The Living Verses

Enter Quran

To play video click icon of your choice.

  • Arabic text

  • Urdu text

  • Roman Translation

  • English Translation

  • Urdu Translation

  • 41
    Fussilat / Ha Mim
    Expounded / Ha Mim
    سورة فصّلت
    Total Ayaat: 54
    Language


     ح‍‍مٓ

    Haa Meeem

    Haa meem

    Haa meem

     تَنزِيلٌ مِّنَ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ

    Tanzeelum Minar-Rahmaanir-Raheem

    A revelation from the Most Gracious The Most Merciful

    yeh utaara hai barhe raham wale maharban ka.

     كِتَٰبٌ فُصِّلَتْ ءَايَٰتُهُۥ قُرْءَانًا عَرَبِيًّا

    لِّ‍‍قَوْمٍ يَعْلَمُونَ

    Kitaabun fussilat Aayaatuhoo Qur-aanan 'Arabiyyal

    liqawminy ya'lamoon

    A scripture its Auyaats are explained Qur’an in arabic
    for people who know.

    ek kitaab hai jis ki ayaten mufassal farmai gayin arabi quran
    aqal walon ke liye.

     بَشِيرًا وَنَذِيرًا

    فَ‍‍أَعْرَضَ أَكْثَرُهُمْ

    فَ‍‍هُمْ لَا يَسْمَعُونَ

    Basheeranw wa nazeeran

    fa-a'rada aksaruhum

    fahum laa yasma'oon

    Giving glad tidings  and warning
    but most of them turn away
    So they not listen

    khushkhabri deta aur dar sunataa
    to un me aksar ne munh phera
    to woh sunte hi nahi.

    وَقَالُوا۟ قُلُوبُنَا فِىٓ أَكِنَّةٍ

    مِّمَّا تَدْعُونَآ إِلَيْهِ

    وَفِىٓ ءَاذَانِنَا وَقْرٌ

    وَمِنۢ بَيْنِ‍‍نَا وَبَيْنِ‍‍كَ حِجَابٌ

    فَ‍‍ٱعْمَلْ إِنَّ‍‍نَا عَٰمِلُونَ

    Wa qaaloo quloobunaa feee akinnatim

    mimmaa tad'oonaaa ilaihi

    wa feee aazaaninaa waqrunw

    wa mim baininaa wa bainika hijaabun

    fa'mal innanaa 'aamiloon

    and they say: our hearts are in coverings
    from that which you invite us to it
    and in our ears is deafness
    and between us and you is a screen partition
    so work you. verily we are working!

    aur bole hamare dil ghilaaf me hain
    is baat se jis ki taraf tum hame bulate ho
    aur hamare kaanon me tent ( roi ) hai
    aur hamare aur tumahre darmiyan rok hai
    to tum apna kaam karo ham apna kaam karte hain.

     قُلْ إِنَّمَآ أَنَا۠ بَشَرٌ مِّثْلُ‍‍كُمْ

    يُوحَىٰٓ إِلَ‍‍ىَّ

    أَنَّمَآ إِلَٰهُكُمْ إِلَٰهٌ وَٰحِدٌ

    فَ‍‍ٱسْتَقِيمُوٓا۟ إِلَيْهِ وَٱسْتَغْفِرُوهُ ۗ

    وَوَيْلٌ لِّ‍لْمُشْرِكِينَ

    Qul innamaaa ana basharum mislukum

    yoohaaa ilaiya

    annamaaa ilaahukum Ilaahunw Waahidun

    fastaqeemooo ilaihi wastagfirooh;

    wa wailul lil mushrikeen

    Say Only I am a human being like you.
    it is inspired to me
    that your god is god one
    so therefoe take straight way to him and seek forgiveness from him
    and woe to polytheists pagans!

    tum farmao aadmi hone me to may tumhe jaisa hon
    mujhe wahi hoti hai
    ke tumhara mabood ek hi mabood hai,
    to is ke huzoor seedhe raho aur is se maffi mango
    aur kharabi hai shirk walon ko.

    ٱلَّذِينَ لَا يُؤْتُونَ ٱلزَّكَوٰةَ

    وَهُم بِ‍‍ٱلْءَاخِرَةِ هُمْ كَٰفِرُونَ

    Allazeena laa yu'toonaz Zakaata

    wa hum bil-Aakhirati hum kaafiroon

    those who give not charity
    and they are disbelievers they are in the hereafter.

    woh jo zakat nahi dete
    aur woh akhirat ke munkir hain.

     إِنَّ ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ وَعَمِلُوا۟ ٱلصَّٰلِحَٰتِ

    لَ‍‍هُمْ أَجْرٌ غَيْرُ مَمْنُونٍ

    Innal lazeena aamanoo wa 'amilus saalihaati

    lahum ajrun ghairu mamnoon 

    verily those who believe and do righteous deeds
    for them will be reward without end.

    beshak jo imaan laaye aur achche kaam kiye
    un ke liye be intahaa sawab hai.

    قُلْ أَئِنَّ‍‍كُمْ لَتَكْفُرُونَ

    بِٱلَّذِى خَلَقَ ٱلْأَرْضَ فِى يَوْمَيْنِ

    وَتَجْعَلُونَ لَهُۥٓ أَندَادًا ۚ

    ذَٰلِكَ رَبُّ ٱلْعَٰلَمِينَ

    Qul A'innakum latakfuroona

    billazee khalaqal arda fee yawmaini

    wa taj'aloona lahooo andaadaa;

    zaalika Rabbul 'aalameen

    say: do you verily disbelieve
    in him who created the earth in two days?
    And you set up with him rivals?
    That is the Lord of the entire world.

    tum farmao kya tum log is ka inkaar rakhte ho
    jis ne do din me zameen banai
    aur is ke hamsar tahrate rahe
    woh hai saare Jahan ka rab.

