    aur ek nire ek Mawla ka,
    kya un dono ka haal ek sa hai
    sab khoobiyan Allah ko
    balkay un ke aksar nahi jantay

     إِنَّ‍‍كَ مَيِّتٌ

    وَ‍إِنَّ‍‍هُم مَّيِّتُونَ

    Innaka maiyitunw

    wa inna hum maiyitunw

    verily you will die
    and verily they will die.

    beshak tumhe intqaal farmana hai
    aur un ko bhi marna hai

     ثُمَّ إِنَّكُمْ يَوْمَ ٱلْقِيَٰمَةِ عِندَ رَبِّكُمْ تَخْتَصِمُونَ

    Summa innakum Yawmal Qiyaamati 'inda Rabbikum takhtasimoon

    then verily you on the day of resurrection you will be disputing before your Raub.

    phir tum qayamat ke din apne rab ke paas jhagrho ge

     فَ‍‍مَنْ أَظْلَمُ مِ‍‍مَّن كَذَبَ عَلَى ٱللَّهِ

    وَكَذَّبَ بِ‍‍ٱلصِّدْقِ إِذْ جَآءَهُۥٓ ۚ

    أَلَ‍‍يْسَ فِى جَهَنَّمَ مَثْوًى لِّ‍‍لْكَٰفِرِينَ

    Faman azlamu mimman kazaba 'alal laahi

    wa kazzaba bissidqi iz jaaa'ah;

    Alaisa fee Jahannama maswal lilkaafir

    then who is worse that one who? Utters a lie against Allah
    and denies the truth when it comes to him.
    Is there not in hell an abode for the disbelievers?

    to is se barh kar zalim kon jo Allah par jhoot bandhay
    aur haq ko jotlay jab is ke paas aaye,
    kya jahannum me kafiroon ka thikana nahi ,

    وَٱلَّذِى جَآءَ بِ‍‍ٱلصِّدْقِ وَصَدَّقَ بِهِۦٓ ۙ

    أُو۟لَٰٓئِكَ هُمُ ٱلْمُتَّقُونَ

    Wallazee jaaa'a bissidqi wa saddaqa biheee

    ulaaa'ika humul muttaqoon

    and he who has brought the truth and believed therein?
    Those are they are the pious people.

    ( 33 ) aur woh jo yeh sach le kar tashreef laaye aur woh jinhon ne un ki tasdeeq ki
     

    لَ‍‍هُم مَّا يَشَآءُونَ عِندَ رَبِّهِمْ ۚ

    ذَٰلِكَ جَزَآءُ ٱلْمُحْسِنِينَ

    Lahum maa yashaaa'oona 'inda Rabbihim;

    zaalika jazaaa'ul muhsineen

    they shall have all that they will desire with their Raub
    that is the reward of those good-doers.

    un ke liye hai, jo woh chahain apne rab ke paas,
    nekon ka yahi sila hai ,

    لِ‍‍يُكَفِّرَ ٱللَّهُ عَنْهُمْ أَسْوَأَ ٱلَّذِى عَمِلُوا۟

    وَيَجْزِيَهُمْ أَجْرَهُم بِ‍‍أَحْسَنِ ٱلَّذِى كَانُوا۟ يَعْمَلُونَ

    Liyukaffiral laahu 'anhum aswa allazee 'amiloo

    wa yajziyahum ajrahum bi ahsanil lazee kaano ya'maloon

    so that Allah may remit from them the evil of what they did
    and give them their reward according to the best of what they used to do.

    taakay Allah un se utaar de bure se bura kaam jo unhon ne kya
    aur unhen un ke sawab ka sila de ache se ache kaam par jo woh karte the ,

     أَلَيْسَ ٱللَّهُ بِكَافٍ عَبْدَهُۥ ۖ

    وَ‍يُخَوِّفُونَ‍كَ بِٱلَّذِينَ مِن دُونِ‍‍هِۦ ۚ

    وَمَن يُضْلِلِ ٱللَّهُ فَ‍مَا لَهُۥ مِنْ هَادٍ

    Alaisal laahu bikaafin 'abdahoo

    wa yukhawwi foonaka billazeena min doonih;

    wa mai yudlilil laahu famaa lahoo min haad

    is Allah not sufficient for his slave?
    And they try to frighten you with those besides him
    and whom Allah sends astray there is not for him any guide.

    kya Allah apne bande ko kaafi nahi
    aur tumhe darate hain is ke siwa ouron se
    aur jise Allah gumraah kere is ka koi hidaayat karne wala nahi ,

    وَمَن يَهْدِ ٱللَّهُ فَ‍مَا لَهُۥ مِن مُّضِلٍّ ۗ

    أَلَيْسَ ٱللَّهُ بِعَزِيزٍ ذِى ٱنتِقَامٍ

    Wa mai yahdil laahu famalahoo mim mudlil;

    Alai sal laahu bi'azeezin zin tiqaam

    and whosoever Allah guides there is not for him any misleader.
    Is not Allah The Most Great One possessor The Avenger ?

    aur jisay Allah hidaayat day use koi bahkanay wala nahi,
    kya Allah izzat wala badla lene wala nahi