     وَجَعَلَ فِيهَا رَوَٰسِىَ مِن فَوْقِ‍‍هَا

    وَبَٰرَكَ فِي‍‍هَا

    وَقَدَّرَ فِي‍‍هَآ أَقْوَٰتَهَا فِىٓ أَرْبَعَةِ أَيَّامٍ

    سَوَآءً لِّ‍لسَّآئِلِينَ

    Wa ja'ala feehaa rawaa siya min fawqihaa

    wa baaraka feehaa

    wa qaddara feehaaaa aqwaatahaa feee arba'ati ayyaamin

    sawaaa'al lissaaa'ileen

    and he placed firm mountains form above it
    and he blessed therin
    and measured therein its sustenance in four days
    equal for those who ask.

    aur us me us ke upar se langar daale
    aur is me barket rakhi
    aur us me is ke basne walon ki roziyan muqarrar keen chaar din me
    theek jawab poochne walon ko.

     ثُمَّ ٱسْتَوَىٰٓ إِلَى ٱلسَّمَآءِ وَهِىَ دُخَانٌ

    فَ‍قَالَ لَهَا وَلِ‍‍لْأَرْضِ ٱئْتِيَا طَوْعًا أَوْ كَرْهًا

    قَالَتَآ أَتَيْنَا طَآئِعِينَ

    Summas tawaaa ilas-samaaa'i wa hiya dukhaanun

    faqaala lahaa wa lil ardi'tiyaaa taw'an aw karhan

    qaalataaa atainaa taaa'i'een

    then he rose over towards the heavens while it was smoke
    and said to it and to the earth come both of you willingly or unwillingly?
    They both said: “we come willingly

    phir aasman ki taraf qasad farmaya aur woh dhuwan tha
    to us se aur zameen se farmaya ke dono haazir ho khushi se chahe na khushi se,
    dono ne arz ki ke ham raghbat ke saath haazir howe.

    فَ‍‍قَضَىٰهُنَّ سَبْعَ سَمَٰوَاتٍ فِى يَوْمَيْنِ

    وَأَوْحَىٰ فِى كُلِّ سَمَآءٍ أَمْرَهَا ۚ

    وَزَيَّنَّا ٱلسَّمَآءَ ٱلدُّنْيَا بِ‍مَصَٰبِيحَ وَحِفْظًا ۚ

    ذَٰلِكَ تَقْدِيرُ ٱلْعَزِيزِ ٱلْعَلِيمِ

    Faqadaahunna sab'a samaawaatin fee yawmaini

    wa awhaa fee kulli samaaa'in amarahaa;

    wa zaiyannassa maaa'ad dunyaa bimasaabeeha wa hifzaa;

    zaalika taqdeerul 'Azeezil 'Aleem

    then he completed and finished from their creation seven heavens in two days
    and he made in each heaven its affairs
    and we adorned heaven the nearest with lamps stars as well as to guard
    such is the decree of The Most Great One The Omniscient

    to unhen poore saat aasman kar diya do din me
    aur har aasman me isi ke kaam ke ahkaam bheje
    aur ham ne neeche ke aasman ko charaghoon se aarasta kya aur nigehbani ke liye 
    yeh is izzat wale ilm wale ka tahraya howa hai.

    فَ‍‍إِنْ أَعْرَضُوا۟

    فَ‍‍قُلْ أَنذَرْتُ‍‍كُمْ صَٰعِقَةً

    مِّثْلَ صَٰعِقَةِ عَادٍ وَثَمُودَ

    Fa-in a'radoo

    faqul anzartukum saa'iqatam

    misla saa'iqati 'Aadin wa Samood

    but if they turn away
    they say: “I have warned you a destructive awful cry thunder-bolt
    like the thunder-bolt of Aad and Thamud”.

    phir agar woh munh pheren
    to tum farmao ke may tumhe darata hon ek kadak se
    jaisi kadak Aad aur samood par aayi thi.

    إِذْ جَآءَتْ‍‍هُمُ ٱلرُّسُلُ مِنۢ بَيْنِ أَيْدِيهِمْ وَمِنْ خَلْفِهِمْ

    أَلَّا تَعْبُدُوٓا۟ إِلَّا ٱللَّهَ ۖ

    قَالُوا۟ لَوْ شَآءَ رَبُّنَا لَأَنزَلَ مَلَٰٓئِكَةً

    فَ‍‍إِنَّا بِمَآ أُرْسِلْتُم بِهِۦ كَٰفِرُونَ

    Iz jaaa'at humur Rusulu mim baini aydeehim wa min khalfihim

    allaa ta'budooo illal laaha

    qaaloo law shaaa'a Rabunaa la anzala malaaa 'ikatan

    fa innaa bimaaa ursiltum bihee kaafiroon

    when the prophets came to them from before them and from behind them
    saying: “do not worship but Allah
    they said: if our Raub had so willed he would surely have sent angles
    so indeed we disbelieve in what with you have been sent.

    jab rasool un ke age peeche phirte the
    ke Allah ke siwa kisi ko nah poojo,
    bole hamara rab chahta to farishte utarta
    to jo kuch tum le kar bheje gaye ham use nahi mante.

    فَأَمَّا عَادٌ فَ‍‍ٱسْتَكْبَرُوا۟ فِى ٱلْأَرْضِ بِ‍‍غَيْرِ ٱلْحَقِّ

    وَقَالُوا۟ مَنْ أَشَدُّ مِ‍‍نَّا قُوَّةً ۖ

    أَوَلَمْ يَرَوْا۟ أَنَّ ٱللَّهَ ٱلَّذِى خَلَقَ‍‍هُمْ

    هُوَ أَشَدُّ مِنْ‍‍هُمْ قُوَّةً ۖ

    وَكَانُوا۟ بِـَٔ‍‍ايَٰتِنَا يَجْحَدُونَ

    Fa ammaa 'Aadun fastak baroo fil ardi bighairul haqqi

    wa qaaloo man ashaddu minnaa quwwatan

    Awalam yaraw annal laahal lazee khalaqahum

    Huwa ashaddu minhum quwwatanw

    wa kaanoo bi Aayaatinaa yajhadoon

    as for Ad they were arrogant in the land without right
    and they said: Who is mighter than us in strenght”
    do they not see? That Allah who created them
    he mighter in strenght than them
    and they used to deny in our signs .

    to woh jo Aad the unhon ne zameen me na-haq takabbur kya
    aur bole ham se ziyada kis ka zor,
    aur kya unhon ne nah jana ke Allah jis ne unhen banaya
    un se ziyada Qawi hai,
    aur hamari ayaton ka inkaar karte the.

     فَ‍‍أَرْسَلْنَا عَلَيْهِمْ رِيحًا صَرْصَرًا

    فِىٓ أَيَّامٍ نَّحِسَاتٍ

    لِّ‍نُذِيقَ‍‍هُمْ عَذَابَ ٱلْخِزْىِ فِى ٱلْحَيَوٰةِ ٱلدُّنْيَا ۖ

    وَلَ‍‍عَذَابُ ٱلْءَاخِرَةِ أَخْزَىٰ ۖ

    وَهُمْ لَا يُنصَرُونَ

    Fa arsalnaa 'alaihim reehan sarsaran

    feee ayyaamin nahisaatil

    linuzeeqahum 'azaabal khizyi fil hayaatid dunyaa

    wa la'azaabul Aakhirati akhzaa

    wa hum laa yunsaroon

    so we sent upon them furious wind
    in days of evil omen
    than we might give them a taste torment of the disbgracing in this worldly life
    and surely the torment of hereafter will be more disgracing
    and they will not be helped.

    to ham ne un par ek aandhi bheje sakht garaj ki
    un ki shamat ke dinon me
    ke ham unhen ruswai ka azaab chakhayen duniya ki zindagi me
    aur beshak akhirat ke azaab me sab se badi ruswai hai
    aur un ki madad nah ho gi.

    وَأَمَّا ثَمُودُ فَ‍‍هَدَيْ‍نَٰ‍‍هُمْ

    فَ‍‍ٱسْتَحَبُّوا۟ ٱلْعَمَىٰ عَلَى ٱلْهُدَىٰ

    فَ‍‍أَخَذَتْ‍‍هُمْ صَٰعِقَةُ ٱلْعَذَابِ ٱلْهُونِ بِ‍مَا كَانُوا۟ يَكْسِبُونَ

    Wa ammaa Samoodu fahadinaahum

    fastahabbul 'ama 'alal huda

    fa akhazathum saa'iqatul 'azaabil hooni

    bimaa kaanoo yaksiboon

    and as for thamud we guided them
    but they preferred bindness to over guidance
    then seized them a destructive cry of disgracing torment
    because of what they used to earn.

    aur rahe samood unhen ham ne raah dikhayi
    to unhon ne sujhne par andhe hone ko pasand kya
    to unhen zillat ke azaab ki karhak ne aa liya
    saza un ke kiye ki.

     وَنَجَّيْنَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ وَكَانُوا۟ يَتَّقُونَ

    Wa najjainal lazeena aamanoo wa kaanoo yattaqoon

    and we saved those who believed and used to beware avoid Allah.

    aur ham ne unhen bacha liya jo imaan laaye aur darte the.

     وَيَوْمَ يُحْشَرُ أَعْدَآءُ ٱللَّهِ إِلَى ٱلنَّارِ

    فَ‍‍هُمْ يُوزَعُونَ

    Wa yawma yuhsharu a'daaa'ul laahi ilan Naari

    fahum yooza'oon

    and remember the day that the enemies of Allah will be gathered to the fire
    so they will be collected there.

    aur jis din Allah ke dushman aag ki taraf haanke jayen ge
    to un ke aglo ko roken ge.

    حَتَّىٰٓ إِذَا مَا جَآءُوهَا

    شَهِدَ عَلَيْهِمْ سَمْعُهُمْ وَأَبْصَٰرُهُمْ وَجُلُودُهُم

    بِ‍‍مَا كَانُوا۟ يَعْمَلُونَ

    Hattaaa izaa maa jaaa'oohaa

    shahida 'alaihim samu'uhum wa absaaruhum wa julooduhum

    bimaa kaanoo ya'maloon

    till when what they reached it
    will testify against them their hearing and their eyes and their skins
    to what they used to do.

    yahan tak ke jab wahan pahunchen ge 
    un ke kaan aur un ki ankhen aur un ke chamrhe gawahi den ge
    sab un par un ke kiye ki 

    وَقَالُوا۟ لِ‍جُلُودِهِمْ

    لِمَ شَهِدتُّمْ عَلَيْنَا ۖ

    قَالُوٓا۟ أَنطَقَنَا ٱللَّهُ

    ٱلَّذِىٓ أَنطَقَ كُلَّ شَىْءٍ

    وَهُوَ خَلَقَ‍‍كُمْ أَوَّلَ مَرَّةٍ

    وَإِلَيْهِ تُرْجَعُونَ

    Wa qaaloo lijuloodihim

    lima shahittum 'alainaa

    qaaloo antaqanal laah

    ul lazeee antaqa kulla shai'inw

    wa Huwa khalaqakum awwala marratinw

    wa ilaihi turja'oon

    and they will say to their skins
    why do you testify against us”?
    they will say:Allah has caused us to speak
    he who causes to speak all things
    and he created you the first time
    and to him you are made to return.

    aur woh apni khaalon se kahen ge
    tum ne ham par kyun gawahi di,
    woh kahen gi hame Allah ne bolwaya
    jis ne har cheez ko goyai bakhshi
    aur us ne tumhe pahli baar banaya
    aur isi ki taraf tumhe phirna hai.

    وَمَا كُنتُمْ تَسْتَتِرُونَ

    أَن يَشْهَدَ عَلَيْكُمْ سَمْعُ‍‍كُمْ

    وَلَآ أَبْصَٰرُكُمْ وَلَا جُلُودُكُمْ

    وَلَٰكِن ظَنَن‍‍تُمْ

    أَنَّ ٱللَّهَ لَا يَعْلَمُ كَثِيرًا مِّمَّا تَعْمَلُونَ

    Wa maa kuntum tastatiroona

    ai-yashhada 'alaikum sam'ukum

    wa laaa absaarukum wa laa juloodukum

    wa laakin zanantum

    annal laaha laa ya'lamu kaseeram mimmaa ta'maloon

    and you have not been hiding
    lest testify against you your ears
    nor your eyes and not your skins
    but you thought
    that Allah not know much of what you were doing!

    aur tum is se kahan chop kar jate the
    ke tum par gawahi den tumahre kaan
    aur tumhari ankhen aur tumhari kha len
    lekin tum to yeh samjhe bethy the
    ke Allah tumahre bahut se kaam nahi jaanta.