    وَ‍لَ‍‍ئِن سَأَلْتَ‍‍هُم

    مَّنْ خَلَقَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضَ

    لَ‍يَقُولُ‍‍نَّ ٱللَّهُ ۚ

    قُلْ أَفَرَءَيْتُم

    مَّا تَدْعُونَ مِن دُونِ ٱللَّهِ

    إِنْ أَرَادَنِىَ ٱللَّهُ بِضُرٍّ

    هَلْ هُنَّ كَٰشِفَٰتُ ضُرِّهِۦٓ

    أَوْ أَرَادَنِى بِرَحْمَةٍ

    هَلْ هُنَّ مُمْسِكَٰتُ رَحْمَتِ‍‍هِۦ ۚ

    قُلْ حَسْبِ‍‍ىَ ٱللَّهُ ۖ

    عَلَيْ‍‍هِ يَتَوَكَّلُ ٱلْمُتَوَكِّلُونَ

    Wa la'in sa altahum

    man khalaqas samaawaati wal arda

    la yaqoolunnal laah;

    qul afara'aitum

    maa tad'oona min doonil laahi

    in araadaniyal laahu bidurrin

    hal hunna kaashi faatu durriheee

    aw araadanee birahmatin

    hal hunna mumsikaatu rahmatih;

    qul hasbiyal laahu

    'alaihi yatawakkalul mutawakkiloon

    and verily if you ask them
    who created the heavens and the earth.
    surely they say:Allah
    say: “Teel me them”
    the things that you invoke besides Allah.
    If Allah intended some harm for me.
    Could they remove his harm?
    Or he intended some mercy for me.
    Could they withold his mercy?
    Say: “sufficient for me is Allah”
    in him those who trust must put their trust.

     

    aur agar tum un se pucho
    aasman aur zameen kis ne banaye
    to zaroor kahen ge Allah ne
    tum farmao bhala batao
    to woh jinhen tum Allah ke siwa pujte ho
    agar Allah mujhe koi takleef pahunchana chahay
    to kya woh is ki bheji howi takleef taall den ge
    ya woh mujh par mohar ( reham ) farmana chahay
    to kya woh is ki mohar ko rokkk rakhen ge
    tum farmao Allah mujhe bas hai
    bharoosay walay is par bharosa karen ,

     قُلْ يَٰ‍‍قَوْمِ

    ٱعْمَلُوا۟ عَلَىٰ مَكَانَتِ‍‍كُمْ

    إِنِّى عَٰمِلٌ ۖ

    فَ‍‍سَوْفَ تَعْلَمُونَ

    Qul yaa qawmi'

    i'maloo 'alaa makaanatikum

    innee 'aamilun

    fasawfa ta'lamoon

    say: My people!
    Work on according to your way
    verily I am working
    then you will come to know.

    tum farmao, ae meri qoum!
    apni jagah kaam kiye jao
    may apna kaam karta hon
    to agay jaan jao ge,

     مَن يَأْتِيهِ عَذَابٌ يُخْزِيهِ

    وَيَحِلُّ عَلَيْهِ عَذَابٌ مُّقِيمٌ

    Mai yaateehi 'azaabuny yukhzeehi

    wa yahillu 'alaihi 'azaabum muqeem

    to whom comes him disgracing torment
    and decends on him an everlasting torment?

    kis par aata hai woh azaab ke use ruswa kere ga
    aur kis par utartaa hai azaab ke reh parhe ga

     إِنَّآ أَنزَلْنَا عَلَيْ‍‍كَ ٱلْكِتَٰبَ لِ‍‍لنَّاسِ بِٱلْحَقِّ ۖ

    فَ‍مَنِ ٱهْتَدَىٰ فَ‍لِ‍نَفْسِ‍‍هِۦ ۖ

    وَمَن ضَلَّ فَ‍‍إِنَّمَا يَضِلُّ عَلَيْ‍‍هَا ۖ

    وَمَآ أَنتَ عَلَيْ‍‍هِم بِوَكِيلٍ

    Innaa anzalnaa 'alaikal Kitaaba linnaasi bilhaqq;

    famanih tadaa falinafsihee

    wa man dalla fa innamaa yadillu 'alaihaa

    wa maaa anta 'alaihim biwakeel

    verily we have sent down to you the scripture for mankind in truth.
    So wosoever accepts the guidance it is only for his ownself
    and whosoever goes astray only for his own loses
    and you are not a trustee over them.

    beshak ham ne tum par yeh kitaab logon ki hidaayat ko haq ke sath utari
    to jis ne raah payi to apne bhalay ko
    aur jo behka woh apne hi buray ko behka
    aur tum kuch un ke zimma daar nahi

     ٱللَّهُ يَتَوَفَّى ٱلْأَنفُسَ حِينَ مَوْتِهَا

    وَٱلَّتِى لَمْ تَمُتْ فِى مَنَامِهَا ۖ

    فَ‍يُمْسِكُ ٱلَّتِى قَضَىٰ عَلَيْهَا ٱلْمَوْتَ

    وَيُرْسِلُ ٱلْأُخْرَىٰٓ إِلَىٰٓ أَجَلٍ مُّسَمًّى ۚ

    إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَءَايَٰتٍ لِّ‍‍قَوْمٍ يَتَفَكَّرُونَ

    Allahu yatawaffal anfusa heena mawtihaa 

    wallatee lam tamut fee manaamihaa

    fa yumsikul latee qadaa 'alaihal mawta

    wa yursilul ukhraaa ilaaa ajalim musammaa;

    inna fee zaalika la Aayaatil liqawmai yatafakkarron

    It is Allah who takes away the soul at the time of their death
    and those that die not during their sleep,
    He keeps those he has ordained for them death
    and sends the rest for a term appointed.
    Verily in that are signs for a people who think deeply.

    Allah jaanon ko wafaat deta hai un ki maot ke waqt
    aur jo na maren unhen un ke sotay me
    phir jis par maot ka hukom farma diya use rok rakhta hai
    aur doosri ek meyaad muqarrar tak chorhe deta hai
    beshak is me zaroor nishaniyan hain sochnay walon ke liye

     أَمِ ٱتَّخَذُوا۟ مِن دُونِ ٱللَّهِ شُفَعَآءَ ۚ

    قُلْ أَوَلَوْ كَانُوا۟ لَا يَمْلِكُونَ شَيْـًٔا

    وَلَا يَعْقِلُونَ

    Amit takhazoo min doonillaahi shufa'aaa';

    qul awalaw kaanoo laa yamlikoona shai'aw

    wa laa ya'qiloon

    Or have they taken intercessors besides Allah?
    Say: even if they were not possessing anything?
    And have no intelligence?

    kya unhon ne Allah ke moqabil kuch sifarshi bana rakhay hain
    tum farmao kya agarchay woh kisi cheez ke maalik na hon
    aur na aqal rakhen ,

     قُل لِّلَّهِ ٱلشَّفَٰعَةُ جَمِيعًا ۖ

    لَّهُۥ مُلْكُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ ۖ

    ثُمَّ إِلَيْهِ تُرْجَعُونَ

    Qul lillaahi shafaa'atu jamee'aa;

    lahoo mulkus samaawaati wal ardi

    summa ilaihi turj'oon

    say: to Allah belongs intercession all.
    His is the sovereignty of the heavens and the earth
    then to him you shall be brought back.

    tum farmao Shafaat to sab Allah ke haath me hai
    isi ke liye hai asmano aur zameen ki badshahi,
    phir tumhe isi ki taraf palatna hai

    وَإِذَا ذُكِرَ ٱللَّهُ وَحْدَهُ

    ٱشْمَأَزَّتْ قُلُوبُ ٱلَّذِينَ لَا يُؤْمِنُونَ بِ‍‍ٱلْءَاخِرَةِ ۖ

    وَإِذَا ذُكِرَ ٱلَّذِينَ مِن دُونِ‍‍هِۦٓ

    إِذَا هُمْ يَسْتَبْشِرُونَ

    Wa izaa zukiral laahu wahdah

    ush ma azzat quloobul lazeena laa yu'minoona bil Aakhirati

    wa izaa zukiral lazeena min dooniheee

    izaa hum yastabshiroon

    and when Allah alone is mentioned
    the hearts of those who not believe in the hereafter are filled with disgust
    and when those besides him are mentioned,
    behold they rejoice.

    aur jab ek Allah ka zikr kya jata hai
    dil simat jatay hain un ke jo akhirat par imaan nahi laatay
    aur jab is ke siwa ouron ka zikr hota hai
    jbhi woh khushiyan manate hain ,

     قُلِ ٱللَّهُمَّ فَاطِرَ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ

    عَٰلِمَ ٱلْغَيْبِ وَٱلشَّهَٰدَةِ

    أَنتَ تَحْكُمُ بَيْنَ عِبَادِكَ

    فِى مَا كَانُوا۟ فِيهِ يَخْتَلِفُونَ

    Qulil laahumma faatiras samaawaati wal ardi '

    Aalimal Ghaibi washshahaadati

    Anta tahkumu baina 'ibaadika

    fee maa kaanoo feehi yakhtalifoon

    say: O Allah creator of the heavens and the earth
    All-Knower of the unseen and the seen.
    You will judge between your slaves
    about what they used to in it to differ.

    tum arz karo ae Allah! asmano aur zameen ke peda karne walay
    nihaan aur ayaan ke jannay walay
    to apne bandon me faisla farmaye ga
    jis me woh ikhtilaaf rakhtay thay
     

     وَلَوْ أَنَّ لِلَّذِينَ ظَلَمُوا۟

    مَا فِى ٱلْأَرْضِ جَمِيعًا

    وَمِثْلَهُۥ مَعَهُۥ

    لَٱفْتَدَوْا۟ بِهِۦ 

    مِن سُوٓءِ ٱلْعَذَابِ يَوْمَ ٱلْقِيَٰمَةِ ۚ

    وَبَدَا لَ‍‍هُم مِّنَ ٱللَّهِ

    مَا لَمْ يَكُونُوا۟ يَحْتَسِبُونَ

    Wa law anna lillazeena zalamoo

    maa fil ardi jamee'anw

    wa mislahoo ma'ahoo

    laftadaw bihee

    min sooo'il azaabi Yawmal Qiyaamah;

    wa badaa lahum minal laahi

    maa lam yakkoonoo yahtasiboon

    and if it were for those who did wrong,
    what is in earth all
    and as much again with it,
    they verily would offer it to ransom with it
    on the day of resurrection from the evil torment
    and there will become apparent to them from Allah
    what they had not been reckoning.