    وَذَٰلِ‍‍كُمْ ظَنُّكُمُ

    ٱلَّذِى ظَنَنتُم بِ‍رَبِّكُمْ

    أَرْدَىٰ‍‍كُمْ

    فَ‍‍أَصْبَحْتُم مِّنَ ٱلْخَٰسِرِينَ

    Wa zaalikum zannukum

    ul lazee zanantum bi-Rabbikum

    ardaakum

    fa asbahtum minal khaasireen

    and that thought of yours
    which you thought about your Raub
    has brought you to destruction
    and you have become of those utterly lost.

    aur yeh hai tumhara woh gumaan
    jo tum ne apne rab ke saath kya
    aur is ne tumhe halaak kar diya
    to ab rah gaye hare huoon me.

    فَ‍‍إِن يَصْبِرُوا۟ فَ‍‍ٱلنَّارُ مَثْوًى لَّ‍‍هُمْ ۖ

    وَإِن يَسْتَعْتِبُوا۟ فَ‍مَا هُم مِّنَ ٱلْمُعْتَبِينَ

    Fa-iny yasbiroo fan Naaru maswal lahum

    wa iny-yasta'tiboo famaa hum minal mu'tabeen

    then if they have patience yet the fire will be a home for them
    and if they beg to be excused yet not they of those who will ever be excused.

    phir agar woh sabr karen to aag un ka thikana hai
    aur agar woh manana chahen to koi un ka manana nah mane.

     وَقَيَّضْنَا لَ‍‍هُمْ قُرَنَآءَ

    فَ‍‍زَيَّنُوا۟ لَ‍‍هُم مَّا بَيْنَ أَيْدِيهِمْ وَمَا خَلْفَهُمْ

    وَحَقَّ عَلَيْ‍‍هِمُ ٱلْقَوْلُ

    فِىٓ أُمَمٍ قَدْ خَلَتْ مِن قَبْلِ‍‍هِم

    مِّنَ ٱلْجِنِّ وَٱلْإِنسِ ۖ

    إِنَّ‍‍هُمْ كَانُوا۟ خَٰسِرِينَ

    Wa qaiyadnaa lahum quranaaa'a

    fazaiyanoo lahum maa baina aideehim wa maa khalfahum

    wa haqqa 'alaihimul qawlu

    feee umamin  qad khalat min qablihim

    minal jinni wal insi

    innahum kaanoo khaasireen

    and we have assigned for them intimate companions
    who have made fair seeming to them what was before them and what was behind them
    and is justified against them the world,
    in nations verily that have passed away before them
    of jinns and men
    indeed they were losers.

    aur ham ne un par kuch saathi tainaat kiye
    unhon ne unhen bhala kar diya jo un ke age hai aur jo un ke peeche
    aur un par baat poori howi
    un girohoon ke sath jo un se pehle guzar chuke
    jin aur admion ke,
    beshak woh zayan kar the.

     وَقَالَ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟

    لَا تَسْمَعُوا۟ لِهَٰذَا ٱلْقُرْءَانِ

    وَٱلْغَوْا۟ فِي‍‍هِ لَعَلَّ‍كُمْ تَغْلِبُونَ

    Wa qaalal lazeena kafaroo

    laa tasma'oo lihaazal Quraani

    walghaw feehi la'allakum taghlihoon

    and those who disbelieve say:
    “do not listen to this Qur’an
    and make noise in it that you may overcome”.

    aur kafir bole
    yeh quran nah suno
    aur is me behooda ghul karo shayad yuhin tum ghalib aao.

     فَ‍لَ‍نُذِيقَ‍‍نَّ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ عَذَابًا شَدِيدًا

    وَلَ‍نَجْزِيَ‍نَّ‍‍هُمْ أَسْوَأَ ٱلَّذِى كَانُوا۟ يَعْمَلُونَ

    Falanuzeeqannal lazeena kafaroo 'azaaban shadeedanw

    wa lanajziyannahum aswallazee kaanoo ya'maloon

    but surely we shall cause those who disbelieve to taste a severe torment
    and we shall requite them the worst of what they used to do.

    to beshak zaroor ham kafiron ko sakht azaab chkhayen ge
    aur beshak ham un ke bure se bure kaam ka unhen badla den ge.

    ذَٰلِكَ جَزَآءُ أَعْدَآءِ ٱللَّهِ ٱلنَّارُ ۖ

    لَ‍‍هُمْ فِي‍هَا دَارُ ٱلْخُلْدِ ۖ

    جَزَآءًۢ بِمَا كَانُوا۟ بِـَٔ‍ايَٰتِ‍‍نَا يَجْحَدُونَ

    Zaalika jazaaa'u a'daaa'il laahin Naaru

    lahum feehaa daarul khuld,

    jazaaa'am bimaa kaanoo bi aayaatinaa yajhdoon

    that is the recompense of the enemies of Allah the fire
    therein will be for them home the eternal
    recompense for what they used to our auyaats to deny.

    yeh hai Allah ke dushmanon ka badla aag,
    us me unhen hamesha rehna hai,
    saza is ki ke hamari ayaton ka inkaar karte the.

     وَقَالَ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ رَبَّنَآ

    أَرِنَا ٱلَّذَيْنِ أَضَلَّانَا مِنَ ٱلْجِنِّ وَٱلْإِنسِ

    نَجْعَلْ‍‍هُمَا تَحْتَ أَقْدَامِنَا

    لِيَكُونَا مِنَ ٱلْأَسْفَلِينَ

    Wa qaalal lazeena kafaroo Rabbanaaa

    arinal lazaini adal laanaa minal jinni wal insi

    naj'alhumaa tahta aqdaaminaa

    liyakoonaa minal asfaleen

    and those who disbelieve will say: Our Raub!
    Show us those who from jinn and men led us astray
    we shall put them under our feet
    so that they become of the lowest.

    aur kafir bole ae hamare rab
    hame dikha woh dono jin aur aadmi jinhon ne hame gumraah kya
    ke ham unhen apne paon taley dalain
    ke woh har neeche se neeche rahen.

    إِنَّ ٱلَّذِينَ قَالُوا۟ رَبُّنَا ٱللَّهُ ثُمَّ ٱسْتَقَٰمُوا۟

    تَتَنَزَّلُ عَلَيْ‍‍هِمُ ٱلْمَلَٰٓئِكَةُ

    أَلَّا تَخَافُوا۟ وَلَا تَحْزَنُوا۟

    وَأَبْشِرُوا۟ بِ‍‍ٱلْجَنَّةِ ٱلَّتِى كُنتُمْ تُوعَدُونَ

    Innal lazeena qaaloo Rabbunal laahu summas taqaamoo

    tatanazzalu 'alaihimul malaaa 'ikatu

    allaa takhaafoo wa laa tahzanoo

    wa abshiroo bil Jannnatil latee kuntum too'adoon

    Verily those who say: “Our Raub is Allah then they stick to the straight way
    on them angels will decend
    saying: “Do not fear” and not grieve
    but receive the glad tidings of paradise which you have been promised.

    beshak woh jinhon ne kaha hamara rab Allah hai phir is par qaim rahe
    un par farishte utarte hain
    ke nah daro aur na gham karo
    aur khush ho is jannat par jis ka tumhe wada diya jata tha.

     نَحْنُ أَوْلِيَآؤُكُمْ فِى ٱلْحَيَوٰةِ ٱلدُّنْيَا وَفِى ٱلْءَاخِرَةِ ۖ

    وَلَ‍‍كُمْ فِي‍‍هَا مَا تَشْتَهِىٓ أَنفُسُكُمْ

    وَلَ‍‍كُمْ فِي‍‍هَا مَا تَدَّعُونَ

    Nahnu awliyaaa'ukum fil hayaatid dunyaa wa fil Aakhirati

    wa lakum feehaa maa tashtaheee anfusukum

    wa lakum feehaa ma tadda'oon

    we have been your friends in the life of the world and in the hereafter
    and therein you shall have that your inners-selves desire
    and therein you shall have for what you ask.

    ham tumahre dost hain duniya ki zindagi me aur akhirat me
    aur tumahre liye hai is me jo tumhara jee chahe
    aur tumahre liye is me jo mango.

     نُزُلًا مِّنْ غَفُورٍ رَّحِيمٍ

    Nuzulam min Ghafoorir Raheem

    “An entertainment from The All Forgiving One The Most Merciful

    mehmani bakhsne wale meharban ki taraf se.

    وَمَنْ أَحْسَنُ قَوْلًا

    مِّ‍‍مَّن دَعَآ إِلَى ٱللَّهِ وَعَمِلَ صَٰلِحًا

    وَقَالَ إِنَّ‍‍نِى مِنَ ٱلْمُسْلِمِينَ

    Wa man ahsanu qawlam

    mimman da'aaa ilal laahi wa 'amila saalihanw

    wa qaala innanee minal muslimeen

    and who is better in speech?
    Than he who invites to Allah and does righteous
    and say: “I am one of the Muslims

    aur us se ziyada kis ki baat achi
    jo Allah ki taraf bolaye aur neki kere
    aur ke kahe may musalman hon.

     وَلَا تَسْتَوِى ٱلْحَسَنَةُ وَلَا ٱلسَّيِّئَةُ ۚ

    ٱدْفَعْ بِ‍‍ٱلَّتِى هِىَ أَحْسَنُ

    فَ‍‍إِذَا ٱلَّذِى بَيْنَ‍‍كَ وَبَيْنَهُۥ عَدَٰوَةٌ

    كَأَنَّ‍‍هُۥ وَلِىٌّ حَمِيمٌ

    Wa laa tastawil hasanatu wa las saiyi'ah;

    idfa' billatee hiya ahsanu

    fa'izal lazee bainaka wa bainahoo 'adaawatun

    ka'annahoo waliyun hameem

    and the good deed and the evil deed can not are equal.
    Repel with one which is better
    then verily he who between you and between him enmity
    as though he was a close friend.

    aur neki aur badi barabar nah ho jayen gi,
    ae suneney wale buraiee ko bhalai se taall
    jbhi woh ke tujh me aur is me dushmani thi
    aisa ho jaye ga jaisa ke gahra dost.

     وَمَا يُلَقَّىٰ‍‍هَآ إِلَّا ٱلَّذِينَ صَبَرُوا۟

    وَمَا يُلَقَّىٰ‍‍هَآ إِلَّا ذُو حَظٍّ عَظِيمٍ

    Wa maa yulaqqaahaaa illal lazeena sabaroo

    wa maa yulaqqaahaaa illaa zoo hazzin 'azeem

    but none is granted it except those who are patient
    and none is granted it except the owner of happiness most fortunate of great portion.

    aur yeh daolat nahi millti magar sabiron ko,
    aur use nahi paata magar barhe naseeb wala.

    وَإِمَّا يَنزَغَنَّ‍‍كَ مِنَ ٱلشَّيْطَٰنِ نَزْغٌ

    فَٱسْتَعِذْ بِٱللَّهِ ۖ

    إِنَّ‍‍هُۥ هُوَ ٱلسَّمِيعُ ٱلْعَلِيمُ

    Wa immaa yanzaghannaka minash Shaitaani nazghun

    fasta'iz billaahi

    innahoo Huwas Samee'ul 'Aleem

    and if whisper comes to you from satan an evil prodding
    seek refuge in Allah.
    Verily he is The All Hearing One The Omniscient

    aur agar tujhe shaitan ka koi kuncha ( takleef ) pahunche
    to Allah ki panah maang
    beshak wohi sunta jaanta hai.

     وَمِنْ ءَايَٰتِ‍‍هِ ٱلَّيْلُ وَٱلنَّهَارُ وَٱلشَّمْسُ وَٱلْقَمَرُ ۚ

    لَا تَسْجُدُوا۟ لِلشَّمْسِ وَلَا لِ‍‍لْقَمَرِ

    وَٱسْجُدُوا۟ لِلَّهِ ٱلَّذِى خَلَقَ‍‍هُنَّ

    إِن كُنتُمْ إِيَّاهُ تَعْبُدُونَ

    Wa min Aayaatihil lailu wannahaaru washshamsu walqamar;

    laa tasjudoo lishshamsi wa laa lilqamari

    wasjudoo lillaahil lazee khala qahunna

    in kuntum iyyaahu ta'budoon

    and from among his signs are the night and the day and the sun and the moon
    not prostrate to the sun nor to the moon
    but prostrate to Allah who created them
    if you really worship him.

    aur is ki nishanion me se hain raat aur din aur Sooraj aur chaand
    sajda nah karo Sooraj ko aur nah chaand ko
    aur Allah ko sajda karo jis ne unhen paida kya
    agar tum is ke bande ho.