    aur agar zaalmon ke liye hota
    jo kuch zameen me hai sab
    aur is ke sath is jaisa
    to zaroor yeh sab chrhai ( chhurhanay ) me dete
    roz qayamat ke boray azaab se
    aur unhen Allah ki taraf se woh baat zahir howi
    jo un ke khayaal me nahi thi.

     وَبَدَا لَ‍‍هُمْ سَيِّـَٔاتُ مَا كَسَبُوا۟

    وَحَاقَ بِهِم مَّا كَانُوا۟ بِهِۦ يَسْتَهْزِءُونَ

    Wa badaa lahum saiyiaatu maa kasaboo

    wa haaqa bihim maa kaanoo bihee yastahzi'oon

    and they earned will become apparent to them the evils of that which
    and that which they used in it to mock at will encircle them.

    aur un par apni kamaai howi buraiyan khol gayeen
    aur un par aa parha woh jis ki hansi banate the.

    فَ‍‍إِذَا مَسَّ ٱلْإِنسَٰنَ ضُرٌّ دَعَانَا

    ثُمَّ إِذَا خَوَّلْنَٰهُ نِعْمَةً مِّنَّا

    قَالَ إِنَّمَآ أُوتِيتُهُۥ عَلَىٰ عِلْمٍۭ ۚ

    بَلْ هِىَ فِتْنَةٌ

    وَلَٰكِنَّ أَكْثَرَهُمْ لَا يَعْلَمُونَ

    Fa izaa massal insaana durrun da'aanaa

    summa izaa khawwalnaahu ni'matam minna

    qaala innamaaa ootee tuhoo 'alaa 'ilm;

    bal hiya fitna tunw

    wa laakinna aksarahum laa ya'lamoon

    so when harm touches man he calls to us
    then when we have granted him a favour grace from us.
    He say: “Only I was given this grace because of knowledge
    Nay it is only a trial
    but most of them not know.

    phir jab aadmi ko koi takleef pahunchti hai to hame bulaataa hai
    phir jab use ham apne paas se koi Nemat ataa farmaen
    kahta hai yeh to mujhe ek ilm ki badolat mili hai
    balke woh to aazmaish hai
    magar un me bahuton ko ilm nahi.

    قَدْ قَالَ‍‍هَا ٱلَّذِينَ مِن قَبْلِهِمْ

    فَ‍‍مَآ أَغْنَىٰ عَنْ‍‍هُم مَّا كَانُوا۟ يَكْسِبُونَ

    Qad qaalahul lazeena min qablihim

    famaaa aghnaa 'anhum maa kaanoo yaksiboon

    verily said it those before them
    so not availed them that which they were earning.

    un se agle bhi aise hi keh chuke
    to un ka kamaya un ke kuch kaam na aaya.

     فَ‍أَصَابَ‍‍هُمْ سَيِّـَٔاتُ مَا كَسَبُوا۟ ۚ

    وَٱلَّذِينَ ظَلَمُوا۟ مِنْ هَٰٓؤُلَآءِ

    سَيُصِيبُ‍‍هُمْ سَيِّـَٔاتُ مَا كَسَبُوا۟

    وَمَا هُم بِمُعْجِزِينَ

    Fa asaabahum saiyi aatu maa kasaboo;

    wallazeena zalamoo min haaa'ulaaa'i

    sa yuzeebuhum saiyi aatu maa kasaboo

    wa maa hum bimu'jizeen

    so evils of that which they earned overtook them
    and those who did wrong of those
    will overtake them by the results of that which they earned
    and they will not be able to escape.

    to un par parh gai un ki kmaayyon ki buraiyan
    aur woh jo un me zalim hain
    anqareeb un par parhe gi un ki kmayyon ki buraiyan
    aur woh qaboo se nahi nikal satke.

     أَوَلَمْ يَعْلَمُوٓا۟

    أَنَّ ٱللَّهَ يَبْسُطُ ٱلرِّزْقَ لِمَن يَشَآءُ وَيَقْدِرُ ۚ

    إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَءَايَٰتٍ لِّ‍‍قَوْمٍ يُؤْمِنُونَ

    Awalam ya'lamooo

    annal laaha yabsutur rizqa limai yashaaa'u wa yaqdir;

    inna fee zaalika la Aayaatil liqamai yu'minoon

    do they not know?
    That Allah enlarges the provision for whom he wills and straitens it.
    verily in this are signs for the folk who believe.

    kya unhen maloom nahi
    ke Allah rozi koshada karta hai jis ke liye chahe aur tang farmata hai
    beshak us me zaroor nishaniyan hain imaan walon ke liye.