     فَ‍‍إِنِ ٱسْتَكْبَرُوا۟

    فَ‍‍ٱلَّذِينَ عِندَ رَبِّكَ

    يُسَبِّحُونَ لَهُۥ بِٱلَّيْلِ وَٱلنَّهَارِ

    وَهُمْ لَا يَسْـَٔمُونَ ۩

    Fa inis-takbaroo

    fallazee na 'inda Rabbika

    yusabbihoona lahoo billaili wannnahaari

    wa hum laa yas'amoon

    but if they are too proud
    then those who are with your Raub
    glorify him during night and day
    and never are they get tired.

    to agar yeh takabbur karen
    to woh jo tumahre rab ke paas hain
    raat din us ki paaki bolte hain
    aur uktaate nahi

     وَمِنْ ءَايَٰتِهِۦٓ أَنَّكَ تَرَى ٱلْأَرْضَ خَٰشِعَةً

    فَ‍‍إِذَآ أَنزَلْنَا عَلَيْ‍‍هَا ٱلْمَآءَ

    ٱهْتَزَّتْ وَرَبَتْ ۚ

    إِنَّ ٱلَّذِىٓ أَحْيَاهَا لَمُحْىِ ٱلْمَوْتَىٰٓ ۚ

    إِنَّ‍‍هُۥ عَلَىٰ كُلِّ شَىْءٍ قَدِيرٌ

    Wa min Aayaatiheee annaka taral arda khaashi'atan

    fa izaaa anzalna 'alaihal maaa

    'ah tazzat wa rabat;

    innal lazeee ahyaahaa lamuhiyil mawtaa;

    innahoo 'alaa kulli shai-in Qadeer

    and among his signs that you see the earth barren
    but when we sent down to it water rain
    it is strirred to life and growth.
    Verily he who gives it life surely he is able to give life to the dead.
    Indeed he is over all things The All Powerfull.

    aur us ki nishanion se hai ke to zameen ko dekhe be qader pari
    phir jab ham ne is par pani utaara
    tar o taaza howi aur barh chali,
    beshak jis ne use jilaya zaroor murday Jalaaye ga,
    beshak woh sab kuch kar sakta hai.

    إِنَّ ٱلَّذِينَ يُلْحِدُونَ فِىٓ ءَايَٰتِنَا

    لَا يَخْفَوْنَ عَلَيْ‍‍نَآ ۗ

    أَفَ‍‍مَن يُلْقَىٰ فِى ٱلنَّارِ خَيْرٌ

    أَم مَّن يَأْتِىٓ ءَامِنًا يَوْمَ ٱلْقِيَٰمَةِ ۚ

    ٱعْمَلُوا۟ مَا شِئْتُمْ ۖ

    إِنَّ‍‍هُۥ بِمَا تَعْمَلُونَ بَصِيرٌ

    Innal lazeena yulhidoona feee Aayaatina

    laa yakhfawna 'alainaa'

    Afamai yulqaa fin Naari khayrun

    am mai yaateee aaminai Yawmal Qiyaamah;

    i'maloo ma shi'tum

    innahoo bimaa ta'maloona Baseer

    verily those who deviate concerning our auyaats
    are not hidden from us
    is he who is cast into the fire better
    or he who comes secure on the day of judgement?
    Do what you will
    verily he is The All Seeing One of what you do.

    beshak woh jo hamari ayaton me terhhe chalte hain
    ham se chupe nahi
    to kya jo aag me dala jaye ga woh bhala,
    ya jo qayamat me Aman se aaye ga
    jo jee me aaye karo
    beshak woh tumahre kaam dekh raha hai.

    إِنَّ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ بِٱلذِّكْرِ لَمَّا جَآءَهُمْ ۖ

    وَإِنَّ‍‍هُۥ لَكِتَٰبٌ عَزِيزٌ

    Inna Lazeena kafaroo biz Zikri lammaa jaa'ahum

    wa innahoo la Kitaabun 'Azeez

    verily those who disbelieve in the reminder when it comes to them
    and verily it is a scripture The Most Great One .

    beshak jo zikar se munkir howe jab woh un ke paas aaya
    un ki kharabi ka kuch haal nah pooch,
    aur beshak woh izzat wali kitaab hai.

     لَّا يَأْتِيهِ ٱلْبَٰطِلُ مِنۢ بَيْنِ يَدَيْهِ وَلَا مِنْ خَلْفِ‍‍هِۦ ۖ

    تَنزِيلٌ مِّنْ حَكِيمٍ حَمِيدٍ

    Laa yaateehil baatilu mim baini yadaihi wa laa min khalfihee

    tanzeelum min Hakeemin Hameed

    Falsehood can not comes to it from before it nor from behind
    it sent down from The Ultimately Wise One Worthy Of All Prais .

    baatil ko us ki taraf raah nahi nah us ke age se nah is ke peeche se
    utaara huwa hai hikmat wale sab khoobiyon sarahe ka.

    مَّا يُقَالُ ‍لَ‍كَ

    إِلَّا مَا قَدْ قِيلَ لِ‍‍لرُّسُلِ مِن قَبْلِ‍‍كَ ۚ

    إِنَّ رَبَّكَ لَذُو مَغْفِرَةٍ

    وَذُو عِقَابٍ أَلِيمٍ

    Maa yuqaalu laka

    illaa maa qad qeela lir Rusuli min qablik;

    inna Rabbaka lazoo maghfiratinw

    wa zoo 'iqaabin aleem

    Nothing is said to you
    except what verily was said to the prophets before you.
    verily your Raub is indeed the possessor of forgiveness
    and the possessor of painful punishment.

    tum se na farmaya jaye
    magar wohi jo tum se agle rasoolon ko farmaya gaya ,
    ke beshak tumhara rab bakhshish wala
    aur dard naak azaab wala hai.