     قُلْ يَٰعِبَادِىَ ٱلَّذِينَ أَسْرَفُوا۟ عَلَىٰٓ أَنفُسِهِمْ

    لَا تَقْنَطُوا۟ مِن رَّحْمَةِ ٱللَّهِ ۚ

    إِنَّ ٱللَّهَ يَغْفِرُ ٱلذُّنُوبَ جَمِيعًا ۚ

    إِنَّ‍‍هُۥ هُوَ ٱلْغَفُورُ ٱلرَّحِيمُ

    Qul yaa'ibaadiyal lazeena asrafoo 'alaaa anfusihim

    laa taqnatoo min rahmatil laah;

    innal laaha yaghfiruz zunooba jamee'aa;

    innahoo Huwal Ghafoorur Raheem

    say: My slaves who have transgressed against themeselves!
    Despair not of the mercy of Allah!
    Verily Allah forgives all sins.
    Truly he is The All Forgiving One The Most Merciful.

    tum farmao ae mere woh Bandoo ! jinhon ne apni jaanon par zayad-ti ki
    Allah ki rahmat se na umeed na ho,
    beshak Allah sab gunah bakhash deta hai
    beshak wohi bakhsne wala meharban hai.

    وَأَنِيبُوٓا۟ إِلَىٰ رَبِّكُمْ

    وَأَسْلِمُوا۟ لَهُۥ

    مِن قَبْلِ أَن يَأْتِيَ‍‍كُمُ ٱلْعَذَابُ

    ثُمَّ لَا تُنصَرُونَ

    Wa aneebooo ilaa Rabbikum

    wa aslimoo lahoo

    min qabli ai yaatiyakumul 'azaabu

    summ laa tunsaroon

    and turn in repentance to your Raub
    and submit to him,
    before that the torment comes upon you
    then you will not be helped.

    aur apne rab ki taraf rujoo lao
    aur us ke huzoor gardan rakho
    qabal is ke ke tum par azaab aaye
    phir tumhari madad na ho.

    وَٱتَّبِعُوٓا۟ أَحْسَنَ مَآ أُنزِلَ إِلَيْ‍‍كُم مِّن رَّبِّكُم

    مِّن قَبْلِ أَن يَأْتِيَ‍‍كُمُ ٱلْعَذَابُ بَغْتَةً

    وَأَنتُمْ لَا تَشْعُرُونَ

    Wattabi'ooo ahsana maaa unzila ilaikum mir Rabbikum min qabli aiyaatiyakumal 'azaabu baghtatanw wa antum laa tash'uroon

     

    and follow the best of that which is sent down to you from your Raub, before the torment that comes on you suddenly while you not perceive.

    ( 55 ) aur us ki pairwi karo jo achi se achi tumahre rab se tumhari taraf utari gayi qabal is ke ke azaab tum par achanak aa jaye aur tumhe khabar na ho.
     

     أَن تَقُولَ نَفْسٌ يَٰحَسْرَتَىٰ

    عَلَىٰ مَا فَرَّطتُ فِى جَنۢبِ ٱللَّهِ

    وَإِن كُنتُ لَمِنَ ٱلسَّٰخِرِينَ

    An taqoola nafsuny yaahasrataa

    'alaa maa farrattu fee jambil laahi

    wa in kuntu laminas saakhireen

    Lest say: a person Alas my grief
    on! That I was undutiful in the side of to Allah
    and that I was indeed among those who mocked.

    ke kaheen koi jaan yeh na kahe ke haae afsos!
    un taqseeron par jo mai ne Allah ke bare me kee
    aur beshak may hansi banaya karta tha

    أَوْ تَقُولَ لَوْ أَنَّ ٱللَّهَ هَدَىٰنِى

    لَكُنتُ مِنَ ٱلْمُتَّقِينَ

    Aw taqoola law annal laaha hadaanee

    lakuntu minal muttaqeen

    Or he should say if only Allah guided me.
    I should indeed have been among the righteous ones.

    ya kahe agar Allah mujhe raah dekhata
    to zaroor may dar walon me hota.

     أَوْ تَقُولَ حِينَ تَرَى ٱلْعَذَابَ

    لَوْ أَنَّ لِى كَرَّةً

    فَأَكُونَ مِنَ ٱلْمُحْسِنِينَ

    Aw taqoola heena taral 'azaaba

    law anna lee karratan

    fa akoona minal muhsineen

    or he should say: “when he sees the torment”
    if only I had another chance,
    then I should be among the good doers.

    ya kahe jab azaab dekhe
    kisi tarah mujhe wapsi mile
    ke may nekon se hojaon.

     بَلَىٰ قَدْ جَآءَتْكَ ءَايَٰتِى

    فَكَذَّبْتَ بِهَا وَٱسْتَكْبَرْتَ

    وَكُنتَ مِنَ ٱلْكَٰفِرِينَ

    Balaa qad jaaa'atka Asyaatee

    fakazzabta bihaa wastak barta

    wa kunta minal kaafireen

    Yes! Verily there came to you my signs ;
    and you denied them, and were proud
    and were among the disbelievers.

    haan kyun nahi beshak tere paas meri ayaten ayen
    to to ne unhen jhatlaya aur takabbur kya
    aur to kafir tha.

     وَيَوْمَ ٱلْقِيَٰمَةِ تَرَى ٱلَّذِينَ كَذَبُوا۟ عَلَى ٱللَّهِ وُجُوهُهُم مُّسْوَدَّةٌ ۚ

    أَلَيْسَ فِى جَهَنَّمَ مَثْوًى لِّلْمُتَكَبِّرِينَ

    Wa yawmal Qiyaamati taral lazeena kazaboo 'alallaahi wujoohuhum muswaddah;

    Alaisa fee jahannama maswal lilmutakabbireen

    and on the day of resurrection you will see those who lied against Allah their faces will be black. Is there not in hell an abode for the arrogants?

    ( 60 ) aur qayamat ke din tum dekho ge unhen jinhon ne Allah par jhoot baandha ke un ke mun kaale hain kya maghrour thikana jahannam me nahi.
     

     وَيُنَجِّى ٱللَّهُ ٱلَّذِينَ ٱتَّقَوْا۟ بِمَفَازَتِهِمْ

    لَا يَمَسُّهُمُ ٱلسُّوٓءُ

    وَلَا هُمْ يَحْزَنُونَ

    Wa yunajjil laahul lazee nat taqaw bimafaazatihim

    laa yamassuhumus sooo'u

    wa laa hum uahzanoon

    and will deliver Allah those who are pious to their places of success.
    Evil shall touch them not.
    And they shall not grieve.

    aur Allah bachaaye ga parhaiz garon ko un ki nijaat ki jagah
    na unhen azaab chowe
    aur na unhen gham ho.

     ٱللَّهُ خَٰلِقُ كُلِّ شَىْءٍ ۖ

    وَهُوَ عَلَىٰ كُلِّ شَىْءٍ وَكِيلٌ

    Allaahu khaaliqu kulli shai'inw

    wa Huwa 'alaa kulli shai'inw Wakeel

    Allah is the creator of all things
    and he is over all thing The Ultimate Strong.

    Allah har cheez ka paida karne wala hai,
    aur woh har cheez ka mukhtaar hai.

     لَّهُۥ مَقَالِيدُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ ۗ

    وَٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ بِـَٔايَٰتِ ٱللَّهِ

    أُو۟لَٰٓئِكَ هُمُ ٱلْخَٰسِرُونَ

    Lahoo maqaaleedus sa maawaati wal ard;

    wallazeena kafaroo bi ayaatil laahi

    ulaaa'ika humul khaasiroon

    To him belongs the keys of the heavens and the earth
    and those who disbelieve in the auyaats of Allah
    Those are they who will be losers.

    usi ke liye hain asmano aur zameen ki kunjiyan
    aur jinhon ne Allah ki ayaton ka inkaar kya
    wohi nuqsaan me hain.

     قُلْ أَفَغَيْرَ ٱللَّهِ تَأْمُرُوٓنِّىٓ أَعْبُدُ

     أَيُّهَا ٱلْجَٰهِلُونَ

    Qul Afaghairal laahi taamurooonneee a'budu

    ayyuhal jaahiloon

    Say: Do you order me to worship other than Allah?
    O you fools!

    tum farmao to kya Allah ke siwa dusre ke poojne ko mujh se kahte ho,
    ae jahilon!

    وَلَقَدْ أُوحِىَ إِلَيْكَ

    وَإِلَى ٱلَّذِينَ مِن قَبْلِكَ

    لَئِنْ أَشْرَكْتَ

    لَيَحْبَطَنَّ عَمَلُكَ

    وَلَتَكُونَنَّ مِنَ ٱلْخَٰسِرِينَ

    Wa laqad oohiya ilaika

    wa ilal lazeena min qablika

    la in ashrakta

    la yahbatanna 'amalu ka

    wa latakoonanna minal khaasireen

    And indeed it has been revealed to you
    and to those who before you;
    if you join others with Allah
    Surely will be in vain your deeds,
    and you will certainly be among the losers.

    aur beshak wahi ki gayi tumhari taraf
    aur tum se aglo ki taraf
    ke use sunene wale agar to ne Allah ka shareek kya
    to zaroor tera sab kya dhara akart jaye ga
    aur zaroor to haar me rahe ga.

     بَلِ ٱللَّهَ فَٱعْبُدْ

    وَكُن مِّنَ ٱلشَّٰكِرِينَ

    Balil laahha fa'bud

    wa kum minash shaakireen

    Nay, but worship Allah
    and be among the grateful ones.

    balke Allah hi ki bandagi kar
    aur shukar walon se ho.