     وَلَوْ جَعَلْنَٰ‍‍هُ قُرْءَانًا أَعْجَمِيًّا

    لَّقَالُوا۟ لَوْلَا فُصِّلَتْ ءَايَٰتُ‍‍هُۥٓ ۖ

    ءَا۬عْجَمِىٌّ وَعَرَبِىٌّ ۗ

    قُلْ هُوَ لِ‍‍لَّذِينَ ءَامَنُوا۟ هُدًى وَشِفَآءٌ ۖ

    وَٱلَّذِينَ لَا يُؤْمِنُونَ فِىٓ ءَاذَانِهِمْ وَقْرٌ

    وَهُوَ عَلَيْ‍‍هِمْ عَمًى ۚ

    أُو۟لَٰٓئِكَ يُنَادَوْنَ مِن مَّكَانٍۭ بَعِيدٍ

    Wa law ja'alnaahu Qur-aanan A'jamiyyal

    laqaaloo law laa fussilat Aayaatuhoo

    'A'jamiyyunw wa 'Arabiyy;

    qul huwa lillazeena aamanoo hudanw wa shifaaa'unw

    wallazeena la yu'minoona feee aazaanihim waqrunw

    wa huwa 'alaihim 'amaa;

    ulaaa'ika yunaadawna mim maakaanim ba'eed

    and if we had made this as a Qur’an in a foreign language other than arabic
    they would have said: “why are not explained its ayaats in detail!”
    what a scripture not in arabic and an arab?
    Say: “it is for those who believe a guide and a healing”
    and as for those who not believe there is deafness in their ears
    and it is blindness for them
    they are those who are called from a place far away.

    aur agar ham use ajmi zabaan ka quran karte
    to zaroor kahte ke us ki ayaten kyun nah kholi gayeen
    kya kitaab ajmi aur nabi arabi
    tum farmao woh imaan walon ke liye hidaayat aur Shifa hai
    aur woh jo imaan nahi laate un ke kaanon me tent ( roi ) hai
    aur woh un par andha pan hai
    goya woh door jagah se pukare jate hain.

    وَلَقَدْ ءَاتَيْنَا مُوسَى ٱلْكِتَٰبَ فَ‍‍ٱخْتُلِفَ فِي‍‍هِ ۗ

    وَلَوْلَا كَلِمَةٌ سَبَقَتْ مِن رَّبِّكَ

    لَقُضِىَ بَيْنَهُمْ ۚ

    وَإِنَّ‍‍هُمْ لَفِى شَكٍّ مِّنْ‍‍هُ مُرِيبٍ

    Wa laqad aatainaa Moosal Kitaaba fakhtulifa feeh;

    wa lawlaa Kalimatun sabaqat mir Rabbika

    laqudiya bainahum;

    wa innahum lafee shakkim minhu mureeb

    and indeed we have given Moses the scripture but dispute arouse therein
    and had it not been for word that went forth from your Raub. \Would have been settled between them
    but truly they are in doubt there to suspicion.

    aur beshak ham ne Moosa ko kitaab ataa farmai to us me ikhtilaaf kya gaya
    aur agar ek baat tumahre rab ki taraf se guzar nah chuki hoti
    to jbhi un ka faisla ho jata
    aur beshak woh zaroor us ki taraf se ek dhoka daalne wale shak me hain.

     مَّنْ عَمِلَ صَٰلِحًا فَ‍لِ‍نَفْسِ‍‍هِۦ ۖ

    وَمَنْ أَسَآءَ فَ‍‍عَلَيْهَا ۗ

    وَمَا رَبُّكَ بِظَلَّٰمٍ لِّ‍‍لْعَبِيدِ

    Man 'amila salihan falinafshihee

    wa man asaaa'a fa'alaihaa;

    wamaa rabbuka bizallaamil lil 'abeed

    whosoever does righteous good deeds it is for his ownself
    and whosoever does evil it is against it
    and your Raub is not unjust to his slaves.

    jo neki kere woh apne bhale ko
    aur jo buraiee kare apne bure ko,
    aur tumhara rab bandon par zulm nahi karta.

    إِلَيْهِ يُرَدُّ عِلْمُ ٱلسَّاعَةِ ۚ

    وَمَا تَخْرُجُ مِن ثَمَرَٰتٍ مِّنْ أَكْمَامِهَا

    وَمَا تَحْمِلُ مِنْ أُنثَىٰ

    وَلَا تَضَعُ إِلَّا بِ‍‍عِلْمِ‍‍هِۦ ۚ

    وَيَوْمَ يُنَادِي‍‍هِمْ أَيْنَ شُرَكَآءِ‍ى

    قَالُوٓا۟ ءَاذَنَّٰ‍‍كَ مَا مِنَّا مِن شَهِيدٍ

    Ilaihi yuraddu 'ilmus Saaa'ah;

    wa maa takhruju min samaraatim min akmaamihaa

    wa maa tahmilu min unsaa

    wa laa tada'u illaa bi'ilmih;

    wa Yawma yunaadeehim aina shurakaaa'ee

    qaalooo aazannaaka maa minnaa min shaheed

    to him is referred the knowledge of the hour
    and not comes out any fruits of its sheath
    not conceive any female
    nor gives birth except by his knowledge
    and on the day when he will call unto them where are my partners?”
    they will say: we inform you that. None of us bears witness to it.

    qayamat ke ilm ka usi par hawala hai
    aur koi phal apne ghilaaf se nahi nikalta
    aur nah kisi maddah ko pait rahe
    aur na jane magar us ke ilm se
    aur jis din unhen nida farmaiye ga kahan hain mere shareek
    kahen ge ham tujh se kah chuke hain ke ham me koi gawah nahi

    وَضَلَّ عَنْهُم مَّا كَانُوا۟ يَدْعُونَ مِن قَبْلُ ۖ

    وَظَنُّوا۟ مَا لَهُم مِّن مَّحِيصٍ

    Wa dalla 'anhum maa kaanoo yad'oona min qablu

    wa zannoo maa lahum mim mahees

    and will fail them what they used to invoke before
    and they will perceive that they not have any place of refuge.

    aur gum gaya un se jise pahle pujte the
    aur samajh liye ke unhen kaheen bhagne ki jagah nahi.