     وَمَا قَدَرُوا۟ ٱللَّهَ حَقَّ قَدْرِهِۦ

    وَٱلْأَرْضُ جَمِيعًا قَبْضَتُهُۥ يَوْمَ ٱلْقِيَٰمَةِ

    وَٱلسَّمَٰوَٰتُ مَطْوِيَّٰتٌۢ بِيَمِينِهِۦ ۚ

    سُبْحَٰنَهُۥ وَتَعَٰلَىٰ عَمَّا يُشْرِكُونَ

    Wa maa qadarul laaha haqqa qadrihee

    wal ardu jamee 'an

    qabdatuhoo Yawmal Qiyaamit

    wassamaawaatu matwiyyaatum biyameenih;

    Subhaanahoo wa Ta'aalaa 'amma yushrikoon

    and they made not just estimate of Allah a just estimate as due to him
    and no the day of resurection whole of the earth will be gresped by his hand,
    and the heavens will be rolled up in his right hand,
    Glorified be he and high is he above all that they associate as pratners with him.

    aur unhon ne Allah ki qader na ki jaisa ke us ka haq tha
    aur woh qayamat ke din sab zamiinon ko samait de ga
    aur us ki qudrat se sab aasman lapet diye jayen ge
    aur un ke shirk se pak aur bartar hai.

     وَنُفِخَ فِى ٱلصُّورِ

    فَصَعِقَ مَن فِى ٱلسَّمَٰوَٰتِ

    وَمَن فِى ٱلْأَرْضِ

    إِلَّا مَن شَآءَ ٱللَّهُ ۖ

    ثُمَّ نُفِخَ فِيهِ أُخْرَىٰ

    فَإِذَا هُمْ قِيَامٌ يَنظُرُونَ

    Wa nufikha fis Soori

    fas'iqa man fis samaawaati

    wa man fil ardi

    illaa man shaa'al lahu

    summa nufikha feehi ukhraa

    fa izaa hum qiyaamuny yanzuroon

    and will be blown in the trumpet
    So fall dead all who are in the heavens
    and all who are on the earth,
    Except him whom Allah wills
    Then it will blown in it a second time
    and then they will be standing looking on.

    aur soor phunkaa jaye ga 
    to be hosh ho jayen ge jitne asmano me hain
    aur jitne zameen me
    magar jise Allah chahe
    phir woh dobarah phunkaa jaye ga
    jbhi woh dekhte howe kharhe ho jayen ge.

     وَأَشْرَقَتِ ٱلْأَرْضُ بِنُورِ رَبِّهَا

     وَوُضِعَ ٱلْكِتَٰبُ

     وَجِا۟ىٓءَ بِٱلنَّبِيِّۦنَ وَٱلشُّهَدَآءِ

    وَقُضِىَ بَيْنَهُم بِٱلْحَقِّ

    وَهُمْ لَا يُظْلَمُونَ

    Wa ashraqatil ardu binoori Rabbihaa

    wa wudi'al Kitaabu

    wa jeee'a bin nabiyyeena wash shuhadaaa'i

    wa qudiya bainahum bilhaqqi

    wa hum laa yuzlamoon

    and the earth will shine with the light of its Raub
    and the scripture will be placed
    and the prophets and the witnesses will be brought forward
    and it will be judged between them with truth
    and they will not be wronged.

    aur zameen jagmaga utthe gi apne rab ke noor se
    aur rakhi jaye gi kitaab
    aur laaye jayen ge anbiya aur yeh nabi aur is ki ummat ke un par gawah hunge
    aur logon me sacha faisla farma diya jaye ga
    aur un par zulm nah ho ga.

     وَوُفِّيَتْ كُلُّ نَفْسٍ مَّا عَمِلَتْ

    وَهُوَ أَعْلَمُ بِمَا يَفْعَلُونَ

    Wa wuffiyat kullu nafsim maa 'amilat

    wa Huwa a'lamubimaa yaf'aloon

    and each person rewarded in full what he did
    and he is best aware of what they do.

    aur har jaan ko us ka kya bharpoor diya jaye ga
    aur use khoob maloom jo woh karte the.

     وَسِيقَ ٱلَّذِينَ كَفَرُوٓا۟ إِلَىٰ جَهَنَّمَ زُمَرًا ۖ

    حَتَّىٰٓ إِذَا جَآءُوهَا

    فُتِحَتْ أَبْوَٰبُهَا

    وَقَالَ لَهُمْ خَزَنَتُهَآ

    أَلَمْ يَأْتِكُمْ رُسُلٌ مِّنكُمْ

    يَتْلُونَ عَلَيْكُمْ ءَايَٰتِ رَبِّكُمْ

    وَيُنذِرُونَكُمْ لِقَآءَ يَوْمِكُمْ هَٰذَا ۚ

    قَالُوا۟ بَلَىٰ

    وَلَٰكِنْ حَقَّتْ كَلِمَةُ ٱلْعَذَابِ عَلَى ٱلْكَٰفِرِينَ

    Wa seeqal lazeena kafaroon ilaa jahannama zumaran

    hattaaa izaa jaaa'oohaa

    futihat abwaabuhaa

    wa qaala lahum khazanatuhaaa

    Alam yaatikum Rusulum minkum

    yatloona 'alaikum Aayaati Rabbikum

    wa yunziroonakum liqaaa'a Yawmikum haazaa;

    qaaloo balaa

    wa laakin haqqat kalimatul 'azaabi 'alal kaafireen

    and those who disbelieve will be driven to hell in groups
    Till when they reach it
    the gates thereof will be opened
    and its keepers will say to them:
    Did not come to you? Prophets from yourselves.
    Reciting to you the ayat of your Raub?
    And warning you the meeting of this day of yours?
    They will say:Yes
    But has been justified the word of torment against the disbelievers.

    aur kafir jahannam ki taraf haanke jayen ge giroh giroh
    yahan tak ke jab wahan pahonchen ge
    us ke darwaze khole jayen ge
    aur us ke Darogha un se kahen ge
    kya tumahre paas tumhe me se woh rasool na aaye the
    jo tum par tumahre rab ki ayaten parhte the
    aur tumhe us din ke milne se darate the,
    kahen ge kyun nahi
    magar azaab ka qaol kafiron par theek utra.