     لَّا يَسْـَٔمُ ٱلْإِنسَٰنُ مِن دُعَآءِ ٱلْخَيْرِ

    وَإِن مَّسَّهُ ٱلشَّرُّ فَ‍‍يَـُٔوسٌ قَنُوطٌ

    Laa yas'amul insaanu min du'aaa'il khairi

    wa im massa hush sharru fa ya'oosun qanoot

    not does get tired man of asking good
    but if touches him evil then he gives all hope, and is lost in despair.

    aadmi bhalai mangne se nahi uktata
    aur koi buraiee pahonche to na umeed aas toota

    وَلَئِنْ أَذَقْنَٰ‍‍هُ رَحْمَةً مِّنَّا

    مِنۢ بَعْدِ ضَرَّآءَ مَسَّتْهُ

    لَ‍يَقُولَ‍‍نَّ هَٰذَا لِى

    وَمَآ أَظُنُّ ٱلسَّاعَةَ قَآئِمَةً

    وَلَئِن رُّجِعْتُ إِلَىٰ رَبِّىٓ

    إِنَّ لِى عِندَهُۥ لَ‍‍لْحُسْنَىٰ ۚ

    فَ‍لَ‍نُنَبِّئَ‍‍نَّ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ بِمَا عَمِلُوا۟

    وَلَ‍نُذِيقَ‍نَّ‍‍هُم مِّنْ عَذَابٍ غَلِيظٍ

    Wa la in azaqnaahu rahmatam minnaa

    mim ba'di dar raaa'a massat hu

    la yaqoolanna haazaa lee

    wa maaa azunnus Saa'ata qaaa'imatanw

    wa la'in ruji'tu ilaa Rabbeee

    inna lee 'indahoo lalhusnaa;

    falanu nabbi'annal lazeena kafaroo bimaa 'amiloo

    wa lanuzeeqan nahum min 'azaabin ghaleez

    and truly if we make him taste of mercy from us
    after some adversity has touched him
    “He is sure to say this is for me
    and not I think the hour will be established.
    But if I am brought back to my Raub
    surely for me with him the best
    then we verily inform those who disbelieved with what they have done
    and we shall make them taste of a severe torment.

    aur agar ham use kuch apni rahmat ka maza den
    is takleef ke baad jo use pahunchi thi
    to kahe ga yeh to meri hai
    aur mere gumaan me qayamat qaim nah ho gi
    aur agar may rab ki taraf lotaya bhi gaya
    to zaroor mere liye is ke paas bhi khoobi hi hai
    to zaroor ham bta den ge kafiron ko jo unhon ne kya
    aur zaroor unhen gaarha azaab chkhayen ge

     وَإِذَآ أَنْعَمْنَا عَلَى ٱلْإِنسَٰنِ

    أَعْرَضَ وَنَ‍‍‍أَ بِ‍‍جَانِبِهِۦ

    وَإِذَا مَسَّ‍‍هُ ٱلشَّرُّ

    فَذُو دُعَآءٍ عَرِيضٍ

    Wa izaaa an'amnaa 'alal insaani

    a'rada wa na-aa bijaani bihee

    wa izaa massahush sharru

    fazoo du'aaa'in 'areed

    and when we bestow favour on men
    he withdraws and turns away
    but when touches him evil
    then he has suppications long.

    aur jab ham aadmi par ahsaan karte hain
    to mun phair leta hai aur apni taraf door hatt jata hai
    aur jab use takleef pahunchti hai
    to chorhie dua wala hai.

    قُلْ أَرَءَيْتُمْ إِن كَانَ مِنْ عِندِ ٱللَّهِ

    ثُمَّ كَفَرْتُم بِهِۦ

    مَنْ أَضَلُّ مِمَّنْ هُوَ فِى شِقَاقٍۭ بَعِيدٍ

    Qul araiaitum in kaana min 'indil laahi

    summa kafar tum bihee

    man adallu mimman huwa fee shiqaqim ba'eed

    say tell me if it is from Allah,
    then you disbelieve in it,
    who is more astray than one who is in opposition far away?

    tum farmao bhala batao agar yeh quran Allah ke paas se hai
    phir tum us ke munkir howe
    to us se barh kar gumraah kon jo door ki zid me hai.

    سَ‍نُرِي‍هِمْ ءَايَٰتِنَا فِى ٱلْءَافَاقِ وَفِىٓ أَنفُسِهِمْ

    حَتَّىٰ يَتَبَيَّنَ لَهُمْ أَنَّهُ ٱلْحَقُّ ۗ

    أَوَلَمْ يَكْفِ بِرَبِّكَ

    أَنَّ‍‍هُۥ عَلَىٰ كُلِّ شَىْءٍ شَهِيدٌ

    Sanureehim Aayaatinaa fil aafaaqi wa feee anfusihim

    hattaa yatabaiyana lahum annahul haqq;

    Awa lam yakfi bi Rabbika

    annahoo 'alaa kulli shai-in Shaheed

    we will show them our sign in the horizons and in their ownselves
    until it becomes manifest to them that this is the truth.
    Is it not sufficient to your Raub?
    That he is over all things a witness.

    abhi ham unhen dekhen ge apni ayaten duniya bhar me aur khud un ke aape me
    yahan tak ke un par khol jaye ke beshak woh haq hai
    kya tumahre rab kaafi nahi
    ke har cheez par gawah 

    أَلَآ إِنَّهُمْ فِى مِرْيَةٍ مِّن لِّقَآءِ رَبِّهِمْ ۗ

    أَلَآ إِنَّهُۥ بِكُلِّ شَىْءٍ مُّحِيطٌۢ

    Alaaa innahum fee miryatim mil liqaaa'i Rabbihim;

    alaaa innahoo bikulli shai'im muheet 

    verily: they are in doubt concerning the meeting with their Raub.
    Verily; He it is who is all things sorrounding.

    suno unhen zaroor apne rab se milne me shak hai
    suno! woh har cheez ko muheet hai.

    وَمَنْ أَحْسَنُ قَوْلًا مِّ‍‍مَّن دَعَآ إِلَى ٱللَّهِ وَعَمِلَ صَٰلِحًا وَقَالَ إِنَّ‍‍نِى مِنَ ٱلْمُسْلِمِينَ

    Wa man ahsanu qawlam mimman da'aaa ilal laahi wa 'amila saalihanw wa qaala innanee minal muslimeen

     

    and who is better in speech? Than he who invites to Allah and does righteous and say: “I am one of the Muslims Muslimeen”.

    Back To Top


    © Copyright 2016 | All Rights Reserved.