     قِيلَ ٱدْخُلُوٓا۟ أَبْوَٰبَ جَهَنَّمَ

    خَٰلِدِينَ فِيهَا ۖ

    فَبِئْسَ مَثْوَى ٱلْمُتَكَبِّرِينَ

    Qeelad khuloo abwaaba jahannama

    haalideena feeha

    fabi'sa maswal mutakabbireen

    It will be said: Enter you the gates of hell,
    To abide therein
    An evil abode of the arrogants!

    farmaya jaye ga jao jahannam ke darwazon me
    us me hamesha rahne,
    to kya hi bura thikana mutakbbiron ka.

    وَسِيقَ ٱلَّذِينَ ٱتَّقَوْا۟ رَبَّهُمْ إِلَى ٱلْجَنَّةِ زُمَرًا ۖ

    حَتَّىٰٓ إِذَا جَآءُوهَا

    وَفُتِحَتْ أَبْوَٰبُهَا

    وَقَالَ لَهُمْ خَزَنَتُهَا

    سَلَٰمٌ عَلَيْكُمْ طِبْتُمْ

    فَٱدْخُلُوهَا خَٰلِدِينَ

    Wa seeqal lazeenat taqaw Rabbahum ilal Jannati zumaran

    hattaaa izaa jaaa'oohaa

    wa futihat abwaabuhaa

    wa qaala lahum khazanatuhaa

    salaamun 'alaikum tibtum

    fadkhuloohaa khaalideen

    and those who their beware avoid to their Raub will be driven to paradise in groups
    Till when they reached it
    and gates will be opened its
    and its keepers will say to them:
    Peace be so you have done well upon you
    So enter it to abide therein.

    aur jo apne rab se darte the un ki swaryan giroh giroh jannat ki taraf chalaye jayen gi,
    yahan tak ke jab wahan pahunchen ge
    aur us ke darwaze khole howe honge
    aur us ke Darogha un se kahen ge
    salam tum par tum khoob rahe
    to jannat me jao hamesha rahne.

     وَقَالُوا۟ ٱلْحَمْدُ لِلَّهِ

    ٱلَّذِى صَدَقَنَا وَعْدَهُۥ

    وَأَوْرَثَنَا ٱلْأَرْضَ

    نَتَبَوَّأُ مِنَ ٱلْجَنَّةِ حَيْثُ نَشَآءُ ۖ

    فَنِعْمَ أَجْرُ ٱلْعَٰمِلِينَ

    Wa qaalull hamdu lillaahil

    lazee sadaqanaa wa'dahoo

    wa awrasanal arda

    natabaw wa-u minal jannati haisu nashaaa'u

    fani'ma ajrul 'aamileen

    and they will say: All the praise is due to Allah
    Who has fulfiled his promise
    and has made us inherit the land,
    We can dwell in paradise where we will.
    How excellent a reward for the workers!

    ( 74 ) aur woh kahen ge sab khoobiyan Allah ko jis ne apna wada ham se sacha kya aur hame us zameen ka waris kya ke ham jannat me rahen jahan chahen, to kya hi achcha sawab kaamiyon ( ache kaam karne walon ) ka.

    وَتَرَى ٱلْمَلَٰٓئِكَةَ حَآفِّينَ مِنْ حَوْلِ ٱلْعَرْشِ

    يُسَبِّحُونَ بِحَمْدِ رَبِّهِمْ ۖ

    وَقُضِىَ بَيْنَهُم بِٱلْحَقِّ

    وَقِيلَ ٱلْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ ٱلْعَٰلَمِينَ

     

    Wa taral malaaa'ikata haaaffeena min hawlil 'Arshi

    yusabbihoona bihamdi Rabbihim

    wa qudiya bainahum bilhaqqi

    wa qeelal hamdu lillaahi Rabbil 'aalameen 

    and will you see the angels surrounding from all around the throne
    Glorifying the praise of their Raub,
    and will be judged among them with truth.
    And it will be said all praise is due to Allah the Raub of the worlds.

    ( 75 ) aur tum farshton ko dekho ge arsh ke aas paas halqa kiye –apne rab ki tareef ke saath us ki paki bolte aur logon me sacha faisla farma diya jaye ga aur kaha jaye ga ke sab khoobiyan Allah ko jo saare jahan ka rab.

    Back To Top


    © Copyright 2016 | All Rights Reserved.